Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ye jaiza "copy trading" pe mabni hai

    COPY TRADING
    Dear forex member copy trading ka matlab hai ye Hai ky yahan par mojood bohat members ko trade krny ka experience nahi hota aise members ko chaheye KY wo apny senior members ky analysis aur strategies ko follow kr KY trading kren ta ky wo ache trading see acha profit hasil kr saken lekin is ky saath saath Un ko chaheye KY seniors ko copy krny KY saath saath demo account per apni practice aur learning ko focus krny ki koshish kren ta ky wo khud ko markeet ka analysis krny KY kabil bna saken kyun KY dosron KY analysis par trading kr KY future ko secure nahi bnaya ja sakta agar saath saath demo per focus kren ge to wo apni strategy bna saken ge aur ache experience ko Hasil kr KY khud ko kamyabi ki taraf ly kr ja saken ge
    Is ky ilawa ye aik aisa business Hai jis mein kisi dosre per jitna kam depend Kiya Jae utna he acha hai dosron par depend kr KY humein kamyabi to mil he jati hai lekin jo kamyab hum apni learning apni mehnat per depend kr KY hasil kr sakty hain wo kisi dosre par depend kr KY hasil krna possible nahi hota
    ADVANTAGES OF COPY TRADING
    kuch members copy trade krty hain lekin sath Apna analysis apni learning ka istemal bhi krty hain aise members ky liye copy trade se faida hasil krna possible hota hai lekin Un members ko zayada acha faida hasil hota hai jo is ky saath saath khud par depend krna bhi janty hain aise members kam time mein khud kaam krny KY kabil ho jaty hain
    DISADVANTAGES OF COPY TRADING
    Kabhi kabhi copy trading nuqsaan bhi dy jati hai kyun KY hum us level ka nahi Soch sakty jis level ky hum analysis ya strategy ko follow kr rahe hoty hain aur kuch members to as it is Har cheez ko copy kr ky faida hasil krny ki koshish krty hain aise log kabhi bhi Kamyab nahi hoty jo totally dosron per depend krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

      Dear Mate Aaj Ke iss Fast World main Sab Aapny Apny Kamo Main Busy Rehty hain jiss Ke Wja Say Copy Trading Kafi Famous Ho Chuki Hai orr iss Ke Ak Waja ye Be Hai Kay Log Lazy hain or Bina Kuch Kiy Paisa Kamana Chaty Hain iss Liy Copy Trading Ka Feature Boat Say Brokers Provide kar Rahain Hai.Or Boat Say Log is Facilities Say Fayda Be UUta Rahy Hain iss Liy Copy Trading Main Be Boat profit Hai Us Kay Liy Be Aap aky pas Kuch Knowledge Hona Chaye per He Aap Copy Trading Main Easily Kamyab Ho Sakty hain.
      ADVANTAGES OF COPY TRADING :
      kuch members copy trade krty hain lekin sath Apna analysis apni learning ka istemal bhi krty hain aise members ky liye copy trade se faida hasil krna possible hota hai lekin Un members ko zayada acha faida hasil hota hai jo is ky saath saath khud par depend krna bhi janty hain aise members kam time mein khud kaam krny KY kabil ho jaty hain
      DISADVANTAGES OF COPY TRADING:
      Kabhi kabhi copy trading nuqsaan bhi dy jati hai kyun KY hum us level ka nahi Soch sakty jis level ky hum analysis ya strategy ko follow kr rahe hoty hain aur kuch members to as it is Har cheez ko copy kr ky faida hasil krny ki koshish krty hain aise log kabhi bhi Kamyab nahi hoty jo totally dosron per depend krty hain.
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

