Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?
    Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

    Dear jaisy ap ne dekha hai k ais market mai ap agar hurry karty hai to aus se ap ais market mai achi jaga se trade nai laga skaty hai jis ki waja se ap ko ais market mai loss ho sakta hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ye pata hona chyae k ap ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais market mai faida tab hi hota hai jab ap discipline k sath kaam karty hai agar ap ais market mai ghalti karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ap ko chyae k ap ais market mai time lagye aor ais market mai experince par trade kary ta hi ap ais market mai ghalti nai kary gay aor loss se bach sakty hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko samjh aa jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

      Forex trading market mein agar aap apni trade trend ko manage nahin karte ho trend ko follow nahin karte ho to aapko loss hota hai iske liye aapke pass ek complete strategic planning honi chahie Forex trading market mein candlestick chart technical analysis ke liye bahut best hai ismein aap indicators ki madad se apni trading ka plan banakar trading kar sakte ho aur hurry factor ko dur kar sakte ho iske alava emotional control karne ke liye bhi aapke pass demo account ka experience hona chahie Forex trading market mein new commers and junior members experience na hone ki vajah se loss kar lete hain aur aur lot size maximum use karte hain stop loss and take profit ko avoid karte hain jiski vajah se trading mein vah shuru mein na kam ho jaate hain aur unko zeyyada struggle Kar ke dobara bonus banana parta hai
      • #4 Collapse

        Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

        Asalam o alikum friend forex trading pe both sary factors asar dalty han jasa k ap ko pata ha aaj Kal China or both sary dosry countries main corona varus pahla hua ha or halat both khatarnak ho gy the to is ki waja sy ap ny dakha k market unpredictable or unacceptable movement Kar rehe the balky abi Kar rehe ha kisi bi waqat change ho jati ha is sy kuch arsa pehly jab Iran or USA k halaat kharab huy to bi market ny both fast movement ki the is sy pata chalta ha duniya main koi masla ho to us ki waja sy market asar anadaz hoti ha or is ki waja sy market unpredictable or unacceptable movement karti ha jis ki waja sy both sary logun ko loss bi hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

          Forex trading mai aisay bohat say factors hain jinn ki wajah say traders ko losses hotay hain aur unn ki trading pay bura asar parta hai. Forex trading kertay huay traders ko sub say Bara aisa factor greed aur laalach hai kiyu kay traders ko asiay bohat say moqa miltay hain kay unhain lagta hai kay her trade aur movement say unhain profit he hoga. Aisay profits ki koshish traders kay liye apnay saath loss bhi kay kay atey hain jiss ki wajah say traders kay accounts weak hotay hain aur unhain losses ki wajah say account wash bhi ho jatey hain. Iss kay elawa traders kay liye kuch aur factors bhi hain jinn mai say aik traders ki learning aur knowledge ka na hona hai aur aisay traders jo sahi tarah say knowledge aur learning haasil kiye baghair trading shuru ker laitay hain unhain bohat say tools aur techniques ka pata nahi hota jiss wajah say market kay trends aur analysis kerna unn kay liye mushkil hojata hai aur woh loss ker laitay hain jinn say account pay bura asar parta hai
          • #6 Collapse

            Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

            Assalam o Alikum! Aisi bhot sare Factors hn jo Forex Trading pe bura asar dalte hn un mai Top of the list Lalach or Zaida pase ki bhook ye wo factors hn jin se traders ko bhot bre loss ka samna krna prhta h phir trader Forex ko Qasoorwar tehra dete hn jo bilkul glt bt h Forex ye kbi ni kehta k ap wo chezen trading pe apply kro jo Forex ki Base se bhot door hon Forex Human mind ki checking ka nam h , dosra bra factor knowledge ka na hona or agr ho bhi to pora na hona , third strategic mind ka na hona dosra aise trader ke kehne pr trade krna jise khud ko Forex ka Rati bhar knowledge na ho Ache signal ka na hona, trading Acoount ka 1 ache level tk Stable na hona dosra aise logon ke sath connectivity jinho ne sirf trading ka nam suna ho laken khud kbi practical ki na ho ache brokers na hona Forex Trading ko sirf ye soch kr join kr lena k is se logon ne millions kamaye main bhi rato rat kama longa ye ni dekha jata k uno ne kamaye kase, Trading pe Focus ka na hona market se nawakif hona or suni sunai baton pr trade krna Iss kay ilawa traders ke liye kuch or factors bhi hain jin main say 1 traders ki learning or knowledge ka na hona or aisay traders jo sahi tarah se knowledge aur learning hasil kiye baghir trading shuro ker laitay hain. Investors ke crash kr jane se bhi Loss ke chances barh jate hn.
            Last edited by ; 05-03-2020, 05:45 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
              Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?
              Bhaijaan Forex trading business ke bare mein sabse pahle to aap yah Jaan Lenge yah Duniya ka sabse bada business hai ismein daily basis per six trillion dollar Se Jyada ki investment hoti hai aur log business karte hain aur sabse acchi baat to yah hai ki yah market Mein 24 hours open hota hai Ham ismein kabhi bhi kam kar sakte hain aur is Mein loss hone ke Jo factor Hain vah sabse bada sakta hai lalach Hai Jab Hamen thoda sa profit Hasil Ho Jata Hai To Ham sochte Hain Ki market to Ab Hamare favour Mein move kar rahi hai Ham Thoda Aur profit Hasil kar lete hain lekin Achanak se Forex ki koi news acid leak Ho Jaati Hai Jiski vajah se market reversal movement Mein Chali jaati hai aur aapka hasile Karda profit loss math Dil Ho Jata Hai isliye Jab Bhi aap is business Mein kam Karen Jitna Bhi profit Hasil ho raha ho Jyada Ki lalach Na Karen Usi Mein shukr Ada Karen yah Ek sabse bada factor hai trading Mein fail hone ka
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                Esy bahot se factors hey jo key hamari trading par bahot hi bura asaar kar sakty hey ye common mistakes hoty hey jes ko control karna traders key bas me nahi hota hay jo factors hamari trading par acha asaar nahi karty wo ye hey,

                1. trading discipline key sath na karna aur jaldi me kesi be direction me baghir sochy samjy trades open karna
                2. baghir market ka jaiza ley hi trades ka open karna
                3. economic news ko na samjna
                4. technical indicators use na karna
                5. lalach karna aur emotional ho jana

                esy bahot se factors aur be hey jo key kabi be hamari trading par acha asaar nahi karty hey aur agar ye sab mistakes ham na karen aur es per control hasil karny me ham ko kamyabi mil jaye to trading me kamyabi hasil karna be yakeeni ho jati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                  jub ap rules ko break karte hain tu is ka ap ki trading per boht bura asar parta ha kyuke rules break karne se analysis weak ho jata ha or weak analysis hone ki waja se trades loss me jana start kar deti hain mostly traders ki yehi waja ha ke wo patience se reh kar trading nehi karte hain jub wo analysis karte hain un ko aisi trades ya entry point milte hain jin me un ke complete rules apply nehi hotay hain per wo patience me na hone ki waja se rules ko break karke wo weak entry point per trades open kar letay hain jis se un ki trading per boht bura asar parta ha jub wo trades loss me chali jati hain isliey trading me rules ko follow karte huey discipline ke sath chalna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                    Dear friend forex trading main both sari chezen asar dalti han jasa k koi attack ho jay ya bomb blasts ho jay to us country ki currency pe asar sakta ha is he tahra jab ap forex trading main bagar analysis k trading karty han to humy ziada loss hota ha forex trading main market pe har wo chez Jo us k country k sath related ha asar dalti ha or forex trading main loss tab he ho ga jab ap in sab ko dakh k or soch samj k trading ni karny gy to ap ko ziada sy ziada loss ho sakta ha is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy forex trading main ache earning kar saken gy is k ley humy har news pe nazar rakh k trading karni hi ge tab he hum kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar learning k bad trading karni ho ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                      Dear friend trading mein jyada nuksan Usi time Hota Hai Jab aap reading ko acchi Tarah Se samajh Nahin paate Kyunki jyadatar trader Aisa Hi karte hain Forex trading Mein Forex ko acchi Tarah samjhe bagair forex market Mein kaam karte hain Forex ko ek accha work samajhkar Kam Nahin Karte Jab aap Forex trading co Ek risky business Milkar kam Karenge to aap se share nahin kar sakte hain jaise ki Kuchh log gambling karte hain aur kuchh log Forex trading Mein lalach ki vajah se apne account ko wash kar Baithe Hain aur lalach ki vajah se aapka account band ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                        dear forex trading main boht se factors hain jo trading par asar dalty hain jin main kuch factors achy bhi hoty hain jo achy factors dalty hain or kuch achy nahi hoty hain jin ki wjah se hmain loss hota hai forex main har wo factors jis se loss hota hai un ko kbhi bhi apni trading main shamil nahi krna chahye jis trha sub se pahly tu hai lalach krna boht se mambers lalach main kar ayse ayse kam forex main karty hain jis ki wjah se un ko loss ho jata hai jub ka ayse krny se hum kbhi bhi kuch acha nahi kar skty hain forex aik best trading ka business hai jis main hmain ayse kam krna hota hai jis se hum kamyab ho sken or acha profit lay sken forex main jub tak hum achi trading nahi kar skty hain tab tak hmaiin apni demo par trading ki parctice karni chahye ta k hum real main apni trading ko apny liye profitable bana skaen
                        • #13 Collapse

