Current situation aur almi markits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Current situation aur almi markits
    Current situation aur almi markits k hisab say trading ziyada risky hogaya?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Current situation aur almi markits

    Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai ais time jo moment ho rahe hai wo kafi zayda change hai kabi market bahot hi zayda fast ho jati hai aor kabi market bahot hi slow ho jati hai ais k sath sath market ki pattern ko follow nai kar rahe hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apna aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se ais market mai discipline k sath kaam karna chaye agar ap ais market mai koi ghalti karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ap agar ais market mai kamyab hona chaty hai to ap ko ais market mai time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market ki moment ka pata chalta hai k ye market kaisy moment kar rahe hai.
    • #3 Collapse

      Re: Current situation aur almi markits

      G Han dear aj Kal Kay halaat market me moslty pairs ki movement and prices down ja rahi hen lekin is wakt risky trades nahi hen ham asani sy Kam kr skty hen mehant sy Kam kr Kay behreen working kr Katy hen isi trha acha Kam possible Hy hay best Kam yahi hay Kay so working krne sur analysis Kay mutsbik kren kyun Kay meny jitni zada trades in dino open ki hen un me yahi dakha hay Kay market me uncertainty nahi Hy lekin analysis par chal rahi Hy market es me kam krna best yahi Hy Kay working kren gay to aik baat ko mind me Lazmi rakhan hoga Kay AP ka Kam best hona chye trading aj Kal kisi aik pair ki pkar Len sur phr usi or trade kren yahi best Hy ajkal trading me
      • #4 Collapse

        Re: Current situation aur almi markits

        Dear jab Ham forex market mein kaam karte Hain to Ham Aisa dekhte hain an Kal perice movment bohat fast Hui hy, jiski vajah se a trader ko market mein kam karte hue bahut zyada mushkil Ka samna karna parta hai. Jaisa ke tamam trader jante Hain ki price action ki buniyadi wajah coronavirus effects Hai jiski wajah se a market confuse ho rahi hai. Jab tak duniya in situation se bahar Nahin nikal aati tab tak market ki munh mein ISI tarike se a Gaya yakin rahegi lekin Jab ab duniya is crisis se bahar nikal aaegi to phir market smooth move karegi kyunki aaj kal Jo fundamental effects hai vah bahut rapid hai aur daily basis per Koi Na Koi currency per bahut jyada violet ho raha hai. Aisi situation mein tamam status ko mohtat trading karni parati hai otherwise vah Koi Bara nuksan bhi kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Current situation aur almi markits

          Currently jo corona virus ki situation create howi hay es se international markets bahot hi disturb howi hey aur Forex market es waja se bahot zeyada disturb howi hay key ye international currencies exchange market hay kesi be country ki economy ka relation us ki currency value par depend karti hay hay Forex market me har currency aur har stock key sath metal prices par negative asaar howa hay, corona virus ki waja se gold ki keemat me ezafa howa hay aur crude oil ki keemat me record kami dekny me ai hay ye sab corona virus ki waja se ho raha hay umeed ki ja rahi hay es situation ko control kar leya jaye ga.
          • #6 Collapse

            Re: Current situation aur almi markits

            assalam o alaikum my dear forex friends ap janta hai kay aj kal mujoda halat alme mandi ka jo hal hai wo ap sab bakhub janta hai kay markit bhoot he ziada up dawn ho rahi hai is mai hamain bhoot hee ahatayat kay sath kaam karna hota hain ku kay agr ap ahtayat say kaam nahi kartaya hain to hamain markit main loss ho sakta hain is lia agr ap loss say bachna chahta hain to ap ko alme mandi main ahtayat say kaam karna ho ga ku kay agar ap alme mandi main ahtayat say kaam nahi karta to ap ko loss ho sakta hain ap ko agar alme mandi main kaam karna hain to pahlaya alme mandi ko jaan lyna acha hota hain our alme mandi main kaam karna kay lia ap kay pass acha knowledge hona chahia tab he ap alme mandi main kaamyab ho sakta hain is lia ap ko ahtayt say kaam karna chahia
            • #7 Collapse

              Re: Current situation aur almi markits

              Forex trading business iss waqt bohat ziada down fall ka shikaar hai. Forex markets iss waqt Corona ki wajah say bohat shadeed mandi ka shikaar ho chukay hain. Trading business aur traders sub he iss waqt shadeed mushkil ka shikaar hai. Pooray world mai iss waqt lock down ho chuka hai. Lock down ka asaan aur simple saa Matlab hai kay pooray world mai Business band ho chukay hain. Aur business band ka Matlab hai kay paisa ya sarmaya bilkul bhi move nahi ker raha hai.

