Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?
    Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

    Dear waisy to ais market mai ap k pass bahot sary indicators hai jin ko ap use kar skaty hai aor aun se ap ko market k trend ka pata chal jata hai magar ap ne agar market mai over bought aor over sold ko check karna hai to aus k liay sab se acha indicator ''Reletive Strength Indicator'' hai ais ko ap jab chart par use karty hai to ais se ap ko ye pata chal jata hai k ais time ye pair kis state mai hai aus ko dekh k ap ais market mai trade laga sakty hai ais market mai ap ko khud analysis karny hoty hai aus ko dekh k ap ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai aik indicator ko pakar ley aor aus ko dekh k ais market mai trade kary ap ko kafi zayda faida ho jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

      dear is main indicotor ko fallow krna lazmi hai agr hamre paas indicotor achy hon gey tu ap is main asani se kameyab ho sakte hein hume dialy tecnical analysis fundamental analysis ko fallow kr k kam krte rehna chaiye is main ap indicotor analysis chart ko lazmi fallow krein in cheezuo ko fallow krne se hamri trading achi hoti hai ur hum market se kafi acha profit hasil kr sakte hein hume is main sab se phaly demo account ka be istamal krna chaiye agr ap is main new hein tu phr ap lazmi demo account main daily kam kiya krein demo account main bilkal oshi tra trading hoti hai jis tra hum real account main krte hein bas udr demo hota ha ur yahan real is liye ap ko sab se zada knowledge demo account se hi mil sakta ha demo is best trading k liye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

        Overbought and oversold market condition ko understand karne ke liye aapke pass behtarin trading indicator maujud hain in trading indicators ko Forex trading ki language mein usi letters kaha jata hai oscillation aapko maloom hai market ki up and down movement wave ki shape mein hoti hai jaise energy travel karti hai vaise hi currency market wave shape banate hue travel karti hai Forex trading market ke liye overbought and oversold condition relative strength index indicator aapko complete guide kar sakta hai aur ismein aapko reversal trade facility achi ho sakti hai dynamic momentum index indicator trading market mein reversal trading ke liye scitron accurate information provide karta hai relative strength index indicator 30 and 70 position trade entry ke liye hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

          Overbought aur oversold ki best indications kay liye RSI ya relative strength index indicator best indicator hai. RSI indicator traders ko her lamhay ki guidance aur indications day raha hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki madad woh apni trading mai bohat achay faislay lay kay bohat achi earning bhi ker sakta hai. Forex trading business mai traders ko expert traders kay analysis, market ki her pall ki news, MT4 terminal pay mojud tools sub he ki zarurat rehti hai. Traders ko yeh sub seekhnay chaiye kiyu kay kisi bhi waqt kisi bhi tool ki zarurat Parr sakti hai. RSI market ki woh situations batata hai kay kaha pay market mai bohat ziada selling ho chuki hai aur ab reversal hogi aur issi tarah yeh bhi indicate ker daita hai kay kaha pay bohat say buying ho chuki hai aur ab reversal honay waali hai. RSI ko laazmi seekhna chaiye kiyu kay yeh aik beneficial indicator hai
          • #6 Collapse

            Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

            forex main market ko over bought aur over sell chek karny ky bohat sary method hai mager kuch asy hain ju market main abhi tak old hain aur new trader us ko he use karty hain jesy RSI Stochik indicator mager aj main ap ko aik simple sa rules bta daita haun jiss say ap bgair kisi indicator ka sirf chart ko dekh kar he market main yeh jan sakty hain ky market main ab trend khtam ho chuka hai ya over bought ya over sell ho chuka hai jab bhe market main aik long trend ky bad aik sideway movement shuru ho jati hai aur market main bilkul bhi presure nahi hota hai aur market aik he jaga move karna shuru kar daiti hai tu tab market main over bought aur over sell ho chuki hoti hai aur trend change hony ki nishani hoti hai es lea tab ham ko trend say out hjo jana chahea yeh sab sy best technique hai over sell aur over bought ko samjhny ky lea.
            • #7 Collapse

              Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

              Laxmi market copper aur offer sale karne ke bahut Sare method Hain Magar Kuchh Aise Hain Jo market mein Amitabh cold hai aur nutritious usko hi use karte hain jaise R Si indicators mother aaj main aapko Ek simple Saroj Bata deta hun jisse aap bagair Kisi indiketar Ka sirf Chahat ko dekh kar hi market Mein yah Jaan sakte hain ki market Mein Ab Chand khatam ho chuka hai ya ab kya Varsha ho chuka hai Jab Bhi market Mein Ek long train ke bad ek side movement shuru ho jaati hai aur Market mein bilkul thi pareshani Nahin Hoti Hai Aur Man Ki Ek Hi Jagah move karna Shuru kar deti hai tab market Mein Ab sale ho chuki hoti hai aur aur friend change hone Ki Nishani hoti hai isliye tab Humko train se out ho jana chahie yah sab se liye best hai Agar Ham is per Amal Karte Hain To Ham Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

                Market ka overbought aur oversold trend condition ki judgement key ley RSI indicator hi best samja jata hay aur yahi technical indicator overbought aur oversold condition ki clarification key ley sab se zeyada use hota hay, Professional traders RSI indicator ko hi use karny ka mashwara app ko be den gey aur khud me use karty hey, market ka oversold aur overbought trend judgement jab ho jati hay to market ki condition ko samjny me det kabi be nahi lagti hay, RSI sab se best tool hay jo key kesi be time frame me overbought aur oversold situation ko clear kar sakta hay esi waja se ye indicator bahot use kia ja raha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

                  Dear friend aapane bahut hi acchi strategy Hasil Ki Hai Mere Khyal se is strategy per sabse best indicator joke use hota hai vah aur s indicator Hai Kyunki RS indicator Ek bahut hi Achcha indicator hai Iski help se aap friend ko Maloom kar sakte hain aur overbought aur oversold ki trade is Hasil kar sakte hain Kyunki yah Ek bahut hi perfect aur accha indicator hai isase aapko bahut jyada benefit Hassan hota hai aur aap acchi add nahin kar sakte hain aur Kamyab profit aapko Ek life De sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Oversold and overbought trend judgement ke liye kaun sa indicator best hota Hai?

                    dear market ki over sold or over bought condition ke liey jo sub se zeyda trustable indicators use kea jata ha wo rsi (reletive strenght index) ha kyuke is indicators ki help se ap asani se market ki over bought or over sold condition ka pata chala sakte hain is ka use is tarah kea jata ha
                    rsi (reletive strenght index) ko default value jo ke 14 hoti ha ke sath apply kea jata ha or is me 2 level hotay hain aik 30 ka or 2nd 70 ka jub rsi ki value jo Ke aik line me move karti ha 70 se above hoti ha tu os wakt market over bought ki condition me hoti ha jub rsi ki price 30 sw nichay hoti ha tu os wakt market over sold ki condition me hoti ha or waha par ap apne trading system ki help se market price ko analysis karke trades open kar sakte hain market ki overbought or over sold condition me

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X