FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?
    FATF ke trmeem ko pora kr kay pakistan grey liat se baahir aa jyega aur phir hr online kaam legal ho jyega pakistan mn Forex ki value phir buht zyaada incrased hi jyega ???

    Yh baat aik buht important baat hay pakistan forex ki future ke liye !

    Aap kiya kahaingay ?
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan main agr forex trading legal ho jay ge to hum log behtar result hasil kar saken gy or government ko bi is ka fayda ho ga us tax mily ga or sath main hum safe investment kar saken gy main to samj raha tha k Pakistan main forex trading legal ha par agr Gary list sy nikalny k bad agr Pakistan main forex trading legal ho ge to phr humy wait karna chae ha or dua karni chae ha Pakistan FATF ki tarmeem puri karny main kamyab ho ta k hum sab behtar trading kar sakeny or safe investment kar saken Pakistan ko chae ha apni full try karty q k Gary list sy nikalny k bad or kahe chezen Pakistan k ley ahsan ho jany ge is ley both soch samj Pakistan ko agy brhna chae ha
    • #3 Collapse

      Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

      FATF aik aisi force hai jo pooray world kay financial matters ko monitor kernay kay liye kaam kerti hai. FATF asal mai financial actions task force ka abbreviation hai. FATF pooray world mai countries ki money laundering, human trafficking, source of incomes, drug trafficking kay paisay ki transactions, black money jo commissions ki soorat mai ho ya kisi bhi kisam kay kick backs ki soorat mai ho unki banking system mai in honay ko monitor kerti hai. FATF ki black, Grey aur green lists hain. Lists mai countries ki categories Banai gai hain takay countries ko rules ko follow kernay ya follow na kernay ki soorat mai unn categories mai rakha jaa sakey aur phir unn categories ki apni apni classifications hain aur jo countries unn categories mai ajaey hain unhain unn padandioo ka saamna kerna parta hai.

      Pakistan is waqt Grey list mai hai jiss ka Matlab hai kay Pakistan mai abhi bohat si reforms honay waali hain jinn pay state Bank aur ministry of finance mill kay kaam ker rahi hain. FIA ho ya NAB in kay tamaam actions pichlay 2 years say sirf Pakistan ko FATF ki Grey list say nikalnay kay liye hain. Grey list say jaha import export pay faraq parey ga wahi international companies bhi ziada acha kaam ker saken gi jinn mai yaqeenun online payment processing companies bhi shamil hain jo pehlay money laundering ki wajah say yaha kaam nahi ker rahi hain aur yaqeenun forex business ko bhi iss say faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

        dear jub pakistan fatf ke Grey list se bahir nikle ga tu a pakistan ke liey boht zeyda feyday mand ho ga online business ke mamale me traders ko boht zeyda feyda ho ga is wakt jo money laundering karte hain un ki waja se online fund ke law boht zeyda hard ha jis ki waja se online traders ke liey boht zeyda mushkalat ka samna karna parta ha bad dafa kuch transaction bhi delay ka shikaar ho jati ha jis se investors or traders ke business per gehra asar parta ha pakistan ke Grey list se niklne se pakistan me investment zeyda a sakti ha jis se pakistan ki economy ko boht zeyda feyda hasil ho sakta ha or jub pakistan grey list se bahir a jaye ga tu online traders ke liey bhi kuch asaniya paida ho jaye gi
        • #5 Collapse

          Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

          Dear jo bhi country hota hai aus ne agar apni economy strong karni ho to aus ki bahot sari wajoohat hoti hai jis ki waja se kisi bhi country ki economy ko control kia jata hai ais mai ap ne agar dekha ho to bahot sari powers hoti hai jin se hum ais hum apni currency ko strong karty hai ya weak ho sakti hai agar ap ais market mai bhi dekhy to ap ais mai se zayda profit banaty hai to aus se ap ko to faida ho ga magar aus k sath sath ap k country ko bhi faida ho jata hai ais mai humry country mai usd aye gay aor aun ko hum use kar sakty hai import k liay ais liay hum sab ko chaye k hum agar ais market mai kaam kar rahy hai to hum ais mai acha kaam kary ga ta k hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye.
          • #6 Collapse

            Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

            Yeh aik bahot ahm topic hai jis py ap ny hamary mulk ki economic situation ko discuss kia hai gray list ka mtlb ky hamary mulk ma investment bhi kam aa rahi hai aor major product company yahan invest nhi krti hai aor kuch specific restrictions lg jati hain jo mulk ki maeshat ky leay acha nhi jota hai forex trading ma hamen apny fact and figures ko analysis krna hota hai hamen maloom hona chue ky kon kon si chez zarori hain jin sy ham market ma.use krnu sy market ko bejtr smjh skty hain aor acha faida utha skty hain trading markrt ma is waqat by ehtemafi ji faza hai aor investor dry huy hain virus ny bahot dear phelaya hua hai log investment sy dr rahy hain isi waja sy almi markrt ma mandi ka rujhan dekha ja raha hai
            • #7 Collapse

              Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan apni puri try Kar raha ha k hum Gary list sy nikal jany q k Pakistan Gary list sy nikaly ga to is main different restrictions khatam ho jany ge bahir sy company aa k Kam karny ge or Pakistan khud bi acha Kam Kar sakey ga both sary kam Jo Pakistan Gary list hony ki waja sy Ni kar sakta ha phr sy karny lagy ga is sy Pakistan ki economic behtar ho ge or Pakistan forex Trading bi allow ho jay ge or kahe doari chezen Pakistan main allow hon ge Jin pe hum log Kam Kar k acha kam Kar saken gy or forex trading main kamyab ho saken gy Pakistan apni puri kshish Kar Raha ha k wo Gary list sy nikal jay q k Gary list main hony ki waja sy both sary projects abi tak rukhy hue han is ley humy Pakistan ko Gary list sy nikalana ho ga ta k Pakistan ka future behtar ho sakey
              • #8 Collapse

                Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

                Ji bhaijaan aapane bilkul theek kaha hai Pakistan apni Puri taiyari kar raha hai Ham Giri list se nikal Jaane Kyunki Pakistan gadi list se nikale Ghato ismein different reciprocation khatm ho jayegi barishe company Aankhen kam Karegi aur Pakistan Khud bhi achcha kam kar sakega bahut Sare kam Jo Pakistan Grey list hone ki vajah se nahin kar sakta hai fir se karne lagega isase Pakistan ki economic Behtar Hogi aur Pakistan Forex trading be allowed Hoga Jis per ham log kam Karke Achcha kam kar Sakenge aur frocks sharing Mein Kamyab Ho Sakenge Pakistan apni Puri koshish kar raha hai ki vah grey list se nikal Jaaye Kyunki grey list mein hone ki vajah se Hamare Pakistan ko grey list se nikalna hoga to Pakistan kamyabi ki Sidhi chalega
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: FATF ke trmeem ko agr pakistan poora krega to wo grey list se out ho jyega aur ?

                  Ji Bhai Jaan aap bilkul theek kaha hai Pakistan apni pure 3 taiyari kar raha hai Ham list se nikal jaen Kyunki Pakistan Giral list se nikal Chahta Hai ismein different Ricky profession khatm Ho jaayengi Barish company Aankhen kam Karenge aur Pakistan code bhi achcha kam kar sakega bahut Sare kaam Jo Pakistan grey list hone ki vajah se nahin kar sakta hai fir se karne lagega isase Pakistan ki economic Behtar Hogi aur Pakistan Forex trading bhi allowed Hoga Jis per ham log kam Karke Achcha kam kar Sakenge aur Forex sharing Mein Kamyab Ho Sakenge Pakistan apni Puri koshish kar raha hai ki vah grey list se nikal Jaaye Kyunki grey list mein hone ki vajah se Hamara Pakistan ko grey list se a nikalna hoga to Pakistan Kamyab hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X