              Agar world mai lock down aisay he chalta raha tou stock aur trading market ki liquidity khatam ho jaey gi aur market mai sirf selling ka trend reh Jaye ga aur buyer koi bhi nahi hoga. Aur yeh soorat shayad issi week mai bann bhi jaey. Almi halaat aur aalmi markets ka yeh behavior international business kay failure ki taraf ja raha hai. Iss waqt sirf monitoring ki zarurat hai.
              • #8 Collapse

                Re: Current situation aur almi markits

                dear forex trading ka business risky hai or pori duniya k hisab se aghr dekha jay tu yah sch main zyda risky business hai es ki boht se wajohat hain or aj kal jo markets ki sort e hal hain wo sub he down main chal rahi hain jo aj kal issue corona virus hai oski wjah se bhi pori duniya ki market main yahi sort e hal chal rahi hai es liye hmain aghr forex main trading krni hai tu hmain achi trha soch smjh kar or market ko achi trha se dekh kar trading karni hogi jis se hum kamayb ho skty hain or aghr market ki sort e hal achi nahi hai tu hum kbhi bhi apni trading ko bhi ko bhi achi trha smjh nahi skty hain baki forex main kamyab trador wohi hota hai jo market ko achi trha se smjh kar apni trading karta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Current situation aur almi markits

                  Current situation mein almi market jaise khatre mein hai vaise hi Pakistan per hai forum mein hamari trading khatre mein hai aur hamari stock exchange bahut jyada khatre mein hai aur down aaj ki hai aapane dekha hai ki market 1 week mein 1000 aaj chuki hai market recover nahin kar rahi hai aur yah apne lower low level ko touch karegi jaisa ki aapane dekha ke 28000 per market rivers hui thi to market 24 25 level tak a sakti hai uncertainty se fayda uthate hue log isliye seling position mein ja rahe hain aur earning kar rahe hain lekin aisa nahin karna chahie main yah samajhta hun ki hamen ek dusre ka sath dena hoga aur is chiz surte haal mein ek dusre ko bachana hoga trading ky leay apko tension leny ki zarurat bhi nhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Current situation aur almi markits

                    Assalamu Alaikum dear friends Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Ham Aisa dekhte hain aajkal price movement bahut fast Hui Hai Jiski vajah se trader ko market Mein kaam karte hue bahut jyada Mushkil Ka Samna karna padta hai Jaisa Kitna Jante Hain Ki price action ki buniyadi vajah korona virus effect Hai Jiski vajah se market confuse ho rahi hai jab tak Duniya in situation se bahar Nahin nikal jaati tab tak market ki Munh Mein ISI tarike se a Gaya yakin Rahegi lekin Jab Duniya is crisis se bahar nikal Aaegi To fir market Karegi Kyunki aajkal Jo fundamental fact hai vah bahut repeat hai aur daily basis per Koi Na Koi currency per bahut jyada bolate ho raha hai aisi situation Mein Tamam status motapa trading karni padati hai otherwise vahan Koi Bada nuksan bhi kar sakte hain mersal aajkal bahut pyar chuka Hai Jiski vajah se situation bahut
                    • #11 Collapse

                      Re: Current situation aur almi markits

                      Bhai coronavirus ki wajha se market kafi asar andaz hue hai magar over all dekhe to kafi pairs ne ek trend mein chalna start kardiya hai aur is tarha ki market mein wo log buhat achi earning karte hai jin ka market analysis buhat acha hota hai ya jo trend traders hote hai wo achi tarha is market se faida uthate hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Current situation aur almi markits

                        Yes dear jaisa k apko pata hai k aj kal forex market mein jo movenent ho rahi hai wo bahut he un expected ho rahi hai kisi time market bahut he fast movement start kar deti hai aur kisi time market bahut zayada slow ho jati hai aur ye sab aj kal corrona virus ki waja se ho raha hai kyun k almi maeeshat tabah ho rahi hai aur dunia k maximum countries ki Import export aur stock exchange band pari hain aur lock down hai har banda ghar tak mehdood hai jis ki waja se current situatuon mein agar ap ne trading karni hai tu apko trend ko dekh k trading karni chahye aur fundamental analysis ko bhi mad e nazar rakhna chahye kyun k aj kal market ki koi samjh ni aa rahi hai k agar ye situation rahi tu market kis taraf jaye gi aur jaisa k crude oil aur gold ko dekhyn tu current situation mein jo lock down chal raha hai tu demand kam hai aur gold aur crude oil daily down aa rahy hain aur jab tak ye corrona virus khatam ni hota tab tak apko trading k doran market k sath tuch rehna pary ga ta k loss se bach sakyn
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                          Current situation aur almi markits k hisab say trading ziyada risky hogaya?
                          Dear jab be ap trade ap karain us kay leye ap apni trade kay leye fresh analysis karain. har bar analysis aik jaisy nahi hoty hain. kudh analysis karain gy tu ap sahi sy apny trading account ko sahi manage kar sakain gy or ap ko pata chaly ga kay ap kaisy apni trade ko manage karty hain. esleye jab be ap kuch time market mai in ho tu ap kisi trend ko follow na karain ap kudh analysis karain. jab analysis karain gy tu ap fresh market kay sath touch ho gy or baqi apny analysis kar kay ap apni trade ko achi tarha sy faida hasil kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X