Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?
    Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?
    Ya enko count kia jaye ga best jawabat may?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

    Pak forex forum kay bahtreen jawabaat kay rules mai yeh waazih tore pay bataya gaya hai kay her jawaab post ka Kamm say Kamm 500 characters ka hona zaruri hai. Iss ki wajah bhi wahi pay Bayan ki gai hai kay iss Tarah kisi bhi member kay sawaal ka waazih aur tafseeli jawaab Dia jaa sakta hai jiss mai mukammal knowledge share hojata hai. Iss say kamm characters ka jawaab ziada details kay sath nahi ho sakta jiss say sawaal kernay waley ko samajh nahi aa paati. Jaha tak baat hai kay 500 characters say Kamm waley jawabaat pay bonus milnay ki ya count honay ki tou woh bhi count tou hotay hain aur bonus bhi milta hai laikin bohat Kamm bonus milta hai. Contest kay participants ko koshish kerni chaiye kay posts ki tadaad ki bajaey rules kay mutabiq posts kernay pay focus kia karain tou unhain Kamm posts pay bhi acha bonus mill Jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

      Dear member behtarin jawab ke contest mein Jab aap participate karte Hain tu hamen reward ke taur per directly withdrawal bonus milta Hai. Pakistan Forex forum mein hamare liye ye different forums provide kiye Hain Jahan Ham kam kar sakte hain lekin agar baat ki jaaye behtarin jawab ke contest ki to vah sirf aur sirf Ham Forex encyclopedia mein Hi kar sakte hain. Aapke bahut se questions solve ho sakte hain Jab aap ek dafa forms ke rules and regulation ko padh le. Forum rules and regulation ke mutabik 500 varsh se kam Koi post contest mein shamil Nahin hogi aur iske alava aisi post jiska koi matlab Na Ho vah bhi kaun Nahin hogi. forum rules and regulation mein iske Jo line likhi hui hai vah main aapke sath Share kar raha hun.

      2.5 Jawab hamesha pahli post kay mutabik ho na kay aisa malom ho kay dosaray users kay darmeyan bat cheet ho rahi hai ya kisi or key bat ka jawab dea ja raha ho.
      2.6 Jawab acha or thek hona chyae or malom ho kay sawal ko parh kar dea gea hai.
      2.7 Jawab 500 symbols tak ka hona chaye jis main space count nahen hoti is say chota jawab nahen mana jaye ga jis ka koi matlab na ho.
      • #4 Collapse

        Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

        Dear contest me jo system work kr raha Hy wo AP ka jawab jab aik limit Jo 500 characters ki hoti Hy itna nahi hota to wo accept hi nahi krta muqably me Kam krny Kay leay ap Ko kisi bhi topic par aik detailed discussion Kay Leay kaha jaata Hy jis Kay leay must hay Kay AP Lazmi acha Kam kren proper jawabaat den chahy characters zada ho jaen lekin is Kam na hony oaen wrna rules ki khilaf warzi krny me AP ko koi bonus nahi milta Hy characters ka jawaab ziada details kay sath nahi ho sakta jiss say sawaal kernay waley ko samajh nahi aa paati. Jaha tak baat hai kay 500 characters say Kamm waley jawabaat pay bonus milnay ki ya count honay ki tou woh bhi count hi to hoty hain aur AP ka reward bhi milta hai laikin bohat Kamm bonus milta hai. Muqably me hisa Leny waly memebers ko koshish yahi krni chaiye kay post ki tadaa ki bajaey rules kay mutabiq posts kernay pay focus kia kren gay to lazmi wo log is me bht acha reward leny Kay haqdar hi jaen gay lekin rules Kay under Kam krna zarori Hy
        • #5 Collapse

          Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

          dear forex main bahtreen jawabat main hmain pahly he batya ja chuka hai k hmain aghr es main best jawab dena hai tu hmain apny characters ko 500 tak pora karna hoga aghr hum 500 pory nahi kar paty hain tu hhmari wo posts count bhi nahi hoti hai or na he hmain oska bonus milta hai es liye rules ko follow karty howe apko es main best jawab ko pory character k sath krna hoga jis se apko bonus bhi mily ga or apki posts bhi count hogi forex main jo mukably ka marhla hai wo yahi hai k es main hmain har lehaz se rules ko follow karna hoga q k es forum main hmara kam zyda bareky se chek kiya jata hai or har mamber ka kam chek hony par he hmain bonus milta hai or hmain yah nahi bholna chahye k es main hmain withdrawble bonus milta hai tu es k rules follow karny bhi be had zarori hain warna hmary kam ka koi faida nahi milny wala hmain
          • #6 Collapse

            Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

            dear forum main ager ap nay rules ko read kia hai tu ap ko rules main yeh bat likhi parhi ho gee ky contest main aik jwab kam say kam 500 words ka hona zrori hai wohi jwab ap ka sahi mana jay ga es lea ap ko kam say kam har jwab 500 words ka daina ho ga aur ju bhi ap jwab dain uss ko achi tarah say explain kar ky details ky sath dain ta ky swal pochny waly ko ap ky jwab ki achi tarah say samajh ayy aur ap ky jwab say uss ko forex ka aur forum ka achi tarah say knowledge mil saky kyon ky es forum ka maqsad bhi yehi ky har new any waly members ko education provide karna hai aur ham sab bonus jesi achi oppertunity ka faida hai es lea ham ko bhi es main acha knowledge aur experience share karna chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

