jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza; take profit or stop loss ka istamal?
    Dear mere Khyal se take profit or stop loss Ho Aise To Aise jo ki bahut hi Behtar Hai Har EK acche friend ko chahie ki vah apni Har trade Mein ine donon ko use Karen Kyunki Agar unko use Karke apni trade open Karega to awaaz se Kafi faydemand Hoga Uske do fayde Hain To Achcha take profit fit kar lega aur dusra ja ke woh Jyada lost Se Ban sakta hai to isliye take profit aur stop loss apni har trade mein open karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

    Dear ap ais market mai jab trade lagaty hai to aus time apko ais market mai apni trade k sath take profit aor stop loss lazmi use karna chyae ais se ap ki trade safe rehti hai agar ap stop loss use nai karty hai aor ao ki trade loss mai jana start ho jaye to ap apni trade ko zayda loss mai close nai karty hai aor ais k sath ap ki ye trade ho sakta hai ap ka account bhi wash kary ya apko kafi zayda loss mai trade close karni pary ais liay apni trade k sath stop loss use kary ta k ap ka account safe ho loss ho to thora sa ho jis ko ap asani se recover kar saky ais sath take profit ka ye faida hai k market jab profit mai jati hai to aus time ap ko ais mai khud trade close nai karni parti ap jaha bhi ho ap ki trade profit mai close ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

      Take profit aur stop loss ka use her trader seekhta hai. Forex trading business mai stop loss aur take profit ki bohat ehmiat hai. Stop loss ka use traders kay account ka loss control mai aur limit mai rakhnay ka moqa daita hai aur trader ki help kerta hai aur isi Tarah take profit ka use trader ko aik controlled aur limited profit ka confirm option faraham kerta hai. Stop loss set ker kay trader Agar market ko khud monitor nahi bhi ker raha ho aur uss ki trade loss mai chali jaey tou usay ziada loss ki bajaey aik controlled loss he hoga jiss ka uss nay pehlay say idea rakha Hua hoga. Issi tarah take profit ki wajah say trader ko automatically itna profit trade say zarur mill jaey ga jo uss ki nazar mai munasib hoga kaha woh take profit set ker kay trade open ker kay wait ker raha hoga.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

        Dear friend forex trading main jo bi kamyab hony chahta ha to wo stop loss or take profit istamal karta ha q k sab sy best option yehe ha k hum apny account ko safe rakh saken or behtar trading kar k ache earning kar saken or forex trading main kamyab ho sakeny q k jab stop loss istamal karny gy to humara account safe ho ga humy ziada loss ni ho ga or hum take profit istamal karny sy maximum profit hasil kar saken gy is ley humy apni har trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum kamyab ho saken jtni hum behtar planning or strategy sy trading karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha is ley humy stop loss or take profit k bagar trading ni karni chae ha q k is sy humara account risk main hota ha or humy loss k chance ziada ho sakty han is ley ziada sy ziada behtar trading karny k ley stop loss or take profit both zarori han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

          Pakistan Forex forum sale learning karke aapko trading market mein isko apply karna hoga agar aapko kisi bhi tarah se koi pareshani ka samna karna padta hai to aap iske liye management perfect karen aur senior trading member se guidance lyle form mein aapko support aur resistance ke bare mein bhi bataya kya aur technical analysis understand karne ke bare mein bhi discuss kiya ja chuka hai aapko remind karna chahie aur maarpeet karna chahie demo account mein aapke pass perfect opportunity hoti hai aur vahan per jakar kam kar sakte ho aur stop loss take profit lagane ki practis kar sakti ho stop loss aur take profit lagane ke liye support and resistance ka hona bahut important hai isliye candlestick chart baton best chahat hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

            bhai jan forex trading main take profit or stop loss boht he eham trading tools hain jin k sath hum apni trading ko kamyab kar k apni trading kar skty hain forex main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading main en tools ko iggnor nahi karna chahye ayse he hmain loss hony k chnaces zyda hoty hain.
            1:Take profit ka istmal:
            Forex trading main take profit hmary profit k liye set kiya jata hai jis main hum market ko smjh kar apna expected profit set kar dety hain jis main hmain acha profit mil jata hai or yah hmain khud pips k according set krna hota hai.
            2:Stop loss ka istmal:
            Forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai or yah tool hmari trading main loss ko lock karny k liye set kiya jata hai or es main hum apni mazri se any loss ko select karty hain jis se hmain forex main kamybhi se trading bhi ho jati hai or aghr loss ho jay tu wo bhi kam se kam hota hai or account bhi wash hony se bach skta hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

