Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crypto currency par spread atna zayda kun hai?
    Dear ais market mai hum kisi bhi currency par dekhy to atna zayda spread nai hai hum asani se aun par trade kar sakty hai agar ap ais market mai dekhy to crypto currency par bahot hi zayda spread hai agar hum ne aus par trade lagnai ho to aus par aik to lot choti laga sakty hai aor aus k sath hum agar ais market mai trade lagaty hai to humri trade bahot hi loss se start hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

    Dear members cryptocurrency aik mushkil fiield hai jismein kam karne ke liye aapko bahut ziada knowledge ki zarurat hoti hai tab aap ismein earn Hasil kar sakte hain. Cryptocurrency trading Forex trading se bilkul mukhtalif hoti hai aur usko analyse karna bahut difficult hota Hai. cryptocurrency mein Bitcoin King Mana jata hai aur tamam other cryptocurrencies iske sath linked hote hain aur isi ke sath up and down move karte, sabse ziada spread Bitcoin ki hoti hai hi jism ki vajah yah samjhaie jaati Hai ki tamam cryptocurrency bahut ziada violet aur rapid move karti hai isliye inki separate ziada rakhi jaati Hai. Cryptocurrency 1 Din mein hajaron pips move Kar jaati Hain isliye Mera tamam traders ko yahi Mashwara hai ki jab tak aapke pass cryptocurrency ka mukammal Na Lage Na Ho ismein trading mat Karen kyunki ismein knowledge ke baghair loss aane ka bahut bara khatra hota Hy.
    • #3 Collapse

      Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

      Asalam o alikum friend crypto currency main spread both ziada ha in k spread ziada hony ki waja jo Mary zahan main wo in ki fast movement ha Jo k daily basis py both ziada up ya down movement karti han isi waja sy in main spread both ziada hota ha jasa forex trading main currency pairs main spread ziada or kam hota ha Jo currency jtna fast movement karti ha us ka spread ziada hota ha or jo currency pair kam movement karta ha us ka spread both Kam hota ha is he waja sy mujy lagta ha k crypto currency ka bi spread isi waja sy ziada ha k crypto currency daily ziada movement karti han or aik din main ye hazar sy bi ziada pips move karti han jis ki waja sy spread bi ziada hota ha or is he waja sy crypto currency main tab he karny jab ap is ko samjty hon warna ap ko is main both ziada loss ho sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

        Cryptocurrency expensive trading instrument count kiya jata hai jiski value bahut zeyada hai agar aap isko dollar ke sath compare karo to iski value multiply by hundred account ki ja sakti hai unke is se bhi zyada waqt rakhti hai cryptocurrency trading aapko soch samajh kar aur perfect trading analysis ke sath karni hogi Forex trading market mein cryptocurrency trading new type 20 ke accordingly 20 century ki best currency jisko digital currency electronic currency kaha jata hai lekin isko abhi tak forex trading market mein officially accept nahin kiya gaya because Forex trading market mein agar cryptocurrency ko accept kiya jaaye to hard currency ke liye ek bahut bara khatra ban sakti hai cryptocurrency ka analysis bahut difficult hai market abhi tak technical analysis ko follow nahin kar rahi completely.
        • #5 Collapse

          Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

          Dear friend cripto currency pair trading ke rules ke hisab se hi supplied Rakha Jata Hai Lekin agar aap Crypto trading per kam karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap ek Long Term plan ke bad hi spaartrade open Karen Kyunki Crypto trading Mein separate bahut jyada hota hai isliye ismein aap short term trading nahin kar sakte to iske liye aapko Ek Lamba future plan Samajh Kar ismein train Karni chahie aur usko long term trade hi aapko Achcha profit de sakti hai to ja sapare rules ke mutabik ki hota hai aur Har broker ka alag Hota Hai To Mere Khyal se instaforex mein Crypto trading ka supplied bhi behtar hai dusre broker ki nisbat
          • #6 Collapse

            Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

            Forex trading mai currencies aur crypto currency mai bohat difference hai. Jaha tak crypto currency aur hard cash currency kay spread ki baat hai tou dono ki prices mai bhi bohat faraq hai. Iss liye jiss bhi commodity ya cfd ki price ziada hoti hai uss ka spread ya commission automatically ziada he hoga. Jo traders crypto currency pay kaam kertay hain unn kay account bohat ziada big hotay hain. Agar bitcoin ki he baat ki jaey tou bitcoin trader kay account ka balance Kamm say Kamm bhi 1000$ say shuru hoto he trading ho sakti hai. Kiyu kay spread ziada honay ki wajah say pehlay spread ka minus khatam hoga tab he profit add hona shuru hoga. Bitcoin ki price ziada honay ki bhi wajah bohat complicated hai. Bitcoin puray world mai counted aur limited tadaad mai mojud hain. Inhain generate kia Jata hai aur phir value banani jaati hai. Agar ziada bitcoin generate hona shuru ho jain tou price Kamm ho jaati aur Agar Kamm generate ho tou price high ho jaati hai. Bitcoin kay barey mai bohat ziada knowledge aur iss kay wallets kay barey mai bhi bohat ziada knowledge aur learning ki zarurat hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

              forex mai hum currnec mai kam kar ky acha mnfa hasial kar sakty hain is mai hamy spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hm pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese ebe wakt ka time tbale bana ka rkam kari sakty hain hum is mai agar lalachci ban ky kam kaary gy to hamy loss ho ga is ma dunay ky bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamra account baneed ho jy ga forex jasa koi or bsiness nahi hain dunya bar mai
              • #8 Collapse

                Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                Dear friend ap ny dakha ho ga k crypto currency both ziada movement karti han daily ki hazarun pips bi move kar jati han isi waja sy broker apna commission ziada hasil karny k ley ap ko crypto currency main ziada sy ziada spread daty han ap is sy utna he ziada fayda bi hasil kar sakty han is ley humy chae ha k maximum knowledge or experience hasil kar k he crypto currency main trading karny warna humy ziada loss hota ha q k aik din main crypto currency humary against chali ge to humy ziada loss ho ga is ley humy chae ha k jab tak humary pass knowledge or experience na ho to humy crypto currency main trading ni karni chae ha balky proper learning or practice k bad crypto currency main trading karni chae ha
                • #9 Collapse

