Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.
    Dear ap ko pata hai k market jab bhi trend mai moment start karti hai to aus time ap ko chart par dekh k pata chal jata hai k ais time market kaha ja rahe hai ais k liay ap ko thora sa chart ko read karny ka pata ho to ap ais market mai trend ko time se pakar sakty hai aor acha profit bana skaty hain.

    Market agar down side par ja rahe ho to aus time market Lower Low aor Lower High bana rahe hoti hai ais mai ye hota hai k market her thori se time k baad aik new Low lagati hai aor aus se wapis moment start kar deti hai aor last time jo Low ka high lagya hota hai aus se nechy hi aik new high lagati hai aor phir downward moment start kar deti hai aisy ap ko pata chal jata hai k market abi tak down trend mai hi hai aor ais par ap ne agar trade lagani hai to down side ki lagye.

    Jab market up trend se down trend change kar rahe hoti hai to aus time aik lower low aor aik Higher low lagati hai to ap ko confirm ho jata hai k market ne abi down trend mai moment karni hai to ap ais trend k start hony k sath hi apni trade laga skaty hai aor acha profit le sakty hain magar ais k liay ap ko chart ko dekhna parta hai aor aus k hisab se trades lagani parti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

    Forex trading mein tradeplace karne se pahle hamen bahut sa analysis karna parta hai tab Ham ek acchi tradeplace kar sakte hain. Aap ne Jo stretgy batai Hai vah hundred percent working Hai kyunki Jab aap higher hai aur lower low line draw karenge to usse aapko tradeplace karne mein bahut madad milegi. Lekin ek baat Ka khyal lazmi rakhen ki aap up chart pattern ko Kam we Kam daily timeframe ke hisab se check Karen aur uske hisab se higher hi aur lower low line draw Karen agar is se kam time frame mein aap line draw karenge to us mein prediction zyada acchi sabit Nahin ho sake gi. A trader jitni acchi prediction kar sakta hai Hi wo trader utna hi acchi earning bhi Hasil karega kyunki Forex trading ki base prediction hoti hai. Bahut se traders aise Hain Jo tradeplace karne se pahle kafi time lete hain aur usmein bahut se chart karne ke bad woh tradeplace karte Hain to aisi trade mein chances hote Hain ki unki prediction theek sabit hogi aur unko profit milega.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha market aik dam sy nechy ya upar movement ni karti ha balky wo ahsta ahsta movement karti ha up ya down phr trend ki side move karti ha is tahra different low or high level banty han jin ko samjena karta ha jab humy in ko samj lea to humy movement ki ache tahra samj aa jay ge is ley humy apny trading strategy ko samjena ho ga or market main lower low lower high level ko samjena ho ga is he tahra upar high or upar low level banty han agr in level ko samjeny gy to trading karny main ahsani ho ge or hum easily kamyab ho sakty han forex trading main market masalsal move karti ha or different level banati ha
      Forex trading main jab big news hoti ha to market phr fast movement karti ha par is main bi different level bana k movement karti ha news k time humy both ahtiyat sy trading karni chae ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

        Trading market ma lower low higher high low high check krna ho to apko dynamic momentum index indicator use krty huy kamm krna ho ga sath ma apko trading ky leay experience ko use krty huy kaam krna ho ga problem yeh hai ky kub market ka reverse hota hai maloom krna hota hai jo sub sy mushkil kam hai so dear Forex trading members main aapko yah batana chahta hun retracement index indicator aapko scalping trading ke liye guide karta hai bollinger band aapko reversal trading guide karta hai iske 3 band use kiye ja sakte hain lower upper band and middle brand yah teenon profitable hain aapko ismein kafi help mil sakti hai aur aap achcha kam karke kar sakte ho lower low market situation higher high market situation ma sell buy kren to stoploss and take profit zaror lgain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

          Asalam o alikum dear forex trading main trend ko follow karna both zarori ha jab tak hum log trading main trend k bagar trading karty Han to humy loss hota ha is ley humy ziada sy ziada apna knowledge or experience gain karna ho ga or trend ko find karny ki koshish karni ho ge jab hum log ache tahra learning karny gy demo account main practice karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho sakty Han isi tahra jab trend ka confirm ho to phr hum market ki movement ko easily samj sakty han jasa k down trend chal raha ho or market down movement karti ha lower down banati ha or phr lower high bananti ha or phr us k bad down move kar jati ha jab k ap ko trend ka confirm Ni ha to ap ko samj Ni aay ge or ap galt trade open kar laty han jis ki waja sy humy ziada loss ho jata ha is ley humy trend ko samjena ho ga or us k bad is main trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

