trading ka expiernce step by step milta hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ka expiernce step by step milta hai...
    All dear forex mambers forex main trading ka expiernce he hmain kamyab bnata hai jis mamber ko forex ka expiernce hota hai wohi forex main kamyab hota hai es liye hmain chahye k hum forex k expiernce ko gain karen or forex ka expiernce hmain step by step milta hai q k kuj he dinu main yah salon main expiernce nahi milta hai hmain jitna forex k bary main maloomat milti rahti hain otna he hmara expiernce bhi gain hota rhata hai expiernce ko gain karny k liye hmain wait karna hota hai jub jub hum khud apni trading karty hain wesy he hmain apni trading ka expiernce mil jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

    Dear member kam Koi bhi Ho ho ya business Koi bhi Ho usko sikhane ke liye hamen knowledge aur learning ki zarurat parati hai agar Ham chahte Hain ki Bina learning Hasil kiye Ham use business mein kamyab Ho jaen to mere khyal mein Aisa namumkin hota Hai. Learning ko Forex trading mein bahut zyada ahmiyat Hasil hai, Forex trading ki learning Ham ek Hi Din mein Hasil nahin kar sakte balke iske liye hamen kafi time spend karna parega tab step by step Ham learning gain kar sakin gay. Forex learning Hasil karne ka sab se behtreen Zaria Pakistan Forex forums hai, kunky ham koi bhi sawal pooch sakte hain aur different raider iska jawab different trikon se dete Hain jisse hamen learning Hasil karne mein madad milati hai. Agar aap bhi chahte Hain ki Forex ke learning Hasil Karen to aap forums mein zyada time spent Kiya Karen.
    • #3 Collapse

      Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

      bilkul forex trading ko aik he din main ya aik he makhsos tme main nahi skeha ja sakta hai es main knowledge hasil karny ky lea boht time lagta hai kyon ky es main bohat ziada knowledge hota hai jiss ko sekhna kam time main mushkil hota hai forex ka knowledge itna deeply hai ky ap es main 20 year main lagy rahain tu ap es main kabhi bhi 100 percent nahi sekh sakty hain es lea sekhny ky bad main work demo main practice karna hota hai kyon ky jab ap practice karty hain tab he ap ko es main acha experience milta hai aur bgair experience ky ap es field main kabhi bhi kamyab nahi ho skaty hain es lea forex main ham ko success jab bhi milti hai step by step milti hai phir he es main ham kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

        dear forex me ap ko exprience step by step hi mill sakta ha ap direct high level ka exprience nehi hasil kar saktain hain agr hasil karne ki try kare gay tu ap ko samaj nehi aye gi

        exprience hasil karne ke liey ap ko practically work karna parta ha matlb ap ko demo me practice karna ho gi aur real market me demo me trading karna ho gi exprience hasil karne ke liey aur yaha per ap step by step mistake karne se exprience hasil kare gay kyuke mostly aur deeply exprience tub hasil hota ha jub ap mistake karte hain aur phir apni mistake ko theek kar letay hain market kafi time leti ha apni har condition me movement karne ke liey aur is ke liey kafi years bhi lag sakte hain isliey exprience hasil karne me ap ko kafi time lag sakta ha mostly traders 3 se 5 years me exprience hasil karte hain

        forex me exprience sirf kuch point ko samaj lena kafi nehi ha balke market ki har movement ko understand karna boht zarori ha agr ap market basic exprience hasil kiey begair direct high level per jaye gay jaisa ke ap ko fake breakout ka nehi pata ha aur ap chart patteren strategy ya pin bar strategy ka use karte hain tu waha per ap fake breakout per entry le saktain hain jisse loss ho sakta ha isliey high level ki strategy ko use karne se pehle basic exprience hasil karna lazmi ha
        • #5 Collapse

          Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

          ji han bilkul aisa hota hai Kyunki agar aap trading karte hain to uska Express bhi aapko Sath Sath hi Milta Hai jitni acchi aap trading Karte Jaenge utna hi Achcha aapko experience Hota Jaega ISI Tarah Forex trading co Achcha business Samajh Kar kam Karen Kyunki Forex na to Koi local work Hai yah international market hai aur yah work lifetime running ke liye bahut hi Achcha kam hai to isliye Hamesha ismein hard work Karen mehnat Karen Taki aapko Jyada Se Jyada running Hasil ho sake aur aap ek acche aur Kamyab trader Bansa ko jisse aap bahut sari kar sakte hain to isliye Forex trading co Koi homework Na Samjhe to ismein aaj ka staff ko bahut accha experience Hasil Hota rahata Hai
          • #6 Collapse

            Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

            Members is baat mein koi shak nahin hai trading ka experience hamen step-by-step milta hai agar ham acche trader banna chahte hain to hamen Pakistan forex forum mein zeyada time guzaarna hota hai maximum trading skills aur strategies ke saath discuss karne aur share karne se strong hoti hain aur aapki trading knowledge or experience improve hota hai Pakistan forex forum menu trading members bahut slow aur repeated kam karte hain jiski vajah se motivation mein kami a jaati hai hamen Forex trading market mein motivation ke sath kam karna hoga aur technical things tools aur aur indicator ko discuss karna hoga yah hamara bhi weak point hai candlestick in japanese trading ka trekaikar hai jisse aapko zeyada fayda hoga
            • #7 Collapse

              Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

              Forex trading main experience humy tab he hasil hota ha jab hum serious ho k trading karny means demo account main sahe tahra practice karny or samjeny ki try karny k market kase movement karti ha is ley humy demo account main practice karny ya real account main investment jab ap trading start karny gy khud analysis karny gy to ap ko samj aay ge k forex trading kase hoti ha is main kase profit hasil karty han or kase loss hota ha is main practice karny sy he experience hasil hota ha jtna ziada hum practice karny gy ya real account main trading karny gy to humy utna he ziada fayda hota ha is ley humy ziada sy ziada trading karni ho ge ta k hum samj saken or humara knowledge or experience ziada ho ta k hum easily kamyab ho sakeny isi tahra step by step knowledge or experience gain hota ha sab traders ko pehly din he Ni seek laty han mehnat karni parti ha tab ja k samj aati ha
              • #8 Collapse

                Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

                Forex trading business aik aisa business hai jiss ki learning aur knowledge kay liye trader ko her waqt improvement chaiye hoti hai. Forex trading step by step seekhi jaati hai aur jo traders tamaam steps ko follow ker kay trading seekhtay hain unhain he long time mai faida bhi ziada hota hai. Forex trading ka basic knowledge, basic learning, trading terminal, trading procedures, trading tools waghaira sub aik terteeb kay saath seekhna bohat zaruri hotay hain. Aksar traders jab forex shuru kertay hain tou iss baat ki ehmiat ko ignore ker daitay hain aur unhain loss honay kay baad yehi steps dobara laazmi seekhnay partay hain. Iss liye jab bhi aur jo bhi trading shuru kerta hai usay steps Bana lainay chaiye takay seekhnay kay Doraan kuch bhi miss nahi ho.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trading ka expiernce step by step milta hai...

                  G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai learning karni hoti hai aus k baad ais market mai practice karni hoti hai agar hum ais market mai practice kar lety hai to ais market mai hum ais qabil ho jaty hai k hum investment kar k kaam start kar saky aus time hum ko ye pata hota hai k hum ais market mai kitny achy trader hai aor hum ko ais market mai kitni investment karni chyae agar hum ais market mai time lagaty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ap ko ais market mai time lagana parta hai time k sath sath ap ko ais market mai kaam karny ka experince ho jata hai aor ap ais market mai kamyab ho jaty hai tab ap ko faida ho jata hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X