Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?
    Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

    dear forex trading main trendng ki boht ahmiyat hai forex main trading trend ki base par he ki jati hai jis main hmain market k trend ko follow karty howe apni trading karni hoti hai forex main 3 types k trend hoty hain jis main hum apni trading kar skty hain forex main jo 3 trend hain wo yah hain.
    1: Up Trend
    2: Down Trend
    3: Side Way Trend

    en 3 trend ko hum apni trading main follow kar k apni trading kar skty hain forex main jub koi trend show hota hai tu hmain apni trading main sahi faisla karty howe apni trading karni hogi q k aghr hum tredn k against main trading kar dety hain tu hmain kbhi bhi forex main proft nahi hota hai tu aghr forex main profit earn krna hai tu hmain tredn ko follow karty howe kam karna hoga tredn ka basically maqasad yah hota hai k hum market ki sort e hal ko achi trha se chek kar k apni trading karty hain tu hmain es ka knowledge gain karna zarori hai achi earning k liye
    • #3 Collapse

      Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

      Dear ap ais market mai jab trend ko dekh k aik trade lagaty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai ho sakta hai thory se time mai kafi zayda profit bana ley ya ap ais market mai agar trade lagaty hai aor wo loss mai chal rahe ho to aus ko ap loss mai bhi hold rakh skty hai ais market mai ap ko ye pata hota hai k ap ais market mai trade lagaty hai ap ko ais market mai jab trend ki retracment leti hai to aus time ap ki trade aus time loss mai jati hai aor aus k baad baad trend mai market moment start kar deti hai ap ais market mai jab trade lagaty hai to ap ko kafi zayda faida ho jata hai market trend k hisab se hi chalti hai aor ap ko faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

        Forex trading mein trend se Murad yah hoti hai ki aapane market ki judgement karni hai ki market next few hours ya day mein kis simt mein munh karegi. Trend ko trading mein isliye zyada ahmiyat Hasil hoti Hai kyunki hamare tamam analysis jo ki Ham technical tarike se bhi Hasil karte hain aur fundamental tarike se bhi Hasil karte hain balki sentimental analysis ko bhi follow karte hain ine tamam analysis ko ekattha karke Ham sirf Trend ki judgement lete Hain. Ek trader mein agar Trend ko acche tarike se judge karne ki salahiyat hoti hai to us trader ko professional trader banne se Koi Nahin rok sakta kyunki most of time hamen apni trade mein loss Isi vajah se aata hai ki Ham trend ko judge nahin kar paate aur opposite to the train tradeplace kar dete Hain isi wajah se senior traders yahi advice karte Hain ki always friend ke sath tradeplace Karni chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

          Dear friend trading Mein training Ki ahmiyat Is vajah Se Hai Kyunki market ismein ek hi Taraf karti hai aap yah down Ya Do Hua Hai Jis Tarah market movement Karti Hai To isliye training ka lafada isliye istemal hota hai ki market kis trand ki taraf movement Karegi aur iska kya Asar hoga isliye yah loafers market Mein Bar Bar istemal hota hai ki market ka uptrend kya hai aur downtrend kya hai to yah level ko kaha Jata Hai To isliye isliye usko istemal Karke market ki information Hasi ki jaati hai aur acchi trading ke liye is world ko bola Jata Hai To isliye ismein koi bhi fikra wali baat nahin hai se aapko aasani Paida Hoti Hai market ki position jaane ke liye
          • #6 Collapse

            Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

            Dear trading ki base trending par munhasir krti hu jis ki jitni zada working achi hoti Hy itna zada wo leant krta Hy is me Kam krhy Kay leay best ksm yahi hay pa ki me acha Kam kren trned par Kam krny Kay elay best yahi hay Kay analysis kren kyun Kay ye zaorri hoti hen Jo Kay bina AP khii acha prit nahi lay skty hen is me acha kam krba Hy to AP ko trending chezo par trading krna hoti Hy jis sy AP ki is me acha reward miln me asani hoti hu apckw acha profit yahi hotia Hy aoy wpxis me acha Kam kren jensr sy kren tab hi acha reward Mily ga aur AP trends ko follow kr Kay aik achy target ko asani sy achive Kia skta hycisi leay trend ki bht ehmiyat ohti ju
            • #7 Collapse

              Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

              Forex trading business mai traders jab market mai trading kertay hain tou unhain markets mai movement ka jaiza lainay ya phir monitor ker kay watch kernay kay liye trends daikhnay hotay hain. Trends ka Matlab hota hai kay markets ki movements ko chart pay graph ki soorat mai daikh kay andaza lagana kay next movement kia hogi aur trade entry kaha pay laini chaiye. Traders jab kisi pair ya commodity ka chart open kertay hain tou trend daikhnay ka tareeka yeh hota hai kay chart ko. Open ker Lia jaey aur phir ussai time frames aur trend lines ki madad li jaey. Time frames ko big frames mai apply ker kay previous movements ko daikha jaey kiyu kay market kay trends ka previous movements say kaafi acha guess kia jaa sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

