jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain
    hamy forex mai learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama sky gy forex aik acha busnes hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maia beh kam kari sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar saty hain hum is mai agar bager leanrng ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum gar mai bath kar is mai kama kar skaty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shmil hain forex paksitan ma legal ban cuka hain is jasa ko ior busienss nahi hain dunya bar mai forex aik bohat bara r acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

    Learning aur knowledge kay baghair koi bhi business kia he nahi jaa sakta chahay woh forex business ho ya koi bhi dusra conventional business ho. Forex trading business mai knowledge aur learning ki iss liye Ziada. Zarurat hoti hai kay iss mai kaam kernay kay mawaqay bohat ziada hotay hain. Jaisay Agar baat ki jaey tou aik single item waley shop keeper ko aim he item ka sochna aur khayaal rakhna hota hai laikin aik parchoon waley shop keeper ko hazaaroo items ka pata rakhna hota hai bilkul isi Tarah forex trading mai bhi traders ko her waqt apnay knowledge aur learning ko update rakhna hota hai aur din ka koi bhi waqt ho usay apni learning ko market say update rehnay kay liye connect rakhni parti hai. Forex traders Agar khud ko update nahi rakhain gay aur learning gain anhi karengay tou unhain faida nahi ho sakey ga
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

      Forex trading main ap jtny mehnat karny gy knowledge or experience hasil karny gy to ap ko trading karny main ahsani ho ge or sab behtar learning kar saken gy jtny ziada mehnat karty jany gy or demo account ya real account main trading karty jany gy to ap easily successful hoty jany gy is ley humy forex trading main ziada sy ziada behtar learning karni hi ge jtni ziada practice or learning karny gy to humara knowledge or experience utna he ziada ho ga jis sy hum easily successful hon gy or hum behtar trading kar saken gy forex trading main aik bar mehnat karni ho ge or us k bad puri life hum ache trading kar k ache earning kar sakty han or forex trading main easily kamyab ho sakty han forex trading seekeny gy to is main humara he fayda ho ga hum he kamyab hon gy ache trading kar k or ache earning kar k
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

        G bilkul agr forex pay kamyab hona hy tu us k lay jatna zyda ho sky sub say phly apni learning ko increase kary gay work k sth sth apni learning ko bhi mazeed continue rky jas ki badolt ap ki earning mumkain hogie bgr mahant k ap ko kbii koi makam hasil nii hota as lay forex wesy bhii aik online international business hy jas pay hum jatna zyda mahant kary or acha quality wla complete kam kary gay tu us say humra experience bhrny k sth humri earning bhry gie humra acha bonus create hoga sth hi humy thankxx or liks mily gay jen ki badolt humy zyda bonus hasil hoga hum koi bhi kamyabi bgr mahant k hasil ni kar skty as lay humy jatna zyda
        Ho sky apni learning pay focus karna chye jas say humri earning mumkain hogie hum jatna zyda forex pay time day gay mahant kary gay acha kam kary gay humry kam main quality hogie meyar hoga tu yaqeenan us say hum aik kamyab treadr ban skty hy bgr khowlage k mahant k humy forex say kuch hasil ni hoga sub say zyda as ki market k bary khowlage gain kary jab treding ka khowlage humy hasil hoga tu us say kud ba kud humry lay asanii pada hogie
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

          Yah baat aapane accurate kahi hai ky trading market mein ham learning karenge to forex mein fayda hoga pakistan Forex forum hamare liye ye hamari learning ko improve karne ke liye banaya gaya hai ham Forex trading market start karte hain to basic knowledge hamara bahut kamjor hota hai hamen market ke fundamental aur technical analysis ka bhi itna andaza nahin hota Forex trading market mein use hone wale tools kahan main bata nahin hota pakistan Forex form hamari madad karta hai hum samajh sakte hain ki metatrader 4 terminal mein jo tools Hain unko istemal kis tarah karna trading karnal se kis tarah karna hai aur plane kis tarah banana hai yah sari chizon mehnat karne se hasil hoti hai trading itni mushkil nahin hai lekin agar isko samajhdar hi ke sath kiya jaaye to yahan per acchi earning ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

            G ha dear ye to bahot hi zarori hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko sab se phy learning karni ho gi aor aus k baad ap ais market mai demo par kaam kary jis se ap ko ais market mai kaam karny ka experine ho jata hai aor ap ais market mai real account par kaam karny k qabil ho jaty hai agar ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad ap ais market mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ais liay ais market mai aik dafa kaam sekh ley aor aus k baad ais market mai kaam start kar dey apna account safe rakh k kaam kary gay to ap ko ais market mai loss bhi ho to atna zayda nai ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

              G han Forex business me learning kar key jo be work aur jetna be ham trading work karen gey es ka hamy faida ho ga, profit earn karny key ley traders me learning ki quality zaror honi chaye es key baghir Forex market me kamyab trading karna impossible ho jata hay, achi learning traders ko kamyab traders key sath perfect be bana deti hay aur market analysis karny me expert hony me be traders ki learning hi kam ati hay, jo traders fully experienced hota hay esy traders key successful hony key chances me ezafa ho jata hay aur ye esi condition me possible hay jab traders ki learning complete ho.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

                G haan Bro Learning aur knowlege kay baghair koi bhi kaam mumkin nahi hota chahhay wo Forex trading ho ya issi tarha koi aur business ho Ap ko us business main kamyaab honay kay liye leaning karni parti hai. Forex trading main aik trader ko market say update rehna hota hai agar traders market ki update nahi lay ga to wo market ki movement ko sahi tarha say follow nahi kar paye ga jo akay us ki trading kay liye nuqsan day sabit ho sakta hai. Forex trading main successful bannay kay liye musalsal mehnat aur knowledge ki zaroorat hoti hai agar koi trader market ki changing ko check karta rehta hai usay trading ka kaafi knowledge hasil hota rehta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex mai learnng gain kar ky kam karny mai he faida ha hain

                  Ji han pahchan learning aur knowledge ke bagair koi bhi kam Mumkin Nahin Hota Hai Forex trading ho ya ISI Tarah ka koi aur business ho aapko use Business mein Kamyab hone ke liye learning karna padati hai freqs trading Mein Ek traders ko market se update Nahin Rahana hota hai agar traders market ki update Nahin Lega to vah market ki movement ko sahi tarah se follow nahin kar payega uski chatting ke liye nuksan de sabit ho sakta hai Forex trading Mein Safal banane ke liye musalsal mehnat aur knowledge ki jarurat hoti hai agar koi trade market ki changing ko check karta rahata hai usse trading ka Kafi knowledge acid hota rahata hai iske liye ke Agar banne ke pass Achcha knowledge a Jaaye to Banda is Mein Kamyab ho sakta hai iske liye hamare pass Achcha experience bhi Hona chahie Taki Ham acche se trading Karen aur Forex trading Mein Kamyab ho sake aur accha bonus Hasil kar sake

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X