Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?
    Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

    Forex trading markets ki aisi soorat e haal kay barey mai koi bhi baat clearly nahi kahi jaa sakti kiyu kay pooray world mai iss waqt afraa tafree ka aalam hai jiss wajah say tamaam karobari sargarmiaa bohat hadd tak khatam ho chuki hain ya phir khatam ho chuki hain. Abhi iss ki wajah say halaat mazeed kharab he ho rahey hain kiyu kay Europe mai mukamall loch ho chuka hain. Iss kay elawa bhi taqreebun her woh country jaha pay Corona Kay patients samany aa chukay hain unhoo tamaam kisam ki movements khatam ker di hai. Business taqrebun khatam ho chukay hain aur productions bhi ruk chuki hai. Iss sub ka asar direct trading market pay he araha hai kiyu kay her qisam ki liquidity rukk gai hai. Trading markets mai aisi soorat e haal hay kay sarmayaa kaar apna sarmayaa nikaal bhi nahi oaa rahey kiyu kay sellers mojud hain laikin buyers nahi hain aur aisa taqreebun her country ki stock markets mai ho raha hai. Markets ko yeh soorat e haal April ya phir June tak bhi jaa sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

      Market mein is situation ka kisi ko kuchh pata nahin ke kab tak rahegi lekin trading ne aapko precautionary efforts karna hogi aur apni management ke sath trading karna hogi agar aap is situation mein big lot size casual bhi hai wear aur technical and fundamental analysis ko ignore karoge to aapko yakin nahin ho sakta hai lihaja aap log abhi market mein decision making power ke sath emotional control ke sath market ki limits ko follow karo aur train ko follow karojaise hi market apna reversal complete karke trend per dobara a jaaye to aap use waqt apni trade open karo aur stop latest resistance spot per lagakar tension free hokar market mein trading karokoi bhi koi bhi loss trade na open kro
      • #4 Collapse

        Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

        Dear market ki ye condition aur situation es time tak rahy gi jab tak corona virus khatam nahi ho ga ya per es ko khatam hony par insan ka control nahi ho jaye ga, filhal corona virus par koi control nahi aur mazeed cases samny a rahy hey es waja se market ki ye situation create howi hay, financial markets ki ye jo halat howi hay mery khayal me ye jald normal condition me nahi aye gi aur es me time lag sakta hay, koi be esi situation create ho jaye to market me entry bahot soch samaj kar karni chaye aur jetny be financial markets hey es virus ki waja se crash position me aye gi ye normal zaror ho jaye gey magar time lag sakta hay es me.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

          Forex Market sirf aik mulk say nahi chalta balke pori duniya ke hisaab say chalta hay, es liye market ke situation ka kuch kaha nahi ja sakta. Apko khud he analyse kerna hoga keh market ke movement kiya hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading markets ki aisi Surat ke bare mein koi bhi baat clearly Nahin Kahin Ja sakti Kyunki pure world mein is Waqt Nafrat Africa Alam Hai Jis vajah Se Tamam karobari sargarmiyan bahut had Tak khatm ho chuki hain ya Ghar khatm ho chuki hai abhi iski vajah se Halat kharab hi ho rahe hain Kyon Ke Europe mein Mukammal ho chuka hai Iske alava bhi takriban Har vah countary Jahan per chronic are patients Samne Aa chuke hain oh no unhone tamaam kism ki movements khatm Hoti Hai business takriban khatm Ho chuke hain aur production bhi ruk chuki hai is Sab Ka Asar direct trading market per hi a raha hai Kyunki Har kism Ki trading markets Mein Aisa suit hal hai Ke Sar Mein Aakar Apna Samay Nikal Bhi Nahin Rahe Kyon Ke salad Mein Jude hain lekin vial nahin hai aur Aisa takriban Har countary ki stock market mein ho raha hai market Khoya surte haal hai April ya FIR June Tak Bhi Ja sakti hai is situation ka koi Dada Nahin Lagaya Ja Sakta Kyunki yah bahut hi is Waqt Puri duniya ki bahut hi Buri suit HAL chal rahi hai Jiski vajah se Yaad karna Mushkil Hai Ya continue ho sakta hai ya nahin lekin trade market Mein kaam karna bahut hi profitable kam hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