                          Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                          Forex trading market mein agar aap apni trend ko manage Nahin karte ho to friend ko follow Nahin karte ho to aapko loss hota hai iske liye aapke pass Ek complete serategic planning honi chahie Forex trading market Mein candlestick chart technical analysis ke liye bahut best hai ismein aap indicators ki madad se apni trading Ka Plan banaa kar Jay trading kah sakte hain aur Hari factor ko Dur kar sakte hain Iske alava emotional control karne ke liye bhi aapke pass demo account ka experience Hona chahie Forex trading market Mein Nahin hun Kumar and juniors member periods na hone ki vajah se loss kar lete hain aur lot size maximum use karte hain stop loss and take profit ko about karte hain Jiski vajah se trading mein hua Shuru Mein Na kam ho Jaate Hain unko zadar stronger Karke Dobara bonus banana padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                            dear hamri kamsori ki waja se is main hume lose hota ha hum is main knowledge hasil kr k kam nai krte rhein jis ki waja se hum is main kameyab nai hote hein is main kameyab hone k liye hume is main daily menat krni hoti hai hume is main daily online hona parta ha tab hi hum is business main kameyab be ho sakte hein ye business hamre nliye sab se acha online business hai is business main kam kr k hu eik success full man ban sakte hein is main online hona parta ha agr hum is main eik din kam krein ur 5 din rest tu phr is main kam krne ka koi faida nai ha kameyab wohi hote hein jo is business main daily kam krte hein analysis check krein tecnical analysis hamre liye sab se achy analysis hein
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aise kaun se factors hai jo trading per bura asar dalte Hain?

                              Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Aise bahut se factory Hai Jeene Ki vajah se trader kolossus hote hain aur Unki trading per Bura Asar padta hai Forex trading karte hue traders ko sabse bada Aisa factor grade Aur lalach Hai Kyunki a trader ko Aise bahut se Moke Milte Hain Ki unhen lagta hai kidhar trader aur movement se unhen profit hi hoga Aise profits ki koshish traders ke liye Apne Sath loss v Lekar Aati Hain Jiski vajah se trader ke counts week hote hain aur unhen losses ki vajah se account wash bhi ho Jaate Hain Iske alava traders ke liye Kuchh aur factory bhi hai Jin mein se ek traders ki learning aur knowledge Ka Na hona hai aur Aise traders Jo sahi tarah se knowledge aur learning Hasil Kiya Gaya trading Shuru kar lete hain unhen Bosch tools aur techniques ka pata nahin Hota Jis vajah Se market ke Trends aur analysis karna unke liye Mushkil ho jata hai aur vah loss kar lete hain Jinse account per Bura Asar padta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X