              Asalam o alikum dear forex trading main ap ache tradimg means safe trading tab tak Ni Kar sakty Han jab tak ap proper money management or risk management at trading na karny or is k ley ap ko apny account k mutabiq trade lots size select karna ho ga ta k ap ache earning kar sakeny or trade open karny sy pehly ap ko ache analysis karny hon gy jtny ache analysis karny gy to ap ko utna he ziada fayda hasil ho ga or easily successful ho saken gy is ley humy ziada sy ziada ache analysis pe stop loss or take profit istamal Kar k apni trading ki safe rakh sakty han or ache earning kar sakty han is k ley proper stop loss or take profit zaror istamal karna chae ha ta k humara account safe ho or hum ache trading Kar saken
              • #8 Collapse

                Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                take profit or stop ka use karna ap ke capital ko secure karta ha forex me trading karne ke liey ap ko Apne capital ki money management karni parti ha take ap ko zeyda loss na ho or ap ki trading discipline ke sath yeni ke ap ko har trade me risk same ho yeh na ho ke ap ko trade me profit kam mile or trade me loss zeyda ho is tarah ap zeyda wining ratio ke sath bhi loss me rehay hain jub ap stop loss or take profit ka use karte hain tu ap ki trading strong risk reward ratio ke sath hoti ha jis se ap ka agr wining ratio kam bhi hota ha tu ap phir bhi acha profit earn kar letay hain kyuke stop loss ki waja se loss limited ho jata ha or ap ko kam loss hota ha or take profit ki waja se ap Apne earn kiey hue profit ko safe rakh sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                  hamy forex mai take profit ko or stop loss ko use kar ky kam karna hi ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is maai pairs mai or currency mai kaam kar sakty haiin hum is mai apny bsos ap he hoty hain hum is mai agar lalachi bana ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai agar gaar mayre kam kary gy to hamy kuch be hsla nahi ho ga hum is mai agar tukak sysstem sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex jasa koi or business nahi hain hum is mai mahnet kary gy to hmay kamaybe hasal ho jy ge agar hum mahnet nah kary gy to hamy kuch be hasla na ho ga forex mai hamy stop loss ko or take profit ko kabe be ignore nahi karna cahey forex aik aha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
                    Dear mere Khyal se take profit or stop loss Ho Aise To Aise jo ki bahut hi Behtar Hai Har EK acche friend ko chahie ki vah apni Har trade Mein ine donon ko use Karen Kyunki Agar unko use Karke apni trade open Karega to awaaz se Kafi faydemand Hoga Uske do fayde Hain To Achcha take profit fit kar lega aur dusra ja ke woh Jyada lost Se Ban sakta hai to isliye take profit aur stop loss apni har trade mein open karna chahie
                    Take profit aur stop loss Hamari trading mein bahut hi jyada important aur useful Hote Hain bahut Sare traders Jab stop loss use karte hain to vah bahut jald hit kar Jata Hai Kyunki unhone stoploss apni trade ke bahut hi najdeek use kar liya Hota Hai Jiski vajah se take profit ke hit hone ke Baje Unka stop loss hit ho jata hai Jab aap take profit on stop loss use kar rahe ho to aapko yah donon bahut Soch Samajh Kar use karne hote hain aur bahut acchi position per use karne hote hain stop loss aur take profit ka matlab yah Nahin hota hai ki aap Kisi bhi Jagah per Inko use kar do Inko bahut carefully ke sath use karna chahie Taake aap profit Jarur Hasil karo
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                      hamy SL ko or TP ko use kar ky kama karna ho ga pher he hum passi kama skay g forex aik online bsiness hain hum is mai paart time be kam kari sakty hain hum is maai full time be kam kari sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai hum agar lalachi ban ky kamk rsy gy to hamy loss hho ga forex mai stop loss or take profit hamy loss sy bachty hian hamy in ko kabe be ignore nahi karna chaey forex aik acha business hain hum is mai agar tukak system sy kkam kary gy to hamy kuch be hasasial nah ho ga forex aik wasee business hain hum is mai nigth mai be kam kar sakt yhain hum is mai day maki be kam karii sakty hain is jasa koi or business nahi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                        dear forex trading main take profit or stop loss eham tools hain jo k hmari trading ko profitable bnaty hain or es se hmara account bhi save rahta hai tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain chahye k hum en ko apni har trade main set karen forex main hum koi bhi trading stratgies ka use karty hain tu os main take proft or stop loss ka use lazmi karen yah hmari trading main money amangment ka kam karti hai es se hmary account ko bhi loss nahi hota hai or hum apni trading ko bhi successful kar skty hain forex main stop loss k sath hum apny loss ko lock kar skty hain or jub yah hmari trading main hota hai tu hmain loss hony par hmara account bhi wash nahi hota hai account ki safety k liye hmain stop loss ka use krna chahye jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                          Ji Bhai aapane bahut Achcha Sawal Kiya Agar aapko stop loss aur take profit istemal karna hai to aapko iske liye Forex ki market ke bare mein Janna Hoga aur Iske bare mein jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga aapke paas take loss aur isase aapko yah hota hai ki aapki trade Mein launch hone se Bach jata hai aur aapko ismein se agar aap ismein trader profit aur sunao blouse ka istemal kar rahe hain to aapko Pata Hona chahie ki aapko is point per Aakar aapki trade ruk Jayegi agar aap stop loss ko use Karenge to use. Se aapko niche loss Nahin Hoga ISI Tarah agar aap take profit ka istemal Karenge to use. Se Jyada aapko problem Nahin Hoga bolke vahan ki trade khatm ho jayegi donon ko istemal karna jaruri hai ek successful trader Hamesha Inko istemal Karke Chalta Hai Tabhi vah Kamyab Hota Hai take profit or stop loss bahut jyada Jaroori Hai training ke liye Iske bare mein knowledge Hona jaruri hai unko use karna chahie Jab Bhi ham lagaen
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                            Take profit aur stop loss