        Assalamu alaikum dear friends Forex trading business mai traders kay liye bohat si asaaniaa paida ki gai hain aur instaforex mai bhi yehi facility traders ko do gai hain. Copy trading sirf new traders kay liye he nahi available hoti bulkay koi bhi trader iss say faida lay sakta hai. Forex trading business mai copy trading ka Matlab hota hai kay broker ki taraf say traders ko allow kia Jata hai kay woh copy trading option ki madad say Thora sa commission day kay kisi bhi expert trader ki trades ko apnay account mai copy ki ijazat lay saktay hain. Iss option ko select kernay say broker aap ko expert traders ki list aur unki trades ki success ratio shown kerta hain aur phir unn mai say selection ka option day daita hai. Iss Tarah trader apni marzi say copy kernay kay liye trader select ker laita hai. Yeh aik acha option hai jiss say acha profit Thora sa extra commission day kay haasil kia jaa Sakata hai.
        • #34 Collapse

          Re: Ye jaiza &quot;copy trading&quot; pe mabni hai

          Assalamu alaikum my dear all forex membercopy trading ki definition samajhna Hogi aur FIR Jab aap Kisi broker ke sath apni trading start karte hain to vah broker aapko copy trading ki option provide kar raha hota hai copy trading se related question formation aapse share karna chahta hun sabse pahle aapko copy trading ki definition batata hun
          Copy trading broker ki taraf se aik facility Hoti Hai jismein expert traders ki trades ko aap copy karte hue Forex trading Mein kam kar sakte hain aur Apna profit Hasil kar sakte hain Jab aap expert traders ki trades ko copy karte hain to usmein aap ko risk management ke rules and regulations ko follow karte hue trades provide ki ja rahi hoti hai jismein aapko maximum profit Hasil karne ke bahut chances Hote Hain.
          Dear beginning level per Jab aap trading start karte Hain ya Kuchh Aise trader Jinke pass bahut jyada investment hoti hai aur vah Forex trading co time nahin de sakte unke liye Kafi trading ki action bahut jyada best Hoti Hai vah broker se copy trading ki option Hasil karte hue maximum profit Hasil kar sakte hain aur unko Forex trading ko Jyada time bhi nahin Dena Hota just vo expert traders ki trades ko copy karte ho ya apni trading Mein profit Hasil kar sakte hainDear jab aap copy trading kar rahe hote hain to ismein aapko Har trade ke upar Commission Dena hota hai aur yah Commission expert aur senior traders ko Ja Raha Hota Hai Jiski aap trade Kafi kar rahe hote hain agar aap Forex trading mein Main copy trading ki option ko avail karna chahte hain to usmein aapko Kuchh percentage Commission Dena Hota Hai
          • #35 Collapse

            Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

            Forex trading market Mein market ki movement Sara Din Chalti rahti hai aur Hamen Forex trading market mein analysis Karke treed open Karni chahie Agar Ham Forex trading Mein Sawar ke sath kam Karenge To Hamen Achcha bonus Milega jo ki Ham bhi kar sakte hain Hamen Forex Encyclopaedia Mein hi jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki mehnat karne se Hamen kamyabi Hasil Hoti Hai Agaram Forex Mein Dil Laga ke kam Karenge To Ham vidra bhi kar sakte hain Hamen Forex Mein Dil Laga ke kam karna chahie aur Achcha kam karne ki koshish Karni chahie Agar forest Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki mehnat karne se kamyabi Jarur milati hai aur Hamen apni mehnat ka Jari Rakhna chahie Kyunki forests Mein mehnat Jari rakhne Se Kabhi Na Kabhi kamyabi Jarur milati Hai Hamari kamyabi yahi hai ki Hamen quality wali post Karni chahie Kyunki quality wali post per thanks acche Milte Hain aur bonus bhi quality wali post per hai Achcha Milta Hai Hamen Forex mein mehnat aur Lagane ke tahat kam karna chahie aur Achcha kam karna chahie Agar Ham Achcha kam Karenge to Dam bhi achcha milega Hamen Forex mein Main lalach Nahin Karni chahie Kyunki Lal karne se Labh hota hai agar Ham last Se Bachana Jaate Hain To Hamen lalach ko ignore karna chahie ham Kamyab trader Ban sakte hain aur Hamen main Soch samajh ka trading Karni chahie Taake Ham Achcha prapt Kama sake
            • #36 Collapse

              Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

              Forex treanding sy murad dosry ki trade ko copy karna hy forex business main copy trading say murad kisi bhi senior trader ki trade ko copy karna hota hai ager forex market main ap ky pas kam experience hai aur ap trade karny ky kabil nahi hoty hain ya ap ko es main loss ho raha hai tu ap kisi bhi achy trader ko uss ki copy trade ki service hasil kar sakty hain es say ju bhi trader wo apne account main kary ga wesi he trade app ky account main ag jay gee jiss say ap ko acha profit mil sakta hai asa wohi trader karty hain ju forex main new houn ya jin ko loss ho raha ha ya jin ky pas trading ky lea time nahi hota hai ya jin ko loss ho raha hai es lea yeh forex main profit karny ka best method hai ager ap ky pas acha capital hai tu ap uss ko kisi bhi achy expert say apni trade ko copy karwa sakty hain es say ap ko profit milta rahy ga aur ap ko karna kuch bhi nahi pary ga shukriya.
              • #37 Collapse

                Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                forex trading main yeh aik bahut he ache modification hae is se new traders aik expert traders se bahut ache tarah s efaida hasil kar sakne ge is main dono ka he faida ho ga to hum ab bat kar lete hain copy trading ke bare main ke yeh hote kiya hae to is kain jo expert trader hota hae uske account ko hum kete hain master account or is main or baqi clients ke accounts ko is aster account ke sath attach kar diya jata hae to jese he expert trader apne master account main koi bhe trade open karta hae to baqi tamam accounts jo ius ke sath attach hote hain un main bhe tarde open ho jate hae or agar master acciount ain profit hota hae to baqi sab ko profit hota hae or agar master account main loss hota hae to baqi sab ko bhe loss he hota hae to is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se is ka use karen or kisi ache se trader kemaster account ke sath apna account attach karen tab he to ap is main s efaida hasil kar saken ge bas hamen is main sahe tarah se trading karte rehna ho ge jitne hum is main apne kam ko acha kartejate hain hum is main se utna he faida bhe to hasil kar he lete hain hamen bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hgamen cahiye ke hum is main sahe tarah se trading karte rahe is main hum ache se apna kam karte jaen take hum is main kuch na kuch to hasil bhe kar he len or is main hum kamyab ho bhe saken
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                  Assalamu Alaikum dear friend Forex trading market mein copy trading bhi hamari trading ka hissa hai copy trading mein acche acche senior trader trading karty hain aur member ko apni partner ship mein rakhte Hain woh khud trading karte hain aur as se Jo inke saath link referral ke zariye shamil hota hai unki trade khud ba khud open Ho jaati Hain aur woh as se profit Hasil karte rahte hain copy trading mein Ham kisi acche senior trader ke sath apne account ko manage karte hain aur hamari trade unke acount se manage Ho jaati hai jis se hamen profit hota rahta hai forex market mein copy trading se bhi Ham bagair trading kiye is se acha profit Hasil kar sakte hain is ke liye hamare pass acha senior trader Ka hona zaruri hai jo acha kam karta ho aur forex market mein money management se trading karta ho Forex trading ek behtarin online business hai jis mein hamen mehnat ke sath kam karna chahie is mein Ham jitna acha kam karenge is se hamen fayda Hasil hoga yah ek behtarin business hai hamen is mein mehnat ke sath kam karna chahie hamen hamesha acha knowledge aur experience Hasil karna chahie Jo hamare liye Forex mein kamyabi hai Forex ko join Karen aap is Main khud se bhi trading kar sakte hain isiliye khud say trading karna behtar hota hai ki Ham is mein money management bhi use karte hain aur is se apne account ko safety rakhte Hain hamen zyada tar dusron per bharosa nahin karna chahie hamen khud se trading karni chahie Ta k Ham apne account ko save rakh sakte hain aur as se kuchh Na kuchh Hasil karte rahen
