Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?
    . . Dear friend bahut Sare logon ka Kahana hai ki coronavirus abhi Har Jagah per chuka hai aur Har Jagah is se Logon Ko asraf Dal kar raha hai aur jaise ki abhi Sabhi countries ki market ko band Kiya ja raha hai aur bahut sari Aisi countries Hain jinki market ko band Kiya ja raha hai mere Khyal se iska effect trading per Jarur padta hai Kyunki trading Mein up and down market ki vajah se aate hain jaise ke Kuchh countries Main Agar market band hai to training mein bhi bahut jyada iska Sartaj hoga to Mere Khyal se tradings mein bahut jyada up and downs Aate Rahenge jisse aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain lekin isase bahut Sare missile bhi Paida ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

    Noval Corona virus iss waqt takk 136 mukhtalif countries mai phail chuka hai aur her country nay uss kay liye bihat say aisay steps liye hain jo apnay citizens ko safe rakhnay kay liye bohat zaruri hain aur aisay sarey steps yaqeenun bohat say aisay asrsaat bhi rakhtay hain jo kay business pay affect bhi ker rahey hotay hain laikin insaani jaan bachana sub say zaruri hai. Forex market mai aaj sarey he session intehai pressure ka shikaar rahey hain. Asian, European aur ab USA session mai market bohat down aa chuki hai. Iss waqt bhi gold nay pichlay kuch months ki lowest price achieve ker li hain. Aaj aik achi khabar market kay liye I thi kay USA government 1.5 trillion ka package apni business community ko day rahi hai jiss ka bohat positive Asar iss elaan kay baad market mai daikha Gaya Tha laikin abhi tak usay Market mai inject nahi kia gaya hai. Dusri taraf crude oil bhi tareekh ki nichli satah pay aa chuka hai aur Agar Russian Saudia kisi faislay pay nahi atey tou Market mazeed down he aey gi
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

      Forex trading market mein virus ki vajah se trading market per bahut bura asar pad raha hai aur trading ke liye aapke pass yah knowledge bhi hona zaruri hai hi expert forum members aapko seriously trading ke liye samajhdari se kam lena hoga aur aur market ke situation per understand karte hue apni lot size select karna hogi agar aap trading market mein information ke according kam nahin kar sakte to aapko yahan per kam nahin karna chahie balke market mein wait kar nahin aur jab market sensitivity load ho jaaye aur kam ho jaaye market tab aap apna trading profit aur trade jisko wale kar lena aur apne target achieve kar lena Forex trading market mein ek bandar agar big lot size lagakar trade le leta hai aur uski trade strategy fail ho jaati hai to usko loss ho sakta hai jo recover karna mushkil hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

        Dear agar app khud Forex market ya per kesi be other financial market ka jaiza len to app ko andaza ho ga key corona virus ka es par ketna bura asaar howa hay, Forex market aur other har financial market crash ho chuki hay aur market me majood har stock ki price be down ho chuki hay jab tak virus khatam nahi ho ga aur zindagi per se normal nahi ho gi es time tak Forex market aur har financial market ka yahi haal ho ga, corona virus agar khatam ho jaye to Forex market be per se normal condition me a saky gi magar es ka chance bahot kam hay, corona virus har country me ja chuka hay es ko khatam karna bahot mushkil ho chuka hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

          dear forex market main pori dunia main he asar dala hai virus ki wajah say takriban har major country zad main aa chuka hai jiss say har mulk ki economy boht ziada nechy aa rahi ha aur har country main export aur import band kar di gai hai aur border bhi band kar deay gay hain jiss ki wajah say tjarat bhi rok di gai ai es lea ap ko forex main kam karny say pehly achi tarah say soch kar kam karna chaheay kyon ky aj kal market main koi bhi technical kam nahi kar raha hai jab bhi kisi country main news ati hai tab he market main asar padta hai es lea ham ko forex market say kcuh din avoid karna chaheay ya phir kisi achy aur professional traders say mashwra kar ky phir he es main kam karna chahea warna ap ko es main loss bhi ho sakt hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

            Dear waisy to ais time market normal hi hai magar ap ne agar dekha ho to ais market mai kuch pairs hai jin par corona ki waja se masla aaya hai ain mai aik to gold hai aor ais k sath sath oil hai ais mai ap ko ye pata hona chaye k oil ki price ais liay zayda ya kam hoti hai jab aus ki demand zayda ho aor supply kam ho ya aus ki demand kam ho aor supply zayda ho ais time oil ki supply zayda hai magar aus ki demand kam hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata ho k ais corona ki waja se ap ko kis pair par trade karni chaye ta k aus se aus ki moment disturb na ho jaye tab hi ap ka account safe rehta hai agar ap ais market mai soch samjh k kaam karty hai to ap ko faida ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