                            MT 4 terminal me take profit aur stop loss ko main aur important tools es ley samjy jaty hey key es se risk management karna possible ho jata hay aur es ko use karny se profit aur loss ko be handle kia ja sakta hay,
                            mera personally opinion ye hay key without take profit aur without stop loss key trading karny mushkil pesh ati hay, risk ko manage esi tools se mumken ho sakta hay, agar esy useful tools ko es waja se use na kia jaye key es ko use karny me nuksan hay to achy traders ki nishani nahi hoti, har achy se acha trader take profit aur stop loss ki ehmeyat se inkar nahi kar sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza; take profit or stop loss ka istamal?

                              Forex trading mein Jab aap kam karte Hain to wahan per aapko mukhtalif kisam ke charts tools aur indicator ki zarurat parti hai Jin ki madad se aap earning Hasil karte Hain. Agar Forex trading ke tools ki baat ki jaaye to unmen sab se ziada ahmiat ke hamil take profit and stop loss hote Hain Jo ki ek trader Ko mukammal taur per secure karte hain. Tamam traders ko stop loss and take profit ko adjust Karne Ka tarika aana chahie jab tak vah iski technicalties Ko Nahin samajh sakenge vah in tools ko place to kar lenge lekin acche tarike se place nahin kar sakte. Stoploss ko opening price se ziada kareeb place nahin kiya jata agar aap zyada kareeb place karenge to most probably hit hone ke chances hote Hain. Same isi tarike se Jab aap take profit use karte hain to vah aapane a zyada dur place nahin karna Ke Jahan Tak market ki approach Nahin hoti aapane 50 pips ke andar andar usko place kar dena hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X