                  Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                  Ji Bhajan Pyare members cryo currency Ek Mushkil field Hai jismein kam karne a ke liye aapko bahut jyada knowledge ki jarurat Hoti Hai tab Aap ismein on Hasil kar sakte hain cryptocurrency trading Forex trading se bilkul mukhtalif hoti hai aur usko analysis karna bahut difficult Hota Hai cryptocurrency bitcoin King Mana jata hai aur Tamam others cryptocurrency iske sath Lincoln hote hain aur ISI ke sath up and down move karte hain sabse Jyada separate bitcoin ki Hoti Hai Jiski vajah se yah Samjha jata hai ki Tamam Tarah ki currency bahut jyada value repeat move karti hai isliye Inki separate Jyada Rakhi Jaati Hai cryptocurrency 1 Din Mein hajaron pips move Kar Jaati Hai isliye Mere Tamam traders ko Yahi Umra hai ki jab tak aapke pass current currency ka Mukammal knowledge Ho ismein trading karo Agar knowledge Nahin Hai To usmein trading Na Karo Varna aap loos hona pry ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                    Crypto currency pair ki market me spread ka high hony ki waja ye hay key es currency me bahot zeyada trading hoti hay aur market movement be es ki achi hay, brokers apni marzi se har pair ka spread different rakta hay aur esi Crypto currency pair sab se zeyada popular be hay aur bahot zeyada profitable be samja jata hay sath me Crypto currency pair ki price value be bahot zeyada hoti hay es waja se kam investment par be es currency me trading karna possible ho jata hay esi waja se Crypto currency ka spread other har currency pairs se zeyada hi hay, agar Crypto currency ki price kam hoti to es ka spread be kam hi hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                      Crypto currency ka spread takriban har broker main ziada ai kyon ky yeh market main aik new Crypto currency hai jiss ki wajah yeh bhi ho sakti hai mager jesy jesy es main log ziada hoty jain gay wesy he es ka spread kam hota jay ga es main spread ziada esi lea hai kyon ky abhi tak logon ko es currency ky bary main bohat he kam information hai aur exprience bhi kam hai jiss ki waja say log es main dar ki wajah say trade kam karty hain mager es say bohat say logon nay bohat acha profit bhi earn kia hai aur kar bhi rahy hain es lea es currency main ap ko bhi acha faida mil sakta hai mager es ky bary main pehly ap ko information hasil karni ho gee ky es main movement kaisy hoti hai aur kis base pay hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                        dear spread liquidity or volatility par depend hota ha or cryptocurrency me spread ki baat ki jaye tu jin cryptocurrency pairs me spread fixed hota ha waha par kuch spread zeyda dekhne ko milta ha or jin cryptocurrency pairs me spread variable hota ha mean price change hone ke sath change hota rehta ha un cryptocurrency me spread kam hota h par jub volatility high hoti ha tu wo spread boht zeyda increase kar detay hain isliey fixed spread variable spread se best ha
                        agr dekha jaye tu cryptocurrency ko traders just buy karte hain or phir sale kar detay hain mean agr bitcoin ki price 6000$ ha tu wo 6000$ ka hi aik bitcoin buy karte hain phir price jub increase hoti ha tu osay sale karke profit earn karte hain mostly time
                        spread liquidity or volatility par bhi depend karta ha or spread broker ki taraf se bhi apni marzi ke hisab se dea jata ha Apne client ko or fixed spread ke zeyda feyada hain os me broker Apne client ke sath cheat nehi kar sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Crypto currency par spread atna zayda kun hai?

                          Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan aapane Dekha Hoga ke cryptocurrency bahut jyada movement Karti Hai Delhi ke hajaron pips bheemrav kar Jati Hai Is vajah Se broker Apna Commission Jyada Hasil karne ke liye aapko cryptocurrency mein jyada Se Jyada separate Dete Hain aap Kis Se utna hi jyada fayda bhi Hasil kar sakte hain isliye Hamen acche chahie Ke Acche maximum knowledge or experience Hasil karke hi cryptocurrency Mein trading karne chahie Varna Hamen Jyada loss hota hai Kyunki Ek Din Mein cryptocurrency Hamare against Chali Gai To Hamen Jyada loss Hoga isliye Hamen chahie ki jab tak hamare pass knowledge or experience Na Ho To Hamen cryptocurrency Mein trading Nahin Karni chahie balke proper learning aur practice ke bad cryptocurrency mein chatting Karni chahie iska fayda yah hota hai ki Hamen loss Aane Se Bach Jata Hai nuksan hone se Bach jata hai isliye Hamen chahie ke pahle Kuchh Sikh Le samajh Le FIR kam Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                            Dear ais market mai hum kisi bhi currency par dekhy to atna zayda spread nai hai hum asani se aun par trade kar sakty hai agar ap ais market mai dekhy to crypto currency par bahot hi zayda spread hai agar hum ne aus par trade lagnai ho to aus par aik to lot choti laga sakty hai aor aus k sath hum agar ais market mai trade lagaty hai to humri trade bahot hi loss se start hoti hai.
                            Kuch currencies pay ap ko spread zaida mily ga. Like ap exotic pairs,crypto pairs in mai ap ko spread zaida mily ga. Esleye koshish karain ap aisy pairs ka chose karain like major pairs eurusd, gbpud, nzdusd etc yeh major pairs developed countries kay hoty hain. Aik tu ap in ko asani sy samaj be jaty hain or ap in mai reh kar kam spread kay sath scalping or baqi short term trades kar kay bhout kam time mai achi earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X