Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?
    Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

    Pak forex forum pay kaam kernay kay liye members ko bohat clear rules Bata diye gaey hain. Pak forex forum pay members ko daily 50 posts ki limit ki ijazat hai aur yeh limit pak forex forum pay her member kay liye same hai iss ki wajah yeh hai kay her member ko forum pay kaam kernay ka aik jaisa moqa mill sakey. Issi tarah forum pay her member ki threads kernay ki limits bhi define ker di gai hain. Aik member 24 hours mai 4 threads ker sakta hai. Threads mai achi aur qualitative information share kerna bhi bohat zaruri hai. Jo members forum pay limit say ziada threads aur posts kertay hain unhain 1440 minutes ka error ajata hai jiss ka Matlab hai kay aglay 1440 minutes mai woh members posts ya threads nahi ker saktay hain.

    Monthly basis pay members ko Kamm say Kamm bhi 500 posts tou kerni he chaiye takay achay bonus ki buyaad rakhi jaa sakey. Iss say kamm posts pay forum ki taraf say achay bonus ki tawaqoo kerna bilkul fazul hai. Members ko ziada say ziada time aur posts forum pay zarur kerni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

      Ji agar ham Forum kay rules ko read karain to ham ko easily knowledge ho jay ga k aik month main ham ko kam az kam kitni posts karni chahiay rules kay mutabiq aik contest main hisa lainay kay liay kam az kam 50 posts ka hona bohat zarori yehni others members kay threads kay jawab main 50 posts ka hona zarori hay es taran aik month main kam az 25 posts ka hona bohat zarori hain. Asal main Forum pay posting karnay par ziada tar posts ki quality dekhi jati hay achi quality wali posts pay ziada bonus milta hay jab k ziada quantity aor fazool kisam ki posts pay bonus kam milta hay contest main win karnay kay liay aor achi posting kay liay aik member ko daily posting karna chahiay agar aik member daily 10 others members kay threads kay reply main achi aor quality wali aisi posts karay jin say Forex ka acha authentic knowledge gain ho aor share ho to aisi posts pay bonus acha milta hay aor es taran aik month main kam az kam 300 posts ho jati hain aor aik contest jo k 2 months ka hota hay main 600 posts ho jati hain 600 posts pay kafi had tak acha bonus mil jata hay lehaza koshish karni chahiay k daily regular 10 quality wali posts karni chahiay aor ziada say ziada 4 threads bhi create karnay chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

        Dear member Pakistan Forex forum ke kisi bhi forum mein aap kam karte hain to aapko chahie ki use forum ki rules and regulation ko pahle read kar le phir uske bad use forum mein kam start karen. Forex encyclopaedia mein daily base per 46 post reply kar sakte hain aur 4 new threads create kar sakte hain, is forum mein monthly base ki koi pabandi nahin hai aapane daily base per is se kam post karni hai aur 50 se cross nahin karna. Woh tamam trader Joe encyclopaedia forum mein kam karna chahte hain to unhen ek baat ka zarur khyal rakhna chahie ki unki post ki length kam se kam 500 character ki honi chahie agar isase kam character hue to phir aapki post contest mein shamil Nahin ki jayegi aur aap ko post ka bonus Nahin milega. Agar aap chahte Hain ki aapki mehnat waste na ho to aap apni post ki length 500 character lazmi rakhen aur rules and regulation ko follow karte hue Forex trading ke related hi question and answer Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

          Pakistan forex forum main ap apni himat dakheny ap ktni posts kar sakty han daily k hessab sy or phr utni he monthly posts ban jany ge Pakistan forex forum ap ko daily k 50 posts allow karta ha ab ap ki himat ha ap ktny posts karty han Pakistan forex forum main jtny ziada posts hon gy to ap ko utna he bounce mily ga jtny ap posts karny gy ap k post ki quantity or quality donu ache honi chae ha tab he ap ko ziada sy ziada profit hasil ho ga ap behtar bounce hasil kar k acha profit hasil kar saken gy jis sy ap ko ziada sy ziada bounce hasil ho ga Pakistan forex forum main humy daily k daily post karny hon gy or monthly ziada sy ziada posts kar k humy acha bounce hasil karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