              dear forex market ki jo ab sort e hal chal rahi hai wo aj kal down main ja rahi hai or mazeed es k down main jany k chnaces hain or ummed ki jati hai k april tak yah thke ho jay gi or sub kuch routine main a jay ga es liye hmain chahye k tab tak apny account ko save rakh kar kam karen q k aghr market ki sort e hal ayse chal rahi hai tu hmary accounts zyda tar block bhi ho rahy hain or boht se issues bhi ho rahy hain tu hmain apny account ko save rakhty howe kam krna hoga jis se hmain bhi masla na ho or market ki sort e hal ko guzrany k bad apny kam ko achi trha se kar skaen qk es se hmain he faida hoga forex main kamyab wohi hoty hain jo apny account ko save rakhty howe trading karen ta k apny kam ko achi trha se kar k afida otha skaen
              • #8 Collapse

                Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                Dear Forex market ki ye situation coronavirus ki waja say hai jab tak ye virus rahay ga tab tak to market issi tarha down rahay gi. Kiun kay iss virus nay puniya ko apni lapait main lia hua hai har country iss ki waja say mutasir hui hai . Har mulk ki economy ko bohat nuqsaan poncha hai kiun kay ye virus phalta jaa raha hai aur abi tak is virus ka koi ilaj daryaft nahi hua iss liye abi koi kuch nahi keh sakta kay is say aur kitna nuqsaan ho ga , kiyun kay jab tak is virus ki koi vanccine nahi banay gi tab tak economies aur market ki condition yehi rahay gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                  Dear ais market mai jo abi state ja rahe hai ais k bary mai kuch nai kaha ja sakta hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna ho ga k ap agar ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais market mai khud dekhna ho ga k ap agar ais market mai koi trade lagaty hai to aus par ap atna zayda risk na ley aor apni her trade k sath sath stop loss use kary agar ap ais market mai trade lagaty hai to aus mai ata hi risk ley jitna ap asani se bardast kar ley ya aus se ap ka account wash na ho ais tarha ap ais market mai kamyab ho jaye gay aor ain dino bhi trade kar k profit bana skaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                    Dear traders aj kal jo poori dunia ko stock exchange aur forex trading market mein jo soorat e haal chal rahi hai is k bary koi bhi confirm ni kaha ja sakta kyun k apko pata hai k ye market mein mandi dunia mein corrona virus k attack ki waja se hoi hai aur almi markets crash kar gai hain aur poori dunia mein buisness khatm ho chuka hai aur agar yahi situation rahi tu kafi sari countries diwalia ho jayn gi kyun k ye corrona virus daily zayada hota ja raha hai aur ab tak 165 countries mein phel chuka hai aur jab tak ye corrona virus ki rok tham ni hoti tu market mein yahi haal hoga is liye aisi situation mein ap apny account ko save rakyn aur loss se bachyn aur news ko study karyn aur agar trading karni hai tu news ko lazmi follow karyn aur money managenent k khayal rakhyn aur apna capital save rakhyn kyun k market ki is situation ka kisi ko bhi confirm ni k kab market is buhraan se nikly gi aur agar ap ne trading karni hai tu trend ko dekh k trades open karyn aur stop loss ka use must karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                      dear forex friends market ki aisi situation tab tak rah sakti hai jab tak ya virus na jata ku kay virus ki waja say aj kal har kaam noksan mai ja raha hain is lia agar ap chahata hai kay ap ko losss na ho to ap ko market main kaam karna kay lia sakhat mahnaat karni paraya gi our is kay alwa ap kay pass acha knowledge hona chahia our is kay alwa ap kay pass acha experiense hona chahia agar ap kay pass ya saab chiza ho gi to ap market main kaam karna hain to ap kay pass ya cizo ka hona lazmi hain agar ap kay pass acha knowledge ho ga to ap forex mai kamyab trader ban sakta hain warna to ap apna time