Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?
    Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

    g han dear aj kal jo market k halat hain wo boht he risky hain q k es ki wajah aik he hai or wo hai corona virus hai jis ki wjah se pora molk apni laipait main liya hoawa es virus ki wjah se zindgi bhi maflooj ho kar rahi hai es ki wjah se sara naazam he rok gya hai jis main internationl level par jitna bhi business hai sub main he bht risk hai or earning ho he nahi rai hai es k ilwa niji halat main jitny bhi karobar hain wo sub he es ki wjaha se bhi sub kuj distrub ho gya hai es liye ab hum forex main bhi apna kam miyari nahi kar skty hain forex ki market main bhi boht risk hai jis main hum apni trading karen tu hmain market main boht risk ko face krna hoga q k ayse sort e hal main hum achi or miyari trading nahi kar skty hain tu hmain boht ahtiyat k sath trading karni hogi jis main hum loss ko face na kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

      Worldwide me corona virus ki waja se luck down ho raha hay aur financial market me investment karny ko dangerous samja ja raha hay, world health organization ne emergency lagi hay es waja se koi be investor risk leny ki position me nahi hay, Forex market me be trading karna aur investment karna corona virus ki waja se hi risky samja ja raha hay, Forex market be other financial markets ki tarha down movement kar rahi hay aur har stock hi crash ho chuki hay es waja se trading karny me ab bahot hi risk hay aur market me corona ki waja se koch be ho sakta hay jab tak halat teek nahi hoty koi be risk nahi lena chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

        Dear ap ais market mai dekhy to ais market mai fundamental k hisab se ais market mai trade kar skaty hai kun k ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai international halat dekh k trade karni chaye ais market mai ap agar fundametal ko dekh k ais market mai trade kar lety hai to ais market mai ap acha profit bana skaty hai magar aj kal jo halat hai ais se pori market disturb hoi pari hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda profit ho sakta hai ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai planing kar lety hai to ap ko ais mai faida ho hi jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

          Ji han aapki baat bilkul theek hai International virus ki vajah se bahut Sare Mal chijen tabdeel hoti ja rahi hai aur trading mein bhi bahut jyada risky chijen a rahi hai Jaise ke gold ki movement bahut jyada fast hui hai aur gold bahut jyada down train ki taraf Aaya Hai To isliye bahut Sare currency pair mein bhi Aisa changing a rahi hai Kyunki dusri country mein bahut jyada Virus ki vajah se market mein bahut masle Paida hue hain Jiski vajah se market bahut jyada Khush kar chuki hai to isliye ine Dinon trading mein agar aap acchi trading kar paate Hain To aap accha profit bhi Hasil kar sakte hain lekin market bahut jyada risky Hai To isliye Soch samajhkar trade Karen Taki aapko benefit Hasil ho sake aur aap lost se bachake
          • #6 Collapse

            Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

            gee han dost main ap ki bat se agree hun aj kal international level k hiasb se trading main kafi change aa rha hai har cheez gir rhi hai agr hum ab trading krein gey tu buy ki trade sab se risky hogy is liye hume is main hum soch smaj k work krna chaiye agr hamra work acha nai ha tu kameyabi kese hasil hogy almi market be kafi change aa rha hai jese k ap ko pta ha crude oil ur gold main kafi change aye ha ye dono bohat dwon aye hein is ki waja crona virus hai hume ab market main be soch samj k kam krna chaiye agr ap is main ab wait kr lein tu sab se acha ha wait krne krne se hum asani se kameyab be ho sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krte rehna lazmi h
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

              Jaisa ki aap sab log jante ho Forex trading market sensitive high-sensitivity high hone ki vajah market mein utaar chadhav zeyada hai aapko maloom hai ki market zigzag mood karti hai aur support and resistance ko follow karti hai market ek sport ko break karti hai to next resistance per apni sport banakar stri karti hai aur kabhi kbar market reverse trading karte hue dobara apni sport per a jaati hai iske liye aapko technically strong hona hoga Forex trading market mein technical aur fundamental analysis important hai aur sentimental analysis aapko book reading website per struggle karne se milega agar aap Pakistan Forex forum mein logon ke bare mein janna chahte ho to sentimental anal se yahi kahlata hai ki aap dusron ko maloom karo ke vah kya soch rahe hain ek specific currency pair ke bare mein
              • #8 Collapse

                Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap sab log Jante Hain Forex trading market sensitive high-sensitivity high hone ki vajah market Mein Utar chadav jyada hai aapko Maloom Hai Ki market zigzag mood karti hai aur support and resistance ko follow Karti Hai market export ko break aati hai vah to next resistance per apni spot Banakar karti hai aur Kabhi kbar market reverse trading karte hue Dobara apni sport per a Jaati Hai iske liye aapko technically strong Hona Hoga Forex trading market Mein technical aur fundamental analysis important hai aur sentimental analysis aapko book reading website per struggle karne se Milega agar aap Pakistan Forex form Mein Logon Ko Bade Mein Jaana Chahte Hain Main to sentimental anal se yahi kahlata hai ki aap dusron ko Maloom Karo ke vah kya soch rahe hain Ek specific currency per ke bare mein main aap kya jante Hain uski aapko kya knowledge rakhte Hain
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                  Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap sab log Jante Hain Forex trading market sensitive hi hone ki vajah se market Mein Utar chadav jyada hai aapko Maloom Hai Ki market zigzag mood kar diya aur support and resistance ko follow Karti Hai market export ko break karti hai to next resistance per apni spot Banakar karti hai aur aap kabhi kbar market trading karte hue dwara apni sport per a jaati hai isliye aapko technically strong Hona Hoga Forex trading market Mein technical aur fundamental analysis important hai aur sentimental analysis aapko book reading website per struggle karne se Milega agar aap Pakistan forex for Mein Logon ke bare mein Janna Chahte Hain To sentimental analysis aapko book ok ok yah yahi kahlata hai ki aap dusron ko Maloom Karo ke yah kya soch rahe hain market export ko break karti hai to next station per apni sport Banakar karti hai aur Kabhi kbar market trading karte hue dwara apni post per a Jaati Hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                    G dear aak kal international level pay coronavirus phela hua hai jis ki waja say har mulk ki economy asar andaaz ho rahi hai jis ki waja say Forex market main bhi mandi ka rujhaan ziada hai , Har rooz market down say down jaa rahi hai jis ki waja say Forex market kay halaar boaht kharaab hain aur traders kay liye trading karna bohat risky hai kiyun kay market main har weekend pay gap aajata hai jis ki waja say traders kay liye trading karna mushkil hota hai. Puri duniya main coronavirus ki waja say tabahi ho rahi hai jis ki waja say international market main investor aur traders business karnay say ghabra rahay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                      G dear agar ap ne news suni hon gi tu apko pata hoga k aj kal corrona ki waja se halat kafi kharab chal rahy hain aur corrona virus dunia k 185 countries mein phel chuka hai aur iso waja se zayada tar countries k economical halat bahut kharab hain aur currency down ho rahi hain kyun k countries k lock down hony ki waja se doosry mumalik l sath tijarat band hai aur maximum companies aur airlines bhi band hain tu is corrona virus k bury asraat forex trading p bhi par sakty hain aur market ki movenent fast ho sakti hai is liye trading bahut care se karyn aur technical analysis bhi karyn aur fundamental analysis bhi karyn aur fundamental analysis ko follow karyn kyun k aj kal market fundamental analysis p move kar rahi hai aur over trading mat karyn aur small lot lagayn aur trend mein reh k trading karyn kyun k aj kal market ki movement ka idea na hony ki waja se account safe rakhyn.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                        Forex trading iss waqt kaafi risky hai kiyu kay aaj kall market ka bilkul bhi pata nahi chall raha hai kay kiss waqt kiss position mai chali jaey. World mai iss waqt 204 countries mai say 186 countries mai Corona virus phail chuka hai aur jinn 18 countries mai abhi tak yeh waba nahi pohanchi ya nahi phaili waaha pay bhi international halaat ko daikhtay huay unn countries nay bhi apnay cities aur borders ko lock down kia Hua hai. Aisay halaat mai pooray world mai business khatam ho chukay hain, energy ki demand khatam honay say crude oil ki market bhi lowest level pay aa chuki hai. Aur trading market mai big investors kay billions dollars doob chukay hain. Ab market ko samajhna aur trade kerna risk mai hai. Iss liye iss waqt wait and see waali situation hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                          yes dear bilkul aj kal virus ki wajah say trader bohat he ziada daryy hoay hain jiss ki wajah say market main movement slow hai ya phir jiss tarf market ja rahi hai uss tarf he movement ho rahi hai es satuation main ham ko bohat he ehtiyaat say kam karna ho ga phir he ham es market main loss say bach sakty hain ager market main ap ko trade lgany ky lea koi acha signal nahi mil raha hai tu ap ko es market main kam karny sy avoid karna ho ga phir he ap es business main kamyab ho sakty hain es lea ap ko har halat ko dekh kar har major country ko dekh kar phir he trade karni chahea phir he ap es market main success hasil kar sakty hain es lea forex market risk hai aur en halat main kam karna bhi khatry say khali nahi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                            Ji Bhai Jaan aajkal international level per kroner faila Hua Hai Jis ki vajah Se Har Mulla ki economic band ho rahi hai Jiski vajah se forex market mein bhi mind ka Raju jyada hai har roj market down se down Ja Rahi Hai Jiski vajah se farak market ke halat bahut kharab ho rahe hain The tredar liye ke liye trading karna bahut Barish Ki Hai Kyunki market Mein Har weekend per group a Jata Hai Jiski vajah se traders ke liye trading karna Mushkil hota hai Puri Duniya Mein karo na Virus ki vajah se tabahi Ho Rahi Hai Jiski vajah se international market main investor or traders business karne se Kabra rahe hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia ajkul international level k halat ki waja say trading ziyada risky hy?

                              g han is wakt trading karna zeyda dangours ho sakta ha or is ki reason market ki unexpected movement ha kyuke kuch countries ki economy strong hain or kuch countries ki economy weak hain jo strong economy wali countries hain un ke survive karne ke chances hain or jo weak economy wali countries hain un ka apni economy ko handle karn a mushkil ho sakta ha or economy mazeed weak hone ki waja se un countries ki currency mazeed weak ho sakti hain jo ke strong economy wali countries ki currency ka mukabla nehi kar sakti hain or is farak ki waja se kuch pairs me unexpected movement bhi dekhne ko mill sakti ha or wo movement kafi fast or long bhi ho sakti ha jis se is wakt ke halat me trading karna kafi dangours ho sakta ha or agr ap phir bhi trading karna chahte hain tu ap ko market ko boht deeply analysis karna pare ga technically bhi or fundamental analysis ke sath bhi phir hi achi trading ho sake gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X