Real account par hum ko kitni leverage use karni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Real account par hum ko kitni leverage use karni chaye?

    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Agar aapane real account Yahoo use kar rahe hain to sabse pahle aap apne capital ko Dekhenge ki aapane Kitna invest kiya hai aur FIR aap Usi hisab se Forex Mein kam Karenge Agar aapane 500 dollar kiya hai to aapko Apne account ki maximum Devar Deewana shariya 500 rakhni chahie isase Upar kabhi bhi nahin rakhni chahie aur 3000 Dollar image Tak aapko yah leverage chai change Nahin Karni chahie iska yah fayda Hoga Ke Jab Bhi aap Big Lot ke sath trade karne Lag Lag Jaaye to aapko allow hi nahin Hoga jisse aap Lal se bhi Bach Jaate Hain aur aapko big loss hone se bhi bacha liya jata hai isliye forex market mein aapko Kamyab hone ke liye is ine chijon ko dekhna bahut hi Jaruri Hoga agar aap Kisi Se acchi planning Nahin Karenge to aapko Hamesha loss hi hoga isliye aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada mehnat Karen acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jo aik achi leverage hoti hai 1:150 hai. Es sy ap apna leverage 1000 usd kay capital use kar sakty hain or ap standard lot size ka use be kar sakty hain like 0.01 ka leverage aik achi leverage hai. Ap koshish karain es sy bara leverage na rahkain. Us sy ap kay standard lot size main be capital ka zaida use be ho ga or sath main risk level be barh jata hai.Jab ap ko pata ho kay ap ka capital kam ho tab be ap aik time mai 2 sy zaida trade open na karain. Es tarha ap ka account secure ho sakta hai or achi earning ho sakti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X