Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?
    Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

    Define Forex trading the spread ek hi Kishan Ka Hota Hai Kyunki Sab friend Vahi hota hai jo ke broker ka Commission hota hai aur isliye vah currency pair mein aur Jaise ke metals mein jyada hota hai aur currency pair Mein kam hota hai aur currency per Aise joke major per hain jaise k u s t USD ji. Yah se Pare Hain Jin main spread kam Hota Hai Jab Ke metal mein jyada hota hai to isliye spread broker Commission hota hai aur vah ek hi Kishan Ka Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
      Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?
      Mukth talif broker ki separate mukthtalif hote Hain kisi ka kam hota hai kisi ka zyada hota hai jaise k instaforex ko dekha jaaye to iska Euro USD par 3 pip commission hai aur gold per 7. Silver per 4 pip esi tarah agar octafx mein chale jaen tu yha broker instaforex ki nisbat bahut kam commission leta hai Eur USD per ek pip camission silver per 2 pip aur gold per 30 aur ismein minimum deposit 35 dollar hai aur withdrawal jitna aap Lena chahie esi tarah instaforex mein bhi bahut zyada khobiyan Hain yah bhi bahut achcha broker hai ismein aapke sath scam bilkul bhi nahin hota yah ek trust broker hai is broker ki dusri ek khas baat yah hai hai ki ismein aap without deposit bhi kam kar sakte hain yani ki aap Forex form per kam Karen vahan se aapko jo bonus milega uske sath aap instaforex mein traide lagan aur uske profit ko withdrawal len .
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

        Forex trading business mai kaam kernay kay liye broker companies apnay clients ko support kerti hain. Agar broker companies na hoto hum sub directly trading market kaam he nahi ker saktay hain. Yeh bilkul aisay he hai kay Agar conventional business mai commission agents na hotay tou koi bhi producer apni product consumer tak nahi pohancha sakta Tha. Matlab sabzi fruit ki he baat ki jaey tou kisaan direct kisi kay ghar jaa kay kaisay sabzi day sakta hai aur fruit lainay waley kaha say fruit arrange kertay. Bilkul issi tarah Agar brokers nahi hotay tou traders kaisay buy ya sell ker paatey aur oil gold silver currencies kaisay aik say dusray kay paas exchange ho kay aa sakti thi.

        Ab spread ki baat ki jaey tou spread usi commission ka naam hai jo broker humain sell ya buy kernay kay liye sahoolat faraham kernay kay badlay mai Humm say laita hai. Instaforex kay spreads ziada hain laikin inn ka bohat faida hai hum kuch cents ziada day ker kay bhi jitni asaani say trading ker laitay hain aur jitni Asani aur security say apni payments deposit aur withdraw ker laitay hain woh bhi instaforex ki he guarantee ki wajah say hota hai. Currencies aur commodities kay spreads unnk ki prices ki wajah say different hotay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

          Forex trading main hum jis broker k sath kam karty han jo apna commission lata ha har trade k sath or is commission ko spread kehty han means jab trade open karty han to wo negative main hoti ha q k trade open hony k sath he broker ko us ka commission mil jata ha or ap ki trade negative main hoti ha is main ap ko profit ho ya loss broker pe kuch farq ni parta ha broker ap ko forex trading market tak rasai data ha ta k ap trading karny jis pe wo ap sy commission bi la lata ha is tahra har broker ka different pair main different spread hota ha or jin pair main movement ziada hoti ha in ka spread bi ziada hota ha or jin pair main movement kam hoti ha in ka spread bi kam hota ha is ley wo broker best ha jo ap ko kam sy kam spread da
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

            Brokers different spread key sath pairs ko trading key ley allow karty hey, har pair ka same spread nahi hota hay, pairs ki movement market me different speed ki hoti hay es waja se brokers kabi be same spread key sath pairs me trading karna allow nahi karta hay, spread jo key brokers ki fees hoti hay currency pairs ki spread different ho sakti hay crude oil ki spread kesi be currency pairs se zeyada ho sakti hay aur sab se zeyada spread Forex market me gold aur silver ki hay es key sath Bitcoin ki spread be bahot zeyada es waja se hay key es me trading be bahot zeyada hoti hay aur sab se zeyada movement be Forex market me es pair me hi hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

              Brokers different separate ke sath pair score trading ke liye allowed Karte Hain Har Pare ka sim separate Nahin Hota pears ki movement market Mein different speed ki Hoti Hai Is vajah Se broker kabhi bhi same sprayed ke sath pears Mein trading karna allowed Nahin Karta Hai separate Jo ke brokers ki fees Hoti Hai currency pears ki separate different ho sakti hai karod oil ki separate Kisi bhi currency pair se jyada ho sakti hai aur sabse Jyada separate forex market Mein gold aur silver Ki Hai iske sath Bitcoin ki separate bhi bahut jyada is vajah se hai ki ismein trading bhi bahut jyada hoti hai aur sabse Jyada movement bhi forex Market mein is pair mein hi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

