Jaiza: Account Mangement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Account Mangement
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders ko aisa bohat si managements kenri parti hai Jin say unn kay profits mai izafa hota hai aur aisi management bhi saath saath chall rahi hoti hai kay account ko bhi secure rakha jaa sakey. Account management ko sub say ziada ehmiat haasil hai kiyu kay Agar traders ka account safe hoga aur secure hoga tou he strong hoga. Aik acha aur strong account he achay rewards achi earnings aur profits ki soorat mai day raha hota hai.

    Account management bilkul aisay he hain jaisay kisi conventional business mai agar kisi ki koi dukaan hai tou uss mai sub samaan pura ker kay rakhna, expenses control kerna aur apni investment ko safe rakhna aur zaya honay say bachana he management hai aur yehi cheez forex trading business main account management kay naam say implement hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Account Mangement

    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy sab sy pehly account management ko seekena chae ha q k jab hum account bagar manage k trading start karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy chae ha k hum ziada sy ziada mehnat karny or apny account ko manage karna seekeny or apny account balance k mutabiq he trading karny or ziada sy ziada money management or risk management sy trading karni chae ha jtna hum manage kar k trading karny gy to hum aram sy ache trading kar saken gy us key humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum ache earning bi kar saken gy or humara account bi safe ho ga is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy banani ho ge or proper stop loss or take profit istamal kar k ache earning kar saken gy or account bi safe ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Account Mangement

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders ko aisa bohat si managements kenri parti hai Jin say unn kay profits mai izafa hota hai aur aisi management bhi saath saath chall rahi hoti hai kay account ko bhi secure rakha jaa sakey. Account management ko sub say ziada ehmiat haasil hai kiyu kay Agar traders ka account safe hoga aur secure hoga tou he strong hoga. Aik acha aur strong account he achay rewards achi earnings aur profits ki soorat mai day raha hota hai.

      Account management bilkul aisay he hain jaisay kisi conventional business mai agar kisi ki koi dukaan hai tou uss mai sub samaan pura ker kay rakhna, expenses control kerna aur apni investment ko safe rakhna aur zaya honay say bachana he management hai aur yehi cheez forex trading business main account management kay naam say implement hoti hai
      Forex trading Ek bahut hi Achcha aur special business hai agar Ham is Mein Apne account ki management Nahin Karte To Ham acchi earning Hansi nahin kar sakte isliye Hamen chahie ke ham Jab Bhi is business Mein kam karen to sabse pahle Apne account ko Jarur manage Karen Khyal rakhen ke hamare pass Jitna capital Ho use ke Kuchh hi percent per Ham apni trade ko open Karen Kyunki Agar Hamara capital aur Hamara lot size Ham many Nahin Karenge To Hamen nuksan kaise hua Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga Hamesha Apne lot size ko Apne capital ke 50% per rakhen yah isase bhi kam
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Account Mangement

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai account manage karna parta hai ap agar ais market mai aisy hi kaam karty hai to aus se ap ka account wash ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai apny account k hisab se trading plan bana lena chaye ais market mai agar ap acha kaam karty hai to aus se hi ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ais market mai atna hi zayda profit bana skaty hai ais market mai ap ko account ko khud apny hisab se manage karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Account Mangement

          Forex aik best online business ha jis ma ham thodi si investment se boaht ziadah profit bhi earn kar saktay hain aur daily bases pe ham apni earning kar saktay hain lakin aik successful trader k lye account management ka hona bohat hi ziadah zaruri ha is lye apnay account ko loss se bachana aur profit ki ratio ka ziadah hona aik ashi account management hoti ha
          Account management k basic points: account management ma bohat saray important points hain jaisay
          1) Lot size: a) hamesha apnay account capital k according lot size ko select karain, b) greed ma akar kbi bhi ziadah lot size ki trading na karain
          c) agar ap k account balance bohat kam ha to kabhi bhi multiple trades open mat karain d) 100$= 0.01 ki trade open karain
          2) stop loss aur take profit ka use karna bhi ashay account management ka hisah ha, hamesha trade open karnay se pehlay sl aur tp ko set karain
          3) greed se avoid karain, apnay profit ki limit set karain, aur greed bilkul na karain
          4) aik khas time pe trading karain, always trading se avoid karain
          5) apnay ander professional trading skills ko develop karain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Account Mangement

            Account ki management me bahot si batu ka khayal rakna hota hay traders risk ko reduce karny aur conform profit earn karny ki koshish karty hey esi waja se account management karna bahot zarori ho jata hay,

            discipline key sath trading aur risk ko identify kar key trading ko hi account management nahi kaha jata hay, account ki management me traders key rules aur market analysis techniques ki be bahot ehmehat hoti hay, without trading rules aur trading planing key account ki achi management nahi ho sakti hay, risk agar manage ho be jaye aur profit earn karny key ley khas koshish na ki jaye to es ko achi account management nahi samja jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Account Mangement

              Dear forex traders apko market ma account kp management ky leay gur sekhny chahien jeey ky sub janty ho yeh markrt aisi hai jis ma skills ky elawa simple trading krny sy aoko kch hasil nhi ho ga agr ap market ma indicators ko use kro gay market ma oscillators ko use kro gay tb he apko market achi learn krni ki confirm approach bhi ho ge aor apko confidence bhi ho ga aor yeh bat apko maloom honi chye ky trade tb he li jay jub apko market ki smjh aa rahi ho wrna apko trading ma wait krna behtr rehta hai expert traders pehly candles kp dekhty rehty hain jub unk0 candle ki smjh ana shuru ho jati hai tb wo market ma entry krty hain aor apna target hasil kr len to exit ho jaty hain lalich nhi krty haun
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Account Mangement