              Dear jo ais contest k rules hai agar ap ne aun ko read kia ho to aus mai to ye baat hi samjh aati hai k hum agar ais forum k contest mai kaam karty hai to hum ko ais mai apni post kam az kam 500 character ki likhni chaye agar hum ais se kam ki post likhty hai to wo ho sakta hai k ais contest mai count hi na ho ya aus par ap ko ho sakta hai k bahot hi kam bonus mily ais liay ap ne agar ais forum k contest mai acha bonus lena hai to ais mai achi posts kary aor jo topic ho aus k releted thread lagye aus se ap ko ye faida hota hai k ap agar ais forum par mehnat karty hai to apko ais mai kafi zayda faida ho jata hai agar ap ais forum par rules ko follow kary gay tab ap ko faida ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                Forex forum contest me rule key base par posting karna hoti hay aur contest me har post kam se kam 500 characters ki hoti chaye jo key mery andazy key mutabeq 110 words ki post ban jati hay agar es se kam ki post ho gi to ye contest key rule me nahi ai gi aur bonus key ley esi post ko count nahi kia jaye ga, ye main aur important contest ka rule hay, hamari har post kam se kam be 500 characters ki honi chaye agar es se zeyada ki ho gi to es ka faida aur be zeyada ho sakta hay magar es se kam ki post nahi honi chaye, contest section me members ko agar acha withdraw able bonus hasil karna ho to ye impossible nahi hay es rule ko follow karny se ham zeyada bonus hasil karny ko possible bana sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                  dear Forex trading members as-salamu alaykum aapko maloom hona chahie contest ke rules ke according post karne se aapko achcha bonus milega agar aap contest ke rules ko ignore karoge to aapko bonus naam Forex guftgu ki ki recording mil to sakta hai lekin aapko withdrawable bonus nahin milega isliye yah zaruri hai aap metatrader 4 terminal mein rules ko follow karo Pakistan Forex forum mein rules ko follow karo instaforex broker account current cabinet mein rules ko follow karo apne account ko verify karo agar aapka account verification clear nahin hogi aapko withdrawal amount nahin mil sakta hai agar aapko skrill account verified nahin hoga to aapko skrill account se withdrawal nahin mil sakta hai ine Sari baton ko mind mein rakhte hue aapko trading start karna hogi aur is market mein kam karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                    Ji han bilkul agar aap 500 varsh se kam post Karte Hain To vah contest Mein Shamil Nahin Hoti vah aapki post se ho jaati hai isliye contest Karu yahi hai ki aapki post kam se kam Panch ladki Ho Agar aapki post 500 varsh se kam Hogi to contact Mein Shamil Nahin Hogi Agar aapki post 500 word Se Jyada Hogi jitni Marji Se Jyada Hogi aap Rewa post kaun ho jayegi beshak vah pure 5 word ki ho ya usse jyada ho isliye quality wali aur acchi post Karen Taki aapko koi bhi pareshani ka Samna Na Karna Pade aur usko follow karte hue graph posting Karte Hain To Hamesha Kamyab aur accha profit hi Hasil Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                      dear contest base par hum jo posts karty hain un k characters 500 pory karny lazmi hain q k hmain clearly batya gya hai k hum es main jo jawabat dengy tu humain acha bonus mily ga for example aghr hum kam charecter main posts karty hain tu hmain error mil jata hai k hum pory 500 alfaz pory karen nahi tu hmati posts delet ho jati hain es liye apko aghr best jawbat main hisa loiya hai tu hmain os k sub he rules ko follow kar k kam karna hoga q k jis trha hum apni trading k bary main expiernce rakhty hain un k sath sub kuch share karen achi or miyari information k sath sath apko pory 500 lafzon ka jwaab he consider hoga es main aghr aik bhi point kam hoga tu hmari posts delet ho jay gi jis ka hmain bonus bhi nahi mil skta tu es chez ka mind main rakh kar kam karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                        Pak Forex forum Ke behtarin jawab Baat ke rules Mein yah wale Taur per bataya Gaya Hai Ki Har jawab post ka kam se kam 500 charak actors Ka Hona Zaroori Hai Iski vajah bhi Vahi per Byan Keh Gai Hai Ki Is Tarah Kisi bhi member ke sawal ka aur tab Sili jawab Diya Ja sakta hai jismein Mumkin knowledge share ho jata hai isase kam charters Ka Jawab Jyada details ke sath Nahin ho sakta Jis Se Sawal Karne Wale Ko samajh nahin aati jahan tak baat hai ki 500 se kam wale jobaat per bhi bonus Milega ya account hone ke to vah bhi account to hote hain aur bonus bhi Milta Hai Lekin bahut kam bonus Milta Hai contest ke practis points ko koshish Karni chahie ke post ki tadad ki Bajaye Roj ke mutabik post Karen per focus Kiya karen to unhen composed per bhi achcha bonus Mil Jata Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                          Ji han bilkul Aisa bilkul Hai Kyunki Jab Bhi aap posting kar rahe hain to usko pahle follow karna bahut jaruri hai Jaise Pakistan Forex form mein kaun test portion Mein rules hai ki aapki post kam se kam 500 word ki ho Agar aapki post 500 word se kam ki Hogi to uska koi bhi fayda nahin Hoga aapko uska bonus Nahin Milega To isliye jaruri hai ki aap acchi lambi aur Badi post Karen quality wali honi chahie aur 500 word ki kam se kam post Hogi tabhi aap ki post Kaun Hogi otherwise aapki post contest Mein Shamil Nahin Hogi to isliye agar aap mehnat karte hain to usko pura bhi Karen Sabhi usko pura Karen aap Kamyab aur Baithe profit Hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia 500 words say kum jawabat considered nai hoty?

                            Assalamu Alaikum Pyare Dost Mere Khyal se 500 word se kam jawab 8 Shamil Nahin Hote contest Mein Kyunki Main contest Mein posting karne se pahle Iske rules ko padha tha to usmein likha hua tha ki agar aap contest Mein posting karna chahte hain to uski reply Mein Jab hi aap jawab Denge to jawab ke andar kam se kam 500 word hone chahie Agar aapke isase kam Alfaaz Honge to aap ki post Shamil Nahin Hogi to isliye Mere Khyal se agar aap ismein kam kar rahe hain beshak aap 10 post Karen lekin vah sari post acchi quality wali aur 500 word se upar honi chahie Taki aap ki mehnat Jaya Na Jaaye to isliye mehnat ke sath kam Karte Rahen aap Kamyab Hote Rahenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X