jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?
    dear friend leverage ka ap logon ko bohat he kam pta hoga leverage ki misal youn ha kay ek bara sara pathar parha ho or usko kafi log mil kar uthana chahen to nahi utha sakty lekin ek akela banda usko lever ki help say utha sakta ha isi tarha leverage say bhe aysa ha ap 50 dollar ki help say 2500 dollar ki trad kar sakty hein or 500 dollar ki help say 25000 dollar ki trading kar sakty hein lekin yad rhy jitni zyada leverage utna he zyada profit or itna he zyada loss bhe is liye agar achi money management na ho to ap 1000 dollar ka account mein kuch minutes mein wash karwa sakty hein is liye leverage ko apni money kay hisab say rakhen or money management ka istamal bohat he zarori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

    Dear jaisy ap ko pata hai k lever hum use karty hai to hum zayda weight autha sakty hai aor kam force lagaty hai aisy hi ais market mai ap k pass agar amount kam hai aor aus par ap ne lot bari lagani hai to aus par ap lot bari laga skaty hai agar ap k pass account chota ho ais market mai ap k pass agar high leverage account hai to aus ko ap achy tareeky se use kary to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k ap aus par agar aik trade lagaty hai to aus par ap ka margin kafi zayda kam use hota hai aor jab apki trade loss mai aor ap k pass margin kam ho to ap aus par bhi asani se trade laga sakty hai aor aus account par ap ko agar loss ho raha ho to wo asani se recover kar sakty hai ais liay leverage ko use karny ka pata hona chaye ap ko.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

      Leverage size

      sab se pehly to ye clear kar ho jana chaye key leverage size kia hay aur market me trading key ley leverage size kia help de sakta hay, basically leverage size market me trading key ley brokers provide karty hey aur jetni ham investment karty hey es se zeyada limit key sath leverage size ki waja se currencies ko buy kar sakty hey,

      market me hamari investment ko leverage size kesi lever ki tarha kam karti hay, small account investment me be trading higher leverage size hi possible kar sakta hay, broker agar ye facility na dety to har trader ko hi huge investment karny se hi trading ka muqa milta.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

        Assalam walekum pyare doston aap sab Pakistan Forex forum join karke trading kar rahe ho aur aap sab ko maloom hai ki basic knowledge bahut hai main aap ko maloom hona chahie jaise aap loan lekar koi karte ho aapko broker provide karta hai leverage aapke liye broker provide karta hai jismein aapko ek dollar ki lot $1000 as a security broker de raha hota hai taki aap ki lot size execute hokar Forex trading market mein initiative ho sake iske liye aapko broker ko every trade starting commission pay karna hota hai forex trading market mein aapke pass basic knowledge sabse pahle hona chahie aapko yah basic knowledge iske liye aapko yahan per proper rules ko follow karna haikarna hai Pakistan Forex forum main aapko achcha knowledge share karna hai aur achcha experience sare traders ke darmiyaan share karna hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

          dear leverages ki help se ap forex market me zeyda buying or selling kar sakte hain jub ap ke pass zeyda leverages ho gi ap zeyda big lots ka use kar sakte hain or jub ap ke pass kam leverages ho gi ap kam lots ka use kar sakain gay
          agr ap ke pass 100$ ka capital ha or ap ki leverages 1:1 ki ha tu ap 100$ tak hi ki buying selling kar sakte hain agr ap ke pass 100$ ka account ha or ap ki leverages 1:100 ki ha tu ap Apne capital ki buying selling power ko 100 times increase kar le gay yeni ke ap 10000$ ki buying selling ko control kar sakte hain leverages broker ko taraf se di jati ha un traders ko jin ke pass kam capital hota ha or wo leverages ki help se kam capital per bhi zeyda buying selling kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal sahe kaha ha jtni ziada leverage ho ge or utni he risk ziada ho ga or jtni Kam leverage ho ge to to risk kam ho ga ab ye ap pe depend karta ha k ap ktna knowledge ha or ktna experience ha or ap ktni mehnat karty Han practice karty Han to humy samj aati ha k humy ktna risk lana chae ha or ktna Ni Lana chae ha humy apny account k mutabiq trading karni chae ha agr account small ha to humy small risk k sath trading karni chae ha q k jtna kam risk ho ga to humy loss bi kam ho ga or jtna ziada risk ho ga to utna he loss ho k chance bi ziada hon gy is ley humy both soch samj k trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar k kamyab ho sakeny gy is k key humary pass ache strategy or planning ka hona both zarori ha ta k hum kamyab ho saken
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

