Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?
    Dear friend technical analysis ko kaise Maloom Kiya Ja sakta hai aur kin tools ki help se Ham technical training kar sakte hain to isliye isko acchi Tarah Se explain kar de Taki Ham Sabhi log se fayda Utha Saken aur trading co Behtar Tarika se jaan sake main Janna Chahta Hun Ki fundamental and technical analysis se Ham Kis Tarah trading kar sakte hain aur isko Kaise fundamental aur technical training Kaha jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

    Traders ka self knowledge be technical se related hona zarori hay aur traders ko technical analysis ka experience be hona chaye, indicators be es kam key ley best samjy jaty hey agar traders ka apna knowledge technical subject ki waja se acha ho ga to ye cheez indicators se zeyada market ka technical point of view se jaiza leny me help de sakta hay,

    jo be powerful indicator market ko analysis karny key ley use kia jaye traders ko es ka experience pehly se hona chaye market ki movement ko samjny me traders technical analysis se help le sakty hey es ki complete study karna traders ki responsibility hoti hay aur self base par technical jaiza leny ki learning bahot hi easy aur simple hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

      Mera bhai bohhot zayada new traders ko achee Trah say technical analysis ki samjh naheen hoti aur wo bohot confuse rahty hain. Aaap Fundamentals ko tab hi jan sakty ho jab aap ko technical aspects ki samjh ho gi. Technical analyses aik wide subject hay main koshish karoon ga is ko explain karny ki.
      Technical Analysis mi aap ko sab say pahly following things ko samjhna ho ga.
      1-Support and Resistance
      2-Trend Lines
      3-Breakouts
      4-Pivot Points
      5-Use and understanding of Default Indicators
      7-Reversal Patterns
      8-Candelstick Patterns
      Agar aap in technical items ko samjh jaty hain to aap aik achay trader ban sakty hain. Aaap ko is forum par ye sab topics mil jain gay jin say aap bohot kuch seekh sakty hain.Mazeed seekhny kay liye babypips say aap ko faida ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

        Assalamu Alaikum dear friend day trader ka self-knowledge be technical se related Hona jaruri hai aur trader ko technical analysis ka experience Hona chahie indicator b is kam ke liye best samjhe Jaate Hain Agar traders ka Apna knowledge technical subject ki vajah Se Achcha hoga to ine chijon indicator Se Jyada market ka technical point of view Se Jyada Lene Mein help the Ja sakti hai jo bhi powerful indicator market ko analysis karne ke liye use kiya jaaye trader ko is ka experience Pahle Se Hona chahie market ki movement ko samajhne Mein trading technical analysis se help Le sakte hain iski complete study karna traders ki responsibility hoti hai aur self base per technical jayja Lene Ki learning bahut hi easy or simple hai isase Ham technical analysis Maloom kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

          Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders ko market say baakhabar rehna parta hai. Forex market mai news aur technical dono tarah kay analysis ka bohat eham role hai. News ya fundamental analysis ki ehmiat apni jagah hai laikin uss say bhi ziada eham technical analysis hotay hain.

          Forex trading kay Doraan technical analysis kay liye MT4 trading terminal pay traders ko support kernay kay liye bohat say tools mojud hain. Terminal pay currency pairs kai charts, time frames, trend lines, indicators waghaira sub he aisay tools hai jo kay technical analysis kernay mai madad kertay hain. Technical analysis kay baad ki jaaney waali trades say achi earning kay chances bohat ziada hotay hain. Traders ko demo accounts mai iss ki practice zarur kerni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

            trading members technical analysis ke liye aapke pass multiple sources maujud hain aur aap unko carry karke trading kar sakte ho metatrader 4 terminal main aapko different time frams milte hain joki aap unke giri trading kar sakte ho candlestick chart pattern mein use hone wali different candles ko study karna chahie Forex trading members knowledge or experience ke liye aapke pass perfect platform hai Pakistan per ek forum score jabse aapane join kiya hoga aapko mahsus hua hoga k trading ke liye perfect hai aur ismein aapko kam karna chahie yahan par se aap apni score increase karte hue trading kar sakte ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

