Corona virus effects

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Corona virus effects
    Kia corona virus effects trading py kitny asar andaz hongay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Corona virus effects

    Forex trading main corona virus ki waja sy both effect para ha puri duniya ki economic taba ho ge ha is ka asar to lazmi parna tha ap ny dakha ho ga market both ziada movement kar rehe ha jis ki waja sy both ziada loss ho raha ha sab kabi market up chali jati ha or kabi down aa jati ha jis ki waja sy market main humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge proper money management sy trading karni ho ge hum jtna account safe rakh k trading karny gy humy utna he ziada fayda ho ga or hum forex trading main kamyab ho saken gy is ley humy corona virus ki waja sy proper money management sy trading karni ho ge ta k hum log ache tahra kam kar k kamyab ho saken jtna ziada hum behtar learning or strategy sy trading karny gy humy utna he ziada fayda ho ga forex trading main proper money management or risk management k sath trading karny to ap ko behtar earning ho ge or kam sy kam loss ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Corona virus effects

      Forex trading business aur forex trading markets ho ya stock exchanges ho ya phir conventional markets ho sub he iss waqt Corona virus ki wajah say intihai hadd tak mutaasir ho chuki hai. Agar sirf aaj ki he market movements ko daikha jaey tou saaf nazar araha hai kay international business iss waqt float ker raha hai. Her country ki taraf say aisay actions liye jaa rahey hain jo directly kisi na kisi commodity ya currency pay asar andaaz ho rahey hain. World mai 120 say ziada countries mai Corona virus ki wajah say taqreebun lock down ho chuka hai jiss ka Matlab hota hai kay unhoo nay khud ko band ker Lia hai takay na tou waha say koi baahir jaa sakey aur na he under aa sakey. Iss waqt tak Corona virus say international leaders ya unkay relatives kay mutaasir honay ki news ki wajah say bhi bohat ziada confusion bani hui hai. Global energy requirements khatam ho chuki hai aur taqreebun her industry mutaasir ho chuki hai
      • #4 Collapse

        Re: Corona virus effects

        Forex trading members aapko ek baat ka specially khyal rakhna hoga ke market mein jab sensitivity ho aapko use waqt trading karna hogi aur jab sensitivity high ho jaisa ki abhi market mein situation hai gold bahut fast movement kar raha hai aur crude oil be down position mein a raha hai jab ke usdollar strong ho raha hai aisi situation mein aapko trading market se dur rahana chahie aur apni strong positive policy banakar trading karni chahie knowledge ke liye Pakistan Forex form mein join rakhen aur senior trading members ki garden score seriously trading market mein kabhi bhi kahin bhi hai ya na karo isase aapko zeada loss ho sakta hai trading ke liye proper planning karen aur time deciding ke sath trading karen
        • #5 Collapse

          Re: Corona virus effects

          Dear jaisy ap ko pata hai k baqi to kisi currency par koi asar ho ga ya nai magar jaha tak baat hai oil ki to aus par kafi zayda faraq par jaye ga corona ki waja se ais ki demend kam ho gi aor oil ais ki waja se down hi jaye ga agar ap ne dekha ho to ais market mai oil jo moment karta hai wo demend aor supply ki waja se karta hai ais market market ap agar acha kaam karty hai to ap ko ais market mai technical k sath sath fundamental par nazar rakhni chaye ais mai agar halat sahe na hoye to market crash kar sakti hai oil bahot hi zayda down aa sakta hai aor aus time hum ko ais market mai ho sakta hai kafi zayda loss ho jaye ais liay ais market mai mehnat kary.
          • #6 Collapse

            Re: Corona virus effects

            Chronavirous aajkal ke waqt Ke liye ek bahut bara azab banaa hua Hai jisne taqreeban hundred countries ko damage Kiya Hai is mein kuchh countries aise Hain Jin mein effects kam hai aur kuchh countries aise Hain Jin mein iske effects bahut ziada hai. Is mein Koi shak ki gunjaish Nahin ki Jab bhi Koi Is tarah ka natural disaster aata hai to uski vajah se duniya ki economy bahut ziada disturb hoti hai. Agar aap aaj kal trading ki situation dekhen to aapko mahsus hoga ki trading ki situation normal Nahin Hai balke is mein fundamentals effect bahut ziada Hai jiski vajah se currency pairs ne aisi aisi moment ki Hai Jo pichhle Kai sal Nahin Ho Saki. Crude oil or gold ki price mein itne bary effects aaye Hain Jo ke pahle panch sal mein samne nahin dekhenge. Isliye agar aap ek trader banna chahte Hain to aapko fundamental effects ko lazmi follow karna ho ga tab hi aap ek acchi earning Le sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: Corona virus effects

