ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?
    friends main ap say yh pochna chata hun ky forex market main ap ko pata he ho ga ky bank bhi involve hoty hain main nay suna hai ky jitny bhi bank hoty hain wo apne fund ko hedge kar ky trade karty hain kia yeh bat thek hai ya nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

    Bhai forex trading ma mera itna experience ya knowledge nhi hai ky banks kesy trade krty hain yeh mujy pta hai ky forex trading market handle and organised banks ky through he hoti hai is ka server Cyprus ma hai aor wahan sy he control hota hai kafi arey sy isko israel sy control kr ny ki koshiah jari hai aor aisa ho gia ho ga ya ho jay ga trump ny jo adhm machai hui hai israel he is ko control day dea hao overall isa yahodeyon ka he control hai forex trading market ma apko apna focus trading learning py rakhna chye aor knowledge aor experience increase krny ky tareeky dhondny chye market aik perfect jaga hai pakistan forex forum is ma apko each and every type ka kno mil pata hai
    • #3 Collapse

      Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

      Asalam o alikum dear koi bank ho ya normal trader wo Ni chahta ha k us ka account phans jay sab chahty Han k profit ho agr ap normal trading karty Han to ap tohra tohra profit ya loss hota ha jab k ap hegding karty Han to ap ka account phans jata ha movement ka confirm Ni hota ha or ap darty rehty han koi fasila ni Kar paty han is tahra humy ho sakta ziada loss ho jay is ley humy loss sy bachny ho ga or hegding tab he karny jab account both loss main ho wasy na karny is ley mary khayal main koi bi apna account phansana ni chae ga is ley proper trading Karen gy or ache earning karny gy is ley humy chae ha hegding sirf or sirf zarorat k waqat karny
      • #4 Collapse

        Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

        Hedge trading karna 1 technique hay jes ka use har har hi kar sakta hay, band aur international companies be trading karti hey magar zarori nehi key every time hedge trading hi karen, profit earn karna har kesi ka maqsad aur aim hota hay aur hedge trading agar every time ki jaye to profit earn karna asaan nahi hota, big loss hony ki waja se hedge trading ki technique agar use hoti hay to es me traders ka experience be shamil hota hay baghir experience key hedge trading karny me be loss ho sakta hay aur long time tak trades loss me hony ki waja se profit earn karna impossible ho jata hay, hedge trading ka use new traders be kar sakty hey aur senior professional traders be Forex business me es par koi pabandi nahi hay.
        • #5 Collapse

          Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

          dear zarori nehi ke banks apni her trades ko hedge karte hain jo banks hotay hain wo traders ko saholat detay hain ke wo market me high leverages ke sath trading kar sakain aur os ki liey wo traders ki help karte hain kyuke in banks ke pass boht zeyda funds hotain hain jo banks hotain in ke Apne trading desk hotainy hain jin ki help se yeh market me trading karte hain aur yeh profit earn karte hain jo banks ke trading desk hotainy wo mostly fundamental analysis per trading karte hain aur price accumulation aur market manipulation ki help se profit earn karte hain banks mostly profit earn karte hain aur wo market ki condition ke hisab se strategy use karte rehtay hain un ke pass boht knowledge aur funds hota ha aur wo fund ko hedge karke bhi profit earn karte different technique ki help se
          • #6 Collapse

            Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

            Dear ap ko pata hai k bank jab ais market mai trade karty hai to kafi bary level par kaam karty hai aor aunho ne ais market mai jab kaam karna hota hai to aun k pass kafi zayda paisa hota hai agar wo ais market mai trade ko hedge kar bhi lety hai to aun k pass atna paisa hota hai k wo asani se ais market mai trade ko hold rakh sakty hai agar ap ais market mai acha profit lena chaty hai to aus k liay ap k pass account bara hona chyae aus time ap ki trades agar loss mai bhi ho to ap asani se aun trades ko hold rakh skaty hai aor aus par profit bana sakty hai ais tarha ap ais market mai bary level par kaam kar skaty hai aor ais market mai se paisa kama skaty hai ais market mai jitni mehnat kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

              bhai jan forex trading main jo mambers banks k through apni invest karty hain os main banks zarori nahi hai k har trade main apna fund hadge kary yah aysa system hota ha js main banks tradors ko yah saholat mohiya karty hain k wo kamlvel par rahty hoer apni trading main bary paymany par sell buy kar saken es main banks ka bhi kafi hath hota hai or aysehe bary paymany main trading karny waly tradors banks k sath attch ho kar apni trading karty hain es liye yah bhi kaha ja skta hai k aghr banks sub he trades k funds hadge karty hain tu un k pass iitni authority hoti hai k wo apny system k hisab se es busines main ups and donw kar k es business main apna amal pesh kar skty hain es liye hmain es trha ka sara knolwedge hona chahye jis se hum apni trading ko bahhtr se bahtr kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

                Dear friend ap ny both acha sawal kea ha koi bi bank ho ya phr investors hon wo kabi bi apna account khud ni kharab karty han means hedging ni karty han q k jab ap hedging karty han to ap ko ziada loss ho sakta ha is key humy both ziada loss ho sakta ha is ley hedging ni karni chae ha balky proper Learning karni chae ha forex trading ko seekena or samjena chae ha or phr us k bad ache analysis kar k trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny is ley humy behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar sakty han jab k hedging sirf asi situation main karny jab ap ko lagy ab agr hedging ni karta hon to mara account wash ho sakta ha tab humy hedging karni ho ge ta k hum apna account safe kar saken is k alawa kabi bi hedging na karny warna loss ho sakta ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ju bhi banks trade karty hain kia wo apne fund ko hedge kar ky tarde karty hain?

                  Ji Bhai Jaan aap ne bahut Sawal kiya hai koi bhi Bank ho ya FIR invesco ho kabhi bhi apna account Khud Hi kharab karte hain Nind hanging Nahin karte hain Kyunki Jab aap hanging karte hain to aapko Jyada loss ho sakta hai iske liye Hamen bahut jyada loss ho sakta hai isliye heading Nahin Karni chahie Bal ke proper learning Karni chahie Forex trading course sikhana aur Samjhana Achcha hota hai aur FIR Uske bad Achcha analyses Karke trading karna chahie Taki Ham Kamyab ho sake isliye Hamen beta planning aur Achcha plane se training kar bhi chahie aadami kar sakte hain aapko Lage ab Agar having nahin karta ho to Mera account watch ho sakta hai tab Hamen admin Karni Hogi Taki Ham Apna Kam account saaf kar sake Iske alava kabhi bhi had meaning Nahin Karni chahie Varna aapko loss ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X