                Asalam o alikum dear forex trading main sab sy behtar Chez account management jis sy ap apny account ko safe rakh k behtar planning or strategy sy trading Kar k acha earning kar sakeny gy jab k bagar account manage k ap ache trading Ni Kar sakty han or apna he loss karwany gy is ley money management both ziada important ha jab ap ache analysis karny gy or in pe proper money management or risk management sy trading karny gy means proper stop loss or take profit istamal karny gy to ap ka account safe ho ga or ap ko ziada sy ziada profit hasil hasil ho ga is ley humy ziada sy ziada behtar analysis karny or proper money management sy trading karny ta k ap easily ache trading Kar k kamyab ho saken jtni mehnat karny gy ap ko utna he ziada profit hasil ho ga or ap easily ache earning kar saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Account Mangement

                  hamy apny account kud manage karny cahey pher he hum acha munfa kama saky gy forex aik online or kabe be band n hony wala acha busienss hain hum is maai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kiar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamjy analysis ko use kar ky kam karn ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai usa or china ro new yok jasy bary bary mmalik shmil hain yai business pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalhci ban ky kam kary g to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex jasa ko or busienss nahi hain forex aik unique busenss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Account Mangement

                    Hamen Apne account ko manage Karni chahie FIR hi Ham acchi hai munafa Tamasha Karenge surakshit online aur kabhi bhi band hone wala Achcha business hai Ham ismein bagair paison ke account Banakar bhi kam kar sakte hain Ham ismein raat ko bhi kam kar sakte hain Ham isko Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hafiz mein agar Bazar learning ke kam Karenge To Hamen loss ho jaega Hamen analyses ko use Karke kam karna hoga FIR Ek Aam business ki nice Waqt Achcha business hai ismein USA aur China new UK jaise bade bade Malik Shamil Hai Ya business Pakistan mein Lagal Ban chuka hai Ham ismein Agar lalaj Banke kam Karenge To Hamen loss Hoga fresh Pakistan mein level Ban chuka hai Ham ismein Apne Boss aap hi hote Forex jaisa Koi Aur business Nahin Hai Forex Ek business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Account Mangement

                      Ji Bhai Main aapko batata chalo Agar aapko Raksha Mein kam kar rahe hain To ismein Hamen loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai isiliye Hamen ismein account ko manage Karke Chala bahut jyada jaruri hai agar aap ko French Mein kam karna hai to ine chijon ke last me follow karna hoga sabse pahle To Hamen ismein account management ke sath Chalna Hoga usmein Bani management ke sath Chalna Hoga Reshma time management or risk management Ka Khyal Rakhna hoga tab ine chijon ko follow karke hi miss Mein Kamyab ho sakte hain aur Inko follow karne ke liye aapko sabse pahle ismein account management ke sath Chalna Hoga account management se aapko Pata Chalta Hai ki aapke account Mein Kitna Paisa hai aur Kitna Jal Gaya aur aapko Kitna lao Subah aur Kitna profit Hua aur monthly basis for daily reports Mein milati Hai yah bahut jyada jaruri hai account manager ke office mein Kam Nahin Karna account management ke sath hi America cheated kar sakte ho Apne account ko manage Karke chal rahi sabse Jyada beta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Account Mangement

                        walaikumslam dear forex main ager ap ky pas aik dafa acha experience aa jata hai tu forex main bohat sary log ap say account mangement ky lea day sakty hain forex main ap ky pas acha experience hony ky aur bhi boht sary faida hai ap es main achi teaching bhi karwa sakty hain aur log es main ap ko apna account bhi daity hain jiss ko ap mangement kar ky es main un say apni percentage lay sakty hain aur ap bgair investment ky he es main earn kar sakty hain es lea forex market main ager success hona hai tu sab sy pehly ap ky pas es ka experiecne ka hona boht he zrori hai phir he ap es market main kamyab ho sakty hain aur har tarah say es business main faida utha sakty hain es lea jitna bhi pehly ap es business main learning pay focus karain ap ko utni he ziada kamyabi mily ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Account Mangement

                          Ji Assalamualaikum Pyare bhai Forex trading Mein sabse Behtar chij account management jisse aap apne account ko safe Rakh sakte hain aur vistar planning tarike Ka se trading kar sakte hain acchi nahin kar sakte hain Jab Ke bagair account manager ke aap acchi trading nahin kar sakte hain aur apne hi Los Karva Denge isliye money management bahut jyada important Hai Jab aap acchi Anil ji se Karenge aur in pay proper money management or risk management se trading Karenge to means proper stop loss or Tak profit istemal Karenge to Aapka account safe Hoga aur aapko Jyada Se Jyada profit Hasil Hoga isliye Hamen Jyada Se Jyada Behtar analysis karne Honge aur proper money management trading Karni Hogi Taki aap isliye acchi threading Karke Kamyab ho sake jitni mehnat Karenge aap ko utna hi jyada profit Hasil Hoga aur aap ISI liye acchi earning kar Sakenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear ap account management ki waja sy ap apny account ko secure bana sakty hain. or khas kar kay ap apni trading main jab apni trade ko sahi manage karty hain like ap nay aik time mai kitni trade ko open karna hai or kitni trades ko close karna hai yeh tu ap ko aik time mai 2 ya 3 trades sy zaida trade open nahi karni hai or sub trades ko ap proper stop loss or take profit ko use karian or apni lot size main risk ap 5% sy kam na zaida use karian. es tarha ap ka account secure ho sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X