Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?
    Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

    Forex trading ma apko sub ko jis tool ka use krna ana zaroori hai wo mery nazdeek trend line lgana hai ap sub ko trend line lgana lazmi ana chye is ky elawa apko forex trading ky leay moving average kp lganna lazmi sekh lena chye 200dma bahot perfect market average hai aor hamesha ap dekh ky experience kr skty ho ky market ka reverse wahan tk hota hai aor phr trend continues ho jata hai is bat kp lazmi zehn ma rakho aor breakout bhi moving average 200dma sy he confirmed ho skta hai apko customise color ky sath apni moving average aor trend line ko use krna chye aor apny favorite currency pair py trend lga ky rakhni chye aor h4 time frame sub members kp use krna ana chye yeh bahot powerful time frame hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

      Real Forex trading Mein Aise tools jinki vajah se aap accha profit Hasil kar sakte hain aur unko use karna bahut hi jaruri hai Jaise ke Forex trading may take profit aur stop loss ka istemal bahut hi jaruri hai agar yah donon tools Na Use kiya jaaye to aap ek acchi earning nahin kar sakte aur apne account ko wash karwa Baithe Hain isliye Hamesha apni trade Mein stop loss ka istemal karen Kyunki Ek Achcha tracter Hamesha stop loss istemal Jarur karta hai Kyunki isase aap apne account ko Vash hone se bacha sakte hain aur ek accha profit Hasil karne ka risk Le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

        Aise bahut se tool hha jaisa ke Forex trading mein stop loss ka option use kar sakte hain agar yah to istemal na karen to aap acchi earning nahin kar sakte is Tarah se account divorce ho sakta hai jab hamare paas stop loss ki opportunity hai to hamen isko jarur istemal karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

          MT4 trading terminal pay metatraders ki taraf say traders ko support aur help dainay kay liye bohat say tools mojud hain. Forex trading mai koi bhi trader helping tools kay baghair achi trading nahi ker sakta hai. Aisay bohat say tools hain jo kay bohat zaruri aur bohat importance rakhtay hain. Laikin Agar genuinely baat ki jaey tou mairay nazdeek stop loss aur take profit aisay tools hain jinn ki madad say traders ko dono sides say faida hota hai. Stop loss say loss ko control kia jaa sakta hain aur take profit ki wajah say traders apna profit confirm ker saktay hain. Inn do tools ko laazmi seekhna aur samajhna chaiye. Yeh zaruri nahi hai kay her tool ko istamaal her trade mai kia jaey laikin yeh laazmi hain kay her tool ka traders ko pata ho.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

            forex trading me 2 tools boht important jis ko follow kiey begair ap successfull trading nehi kar saktain hain aik trend line aur 2nd channel trading

            1st)
            forex trading me trend ko follow kiey begair ap kamyab trading nehi kar saktain hain kyuke trend me hi ap ko acha profit mil sakta ha aur trend ko identify karne ke liey trend line tools ka use kea jata ha aur trend line ki help se ap entry point bhi find kar saktain hain

            2nd)
            channel trading boht important technical tools ha market jub trend me move karti ha ymtu waha per channel ki form me move karti ha higher high aur lower low ki form bana kar ap channel ke zariey market ki inform ko asani se identify kar saktain hain aur channel trading tools ki help se ap ko achay entry point bhi mill saktain hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

              Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum ache trading karni ha kamyab hona ha to humy forex trading main ache tools add karny hon gy jin ko seek or samj k ache earning kar saken gy main forex trading main moving average or RSI indicator use karta hon ap bi koi bi indicator istamal kar sakty han jis k bary main ap k pass acha knowledge or experience ho to ap easily ache trading kar k kamyab ho sakty han is ley humy both soch samj k acha Indicator istamal karna chae ha Jo humy maximum profit da or kam sy kam loss ta k hum forex trading main easily kamyab ho sakeny jtni mehnat karny gy indicator ko seekeny gy is pe practice karny gy to hum easily is ko seek saken gy or is ko istamal kar k kamyab ho saken gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                Asalam o alikum dear forex trading main mt4 main different indicators han jin ko seekena samjena or phr in k mutabiq trading karna both zarori ha warna humy ziada sy ziada loss ho sakta ha is ley hum forex trading main different indicators or different strategy or planning istamal Kar k trading Kar sakty han ta k hum kamyab ho saken is ley humy ziada sy ziada forex trading main learning karni ho ge practice karni ho ge ta k hum forex trading ko ache tahra samj sakeny seek saken or phr real account main trading kar k ache earning kar saken forex trading main jtni ziada mehnat karny gy hum utny he kamyab ho saken gy is key humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum easily kamyab ho saken forex trading main jtna hum different tools indicator istamal karny gy to humy utna he fayda ho ga or loss Ni ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                  Dear ais market mai kaam karny k liay bahot sary tools hai jin ko hum use kar skaty hai aor ais market mai achi trades bana sakty hai ap agar ais market mai dekhy to ap ko ye pata ho ga k ais market mai ap jo trend line lagaty hai aor aus k sath price action k liay jo resistance aor support lagaty hai ye sab se zayda use hoty hai ain tools ki help se ap ko market ki state ka pata chal jata hai ais time market kaha par hai aor ais ne kitna mazeed move karna hai ain tools se ap ko market ki moment ka sahe pata chal jata hai aor aus k sath sath ap ais market mai acha profit bana skaty hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai kun k ain tools par kafi zayda pips mil jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                    bhai jan forex trading main jo sub se acha tool jo hai or zarori hai wo 3 trha k hoty hain aik tu forex main hmary liye take profit ka use lazmi hai or es k ilwa stop loss ko bhi hmari trading main aik acha point smjha jata hai or es ka bhi hmain faida hota hai es k ilwa jo sub se eham tool hai wo hai lot size forex trading main take profit stop loss k bgar tu hum apni trade lga ksty hain laken lot size k bagair hum kbhi bhi kamyab trading nahi kar skty hain yah 3 tool ayse hain jin par hum apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain yah tinu tools he hmari trading k liye bahtr sabit hty hain jis se hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain or apni trading main acah profit bhi lay skty hain en k bgair hum apni trading nahi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                      MT 4 terminal me har trading tools ki importance hoti hay kesi be tool ko app fazul ya nuksan deny wala nahi samaj sakty hey, ye trading tools traders ki asani key ley aur traders ko faida deny key ley terminal me include key gaye hey,

                      1. take profit and stop loss
                      2. time frames and charts types
                      3. technical indicators and strategies
                      4. limit orders and pending orders

                      har trading tool ka apna hi faida hay ye traders ki learning par depend karta hay key wo kesy en tools se market me help le kar profit earn kar sakta hay, tools ki samaj traders ko investment karny se pehly honi chaye, ye tools risk management me be aur acha profit gain karny me help zaror de sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                        Forex trading main aapko Sab ko jis toll ka use karna Aana jaruri hai vah mere najdeek trendline lagana hai aap Sabko trendline Lagana lazmi Aana chahie Iske alava aapko Forex trading ke liye moving average ka Lagana Sikh Lena chahie 200 bahut perfect market Awaaz hai aur Hamesha aap Dekhkar experience kar sakte ho ki market ka reverse vahan Tak hota hai aur FIR friend continuous ho jata hai is Baat Ke lajmi Jahan Mein Rakho aur bracket bhi moving average 200 Se Hi confirm ho sakta hai aapko customiss colour ke sath apni moving average Aur trendline Ko use karna chahie aur apne favourite currency per Patron lagakar rakhni chahie aur H4 time frame Sab members use karna Aana chahie yah bahut powerful time frame hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me Aisa kaun sa tool hai jo sabse ziada zaruri hota Hai?

                          Assalamu Alaikum Mere Pyare bhai aapane bahut hi Achcha question poochha hai Forex trading Mein MP4 mein different indicators hai jinko sikhana samajhna aur FIR Inko inke mutabik training karna bahut jaruri hai Varna Ham Jyada Se Jyada Logon se ho sakta hai isliye Ham Forex trading Mein different indicators for different tarike kar aur planning istemal Karke trading kar sakte hain Taki Ham Kamyab ho sake iske liye Hamen Jyada Se Jyada Forex trading Mein learning Karni Hogi practice karni Hogi Taki Ham Forex trading kya Achcha yah Tarika samajh sake aur acche se kam kar sake Kyunki Forex trading Aisa business hai jo Banda ismein se kam karta hai aur Puri planning ke sath kam Karta Hai Karta Hai acche tarike kar se kam Karta Hai To fir mehnat karta hai to use bahut Achcha bol deta hai isliye hamen bhi chahie ki Apne kam ko to use Karen aur acche se Karen Taki Ham Kamyab Ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X