Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.
    Dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai apna aik plan bana lena chaye aor ais market mai aik trading session use karna chaye aus se ap ko ais market mai ye faida hota hai k ap agar ais market mai koi trade karna chaty hai to aus ko apny plan k hisab se kary agar ap ne time table bana lia hai to aus k baad ap ais market mai jab trade karty hai to ais market mai faida autha sakty hai agar ap ais market mai thori dair online ho jaty hai to aus k baad ap ais market mai sirf aik dafa analysis kar k trade laga k target wagera set kar ley aor tension free ho jaye trade se ap ko aus par loss ho ya profit ho ap ko atna zayda masla nai hota hai ais liay apna aik time table banaye thora sa time market mai lagye aor side par ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

    g han member markeet ma acha kam krny ky ly apna time bna kr kam krna bhoat acha ho ga us py ham jitni mehnat kren gy hmara utna he faida ho ga or time table sy hmari analysis bi achi bany ge or hmara kam bi acha ho ga isi trha forex py bi hmara kam best rotine ma jay ga or mzeed achi mehnat sy kam kren gy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

      Forex trading main humy proper planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho sakty han is ley humy chae ha hum jis waqat free hon us waqat k hessab sy trading Kar sakty han agr full time trading karty han phr bi tek han or agr ap part time trading karty han to jab bi free hon usi time trading Kar sakty han or ap usi waqat ache analysis kar k ache trade open kar sakty han or ap apny analysis sy ache planning or strategy bi bana sakty han jab tak ache planning or strategy sy trading ni karty han to humy utna he loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy ko seekena or samjena ho ga tab tak hum log mehnat Kar k ache trading Kar sakty han jab hum ache analysis kar k trading karny gy to humary loss k chance both kam hon gy or bagar analysis planning or strategy sy trading karny gy to humary loss k chance ziada hon gy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

        Forex trading business mai traders ko apany time table zarur banana chaiye. Aksar traders yeh sochtay hain kay trading kay doraan time table kaisay bann sakta hai tou iss kay liye traders ko yeh samajh laina chaiye kay kay trading kay Doraan kiyu kay market mai kisi bhi waqt achay profit ka moqa mill sakta hai tou trader ko actually apni trading ko schedule kerna chaiye jiss kay liye tarder ko total trades aur aik waqt mai kitni trades open kerni hai iss ka time table banana chaiye. Agar aik trader ko pehlay say pata hoga kay uss nay aik waqt mai 2 trades open kerni hai aur woh pehlay say he open ker chuka hai tou 3rd trade open nahi Karey ga aur isi Tarah aim trader ko jab pehlay say pata hoga kay uss nay kitni total trades open kerni thi aur kitni amount withdraw ka schedule rakha Hua hai tou woh utni he trades complete ker kay apna withdraw laga lay ga. Time table Bana kay uss pay ammal kernay ka bohat faida hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
          Dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai apna aik plan bana lena chaye aor ais market mai aik trading session use karna chaye aus se ap ko ais market mai ye faida hota hai k ap agar ais market mai koi trade karna chaty hai to aus ko apny plan k hisab se kary agar ap ne time table bana lia hai to aus k baad ap ais market mai jab trade karty hai to ais market mai faida autha sakty hai agar ap ais market mai thori dair online ho jaty hai to aus k baad ap ais market mai sirf aik dafa analysis kar k trade laga k target wagera set kar ley aor tension free ho jaye trade se ap ko aus par loss ho ya profit ho ap ko atna zayda masla nai hota hai ais liay apna aik time table banaye thora sa time market mai lagye aor side par ho jaye.
          Hamen Forex trading Mein kam Hamesha time table Banakar kam karna chahie Jab Ham time table Banakar kam Karenge to hamare kam ki ek Roti Ban Jayegi aur FIR Hamen main time per kam karne ki Aadat ho jayegi gi isliye Hamen time table Banakar kam Jarur karna chahie isase Hamare Karm ki routine Banegi FIR Hamen bahut fayda Hoga Ham bahut acche tarike se kam kar Sakenge Jo Main aapko EK Kaam Ki Aadat Ban jaati hai to aap use kam ko kiye Bina Nahin Rah Sakte isliye try Karenge Apne Karm ki 1 routine banaa Le aur FIR daily basis per aap kaam Karoge
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se agree karta hun forex trading main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apny kam ka aik time table bna lena chahye jis k hisab se ap apny kam ko pora karen time table bnany k boht se faidy hain jo k sary hmary liye bahtr hain jis se hum apny kam ko bahtr traiky se or time par khtm kar skty hain time table bna kar kam karny ka sub se acha or bara faida yah hai k ap apny kam ko burdenise nahi hony dety hain jub ap time par set kiye gy kam sub he time par karty hain tu os se apka kam bhi ho jata hai or apko time par kiye jany waly kam k faidy bhi mil jaty hain es liye har mamber apny kam ka target set karen jis se wo kamyab ho skty hain or acha kam kar k apni trading main earning kar skty hain es k ilwa aik bat hmiasha mind main rakhni hogi aghr tu hum apni trading main apna koi time table bnaty hain tu wo zyda taph na ho jis ko anjam deny se hmain masla na ho target limit kam set karen pher osi k hisab se osko gain karty jaen
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