            assalam walekum doston agar Forex trading mein hamen acchi nahin karni ho ya hamen acche se analyse karna Ho to hamen chahat ko acche se Sikh leni chahie jaise ke bhai ne lower lower aur hai ki baat ki hai to isko samajhna bahut jaruri hai kyunki jab hamen yah samajh a jata hai to Forex trading mein hamare pass 10% acknowledge a jata hai kyunki yah bahut hi barik nukta hai aur isko samajhna bahut jaruri hai jab Ham isko samajh jaenge to fir Ham iski uski Kadar bhi karenge lekin baat yah hai ki samajhne ke liye hamare pass knowledge hona chahie isko samajhne ke liye Ham trendline bhi use kar sakte hain divergence we use kar sakte hain aur uske alava Ham sports and resistant bhi use kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

              As-Salaam-Alaikum dosto Forex trading ne Chand ko jab Ham analyse karte Hain to ismein bhi ek bahut hi bada. hai ki Forex trading mein lo lo aur high Court hamen samajhna chahie kyunki jitna jyada Ham isko samjhenge utna hi jyada hamara fayda hoga aur dusri baat yah hai ki log aur hai aur uske sath sports and resistant aur uske bad divergence ya teen chijen bahut hi jaruri hai jo bhi insaan yateem chijen Sikh lega vah Forex trading mein 50% raider Ban jaega uske bad Agarwal news ko har roj karta hai to yah bahut hi acchi baat hai aur hamen aisa karna bhi chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

                Ji bhaijaan Forex trading Ne Chand Ko Jab Ham analysis Karte Hain To ismein Bhi Ek bahut hi bada hai ki Forex trading main log aur Highcourt Mein samajhna chahie Kyunki Jitna Jyada Ham isko samjhenge utna hi jyada Hamara fayda Hoga Agar Ham isko acche tarike Se Samjhe aur dekh sochkar kam Karen Ham Kamyab ho sakte hain ismein bahut Sare member hote hain Agar Ham UN memberon ko note Karen Jaise koi post karte hain Agar Ham post post ko copy Karen usmein pest kar de To Hamara account band ho sakta hai isliye Jab post Karte Hain To Hamen chahie ke pahle uski post Dekhen apni mehnat se post ko likhe tabhi Ham Kamyab ho sakte Hamen Achcha mil sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

                  Ji bhaijaan Forex trading Ne Chand Ko Jab Ham analyses Karte Hain To ismein Bhi Ek bahut hi bada hai ki Forex trading Mein log aur head cute Mein samajhna chahie Kyunki Jitna Jyada Ham isko samjhenge utna hi jyada Hamen fayda Hoga Agar Ham isko acche tarike Se Samjhe aur Dekhen Soch Samajh Kar kam Karen To Ham Kamyab ho sakte hain ismein bahut Sare members hote hain Agar Ham UN members ko note Karen Ja sake Koi post karta hai agar Ham post post ko copy Karen usmein pest kar de To Hamen account band ho sakta hai isliye Jab post Karte Hain To Hamen chahie ke pahle uski post Dekhen apni mehnat se post ko likhen tabhi Ham Kamyab ho sakte hain Hamen Achcha bonus bhi mil sakta hai isliye Tamam dost samapt kar le
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Chart par Lower Low aor Lower High find kar k trend check karna.

                    Ji bilkul bahut hi accha knowledge or experience aapane share kiya hai ki agar Ham lower aur upper Market Ke Side kr hammer candlestick analysis kar sakte hain aasani ke sath aur is tarike se candle score analyse Karke Hamen bahut hi strong scalping kar sakte hain lower side position aur side position ko dekhoge aur Is Tarah aap acche tarike se analyse kar Sakoge ki market ki jo next movement Hua Hai vah Kahan Se kahan ho sakta hai aur agar aap candlestick pattern analysis se long-term ke liye trade Nahin Karte to Jo aapke liye scalping hai vah Hamesha sahit perfect sabit hota hai aur aap Hamesha se scalping se bahut accha profit Kama sakte ho hi isliye bahut thank u Sar Ji aapane Hamare junior ke sath bahut hi Achcha information share kiya hai aur Junior is poster ko read karke bahut accha knowledge Hasil kar sakte hain aur is tarike se Je yeh post unke liye bahut hi advantage of sabit Hoga aur Upar hai Ko Dekhkar Aasan ke sath short term trading kar sakte hain aur vah trade Hamare liye successful sabit hoga ....
                    Visit My Profile

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X