Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?
    Dear friend trailing stop ka istemal trading Mein karna chahie ya nahin Kyunki Agar trade Mein trailing stop istemal Karte Hain To uske liye system ko on Hona jaruri hai ya K trading main trailing stop ko on karke aap market se out ho jaaye to yah kam karta hai ya nahin ine chijon ke bare mein Mujhe acchi Tarah Se guide kar de please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

    Forex trading business mai orders laganay kay 2 tareekay hain. Aik tareeka yeh hai kay instant order laga Dia jaey jo kay usi waqt market mai execute hojata hai aur Dusri type pending orders ki hai jo kay aisa order hota hai jiss ko kisi news ya signal ki wajah say set ker Lia Jata hai laikin uss ki execution market kay uss point tak anay ya janay pay hoti hai jo set ki gai hoti hai. Pending order ki mazeed aisi types hai jinhain use kia jaa sakta hai jinn mai say trailing stop bhi aik type hai. Jab pending order kay saath trailing stop ko apply kia Jata hai tou uss say traders ko aik faida hota hai kay traders jo stop loss set kertay hain woh market price ko trail ya chase kerta rehta hai. Jaisay kay aik order 1480$ pay lagaya jaey aur trailing stop 1478$ pay ho Agar market mai price 1482$ ho Jaye gi tou trailing stop bhi 1480$ ho jaey ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

      Trailing stop

      Dear jes tarha se Forex ki market movement karti hay hamy terminal key har tool ko use karna chaye, trailing stop profit ko manage karny wala tool hay jes ko use karny se profit hamari marzi key point par stop ho jata hay aur profit ko ye tool zeyada nuksan nahi deta, Forex market kesi be time aur kesi be important news ki waja se unexpected movement kar sakti hay aur trend be achanak hi reversal condition me convert ho sakti hay es cheez se bachny key ley trailing stop ka use karna hamary ley zarori ho jata hay, profit waly trades ko agar loss se koi tool asani se bacha sakta hay to wo trailing stop tool hi hay.
      Click image for larger version

Name:	mt4-trailing-stop.png
Views:	1
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12326285
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

        yes dear trailing stop ka use karna chaheay es ky use say ap apne profit ko maximum tak bhi lay ja sakty hain aur risk say bhi bach sakty hain yeh market main tab lagay jata hai jab market main bohat ziada fast movement ho rahi ho tu ap ka order profit main ja raha hai tu ap kuch point par apna trial stop laga daity hain jesy jesy ap ka profit ziada hota jata hai wesy he ap ka trial stop ap ky profit ko mazed ziada karta jata hai aur ager market kisi wajah say back aa jati hai tu jahan pay ap nay trial stop lagya hota hai wahan pay back any pay app ki trade close ho jati hai jiss say ap ka profit maximize ziada say ziada ho jata hai es lea ap ko forex main trail stop ka use lazmi karna chahea phir he ap ko acha margin mil sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

          Assalamu Alaikum dear friend yes trailing stop ka use karna chahie chahie iska use karne se aap apne profit ko bahut jyada aur Kafi had tak le ja sakte hain aur risk se bhi ban sakte hain yah market Mein tab Lagaya Jata Hai Jab market mein bahut jyada fast movement ho rahi ho to Aapka order profit Mein ja raha ho to aap Kuchh. Per Apna trial stop Laga Dete Hain Jaise Jaise aapko profit Jyada Hota Hai vaise hi aap apna trial rok Dete Hain aur profit ko aur Jyada Karte Jaate Hain aur Agar market Kisi vajah Se baccha Jaati Hai To Jahan per aap ne rok diya tha vahan per back Aane per aapki trade close Ho Jaati Hai is se aapka profit maximization jyada ho jata hai isliye aapko Forex Mein train stop ka use Lal me karna chahie free aapko Achcha margin mil sakta hai Iske istemal karne se aapko bahut jyada fayda Hota Hai aur Main Har Kisi ko ye Mashwara Doonga kya aapko iska istemal karna chahie jisse aap bahut hi acche Businessman Ban sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai trade lagaty hai aor hum ais mai long term k hisab se trade lagaty hai ar humri trade kafi zayda proft mai aa jati hai aor aus k baad hum aus trade ko long time tak hold rakhna chaty hai to aus k liay hum ko apni trade k sath trailing stop use kar lena chaye aus se hum ko ye faida ho jata hai k humra stop loss shift hota jata hai aor aus se hum ko trade par kafi zayda profit ho jata hai ais k sath sath humri trade agar loss wali side mai aati hai to humri trade kuch profit mai close ho jati hai ais se hum ko aus trade par loss nai hota hai bas aus trade par profit hi hta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