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                    Assalamu Alaikum forest maybe aaj ka Hamara topic Forex Mein copy trading Se Kya Murad hota hai se related hai
                    Dear friends forex business Mein copy trading se yah Murad hai ki senior traders ki trade ko copy karna hota hai agar Ham forex market Mein Aake aapke pass experience hai to aap pet karne ke liye Kabil Nahin Hote To aap aap ismein lost ho raha hai to aapko Kisi bhi acche trader course ki copy trade ki service Hasil kar sakte hain isase jo bhi traders vah Apne account mein Karega vaise hi aapko apni trade main aapke account mein a Jaega Jis per aapko Achcha profit mil sakta hai vah aisa Vahi trailer Karte Hain Jo Forex Mein new ho ya jinko loss ho raha ho Jinke pass trading ke liye time nahin Hota yah Jinke pass laws ho raha hota hai aur unke pass Jyada knowledge Nahin Hota profit Hasil karne ke Tarika bhi nahin Hota Nahin Hua trading ke bare mein jyada knowledge rakhte hain ya Ek best method Hai Agar aapke pass Achcha capital Hai To usko Kisi bhi acche expert aur se apne traders se copy Karva sakte hain isase aapko profit mil sakta hai
                    Lekin yah 1 level tak hi Achcha Rahega aap kaun Jyada mehnat Karni hi ki jarurat honi chahie aapko experience Hasil karna chahie Jab aap ek expert traders Kaise uski copy trading kar rahe hote hain Jaruri Nahin ke usko lost Na Ho usko bhi loss ho sakta hai uske bhi analysis ko Thode wrong ho sakte hain Kahin per vah bhi mistake kar sakta hai Jiski vajah se aapko bhi nuksan Uthana Padega isliye Hamen Apne knowledge Hasil karna chahie Khud mehnat Karte Rahana chahie aur kamyabi Hasil karna chahie Iske alava agar aap usse copy trading karna chahte hain to aapko apna account uske sath attach karna hoga aur aapse Commission bhi lete hain aur Is Tarah aapko trading Nahin Karni padati aur aap se Dekhte Jaane aur profit ko withdrawal karvane aur apne account mein trading Vahi per trader karte hain din ke sath aapane Apna account attach kiya Hota Hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                      dear dosto jb ap kisi dosray trader ki trades ko copy kr kay trading krtay hain tu ussay copy btrading kahtay hain, aj kal copy trading ka boht trend hai ap ko boht se websites mil jati hain jis mai ap monthly basis pr chand dollars ka package activate kr kay uss forum mai mojood expert traders ki trades ko copy kr sktay hain aur ap ko copy se profit hasil hota hai.
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                        Forex trading mein sabse Dil charge section hai copy trading ka yahan per agar koi new trader Ho jisko Forex metre reading karne nahin aati aur vah yahan se income generate karna chahte hain to vah fox kafi section per jakar apne aap ko aise follower register karvayen yah hoga ke vahan per expert traders hote hain jinki apni commission hoti hai vah uske maiya ke mutabik aap apne liye ek achcha trader select Karen to vah trader Jaise hi koi trading Karega to aap ke account mein usi ke hisab se khud bahut trade shuru ho jayegi aur Jaise hi unke trades profit mein honge to vah apna commission card kar aapko fatafat de denge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex trading me copy trading se Kya Murad hoti hai?

                          Is there any more disappointing shiny? Even as a child who hasn't had any sparkle yet and has always wanted one, I am disappointed. My first shiny was useless in battle, almost no different from the original. Next to the shiny Steelix that my friend likes to show off, it looks pretty pathetic.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X