                Forex trading market mein spread according to currency pair trading instrument CFD account ki jaati hai isliye aapko separate ke bare mein basic information hona zaruri hai separate jo hota hai vah broker charge karta hai commission hota hai broker ka jo hamen trading facility provide karta hai aur hamen loan per rakh deta hai trade execute karne ke liye Pakistan Forex forum members technical and fundamental aspects score samajhte hue of trading karoge to aapko loss nahin hoga Forex currency pairs 3 type ke hote hain major currency pairs per spread kam hota hai minor hendra currency affairs per spread maximum hota hai iske alava exotic currency pairs hi hote hain jen per spread according to broker hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

                  forex main spread 2 he qism ka hota hai mager ziada ya kam hota hai ju bhi broker hota ha ha us ka apna he spread hota hai spread ki pehli qism fix spread hoti hai aur dosri qism variable hoti hai ju fix spread hota hai wo badlta nahi hai mager ju variable hota hai wo kam ya ziada hota rehta ha instaforex ka bonus account main ham ko fix spread dia gea ha ju 3 ka spread hota hai es main ziada hota ha aur na he kam hota hai es lea hamy usi broker ko choose karna chahea ju kam say kam spread charge kary aur ap ko es bat ka bhi pata hona chaheay ky ap ka ay broker ka ziada say ziada spread 3 ka hona chaheay ager es say ziada ka ho tu ap ko us broker ky stah kam nhi karna chahea es lea instaforex he har lehaz say best hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

                    Dear ais market spread 2 tarha k hai ais mai aik to fixed spread hota hai agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai ye dekhna chaye k ap ais market mai account open karty hai to aus par ap ne agar fixed spread select kia hai to aus par ap ko hedging karni ho to aus account par ap acha profit bana skaty hai magar jab ap veriable spread lagaty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k kai dafa market mai moment kam hoti hai to aus time spread bahot hi kam ho jata hai ais mai kuch pairs hai jin par spread waisy hi kafi zayda kam hai aun par ap agar trade lagaty hai to ap ki trade kafi jaldi profit mai aa jati hai ais k sath sath ap ais mai trade lagany se phly spread check kar lia kary.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

                      dear forex trading me spread ki 3 majors iqsam hain aik fixed spread variable spread or zero spread

                      fixed spread me traders ko fixed spread dea jata ha jo ke broker ki taraf se aik bar select kar dea jata os fixed spread ki value change nehi hoti ha

                      variable spread wo hota ha jo ke market me liquidity or volatilty ke sath thora boht change hota rehta ha yeni ke variable spread ki value aik pips se ke hisab se change hoti rehti ha market condition ke hisab se

                      zero spread account me spread zero hota ha or traders jub trades open karte hain tu os par spread nehi hota ha balke commission wasol kea jata volume me lots ke hisab jitni zeyda lots ho gi utna zeyda commission lea jata ha zero spread account me
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me spread kitne kisam ki hoti hai?

                        Ji bhaijaan is market Mein separate 2 tarikh Ki Hai ismein Ek to fix separate hota hai agar aapane is market Mein trade karni hai to aapko is market Mein yah dekhna chahie ki aap is market Mein account open karte hain to use per aapane Agar Forex afraid select kiya hai to use per aapko handling karni hai to use account per aap accha profit banaa sakte hain Magar Jab aap valuable sprayed Lagate Hain To usmein aapko yah fayda ho jata hai ki ki ki dafa market Mein movement kam hoti hai to use time sprayed bahut hi kam Ho Jaati Hai ismein Kuchh Aise Hain Jin per separate vaise hi Kafi Jyada kam hai aur per aap Agar trade Lagate Hain To aapki trade Kafi jaldi profit Mein Ja sakti hai aur uske sath sath aap is market Mein train Lagane se pahle separate check kar le uska fayda ji Hoga ki aapki trade bilkul feat Lagegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Spread 2 trha ka hota hai. aik tu spread zero hota hai or es tarha kay trading account main commission ki base pay broker cut kar laita hai or aik spread wala account hota hai jis mai ap ko major pairs main ap ko kam sy kam spread milta hai. Ap jab apni trading main scalping karty hain tu ap us mai zero spread chose kar sakty hain or baqi ap major pairs ka use kar kay low spread or un ko achi tarha sy use kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X