              Trailing stock ko use karna ek strong trading strategy hai ismein Koi burai nahin hai agar aap trailing stop use karna chaho trading market mein aapko different tips tricks and strategies used kar na hoti hai agar aapke pass market mein focus karne ke liye time hai to aap usko apni trading modification aur learning ke liye use karo aur experience asalkar ke acche trader bn jao expert trading members main aapko ek advise karna chahta hun ki Pakistan Forex forum ek behtarin trading ke liye guidance ke liye platform hai ismein aap per nahin opportunity avail karte hue trading karo aapke pass trading ke liye bahut sari Forex trading market mein yah ek perfect contest hai jismein aap without trading learning aur earning kar rahe ho aur aapko behtarin withdrawal bonus nahin sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                g han asa he hain forex mai jab hum traling stop ko use kar ky kam kaarty hain to hum kamyab ho jatey hain forex aik best busines hain hum is mai free account bana kark be kam kar sakty han hm is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy los sho jy ga hmy analaysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik big busines hain is mai usa or chinaa or new yok jasy bary bary muamlik samil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tukak system sy kam kary gy to hamy loss ho ga forex jasa koi or busness nahi han hum is mai agar baager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai out off balance account be bana sakty han forex jasa koi or business nahi hain dunay bar mai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                  G han dear bahut acha topic discuss kiya hai ap ne aksar aisa hota hai k ham jab market mein koi trade open karty hain tu hamari trade jab profit mein aa jati hai tu ham agar long term trade ko hold kar k zayada profit banana chahyn tu hamyn dar bhi rehta hai k market mein agar koi news aa gai ya trend change ho gaya tu hamyn loss ho jaye ga ya hamara jo profit bana hua hai wo zaya ho jaye ga is liye agar ham trailing stop use kar lyn tu mera khayal hai k ham apny profit ko safe rakh sakty hain aur hamayn zaayda loss ni hota tu dear aik bat yad rakhyn k apko jitny bhi tools diye gaye hain wo hamary faidy k liye hain aur in tools ko real trading mein use kar k ham faida utha sakty hain aur apko agar koi tool use karna ni ata tu demo account bana k demo account p ham sary tools air indicators ko laga k check kar sakty hain aur agar koi tools hamry liye acha hai tu ap demo account p practice k bad real account p laga sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                    Assalam walekum bhai jaan ji han aapane bilkul sahi Kaha aisa hi hai frocks Mein Jab Ham reading stop ko use Karke kam Karte Hain To Ham Kamyab ho Jate Hain prakashik best business hai aur aapane Aksar aisa hota hai ki Ham Jab market Mein Koi trade open Karte Hain To Hamari trade Jo profit Mein a Jaati Hai To Ham Agar long term trade score cold Karke Jyada profit banana chahie To Hamen Dar bhi rahata hai ke market mein agar koi news a Gai to trend change ho gaya hai To Hamen loss ho jaega yah Hamara Jo profit banaa hua hai vah ho jaega isliye Agar Ham trading stop use Karke to Mera Khyal hai ki Ham Apne profit ko saaf Rakh sakte hain aur Hamare Jyada lost Nahin Hota aur Pyare bhai ek baat Yad rakhega ki aapko Jitna Bhi to Diye gaye hain vah Hamare fayde Ke Liye Hi Diye gaye hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                      Forex trading business mai orders laganay kay 2 tareekay hain. Aik tareeka yeh hai kay instant order laga Dia jaey jo kay usi waqt market mai execute hojata hai aur Dusri type pending orders ki hai jo kay aisa order hota hai jiss ko kisi news ya signal ki wajah say set ker Lia Jata hai laikin uss ki execution market kay uss point tak anay ya janay pay hoti hai jo set ki gai hoti hai. Pending order ki mazeed aisi types hai jinhain use kia jaa sakta hai jinn mai say trailing stop bhi aik type hai. Jab pending order kay saath trailing stop ko apply kia Jata hai tou uss say traders ko aik faida hota hai kay traders jo stop loss set kertay hain woh market price ko trail ya chase kerta rehta hai. Jaisay kay aik order 1480$ pay lagaya jaey aur trailing stop 1478$ pay ho Agar market mai price 1482$ ho Jaye gi tou trailing stop bhi 1480$ ho jaey ga.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                        Ji han bilkul Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ki trailing stop Ek bahut hi Achcha To Hai Jiski madad se Ham market mein baithkar news per Achcha profit Hansi kar sakte hain aur yah Aisa tools Hai Jisko Ham news time bahut hi Behtar Tarika se istemal kar sakte hain jaise Ke Jab news a rahi ho to vahan per aap donon Taraf trade open karte hain aur sath mein trailing stop Laga Dete Hain Jaise hi trade profit Mein Jaati Hai To Wapas Jab Aane lagti hai to aap Agar trailing stop co-actor Karde to aapki trade profit Mein Hi close Hogi Jab Bhi market back Aane Ki Koshish Karegi to aap ki trade foreign close ho jayegi aur are profitable trade ke sath hi market se out ho sakte hain isliye yah tools ko use karna bahut jaruri hai aur yah bahut hi jyada fayda De sakta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; traling stop ka istamal krma chaheye?

                          Forex trading business mai orders laganay kay 2 tareekay hain. Aik tareeka yeh hai kay instant order laga Dia jaey jo kay usi waqt market mai execute hojata hai aur Dusri type pending orders ki hai jo kay aisa order hota hai jiss ko kisi news ya signal ki wajah say set ker Lia Jata hai laikin uss ki execution market kay uss point tak anay ya janay pay hoti hai jo set ki gai hoti hai. Pending order ki mazeed aisi types hai jinhain use kia jaa sakta hai jinn mai say trailing stop bhi aik type hai. Jab pending order kay saath trailing stop ko apply kia Jata hai tou uss say traders ko aik faida hota hai kay traders jo stop loss set kertay hain woh market price ko trail ya chase kerta rehta hai. Jaisay kay aik order 1480$ pay lagaya jaey aur trailing stop 1478$ pay ho Agar market mai price 1482$ ho Jaye gi tou trailing stop bhi 1480$ ho jaey ga
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X