              Coronavirus crisis ki vajah se forex market per bahut deep effect para hai kyunki ki yah virus 125 countries mein Main shamil Ho chuka hai aur iske effects bahut bure parh rahe hain tamam Malik ki economy per. Jab se coronaviruses Ka issue chal raha hai use waqt se a trading market bahut buri tarah move kar rahi hai aur kuchh currency per use hath down gir Gaye Hain ki pahle histry mein itne niche Nahin gaye the iske alava gold crude oil stocks aur bahut se aise Hain pairs unbelievable moment ki hai. Dear member fundamental effects issues Jab bhi create hote hain unka market per bahut gehra asar hota hai aur vah asar bahut rapid hota Hai isliye tamam new traders ko chahie ki vah apni e trading capital ko secure karke rakhen aur agar trade karni hai to complete money management karne ke bad hi trades Karen.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                Forex trading market Mein Virus ki vajah se trading market per bahut bura Asar pad raha hai aur trading ke liye aapke pass yah knowledge bhi Hona jaruri hai ki expert for members aapko serious trading ke liye samajhdari se kam Lena Hoga aur Market ke a a shasan per understand karte hue apni lot size select karna Hogi agar aap trading market Mein information ka recording Kam Nahin kar sakte hain to aapko Yahan per Kam Nahin Karna chahie balke market mein wait kar Nahin aur jab market sensitivity load Ho Jaaye aur kam ho jaaye market tab aap apna trading profit aur trade Jisko wali kar lena aur apne target achieve kar lena Forex trading market Mein Ek Bandar Agar Big Lot size lagao kar le leta hai aur uski trade Fail Ho Jaati Hai To usko loss ho sakta hai joki recover karna Mushkil Hota Hai
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                  Forex trading market Mein Virus ki vajah se trading market per bahut bura Asar pad raha hai aur trading ke liye aapke pass yah knowledge bhi Hona jaruri hai ki Asphalt for members aapko senior Student ke liye samajhdari se kam Lena Hoga aur Market ke session per understand karte hue apni lot size select karna Hogi agar aap trading market Mein information ke according Kam Nahin kar sakte to aapko Yahan per Kam Nahin Karna chahie balki market mein wait kar Jab market sensitive load Ho Jaaye aur kam ho jaaye market tab aap apna trading profit aur trade Jisko wale kar lena aur apne target achieve kar lena fracturing market Mein Ek Bande Agar Big Lot size lagatar trade Le leta hai aur uski trade tarike kar FIR Ho Jaati Hai To usko loss ho sakta hai jo recover karna Mushkil Hota Hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                    Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul Corona Virus ki vajah se maarpeet per bahut impact hua hai aapko pata hai ki agar aap Pichhle month se aaj tak market ki movement ko Dekhen to vah bahut hi fast hai aur iski sabse Jo man reason Hai vah korona virus hi hai jo pure economical International per impact kar raha hai aur bahut se currencies metals ke jor se hai vah option Don ho rahe hain aur yah sab ISI Virus ki vajah Se Hi Hai Kyunki isne pure duniya ki condition ko bahut hi stressful aur ab Safal Banaya Hua Hai hi aur aajkal market bahut hi risky Hai Kyunki ki is Waqt aaj ke Dinon Mein ismein trade karna bahut hi difficult hai Kyunki Ek Chhoti Si Galti Hamare mehnat ko vyast kar sakta hai aur Hamare Jo capital balance hai vah nuksan Mein Chala Ja sakta hai isliye bahut hi Kirpal hokar kam karo kabhi bhi Rachna Lo Apne capital balance cal tabhi Kis Mein kam karte raho
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki koro Na virus Puri Duniya Mein Hi fail chuka hai yah Bahut Si Ek Insan Ne Jaan Le chuka hai aur Masjid lene ke chances hain Allah Na Kare Kisi Ki Jaan Ye Insan Ki Jaan bahut kimati chij hai yah korona virus vah hote hi jyada Asar Kar Raha Hai Puri Duniya Mein Aur iska Sar Sar shaadi Forex trading per bhi ho raha hai Forex per kam Karna Karna marriage ki vajah se bahut Mushkil Hai Aur iska bahut bura Asar ho raha hai bahut sari Insan Hi Jaane ja chuki hai yah bahut Teri safe a raha hai aur is ko rok na abhi tak Kisi Mulakat Mein Nahin se Ruk Ja Saka na hi iska Koi aunty dot nikala hai Krona virus Ek bahut Khatarnak Bimari hai jo Insan Ki Jaan Leti Hai iska form is Virus ki vajah se market per bhi bahut bura Sar ho raha hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex per kam