Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??
    Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

    G ha dear ais forum par ap ko daily ki jo limit di gia hai ais mai ap aik din mai 50 posts kar sakty hai agar ap ais forum par koi kaam karna chaty hai to ap ko ais mai aik shedule bana lena chaye agar ap ais forum par aik routine se kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap ka jab target pora ho jata hai to aus par ap ko bonus zayda mil jata hai ais forum par ap agar acha kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais mai apni limit k hisab se kaam karty rahy aor ais mai zayda bonus k liay acha kaam kary ta k ap ko ais mai zayda bonus mil jaye aor aus par ap asani se trade kar saky agar ap ais forum par time lagaty hai to ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais mai mehnat kary.
    • #3 Collapse

      Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

      G han dear 12 bajy key bad agar forum me post ki jaye to ye members ki next day ki posting me count ho ga, 50 posts agar karny ho forum me to rat 12 bajy se pehly ye limit pori karni chaye, 12 bajy key bad date change ho jati hay aur forum me es cheez ka bahot khayal raka gia hay, posting din me koch karny chaye koch rat ko magar let night posting work es ley acha nahi key rat 12 bajy tak ka time hota hay es key bad next day ki posting members ko karni hoti hay, mera opinion ye hay key day night jes time be posting ki jaye ye bonus key ley zaror count hoty hey aur zarori be nahi key daily 50 posts zaror key jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

        Ji haan dear member Pakistan Forex forums mein aap kisi bhi forum mein posting karte hain to uski daily limit 50 hoti hai, jis mein se ap 46 post reply hote hain aur 4 new threads ki ja sakti hain. Of course agar aap baat karte hain daily limit ki to daily limit raat 12:00 baje tak hoti Hai uske bad new day limit start ho jata hai aur aap nextday ki limit mein a jaate Hain isliye aapane jo bhi post Karni hoti hain vah aap raat 12:00 baje se pahle pahle complete kar liya Karen Jab aap up 12 ke bad post karenge to vah post aap ki next day limit mein kaun hogi. Ek baat ka khas khyal rakhna chahie ki Jab bhi aap posting karen to quantity ke sath sath aapki post ki quality aisi honi chahie Taki aap ki post contest ke liye qualify kar jaen. Agar aapki post ki quality acchi Nahin hoti to vah contest mein qualify nahin karti aur uska aapko bonus Nahin milta hamesha koshish Karni chahie ki aap Jo bhi post reply karen uska 500 characters lazmi hone chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

          Pak forex forum pay kaam kernay waley members ko bohat confusion rehti hai kay forum pay posts aur threads ki limit Kab tak available hoti hai aur uss kay timings ka kia system hai. Pak forex forum pay members ko aik baat bohat clearly samajh laini chaiye kay forum pay working ka hisaab clock timings ya system timings kay sath bilkul nahi hai. Forum pay posting work kay timings 24 hours ki counting kay saath work kertay hain issi liye limit error mai bhi 1440 minutes ka mention kia Jata hai iss say bhi members ko samajh laina chaiye kay Agar aaj 2000hrs pay pehli post ya thread kia hai tou 50 posts ya threads ki limit kall raat 1959hrs tak hogi. Issi tarah yeh silsila agay shift hota rehta hai. Agar aik member aaj 2000hrs pay posts shuru Karey aur kall subha 0800hrs tak 50 posts aur 5 threads ker lay ga tou usay dobara 2001hrs pay he posts ya threads shuru kernay hongay. Issi liye kaha Jata hai kay apnay work ko time table Bana kay 2 say 3 intervals mai kerna chaiye iss Tarah limit error kabhi nahi ata
          • #6 Collapse

            Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

            Assalamu alaikum dear members is baat mein Koi shak nahin treads karne ke liye limit di gai hai jo ki 4 hai aur post ki limit 50 hai aapko trading market mein knowledge or experience bhi hasil karna hai aur international market mein anil safety karna hai is market mein agar aapko success hona hai to aap ko trading ke liye post karna hongi market mein bhi zoruri hai aur candlestick chart baton ko bhi dekhna zaroori hai time friend ko bhi follow karna chahie aapko jaisa ki aapane dekha ki kal market mein proper bearish trend ko follow keya aur major currency pairs teji ke sath word aana shuru ho gaye the aapko ek baat aur yad rakhna chahie market mein informative strategies ka hona jaruri hai agar aapko lekin ke bare mein zeyada knowledge hai to aap dusron ke sath bhi usko share karo
            • #7 Collapse

              Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

              Ji han bilkul aap Raat 12:00 baje tak daily 50 Hote kar sakte hain aur isase Jyada aap posting nahin kar sakte to isliye agar aap Jyada posting karna chahte hain to aap Delhi sirf 50 counting Karenge tabhi aapke liye behtar hai to isliye Jyada Se Jyada posting karne ki koshish karen jisse aapko fayda bhi hoga Kyunki isase aapko accha bonus bhi provide Kiya jata hai aur Iske alava aapko accha experience bhi Hasil hota rahata hai to isliye hard work Karen mehnat Karen jisse aap acchi nahin kar sakte hain aur Kamyab profit bhi Hasil kar sakte hain na aur form ki help se aap acchi trading bhi Sikh sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Nayi threats post rat 12 bajy tak ki limit 50 ki hy??

                Ji han bhai jaan Raat 12:00 baje tak daily 50 Hote Hain kar sakte hain aur Aise Jyada are posting nahin kar sakte isliye Agar aap Jyada posting karna chahte hain to aap Delhi sirf 50 counting Karenge tabhi aapke liye behtar hai isliye Jyada Se Jyada posting karne ki koshish karen Jaise aapko fayda bhi hoga Kyunki Aise aapko Achcha bonus Bhi prabhavit Kiya Ja sakta hai Iske Allah aapko accha experience bhi Hasil hota rahata hai to isliye hard work Kare mehnat Kare Ja sake aap acchi nahin kar sakte hain aur Kamyab profit bhi Hasil kar sakte hain na ke form ki help se aap acchi trading bhi Sikh sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X