                Forex market me market trend hi esi cheez hay jo key market key overall condition ki wazahat kar sakta hay, market condition aur situation ko agar samjna hay to market trend ko understand karna ho ga hamy kabi be market trend ko nazar andaz karny ki koshish nahi karni chaye,

                market trend 3 types key hoty hey aur es bary me information ham kesi be online learning websites se kar sakty hey aur demo account me hamy market trend se related experience be hona chaye,

                Bullish trend: market ka bullish trend up trend ko zahir karta hay market agar upward me move kary to es ko bullish trend kaha jata hay jo key long time tak move kar sakta hay aur short time key ley be,
                Bearish trend: bearish trend market ka downward movement hota hay,
                Ranging/side way trend: Market agar kesi waja se big movement karny me kamyab na ho to es ko side way/ ranging movement kaha jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

                  Forex forum members jaisa ki aapane bahut dafa suna hoga trend is your friend isliye market mein trend ko follow karne ke liye aapko struggle karne ki zarurat hai main yah kahana chahunga ke jo trading expert professional hamen batate hain tips aur trics jinke liye ham market ko samajh sakte hain aur demo account mein practice kar sakte hain for example agar humne ek ek din achcha bonus hasil kiya aur aur big lot size ke sath Marne trade open kar li lekin market hamare against chali gai to hamen loss hona shuru ho jata hai jiski vajah se tension shuru ho jaati hai aisi situation se avoid karne ke liye aur market ki prediction for understand karne ke liye technical analysis zaruri hai jisko candlestick chart pattern ke zeyada behtar tarike se learn kiya ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

                    Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein friend se Murad yah hoti hai ki aapane market ki judgement karni hai ki market next few Avadh mein kis Himmat Mein Karegi friend ko trading Mein isliye Jyada ahmiyat Hasil Hoti Hai Kyunki Hamare Tamam analysis ok Ham technical tarike se bhi Hasil karte hain aur aur tarike se bhi Hasil Karte Hain Baki sentimental analysis ko bhi follow karte hain Tamam analysis ko ekattha karke Ham sirf friend ki judgement dekhte hain Ek trader mein agar train ko acche tarike se judge karne ki Aadat hoti hai to use trader ko professional trader banne Se Koi Nahin rok sakta Kyunki most of time Hamen apni e trade Mein loss ISI vajah se hota hai ki Ham friend ko jaj nahin kar paate aur mukhalif tu train tradeplace kar dete Hain ISI vajah se senior traderji advice Karte Hain Ki always friend ke sath tradeplace Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

                      Dear trader agar ap forex mein trading kar rahy hain tu apko ye pata hoga aur ap ne ye aksar suna hoga k trend is friend tu trend mein trading karny k bahut faidy hain kyun market maximum trend mein movement kar rahi hoti hai aur long term traders hamesha trend ki favour mein trades open karty hain aur acha profit kamaty hain aur dear trend 3 types ko hoty hain agar ap metta trader 4 p bary time frame mein dekhyn jaisa k h1 hai tu us mein apko pata chal jaye ga k market up trend mein move kar rahi hai ya down trend mein move kar rahi hai ya side trend mein move kar rahi hai tu ap easily trend ko judge kar k trading kar sakty hain lekin market mein agar koi news aa jaye tu market trend ko chor k ya technical analysis ko chor k fundamental analysis p move karti hai is liye market mein apko har tarha k analysis karny chahyn aur har time alert rehna chahye ta k apko profit ho agar forex market mein trend mein trading karni hai tu apko zayada balance rakhma chahye aur small lot k sath long term trading karni chahye ta k agar loss bhi ho raha ho news ki waja se tu market k trend mein any tak apka account safe rahy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may trending ki hy eski ahmiyat kia hy?

                        dear jub market ki movement aik side par hoti ha or long move hoti ha wo up bhi ho sakti ha or wo down bhi ho sakti ha os movement ko trending movement kehtay hain

                        technically trend ki movement 3 form me hoti ha
                        up trend movement: up trend me market ki movement up ki janib hoti ha
                        down trend movement: is movement me market ki movement down trend me hoti ha
                        side way trend movement: is form me market ki movement na up hoti ha na down hoti ha balke straight movement hoti ha or market Apne previous support and reistance se reverse hoti rehti ha

                        trend ki boht zeyda ehmiat hain 100% me se jo 10% traders success hotay hain un ki trading trending market me hoti ha forex me acha profit earn karne ke liey market ki movement hona lazmi ha or market tub hi long movement deti ha jub market trend me move karti ha or agr ap ki trades trending market me open ho gi tub hi ap ko acha profit mile ga agr ap side way market me trading kare gay tu market ki long movement na hone ki waja se ap ko just loss ho ga is liey successfull trading karne ke liey sub se important baat trending Market me trading karna ha
                        Last edited by ; 27-03-2020, 10:46 PM.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X