            Dear ais forum par ap ki apni marzi hoti hai ap ais mai kitni posts karty hai ap agar ais forum par acha kaam karty hai to ap ko ais mai bonus bhi aus k hisab se milta hai agar ap ais forum par time lagaty hai aor apna aik target set rakhty hai to aus k hisab se ap daily kaam karty rahy ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ko ais mai acha kaam karna chaye ap ais mai jitna zayda kaam karty hai ap ko ais mai aus k hisab se bonus milta hai agar ap ais forum par thora sa time lagaty hai aor ais forum par acha knowledge share karty hai to ap ko ais mai kafi zyada faida ho jata ais k sath satha p ais forum par mehnat kary ta k ap ka bonus acha aa jaye ais mai routine se kaam kary.
            • #7 Collapse

              Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

              agar aapko monthly bonus achcha lena hai to aapko kam se kam hazar ya isase zyada post karna hogi taki aapko system automatic content analysis jo new introduce hua hai Pakistan Forex form mein auto bonus calculate karta hai aur ismein moderator aapko bhi koi help nahin kar sakta agar aap moderator ko complaint karte ho to vah aapko yahi kah sakta hai ki aap apni post ki quality ko improve karo to main aapko yah kahana chahta hun quality ko bhi improve karo aur quantity ko bhi improve karo monthly aapko hazar post karna chahie tha ki aap yahan se achcha bonison karke apne a earning ko majeed increase kar sako learning bhi increase karo demo account mein learning increase karne ke liye aapko directly practical work karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                dear forex forum main monthly basics par ap ki jo tottlay posst banti hai wo 1500 banti hai jitni ap kar skty hain es se zyada nahi kar skty hain es ki calculation ayse hai k hum aik din main 50 posts kar skty hain es se zyda nahi kar skty hain esi trha monthly base par apki posts itni he banti hai aghy apki apni marzi hoti hai k ap jitni karna chahty hain ap kar skty hain laken es bat ak khas khyal rakhna hoga q k aghr ap kam posts karty hain tu itni bhi kam na hon jis se apko acha bonus he na mil skay yah apko achi trha khud he manage krna hoga es k ilwa jo mambers forex forum main possts krta hai un ko apni posts ki quantity k sath sath quality ka bhi khas khyal rakhna hoga q k aghr ap quality ko ignor kar dengy tu apko kbhi bhi acha bonus nahi mily ga
                • #9 Collapse

                  Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                  Dear friend Mere Khyal se Forex forum aapke knowledge ke liye banaya hai to isliye Mere Khyal se ismein aap apni post daily Karen jitni aap knowledge ke liye Hasil kar rahi hai jaise ki koi bhi question poochha gaya ho aap uska jawab Agar Aata ho to usko acchi Tarah Se De Nahin to aap khud ka koi question Puche aur uske hisab se aap ki jitni bhi post banti hai matlab 10 se 15 post Banti hain aur isase Jyada Agar 20 25 post bhi hain to aap kar sakte hain aur aap acchi aur quality wali posting Karenge to uska aapko bhi benefit Hoga aur Jis Ne trade post Kiya Hoga usko bhi fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                    Ji han Agar Ham form Karu Usko read karen to Humko isliye knowledge ho jaega ki ek Manch Mein Ham Ko kam se kam Kitni post Karen chahie rules ke mutabik Ek contest Mein hissa lene ke liye kam se kam 50 post Ka Hona bahut jaruri hai ya nahin others members caterers ke Jawab Nahin 50 post Ka Hona jaruri hai Is Tarah 1 month mein kam Aaj kaam 25 post Ka Hona bahut jaruri hai Asal Mein form per posting karne per jyadatar post ki quality Dekhi Jati Hai acchi quality wali post per Jyada bonus Milta Hai Ajab ke Jyada quality aur Faizul Kishan ki post per bonus kab Milta Hai contact Mein win karne ke liye aur acchi posting ke liye ek members ko daily posting Karni chahie Agar Ek members daily 10 others members ke trade ke reply Mein acchi aur quality wali Aisi post Karen Jinse forest ka Achcha authentic knowledge gain ho aur share ho to is post per bonus Achcha Milta Hai Aur Is Tarah 1 month mein kam se kam 300 Dost Ho Jaati Hai Aur Ek contest Jo ke 2 months ka hota hai main 600 post Ho Jaati Hain600 post per Kafi had Tak Achcha bonus Mil Jata Hai lihaja koshish Karni chahie ki daily regulation 10 quality wali post Karni chahie aur Jyada Se Jyada for all trades be correct karne chahie
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                      Fastrack forum per kam karne ke liye members ko bahut colour rules Bata Diye gaye hain Park Forex form per members ko Delhi 50 post ki limit ki Ijazat hai aur yah limit for Forex form per Har members ke liye same Hai Iski vajah se yah ke har members ko foreign per kam karne ke Ek Jaisa mauka mil sake ISI Tarah form per her members ki Hatya karne ki limits be defined Kar Gai Hai Sikh members 24 horse mein photo share kar sakta hai charge Mein acchi aur quality battery information share karna bhi bahut jaruri hai jo membership form per limit Se Jyada share aur post Karte Hain unhen 14 minutes ka road a Jata Hai Jiska matlab hai ki agale 14 minutes Mein Vahi members post ya nahin kar sakte hain monthly base per members ko kam se kam Panch supposed to Karni hi chahie Taki acche bonus ki buniyad Rakhi Ja sake ISI se composed perform ki taraf se acche bonus ki karna bilkul Faizul Hai members ko Jyada Se Jyada time aur post form page Jarur Karni chahie
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                        Forex forum me monthly base par minimum 1000 posts aur maximum 1500 posts karny chaye, posting rules ko follow karny ki koshish karni chaye aur conform daily/monthly posting ki limit kia hay ye forum members behtar tareeqy se nahi bata sakty hey es key ley ya to forum key rules ko deeply read karna chaye ya be admin se es bary me wazahat karni chaye key kia ham daily 50 posts aur monthly 1500 kar sakty hey agar admin es ko conform karty hey to zaror members ko daily aur per monthly zeyada se zeyada posting karen otherwise agar posting ka ye rule nahi hay aur minimum posting ki limit hay to es rule ko be members ko follow karna ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                          Salam.g bijan kosheh karna he zyda sae zyda ho.leken minmum 20 25 to pee day lazmi he ta k end me post zyda ho aor hum achi outbput mile aor hum acho bouns hasal karne me kamyb ho jaye ye ak.best terka he is me kam.karna k sath sath thread be kare jis per like milge to ye ak beat method he.
                          • #14 Collapse