              Dear ap k samny chart open hota hai aor aus par ap k pass diffrent tools hoty hai jin ko ap use kar skaty hai aor aun par trade kar sakty hai ap ne agar ais market mai technical par kaam karna hai to ais mai ap asani se chart ko dekh k trade laga skaty hai agar ap ais market mai technical par kaam karty hai to ap ko her time frame mai trade mil jati hai aor ais k sath sath ap k pass bahot sary indicators hoty hai jin ko ap use kar k ais market mai acha profit bana sakty hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to aus mai ap ko ho sakta hai k atna zayda profit na ho raha ho magar ap ko aus mai wait karna parta hai jab market moment start karti hai aus k baad faida hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

                Technical anlysis chart bana k kiye jaty hain aur is market mein maximum traders technical analysis p trading karty hain aur technical analysis k liye sab se pehly apko candels stick pattren ana bahut zaroori hota hai kyun k har candal ki diffrent shakal hoti hai aur har candal ka market ki movenent k bary apna signal hota hai is k bad apko metta trader 4 mein duffrent indicators diye gaye hain aur duffrent time frame diye gaye hain ap chart bana k market k technical analysis kar k jo market ki next movment ka idea lagaty hain usko technical analysis kaha jata hai aur diffrent trader hoty hain koi long term trading karta hai aur koi short term tu jo traders long term trading karty hain unko bary time frame jaisa k h4 ya d1 mein technical analysis karny chahyn aur jo traders short term trading karty hain unko choty time frame jaisa k h1 ya m30 mein technical analysis karny chahyn aur agar ap k analysis achy hain tu ap is market se bahut zayada profit earn kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

                  techincal analysis ko maloom karny ky lea p ko pehly forex main knowledge hasil karna hota hai aur forex main kis method say ap nay kam karna hai phir uss method ko sekh kar phir he ap forex market main chart pay analysis kar sakty hain ziada tar trader forex main price action use karty hain aur es ky analysis karty hain forex main technical analysis karny say he forex market main signal ko find karty hain aur en ky bgair forex main ap achi earning nahi kar sakty hain ap nay aksar professional trader ko dekha ho ga ky wo chart ko aksar social media main daity hain jin pay analysis kar ky phir he forex main kam karty hain es lea forex main jab tak ap ko analysis nahi karny ayin gay ap forex main nahi sekhain gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

                    Technical analysis ko Maloom karne ke liye aapko pahle Forex Mein knowledge Hasil karna hota hai aur Forex mein kisi method se aapane kam karna happy use method ko Sikh kar FIR aap forex market mein chat per analyses kar sakte hain Jada trade frocks Mein price action use karte hain aur uske liye Anil sar karne se hi forex market Mein single ko find karte hain aur unke Vakya Forex mein aap acchi earning nahin kar sakte hain aapane Aksar professional bridal Ko Dekha Hoga Ki vah Chahat ko Aksar social media Mein Dete Hain Jin per analyses Karke FIR hi friends Mein kam karte hain isliye Forex Mein Jab tak aapko analysis Nahin Karni Aaegi aap Forex Main Nahin Kuchh Sikh Sakenge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; technical analysis Kaise Maloom kiye Jaate Hain?

                      technical analysis karne ke liey chart ka use kea jata ha or technical analysis ke liey technical indicators like rsi stochastic oscillator or bollinger band ka use kea jata or technical analysis naked chart par price action analysis ki help se bhi kea ja sakta ha traders ko jo system easy lagta ha traders osi ko use karte huey profit earn karte hain

                      technical analysis ki help se trading is tarah ki jati hai ke traders charts ko analysis karte hain or signal find karte hain chart ko analysis karke is ke liey wo indicators se bhi signal hasil karte hain or price action ki help se bhi signal hasil karte hain jaisa ke trend line or support and resistance ki help se
                      fundamental analysis me trading news events ko analysis karke ki jati ha traders news ko analysis karte hain ke news ka impact currency par kaya ho sakta ha or is news ki waha se currency strong ho gi ya weak phir osi ke hisab se decision le kar trades open karte hain fundamental analysis ki help se

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X