              dear corono virus pori duniya main tezi se phel rha hai jis se halat e zindgi bhi kafi mutasir ho rahi hai or sath main es ka asar bhi business par parh rha hai yah forex main trading par he asar andaz nahi ho rha hai baki har business par asser andaz ho raha hai jub k yah boht bara social current affiar smjha ja rha hai jis k bais duniya bahr k taleemi adary bhi band hoty ja rahy hain jub k ab pakistan main bhi es k asrat numaiya hony lag gay hain or kafi jagahat par corono virus k shubahat mily hain es liye hmain ahtityadi tabber ks ath es ko face krna hoga q k yah aik khtrnak bemari hai jis ka mukmal koi bhi ilaj mumkin nahi howa hai es liye hmain khud he es ko manage karna hoga or hmain es main jo jo karna mumkin hai karty rahna chahye ta k hmain koi masla na ho es k ilwa forex main es k asrat yah hain k trading bhi es virus ki wjah se sahi trha se nahi ho rahi hai
              • #8 Collapse

                Re: Corona virus effects

                dear corona virus ky effect boht dair pehly he market main ho chuky hain jesy ky ap nay dekha ho ga ky gold nay kitni up movement ki thy aur uss ky bad jab phir say corona virus ki wajah say pori dunia main yeh virus boht taizi ky sath phail raha hai tu ab phir gold down agea hai aur boht ziada down agea hai aur apni recovery bhi kar li ha ju ky pehly virus ki news ki wajah say old up gea tha mager ab down agea hai es lea har currency main he boht effect ho raha hai jiss country main corona virus ziada effect karta hai wo currency down ati hai jesy ky china main say ziada effect hoa tha aur china ki economy ko boht nuksan hoa hai es lea forex market main bhi asy he sab country main effect any say nuksan ho raha hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Corona virus effects

                  Je ap ki baat bilkul thek ha k forex market aik International market ha jis ma online trading k through kaam kia jata ha, lakin unfortunately corona virus ne puri dunia ki economy ko tabah kar k rakh dia ha, jis se forex market buri tarha se effect howi ha, q k is virus ne puri dunya ko apnay andar lapat ma lay lia ha, sab tijarti centers close hain, China aur European countries is se ziadah effect hain jis se forex market buri trah se destroy ho gayi ha ziadah traders is wajah se apna zidah loss ho chuk ha, is se wajah se sab countries ki market ma traders ka loss ho raha ha, China ki wajah se zidah tar trade close hain, industries close hain cities lock down hain jis ki waja se koi kam ni ho raha ha, is lye dua ha yeh virus jald khatam ho jaye aur karaobar jald shuru ho jaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Corona virus effects

                    Forex trading Mein Corona Virus ki vajah se bahut effect pada hai Puri duniya ki economic tabah ho gai hai iska Asar Tu laazmi padhna tha aapane Dekha Hoga market bahut jyada movement kar rahi Hai Jiski vajah se bahut jyada loss ho raha hai sab Kabhi market ab Chali jaati hai aur Kabhi down a Jaati Hai Jiski vajah se market Mein Hamen Jyada Se Jyada Behtar planning aur straegy se trading Karni Hogi proper money management se trading Karni Hogi Ham Jitna account saaf Rakhe car trading Karenge Hamen utna hi jyada fayda Hoga aur ham Forex trading Mein Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen korona Virus ki vajah se proper money management share trading Karni Hogi Taki ham log acchi Tarah kam Karke Kamyab ho sake Jitna Jyada Ham Pathar learning aur acchi Soch se trading Karenge Hamen utna hi jyada fayda Hoga Forex trading Mein proper money management or risk management ke sath trading karne to aap ko Behtar earning Hogi aur kam se kam loss hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Corona virus effects

