Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?
    Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

    Dear ap ko pata hai k her trader ka apna tareeka hota hai kaam karny ka magar sab se achi aor zarori baat ye hai k ap ais market mai money management aor discipline k sath kaam kary gay to ap ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai ye faida ho jata hai k ap ais market mai acha profit bana skaty hai agar ap ais market mai expert trader ko dekhy to wo ais market mai kabi aisy entry nai lagaty hai sirf achy point se hi trade lagaty hai aor trade k sath stop loss lagaty hai kabi account par bari lot nai lagaty hai jo aun k trading plan k hisab se lot banti hai wo atni hi lot lagaty hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

      Asalam o alikum dear forex trading main aik acha trader humasha apny account ko safe rakh k trading karta ha is ley jab bi trading karta ha to stop loss lagata ha or is k alawa jab bi trade open karta ha to us sy pehly ache tahra analysis karta ha market ki movement ko samjita ha or us k bad trading karta ha ta k humy ziada sy ziada profit hasil ho is k alawa proper money management or risk management sy trading karta ha or is ley humy apny account k mutabiq trade open karni chae ha ta k hum kamyab hon humy apny account k mutabiq trading karni chae ha ta k humy ziada loss na ho or try karny k small lots sy trading karny
      • #4 Collapse

        Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

        ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya hai kshetra mein bahut hi acchi quality honi chahie jiski vajah se ka kavya ho sakta hai ismein sabse best quality hai ki vah mehnat karni chahie aur mehnat pasand hona chahie usmein jyada se jyada mehnat Karne ki himmat honi chahie uske pass jyada se jyada experience hai uske paas learning gain karne ki aadat ho aur vah har waqt apni mistake se sikhejab usko loss bhi ho jaega apne mistake se sikhe aur apni mistake se sikhe ki agali bar hua mistake na Karen aur is tarah se jyada se jyada ismein kam Karen aur ismein kisi akhbar ko follow karega market ko analyse Kar ke chale Time management for money management ke sath chalen aur ismein greed na Karen aur ismein lalach karega to isko profit nahin balki loss ho sakta hai aur apni feeling control kar ful confidence ke sath proper planning ke sath read Karen
        • #5 Collapse

          Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

          Forex trading market ma acha trader wo hai jo technical analysis aor fundamental analysis hasil kr ky trading plan bnata hai aor market ko smjhty huy management zaroori smjhta hai Forex trading market mein achcha trader vo nahin hota jisko kabhi loss na ho forex trading market mein main expert professional traders ko bhi loss ka samna karna parta hai lekin agar aap bar bar same mistake repeat karte ho to yah baat pareshani ka bais banti hai Forex trading market mein sentimental analysis samajhna zaroori hai aap ko maloom hona chahie sentimental analysis karne ke liye kaun kaun se steps follow karna hote hain trading market mein importance things ko prati dena zaruri hai candlestick chart pattern ab ke liye best sabit hota hai aapko achcha trader banna hai to candlesticks chart pattern ko samajhna zaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

            Forex trading market Mein Achcha trader hua hai jo technical analysis aur fundamental analysis Hasil Karke trading plan banata hai aur market ko samajhte Hue management Jaruri samajhte Hue flex trading market Mein Achcha trade vah Nahin Hota Jisko Kabhi loss na Ho tracks trading market Mein expert professional traders Kabhi loss ka Samna karna padta hai lekin agar aap Bar Bar same mistake repeat karte ho to yah Baat pareshani Ka 22 banti hai Forex trading market mein Main sentimental analysis Samjhana zaroori hai aap ko Maloom Hona chahie sentimental analysis karne ke liye kaun kaun se stops follow karna hote hain trading market Mein importance things ko party dena jaruri hai candlestick chart pattern ab k liye best sabit hota hai aapko Achcha trader banana hai to candlestick chart pattern ko Samjhana zaroori hai aur usko samajhne ke liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Acche trader mein kaun si nishani sabse ziada aham hoti hai?

              Forex traders kay liye bohat si cheezoo ko daikhna zaruri hota hai. Forex trading business mai traders bohat mehnat aur hard working kertay hain kiyu kay forex mai aik tou investment involve hoti hai aur dusra iss mai earning ki koi limit nahi hai. Aik achay forex trader mai bohat si aisi nishaaniaa hoti hain Jin ko wajah say woh expert traders kehlatay hain. Achay traders ki baat ki jaey tou unn mai apnay aap pay control aik aisi nishaani hai jo bohat eham hai. Uss kay baad trader mai laalach aur jaldi jaldi ameer honay ki aadat nahi hoti. Acha trader hamehsa apna plan Bana kay uss pay ammal kerta hai aur kabhi bhi apnay plan say peechay nahi hota aur na he apna plan baar baar change kerta hai. Apna aik munasib profit margin account balance kay mutabiq set ker kay usay achieve kernay kay liye kaam kerta Hai

              اب آن لائن

              Working...
              X