barbad kar rahaya hain our is kay alwa ap kay pass acha experience ho ga to ap is main acha ruslt la sakta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                        forex market tab tak asy reh sakti hai jab tak sab major country main virus ko control main nahi kia ja sakta kyon ky jab bhi sab major country main asa koi hadsa hota hai tu sab sy pehly aik dosry say ju bhi export aur import hoti hain aur jitna bhi business hota hai us sab ko band kar dia jata hai en dino main bhi asa he ho raha hai sab deal off hain sab country main bhi log bohat he kam market main trade kar rahy hain jiss ki wajah say forex market main movement asi ho rahi hai ap ko tab tak trade karny say avoid karna chaheay jab tak ap ko es masly hal ka na bna lia jay kyon ky aj kal market main bohat he akm trader hain ju market main trade kar rahy hain jitni kam seller aur buyer hongy utni he market kam movement ho gee aur utn he kam signal mily ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                          dear forex market ki ayse sort e hal next month tak chal skti hai or ummed ki ja skti hai k april tak yah market apni halat main a skti hai forex main aj kal jo market ki sort e hal hai wo boht nazuk hai or kafi risky bhi hai jis main earning karny ka koi bhi chnaces nahi hain han yah ho skta hai k hmain loss hony k chnaces zyda hain jis se humain apny accounts k liye bhi issue create ho skty hain es liye hmain apny kam k sath bachty howe kam krna hoga jis main hmain loss na ho skay forex market ki jo sort e hal hai wo corona virus ki wjah se hai jo k pori duniya main aik currenct or serious issues bana howa hai jis ki wjah se pori duniya ki markets bohat he loss main hain or karobar bhiband hoty ja rahy hain forex par bhi es ka asar hai tu es ko normal hony main time lag skta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                            Assalam o alaikum friend forex market ki jo ab sort e hal chal rahi hai wo aj kal down main ja rahi hai or mazeed es k down main jany k chances hain or ummed ki jati hai k april tak yah thke ho jay gi or sub kuch routine main a jay ga es liye hmain chahye k tab tak apny account ko save rakh kar kam karen q k aghr market ki sort e hal ayse chal rahi hai tu hmary accounts zyda tar block bhi ho rahy hain or boht se issues bhi ho rahy hain tu hmain apny account ko save rakhty howe kam krna hoga jis se hmain bhi masla na ho or market ki sort e hal ko guzrany k bad apny kam ko achi trha se kar skaen qk es se hmain he faida hoga forex main kamyab wohi hoty hain jo apny account ko save rakhty howe trading karen ta k apny kam ko achi trha se kar k benefit utta sakty hy.behtar planned tareeqy say.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki aisi situation kab Tak chal sakti hai?

                              Ji Pyare bhai aajkal Jo Puri Duniya Ko stock exchange aur Forex trading market mein jo Surat hal chal rahi hai Iske bare mein koi confirm Nahin kaha ja sakta Kyunki aapko pata hai ki yah market mein Mandi Duniya Mein Corona virus ka attach ki vajah Se Hui Hai Aur aadami market crash Kar Gai Hai Aur Puri Duniya Mein business khatm ho chuka hai aur Agar Yahi sureshan Rahi to Kafi sari countries divaliya ho jayegi Kyunki yah karo na Delhi jyada ho raha hai aur ab tak ki 100 pad countries Mein fail chuka hai aur jab tak Liye krohne Ke Rog Tham Nahin Hoti to market Mein Yahi HAL hoga isliye Aisi sulation mein aap apne account ko save Rakhe aur loss se bache aur news ko study karne aur Agar trading karni hai to news kolaj Ne follow Karen aur money management ke Khyal rakhen aur Apna capital save rakhen Kyunki market ki slation kisi ko bhi confirm Nahin pata ki kab market is Burhan se nikalegi aur agar aap day trading karni hai to train ko dekh kar trade open Karen or stop loss se bacche

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X