                      Ji Assalamualaikum Pyare bhai factory Mein Corona Virus ki vajah se bahut ki factory Paida hi Puri Duniya Ke economic tabah ho gai hai iska Asar Talash Mein padhna tha aapane Dekha Hoga Ki market bahut jyada movement kar rahi Hai Jiski vajah se bahut jyada loss ho raha hai Sabse Kabhi market ab Chali jaati hai aur Kabhi down a Jaati Hai Jiski vajah se market Mein Hamen Jyada Se Jyada vyast planning Ho tarike ka setting Karni Hogi proper money management share trading Karni Hogi Jitna account saaf rakhen kar Ham chatting Karenge Hamen utna hi jyada fayda Hoga aur ham Forex trading Mein Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen coronavirus ki vajah se proper money management share trading Karni Hogi Taki ham log acchi Tarah Se Kam Karke Kamyab ho sake Jitna Jyada Ham Achcha kam Karenge acchi learning aur acchi Soch trading Karenge Hamen aur na hi jyada fayda Hoga Forex trading Mein proper money management aur risk management ke sath trading karna to aapko bahut behtarin earning dega aur kamyabi aapko Karega lekin aapko sailoz bhi kam hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Corona virus effects

                        Ji han bilkul Jaisa ki aapko Maloom Hai Virus ki vajah se Puri country mein lockdown ho chuka hai aur Jaisa ki aapko Maloom Hai pure world mein lockdown ki vajah se market bahut jyada khush ho chuki hai aur Market mein bahut jyada Logon Ko nuksan Ka Samna karna pada hai Jaise ke bahut Sare big investment Karne Wale Bhi market mein bahut jyada loss kar chuke hain to isliye jaruri hai ki aap abhi market Mein Itihaas se kam Karen aur koi bhi trading karen to usko acchi Tarah Se nlcs ke sath kam Karen Kyunki Jab aap ismein risk free trading Karenge tabhi aap Kamyab ho sake par hain Kabhi Bhi Jyada Badi lot size mat open Karen Badi trading mat Karen jisse aap nuksan Hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Corona virus effects

                          Forex trading business aur forex trading markets ho ya stock exchanges ho ya phir conventional markets ho sub he iss waqt Corona virus ki wajah say intihai hadd tak mutaasir ho chuki hai. Agar sirf aaj ki he market movements ko daikha jaey tou saaf nazar araha hai kay international business iss waqt float ker raha hai. Her country ki taraf say aisay actions liye jaa rahey hain jo directly kisi na kisi commodity ya currency pay asar andaaz ho rahey hain. World mai 120 say ziada countries mai Corona virus ki wajah say taqreebun lock down ho chuka hai jiss ka Matlab hota hai kay unhoo nay khud ko band ker Lia hai takay na tou waha say koi baahir jaa sakey aur na he under aa sakey. Iss waqt tak Corona virus say international leaders ya unkay relatives kay mutaasir honay ki news ki wajah say bhi bohat ziada confusion bani hui hai. Global energy requirements khatam ho chuki hai aur taqreebun her industry mutaasir ho chuki hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Corona virus effects

                            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                            Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain ke pass Forex Ek bahut bada online business hai Hamen ismein Ghar Baithe kaam kar rahe hain to isko coronavirus ki vajah Se Jyada effect Nahin Ho Raha Hai Doston coronavirus Ki vajah Se Duniya Ke bahut se business Band Ho chuke hain bahut se log berojgar Ho chuke hain Doston coronavirus se pahle gold ki movement Bahut Ab ho gaye the lekin Jab Se coronavirus Ne effect Kiya Hai To gold ki movement bhi bahut down ho gai hai doston Allah se Dua Hai Ki coronavirus jald khatm Ho Jaaye iski vajah se bahut loss ho raha hai duniya mein bahut Sare log berojgar ho rahe hain bahut se bhukhe baithe Hain doston Hamen chahie ke Ham Khas Taur per Dua Karen Ham is waba se jald mehfooz ho jaaye.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Corona virus effects

                              corona virus pori duniya main ek khtrnak sorthal main majood ha jis ki wja sy hr qism k business ko nuqsan poncha ha aur forex ka kam pori duniya ki market pe ha ye business international level pe hony ki wja sy zaida effect hua ha crona virus ki wja sy countries ki economy pe kafi farq prha ha forex main b bhuat si terms upar nechy hui jesy k oil ki market ny crashed kia esi trh crona virus ki wja sy forex trading kafi effect hui

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X