Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?
    Dear friend main yah puchna Chahta Hun Ki Forex ke related bhi study hoti hai kya aur iski study kahan se aur kaise degree Hasil kar di Ja sakti hai jisse Ham Achcha profit Hasil kar Saken Raksha experienced kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

    Asalam o alikum dear Pakistan main abi tak koi academy Ni ha ya school college Ni ha Jo forex trading ki degree karwata ho abi tak jtny bi trader Pakistan main available han unon ny khud he mehnat Kar k seeka ha or ya phr bahir ki country main Jo expert trader han un ko fee pay Kar k seeka ha is tahra Pakistan main forex trading ahsta ahsta aai ha or is k alawa kisi ny khud demo account main trading Kar Kar k seeka ha k trading kase hoti ha or is main kase profit hota ha is ley humy degree k bajay knowledge or experience hasil Karna chae ha wo hum demo account main practice Kar k hasil karny ya phr kisi bi achy expert trader sy seek k karty han humy apny knowledge or experience pe tawaja dani ho ge jtni hum mehnat karny gy to hum kamyab ho gy is ley humy ziada profit hasil karny k ley forex trading ko seekena ho ga tab he ap forex trading main ache earning kar k successful ho sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

      Forex trading business ki kisi kisam ki koi professional academic degree ya education kaho bhi nahi di jaati hai aur na he forex trading koi aisa subject hai jiss ki education hasil ki jaa sakey. Forex trading ko economics ki aik sub branch kaha jaa sakta hai. Aur commerce ki education mai bhi trading kay barey mai parhaya Jata hai. Commerce ki education kay saath bhoninternship kernay kay liye security companies ki internship ko accept kia Jata hai aur security companies stock trading kerti hai. Stock trading aur forex trading mai koi faraq nahi hai kiyu kay trading aik Tarah say he ki jaati hai.

      Forex trading business ki education sirf iss ki practice he hain aur aik acha regular profit haasil kerna he iss ki degree count hoti hai. Forex traders ko chaiye kay apany experience ko ziada karain jo kay learning, knowledge aur demo trading account mai achi practice say he ho sakta hai. Forex trading mai success he kisi bhi trader ki degree hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

        dear forex main forex ki professional degree ky lea koi bhi school nhai hota hai ager ap na es ko learn karna hai tu ap es ko online he kar sakty hain aur screen share say kisi achy trader ko ju aik professional trader ho tu uss ko fees day kar ap online traning lay sakty hain pakistan main asy bohat he achy teacher hain ju online sekha rahy hain aur un ky student bhi boht acha earn kar rahy hain es lea forex main ap ko ager aik professinal coures karna hai tu ap ko es ki taleem online mil sakti hai jiss main ap 6 month main yeh coures kar sakty hain aur bad main es main achi tarah say practice kar ky es main achi earning kar sakty hain kyon ky yeh aik bohut he acha business mager es main pehly ap ko experience hasil karna ho ga phir he ap ki earning ho ge.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

          Trading ky leay agr apko koi degree ki zarorat hai to yeh aik fazool soch hai is ki degree nhi hai aor na he iska koi fida hai forex trading ko start krny ky leay isi koi requirement bhi nhi hai just aoko apni learning ko strong bnana hai aor isky leay apko koi international forum use krny ki zarorat bhi nhi hai ap pakistan forex forum join kro urdu ma yahan py jo knowledge aor experience apko hasil ho raha hai usko ly ky kaam krty huy trading kro aor market ma baasani earning start kr skty ho agr ap ny demo account ko use krna hai to yeh aoki earning ko double kr skta hai ap apni trading skills ko bhi improve kr skty ho aor market ma indicators aor oscillators ko bhi follow kr skty ho. Is ky leay aoky oas trade open and close krny ka process hina zarori hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

            Dear ap ko agar pata ho to ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai khud mehnat karni parti hai ap ko learning karny k baad khud ais market mai time lagana parta hai aor aus k baad hi ap ais market mai se paisa kama skaty hai agar ap ais market mai dekhy to ais market mai ap ko time lagana chaye agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai ghalti karty hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai aus k baad hi ap ki ghalti sahe hoti hai ais mai ap ko experince ho jata hai aor aus k baad ap professional trader ki tarha kaam kar skaty hai ais mai ap ko kahe se degree nai milti hai ais mai ap ko khud mehnat karni hoti hai tab hi ap ais market mai kamyab hoty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

              Ji Bhajan aapko Agar Pata ho to is market mein aapane agar kam karna hai to aapko is market Mein Khud mehnat karni padati hai aapko learning karne ke bad Khud market mein time Lagana padta hai aur uske bad hi aap is market Mein is paisa Kama sakte hain agar aap is market Mein Dekhe to is market mein aapko time Lagate Hain To aapko is market mein fayda ho jata hai agar aap is market Mein Ek Galti karte hain to aapko is market Mein mehnat Karni Hoti Hai uski baat hi aap Ki Galti Sahi hoti hai ismein aapko experience ho jata hai aur uske bad aap professional trader Ki Tarah kam kar sakte hain ismein aapko Kahin Se degree nahin milati hai ismein aapko Khud mehnat karni padati hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

                Dear member Forex trading aaj kal ki duniya ka sabse trending business hai aur Forex trading ke mutaliq tamam duniya mein study karvai ja rahi hai agar aap baat karte hain Pakistan ki to yahan per bhi trading ke hawale mein Main economic studies mein parhaya jata hai aur aajkal Forex trading ke different courses bhi karvai ja Rahe Hain lekin tab tak aap professional trader Nahin Ban sakte jab tak aap real trading Nahin karenge to is ke liye zaruri hai ki aap Forex trading ka learning ya knowledge Hasil Karen aur phir uske bad trading platform per is ko utilise Karen Jab aap is ko trading platform per utilise karen ge to aapke pass achcha experience aaga aur aap Forex trading se earn kar sakte hain. Agar aapki paas aisi facilities hai to aap trading mein online course bhi kar sakte hain aur live trading course bhi kar sakte hain main.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; professional degree kahan say hasil hoti ha?

                  Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan Agar aapko Pata Hai To is market Mein Apne Agar kam karna hai to aapko is market Mein Khud mehnat karni padati hai aapko learning karne ke bad aur Market mein time Lagana padta hai aur Agar Uske bad hi aap is market Mein isase Paisa Kama sakte hain aur agar aap kis market Mein Dekha Dekha Hai To Hamari market mein aapko time Lagate Hain To aapko is market mein fayda ho jata hai agar aap is market Mein Ek Galti karte hain to aapko is market Mein mehnat Karni Hoti Hai Uske bad hi aap Galti ko Sahi Karen Agar apni Galti ko Dhyan Dete Hain agar aap Dhyan Dete Hain To aap Kamyab hote hain agar aap apni Galti ko ignore Karte Hain To aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte aapko experience ho jata hai ki aur uske bad aap professional trader Ki Tarah kam kar sakte hain ismein aapko Kahin Se ° nahin milati hai ismein aapko Khud mehnat karni padati hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X