              Assalamu alaikum mere pyare bhaiyon bhai ne bahut achcha thread banaya hai aur forex trading market mein aapko time table banakar kam karne ka koi fayda nahin hai lekin Pakistan Forex forum mein time table banakar kam karne ka fayda ho sakta hai for example agar aap Forex trading market mein timetable ke according kam karoge to Forex trading market every time equal movement nahin karti hai Forex trading market mein kabhi kabar first movement ho rahi hoti hai aur kabhi kabar Forex trading market slow karti hai news timing aur news schedule ke according Forex trading market mein planning different honi chahie jab ke aapki management aur planning slow market mein monday aor friday wale desh mein aap ki planning different honi chahie Pakistan Forex forum mein aapko time table banakar daily work karna hoga tab aap contest ke ke questions ka reply kar sakte ho.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar Forex trading mein aap time table Banakar kam karen to aap bahut hi acchi acchi nahin kar sakte hain aur vaise bhi Forex Ek lifetime work hai isliye ismein Ek week mein Panch Din market open hoti hai agar aap Panch Din acchi Tarah Se time de tu Forex trading se Kafi Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai aur Market ke sath touch Rahana bahut jaruri hai aap koi bhi kam kar rahe hain to uske sath sath market ke sath khush rahe aur isko mobile MT4 software ke sath use karte Rahe aur Market Mein achha signal Milte Hi trade open karne aur Achcha profit Hansi kar sakte hain jo ki aapke trading ke liye bahut hi Achcha sabit ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                  ap ki bat thek hai main bhi app ki bat say agree karta hun forex market main hamy aik time table bana kar kam karna chahea aur sab sy pehly ap ko subbha uthty he aik trend ko dekhna chaheay ky marke main major trend kia chal raha hai aur phir ap ko ju bhi ap tools use karty hain uss ko dekhna chahea aur uss ko apply kar ky chor daina chahea aur sath sath forum main aik time table ky stah kam karty rehna chaeay aur phir market main nazer rakhni chaheay ky ap ko kab tak acha signal milta hai jesy signal mily tu ap ko trade kar daini chaheay aur ager ap ko acha profit mil jay tu ju ap ky target ky mutabik ho tu ap ko phir again trade nahi lani chaeay es say ap ka time bhi mange ho ga aur ap ky pas free time bhi kafi bach jay ga jiss main ap koi other work bhi kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                    hamy market ke movement ko samjana ho ga hamy ache learnign gain kar ky forex aik amm business ke nisbat acha busisness hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kr sakty hain hamy mahnet karne ho ge pheer he hum ag bar saky gy hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy hum is ma agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex jasa koi or business nahi hain is mai usa or china r new yok jasy bary bary mumaluk sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kamk ar sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai apny bss ap he hoty hain forex aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                      Dear friend forex trading main humy apny hessab sy trading karni chae ha jab free hon trading karny or jab ap busy hon ya koi or kam kar rehe hon to phr ap us waqat wait bi kar sakty han ya phr analysis kar k pending order laga sakty han or proper stop loss or take profit istamal kar sakty han forex trading main humy both ziada mehnat karny ki zarorat hoti ha is ley humy parshan hony ki zarorat ni ha jab ap busy hon to ap lazmi ni ha har waqat trading karty rahen balky jab time mily analysis karny or ache trade mily to kar lan warna wait karna chae ha jab tak ache trade ni milti ha to or humasha stop loss or take profit zaror istamal karny ta k ap ka account safe ho or ap ache trading kar k ache earning kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                        Hamen market ki movement Ko samajhna Hoga Hamen Achcha learning gain Karke Forex Ek Aam business ke nisbat se Achcha business hai Ham ismein raat ko bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Ko Bhi kam kar sakte hain Hamen mehnat Karni Hogi free hi Ham Aage badh Sakenge Ham ismein mehnat Karenge to hi Ham Aage badh Sakenge aur ham is mein agar bagair learning ke kam Karenge To Hamen loss ho jaega Forex Jaisa Koi Aur business Nahin Hai ismein USA aur China news UK jaise bade bade Malik Shamil Hai Forex Pakistan mein Lagal Ban chuka hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Dil Ko Bhi kam kar sakte hain Ham ismein kam Karke acchi Ani Kama sakte hain Achcha profit Hasil kar sakte hain iske liye Hamen Jyada mehnat Karni Hogi Taki Ham Kamyab ho sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex market mai apna time table bana k kaam karny ka hi faida hai.

                          Forex market me trading karni ho to es me time table bana kar trading karny ka koi faida nahi ho sakta hay es ki simple waja economic events hoty hey aur important news be hoty hey jo key kesi be time release ho sakty hey aur time table bana kar traders market me work esi waja se nahi kar sakty hey, agar news updates par pehly se nazar ho aur technical strategies be traders ki achi ho to traders baghir time table key be trading me daily aur regular base par profit earn karny me kamyab ho sakty hey, learning work agar time table bana kar kia jaye to es ka faida zaror ho sakta hay trading baghir time table key be ho sakti hay magar learning baghir time table key possible nahi hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X