                            Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                            Asslam o alaikum dear forex member vaise To Hamen chahie ke yahan monthly basis per minimum aur maximum 1000 post karen to UN Mein quality bhi bahut vyast hone chahie Is Tarah Ham hazaar post per Agar sirf aur sirf Forex Encyclopaedia Mein hajar post Karte Hain To Hamen 500 dollar milega vah bhi withdrawal lekin sabse important Baat yah hai ki Hamen Unki quality ko bahut hi best aur strong banana chahie simple Karke share karna chahie Taki Har Kisi Ko aasani ke sath samajh mein a Jaaye Is Tarah Hamara kam bhi bahut hi best ho jaega aur Humko is bahut hi Achcha profit mil Jaega Main To aapko Yahi Mashwara Dunga Ki aap mere is strategy ko follow kar lo To kamyabi aapki Pakki hai Kyunki 1,000 post Karoge to Tanmay quality Bhi Hoga aur quantity Bhi Hoga Aur Is Tarah aap winner Ke hakdar Bhi Honge Kyunki ki ek hazaad post karna vah bhi Forex Encyclopaedia Mein Ek bahut badi baat hai ...
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Monthly basis py minimum kitny post hony chahiye?

                              Dear Members hazrat forex treading k as forum pay sub k lay same condition hotii hy sub k lay same rolls hoty hy as forum pay simple si bat hy sub k lay daily base pay 50 posty krna hotii hy jas say mnthly 1500 so posty bantii hy
                              Mry khayl say as forum pay 1500 so post krna buht mushkil kam hy or buht mantii bany ka kam hy jo har bandy ki bass ki bat nii hotii as lay ap ny agr aik acha bonus create krna hy tu us k lay maximum ap 1 hazr posty lazmii kary ya minimum 500 so posty krna chye par mnth kii jen say humy acha bonus create ho skta hy forex pay bonus hasil krny ka simple zaria humy mahant k sth forex k mutabik khowlage wlii achii or meyari quality wli posty thread karna chye jen ki badolt humy forex say acha bonus hasil ho skta hy hum jatnii zyda mahant kry gay acha or meyarii mahant k sth requlr base pay zyda kam kary gay tu yaqeenan us say humy fida or kamyabii bhi wesy hasil hogie forex pay srf or srf mahant wla
                              Inshan hi kamyab ho skta hy mahant k bgr kesii ko kuch hasill nii hota na hi as k khowlage experience k bgr kesi ko kuch hasil hota hy mry khayl say kamyab hony k lay srf mahant hi kafii nii bilky us k sth acha or meyarii kam khowlage experience hona bhii buht zurari or important hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X