              Leverage aik aisi cheez ya phenomenon hai jiss ki madad say traders 1600 $ ki price wali commodity pay 50$ balance say bhi trading ker saktay hain. Leavrage ka Matlab hota hai kay broker forex trader ko apnay account balance ki security pay small balance ko equity kay sath margin aur free margin ki limit Bana kay day daita hai. Instaforex ki taraf say affiliated accounts kay liye 1: 50 ki leverage di gai hai jiss ka Matlab hai kay 1 dollar say 50 dollar ki trade li jaa sakti hai. Leverage ki wajah say he traders ko lot size mai izafa milta hai aur small balance kay saath trading ka moqa milta hai. Agar leverage 1: 200 hoto uss ka Matlab hai kay trader 1 dollar balance ki madad say 200$ ki trade ker sakta hain. Daikha jaey tou yeh aik bohat acha option hai ziada profit lainay ka laikin issi kay saath saath loss kay chances bhi iss Tarah bohat barh jatey hain jo kisi tore pay bhi theek nahi hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                forex mai leverage ke bohat value hain hamy ache leaverge laga kar forex mai trading karne ho ge pher he hum passia kama skay gy forex aik online buisness hain hum is mai apny boss pa he hoty hain forex mai leverage ke bohat value hain haamy leverage ko kabe be ignroe nah karna chahey hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kma skay gy forex aik wase business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gt o hamy loss ho jy ga forex aik acha bsiness hain hum is mai pairs ma or currenyc mai kam kar sakty hain hamy analyiss ko use kar ky forex mai kam karna ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is maai aagr lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy a forex kabe be katem na hony wala bsiness hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                  Forex mein hum leverage se kam investment se ziada profit earn kar saktay han aur leverage forex mein opportunity hai aur forex mein har broker ki leverage kam aur ziada hoti hai hum forex mein agr ziada leverage use kartay han tu phr hum kam investment kar k ziada profit earn kar saktay han aur ziada leverage ka faida bhi hota hai aur nuqsan bhi ziada leverage ka faida ye hota hai k hum agr ziada leverage use kartay han tu kam investment se ziada earning kar saktay han lakin is k liye forex ka knewledge aur experience ziada hona zaroori hai aur agr knewledge aur experience nahin hai tu ziada leverage se loss bhi ziada hota hai aur ziada leverage se account buht jaldi wash hota hai forex mein hum ko leverage apne knewledge aur experience k mutabik hi set karni cahaiye aur phr trading karni cahaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                    leverage forex trading main boht he ahmiyat ki hamil hoti hai or lvearge do dhari ki trha smjhi jati hai jis main hum apny account ko manage kar k set karty hain leverage main wo rakam hoti hain jo broker hmain trading k liye deta hai jis main aghr humary pass amount balnce kam hai tu hum leverage k sath os ko uterlize kar k apni trading kar skty hain ab aghr hmary account main majood balance kam hai tu aghr hmari account main leverage zyda set ki gai tu hum apni trdaing main kam amount balnce k sath bari currencies main trade lga skty hain or buy sell kar skty hain laken aghr small leverage set ki gai hai tu hum broker ki traf se jo amount milti hai osko bhi use kar k bari currencies main trade nahi lga skty hain laken es suystem ko achi trha se manage kar k akm krna hota hai q k aghr bari leverage k faidy hain tu aghr loss bhi ho jay tu wo bara he hota hai es liye leveage set karty apny expiernce ko madh e nazar rakh kar set karen jis ko ap achi trha se use kar skty hain k nahi
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                      Dear friend forex trading main leverage ki both ziada importance ha jtni kam leverage ho ge to humara account safe ho ga is main humy loss k chance both kam hon gy or jab hum log leverage ziada rakhty han to is main risk bi itna he ziada hota ha or humy profit loss ziada hony k chance hoty han is ley humy apny account k mutabiq trading karni chae ha or small risk k sath trading karni chae ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar saken gy forex trading main leverage jtni ziada ho ge to hum small account sy bi ziada bari trade open kar saken gy jis ki waja sy hunara account risk main hota ha ya humy ziada loss honga ya phr ziada profit ho jay ga is ley humy both soch samj k trading karni ho ge or apny account k mutabiq trading karni hi ge
