International currency ka knowledge kitna zarori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    International currency ka knowledge kitna zarori hy?
    International currency ka knowledge kitna zarori hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

    Dear jab ap ne ais market mai kaam karna hai to apko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap agar ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai sab se phly to learning karni chaye aor aus k baad ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai learning kar lety hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai demo par kaam kar k practice kar leni chaye aor aus k baad ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karty hai to ais market mai se paisa kama skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

      Dear member currency Ka knowledge Hona bahut zaruri hota hai kyunki Ham isi knowledge ki buniyad per trading karte Hain. Jaise ki tamam trader jante Hain ki currency trading hamesha pair mein hoti hai yani ke ek pair mein do countries ki currency hoti hai aur un do countries Ka aapas mein comparison kiya jata hai ki kaun se country ki currency dusre country ki currency se aap yah down move kar rahi hai. Agar aapane ek pair ko learn karna hai to aapko do countries ki currency ko analyse karna ho ga aur yah dekhna hoga ki aise kaun se issues Hain jinki vajah se a currency ki price up ya down hoti hai. Jab aap new traders hote hain to aapko chahiye ki major pairs mein se kisi ek pair yeni Euro USD ko lekar use per learning Hasil Karen aur usi per trade Karen.
      • #4 Collapse

        Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

        international currency ka knowledge forex market main har lehaz say he zrori hai aur 100 percent zrori hai ager ap ko acha knowledge ho ga tu tab he ap us currency ko sell ya buy kar sakty hain ager ap ky pas kisi bhi currency ka knowledge he nahi hai tu ap ko trading karny pay loss he ho ga es lea forex market main trading karny sya pehly ap ko es ki tmaam pair ka experience ehona bht zorri hai ager ap nay aik he apir main kam karna hai tab bhi ap ko aik pair ka experience hona boht zrori hai phir he ap es market main earn kar skaty hain aur es market main achi earning kar sakty hain es market main fail ziada tar log esi waja say hota hai jab wo es main bgair exprience kay kam karty hain jiss say un ko los ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

          Dear koi be Financial market ho agar traders ko currencies key bary me knowledge ho ga aur daily base par updates be hasil karen gey to esy traders har financial market me achi trading kar sakty hey, Forex market to hay hi international currency exchange market es me agar traders ko currency se related kesi kisam ka knowledge aur information key sath daily base par update be nahi hon gey to esy traders kamyab trading nahi kar sakty, international currency ki information hasil karny key ley har country ki economy se related information be mil jati hay jo Forex market ko understand karny me bahot help de sakti hey.
          • #6 Collapse

            Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

            Forex trading kernay kay liye international currencies ka knowledge hona bohat zaruri hai. Forex mai currencies kiyu kay pairs mai hoti hain iss liye currencies kay pooray names ki bajaey unn kay symbols jo kay internationally defined hain unhain use kia Jata hai. Forex traders ko currencies kay name aur unn kay symbols aur unkay origin countries ka zarur Pata hona chaiye. Forex traders ko demo trading account mai currencies ko zarur samajhna chaiye aur traders ko pairs ko parhna aur samajhna chaiye kiyu kay iss tarah unn kay countries ki news aur signals ki bhi samajh aati hai aur movement ko monitor aur analyze kernay mai asaani ho jaati hai. Pak forex forum pay bhi members ko currency pairs kay threads Bana kay zarur discuss kernay chaiye takay sub kay knowledge aur learning mai izafa ho sakey
            • #7 Collapse

              Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

              International currency ka knowledge bahut important hai aapko currency movement ki theory ka complete adrak hona chahie aapko yah baat maloom hone chahie ki currency market kab strength pakad sakti hai aur kab currency weak side per a sakti hai jaisa ki aapko maloom hai Forex trading market international business hai jo daily billion and trillion people trading karte hain ismein iske alava trading market mein investors brokers apni investment karte hain jiski vajah se Forex trading market bust online strong organised business hai ismein aapko experience hoga to aap kamyab ho sakoge aur apna profit margin hasal kar paoge international currencies ke bare mein complete knowledge bahut important hai
              • #8 Collapse

                Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

                International currency ka knowledge bahut important hai aapko currency movement ki thoda complete address Hona chahie aapko yah Baat Maloom Hona chahie ki currency market kab start ho sakti hai aur kab currency week side per Ja sakti hai Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Forex trading market international business hai jo daily villain people trading karte hain ismein Iske alava trading market Mein investor tour brokers apni investment karte hain Jiski vajah se Forex trading market post online strong business ismein aapko experience hoga to aap Kamyab Ho Sakenge aur Apna profit margin Hasil kar paoge International currency ke bare mein complete knowledge bahut important hai isliye aapko iske liye bahut mehnat karni padegi
                • #9 Collapse

                  Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

                  dear members Agar Ham Forex trading business per profitable trade Lagana Chahte Hain To Hamen International currencies ka knowledge aur information Hona bahut jaruri hai senior traders prefer Karte Hain Ki Yahan Forex trading business par Lagane se pahle international news ko dekhna chahie aur Unki currency ko analysis karna chahie Forex trading business per Jitna Jyada Ham Apna knowledge or experience increase karte hain utna easily Forex trading business per Kamyab ho sakte hain currency ke liye International knowledge aur news Ka Hona bahut jyada jaruri hai Kyunki without knowledge aur information Ham kabhi bhi profitable trade order Nahin Laga Sakte profitable trade ke liye hamare pass international news aur currency ka knowledge Hona bahut jyada jaruri hai
                  • #10 Collapse

                    Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

                    Dear members, hamen hmesha competible currency mein trade karna chahye, aur phr us currency ki market value pay nazar rakhni chahye, uska sahi tareqa yeh hy hum mulki ghair mulki news dakhen, hamari nazar me pori dunya ki news updates honi chahyen, jbi ham kamyab trader ban sakty hn.
                    • #11 Collapse

                      Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

                      dear forex me trading karne ke liey International currency ka knowledge hona boht lazmi ha kyuke jub in international currency me koi high movement ati ha tu in ka asar sari forex market par parta ha or in international currency me us dollars sub se pehle no par or 2nd me european Union ki currency euro ati hain kyuke jub bhi in currency me high movement ati ha tu har pairs me movement dekhne ko mill jati ha

                      example
                      kafi time aisa howa ha jub kisi international currency me high movement hoti ha kisi fundamental reason ki waja se tu sari currency me movement dekhne ko milti ha jaisa ke previous years 2016 November me jub usa ke election huwe thay to os wakt us dollars me boht zeyda volatility ayi thi or is ki waja se baki forex currency me bhi os wakt volatility dekhne ko mili thi agr ap ne kisi or currency pair me trade open ki thi tu os ka asar us dolllars ki waja se ap ki trades par bhi para ho ga agr ap ne waha par international currency ka knowledge rakha ho ga tu ap unexpected movement se bach sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: International currency ka knowledge kitna zarori hy?

                        Ji Pyare member Agar Ham Forex trading business per profitable trade Lagana Chahte Hain To Hamen International currencies ka knowledge aur information Hona bahut jaruri hai senior traders prefer Karte Hain ke yahan Forex trading business per Lagane se pahle international news ke dekha chahie aur Unki currency ko analysis karna chahie Forex trading business per Jitna Jyada Ham Apna knowledge or experience ine cracks karte hain utna hi Hamen isiliye Forex trading business per kamyabi milati hai International currency kannolage bahut important hai aapko currency movement Ki Thodi complete adress Hona chahie aapko yah Baat Maloom Hona chahie ki currency market kab start ho sakti hai aur kab currency week side per Ja sakti hai Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Forex trading market international business hai jo daily hota ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          jab be ap Forex mai trade karny ka souchty hain tu ap ko yeh pata hona cheye kay ap ko sub currencies es mai international he milti hai. Lekin ap nay major pairs mai woh currencies chose karni hai jis ki ap ko knowledge ho or ap ko pata ho kay kaisy es mai trade hoti hain or es sy ap apni trade ko behtar faida hasil kar skaty hain es kay leye ap ko us ki economy or baqi analysis karny ka pata hoga tu ap achy sy trend find kar skaty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X