karna is Virus ki vajah se Kuchh log nahin kar rahe hain yah bahut hi Khatarnak Bimari Hai Ji han iski vajah se market mein bahut Asar ho raha hai is virus Mein Puri duniya ki condition kab hoti stressful banaa Diya Hai Kyunki Ek Chhoti Si Galti Hamari mehnat ko West kar sakti hai aur Hamare Jo capital balance hain vah aur nuksan ine ja sakte hain bahut acchi Tarah Se Kam karna chahie aur kabhi bhi nuksan Mein Nahin Jana chahie Agar Hamen Samay Mein Ham Karte Hain To Ham acche nahin kar sakte hain Allah Karegi virus bahut jald khatm Ho Jaaye Kyunki Agar fail Gaya to yah bahut hi nuksan ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                        Ji han bilkul Virus ki vajah se bahut jyada market per Asar pada hai Kyunki market mein bahut jyada movement kam ho chuki hai ki puri country aur Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki pure world mein lock down ho chuka hai aur Virus ki vajah se Sabhi market close ho chuki hai to market ke band hone ki vajah se currencies mein bhi bahut jyada kam movement Baki Rah gai hai aur Har vah trading band ho chuki hai to kuch trading currencies Mein Baki Hai To isliye market mein bahut jyada nuksan Hua Hai To isliye Logon ki vajah se bahut jyada market Par Asar Hua Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                          Corona virus iss waqt takk 136 mukhtalif countries mai phail chuka hai aur her country nay uss kay liye bihat say aisay steps liye hain jo apnay citizens ko safe rakhnay kay liye bohat zaruri hain aur aisay sarey steps yaqeenun bohat say aisay asrsaat bhi rakhtay hain jo kay business pay affect bhi ker rahey hotay hain laikin insaani jaan bachana sub say zaruri hai. Forex market mai aaj sarey he session intehai pressure ka shikaar rahey hain. Asian, European aur ab USA session mai market bohat down aa chuki hai. Iss waqt bhi gold nay pichlay kuch months ki lowest price achieve ker li hain. Aaj aik achi khabar market kay liye I thi kay USA government 1.5 trillion ka package apni business community ko day rahi hai jiss ka bohat positive Asar iss elaan kay baad market mai daikha Gaya Tha laikin abhi tak usay Market mai inject nahi kia gaya hai. Dusri taraf crude oil bhi tareekh ki nichli satah pay aa chuka hai aur Agar Russian Saudia kisi faislay pay nahi atey tou Market mazeed down he aey gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                            Ji han dosto yahan per bht hi achi bat ki ja ri hai ji dosto virus ki waja se pori duniya ko bht bara nuksaan hoa hai bht se log berozgaar ho gy hn or is time dosto market normal ja ri hai ji han Dosto humein bas mehnat se or dil laga ker is market mein kaam kerna ho ga taky hum kamyab ho sken dosto mary khyal se to corona virus ka is market per koi asar ni ho rha hai q ke ye aik bht bara online or unique business he is per hum jitni mehnat kerty hein hmein usi hisab se profit milta hai or Dosto ye aik secure business he h ghr bthy asani ke sath is per kaam ker skty hein or profitable future bana skty hein dosto meri dua hai ke corona virus jld khtm ho jay or duniya mehfooz ho jay ji han Dosto pak forex aik bht bara platform hai ye humari bht help kerta hai humein chahiye ke mehnat krein or is se faida uthaen Dosto is market per virus ka asar itna nhi ho raa bas humara profit hai jo late hai or mjy umeed hai ke wo bi jld hi mil jaega humein bas mehnat kerna hogi taky acha profit hasil ker sheen.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Virus ki vajah se market per Koi Asar?

                              Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai hai ki Virus ki vajah se Puri duniya mein bahut jyada masale Paida ho rahe hain aur bahut jyada log aur bahut jyada logon ko nuksan bhi ho raha hai uski Badi vajah Yahi ban rahi hai Kyunki Logon ke pass abhi investment bhi nahin hai aur log Forex trading Mein Kaise kam Karen kaise use paise Hasil Karen yah bahut Sare masale ISI vajah Se Ban Rahe Hain Ki Jab logon ko koi bhi Kam Karne Ko Nahin Hoga market Sabhi band Hogi to uski vajah se trading mein bhi bahut jyada Asar padta hai Kyunki Bank bhi band ho Jaate Hain aur uske alava Jab Har country ki market band Hogi to Forex trading main bhi bahut jyada changing Aati Hai Jiski vajah se Forex trading market band bhi ho sakti hai aur ismein bahut jyada movement bhi a sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X