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                        Leverage frustrating mein bahut hi ahmiyat ki Ham hoti hai aur leverage Do Dhari Ki Tarah samjhi Jaati Hai jismein Ham Apne account ko manage Karke set Karte Hain leverage Mewa aur kam hoti hai jo broker Hamen trading ke liye deta hai jismein agar hamare pass amount balance kam hai To Ham leverage ke sath usko uterlize Karke apni trading kar sakte hain ab Agar Hamare account mein maujud balance Kab Hai To Agar Hamari account mein leverage Jyada set ki gai To Ham apni trading Mein kam amount balance ke sath Badi currency battery Nahin Laga sakte hain lekin is system ko acchi kahan se manage Karke kam karna hota hai Kyunki Agar Badi labour Jaaye ke fayde Hai To Agar loss bhi ho jaaye to vah Bada hi hota hai isliye live Aaj set Karte Apne experience ko Nazar Andaz Rakhna chahie
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                          Dear Jaisa ki aapko pata hai ki Ham use karte hain To Hamen Zyada weight Utha sakte hain aur kam frocks Lagate Hain isliye he is market mein aapke pass Agar amount kam hai aur use per aapane lot Badi Lagaye hai to use per upload Badi Laga sakte hain Agar aapke pass account Chhota Hai To is market mein aapke pass Agar Hai leverage account hai to usko aap acche tarike se use karen to aapko use per Kafi jyada fayda ho jata hai Kyunki aap use per Agar Ek trade Lagate Hain to use per aapka margon Kafi Jyada kab use hota hai aur jab aap ki train loss mein aur aapke pass marking kam ho to aap use per Badi aasani se train Laga sakte hain aur use account per aapko Agar loss ho raha ho to vah aasani se recover kar sakte hain isliye leverage ko use karne ka pata Hona chahie aapko
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                            Leverage Forex trading mein bahut hi ahmiyat ki Hamen hoti hai aur leverage 2 Tarik Ki Tarah Ki Jaati Hai jismein Ham Apne account ko manage Karke set karte hain diverge mein vah kam hoti hai jo broker Hamen threading ke liye deta hai jismein agar hamare pass amount balance Kam Hai To Ham leverage ke sath usko Ultra release Karke apni trading kar sakte hain ab Agar Hamare account mein maujud balance Kam Hai To Agar Hamare account mein leverage Jyada seat ki Gai Hai To Ham apni trading Mein kam amount balance ke sath Badi currency Mein trade Laga sakte hain aur boy sale kar sakte hain lekin Agar Saman leverage set ki Gai Hai To Ham broker ki taraf se jo amount milati hai usko bhi use Karke Badi currency Mein trade Nahin Laga sakte hain lekin is system ko acchi Tarah Se manage Karke a kam karna hoga Kyunki Agar Badi riwaj ke fayde hain to uska loss bhi ho sakta hai Kyunki Jiska Jyada fayda bhi Hota Hai Uska nuksan Bhi bahut jyada Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: leverage kesi ha or yeh kiya cheez ha ?

                              Dear jaisy ap ko pata hai k lever hum use karty hai to hum zayda weight autha sakty hai aor kam force lagaty hai aisy hi ais market mai ap k pass agar amount kam hai aor aus par ap ne lot bari lagani hai to aus par ap lot bari laga skaty hai agar ap k pass account chota ho ais market mai ap k pass agar high leverage account hai to aus ko ap achy tareeky se use kary to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k ap aus par agar aik trade lagaty hai to aus par ap ka margin kafi zayda kam use hota hai aor jab apki trade loss mai aor ap k pass margin kam ho to ap aus par bhi asani se trade laga sakty hai aor aus account par ap ko agar loss ho raha ho to wo asani se recover kar sakty hai ais liay leverage ko use karny ka pata hona chaye ap ko

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X