Trading aur learning mai Kitna time gap hona theek hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading aur learning mai Kitna time gap hona theek hota hai?

    dear agr ap proper way me Daily forex me hardworking karke knowledge hasil karte hain tu ap ko real me trading 6 month ke bad start karni chahie ap just kuch forex market ke point ki learning karke ya demo account me aik ya 2 trades profit me le kar forex market ka itni jaldi na knowledge hasil kar sakte hain na ap ko itni jaldi exprience hasil ho ga ap ko forex me learning karne or real me trading karne ka kam se kam 6 month ka gap rakhna chahie ap ko start me me chahie ke ap start me 6 month tak forex market ki daily basis par complete learning kare or sath me demo account open karke practice bhi kare agr ap 6 month rah proper plan ke sath hardworking karte hain tu ap 6 month bad real me trading karke acha profit earn kar sakte hain agr ap jaldi me kuch learning karke real me trading kare gay tu 80% chances ho gay ke ap ko loss ho jaye ga ap ko kam az kam learning or real account me trading ka 6 month tak gap rakhna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading aur learning mai Kitna time gap hona theek hota hai?

      Ji Bhai Jaan is market Mein Jab Bhi Koi new trader join karta hai to use chahie ke pahle Forex trading Ko Mukammal learning Karen aur Jitna Bhi knowledge hai trading ke rated vagain Karen aur form per bhi post Karta Rahe Kyunki form bhi learning ke liye behtarin Jagah hai aur jab learning complete ho jaaye to Fir Mita trade for demo account open kar le aur demo account per trading ki practice Karen Kyunki demo account practice bahut jaruri hai Kyunki demo account per aap 6 Sakenge ki trade Kaise Lagate Hain vah stop loss aur take profit yah pending orders Kis Tarah Lagate Hain aur koi bhi new indicators sikhana ho ya new tarike ka check karni ho to demo account Hamare liye bahut hi useful hai aur jab aap ki practice a demo account per ho jaaye a Mahina ya 2 se 3 month to Uske bad hi aap real account per trading start karen aur behtar hai ki bonus Jo post ke kam Mile usse kam start karen Kyunki start Mein account bhi was ho jata hai isliye Sambhal loads ke sath trading Karen aur money management ke mutabik trading Karenge to aapko fayda hoga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Trading aur learning mai Kitna time gap hona theek hota hai?

        Dear friend agar aap trading karna chahte hain to uske liye Jaroori hai kya aapke pass Achcha experience maujud Ho to isliye aapko chahie kya aap Forex trading co 1 proper business samajhkar ismein kam karen to aap ke liye jaruri hai ki sabse pahle aap demo account Mein practis Karenge ok demo account mein agar aap 2 se 3 month acchi practis karte hain aur sath sath demo account ko use karte hue Sabhi tools ko bhi use karte hain aur Sabhi indicators ko use karte hain to tabhi aap Ek Ya Do month ke bad Ek acche trader Ban sakte hain to isliye Mere Khyal se demo account mein practis ke bad 2 month ke bad aap real account mein trading kar sakte hain aur ek acchi income Hasil kar sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X