Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?
    Pak forex forum pay bahtreen jawabaat kay contest ko start huay 24 days guzar chukay hain laikin contest kay participants ki taraf say threads aur posts ki ratio bohat ziada Kamm hai. Iss ki kia wajah hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

    bhai jan forex forum main jo treads lki ratio hai osk kam hony ki wjah yah hai k last marhaly ka bonus nahi mila or mamber es wait main hain k bonus hmain mil jay utu hum apna kam jari kar skaen es k ilwa or koi bhi bat nahi hai q k boht se mamber pareshan hain k bonus abhi show nahi howa hai kuj logon ka yah khyal hai k yah contets wala kam khtm o chuka hai shayd esi lye bonus nahi mil rha hai awain sub ki mahnat he waste na ho jay jub k yah bat bhi kuch logon ki sahi hai q k sub yahi sochty hain k hum es main itna time de rahy hain kajhen wo zaya na o jay es liye threads main kami hain laken jo mmabers till kam kar rahy hain un ko chahye k wo threads bnaty jaen wo apny kam ko batr bnae baki jo qismat main hai wo har hal main mil jay ga sub ko.. umeed par duniya qaim hai yaroo:1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

      Asal ma forex trading forum ma thread is muqabla ma na bnny ki bari waja contest ka result na ana hai isi waja sy members disheart hain agr contest ka result aa gia to phr bahot tezi sy kam shuru ho jay ga forex trading market ma threads ki ratio kam he honi chye ta ky hamen acha kaam krny aor behtreen jawab deny ka moqa mi sky forum ma zeyada threads bnty hain jis ki waaja sy members reply bhi nhi krty hain trading market ma apko acha kaam krna chye aor yeh contest to hai he aik muqabla jis ma apko acha kaam krny sy he reward zeyada mily ga forum mein hamara behtarin jawab mukabala ka is dafa result bahot late ho gia hai umeed hai ky jald result ajay ga agr ap achy kam krty rehy tb he apko acha inaam mil ga ap log forum ma mehnat sy kaam jari rakho.
      • #4 Collapse

        Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

        Contest section me thread ka ratio es waja se kam hay key threads ko agar koi thanks deta be hay to ye show nahi hota hay es waja se bahot kam members hi contest me threads create karny ki koshish karty hey contest me threads create na karny ki 1 aur waha ye be ho sakti hay key threads ka koi bonus nahi dia jata hay ho sakta hay contest me members es waja se threads nahi karty hey, agar contest me be informative aur useful threads ko create kia jaye to es ka bonus mery khayal me members ko milna chaye aur thanks be members ko achy threads ka dena chaye, jo be member contest me kesi kisam ka acha work kary us ko other fazul posts se zeyada ka bonus milna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k ais forum par last month jin logo ne kaam ia tha aun ko abi tak ais mai bonus nai mila hai agar ap ne ais forum par kaam kia ho aor ap ko ais mai bonus na mily to ap ka dil hi nai karta hai aisy hi abi tak contest wala bonus nai mila hai aor log ais forum par kaam ais liay hi sahe nai kar rahy hai agar abi ye bonus mil jata hai to aus k baad log ais contest mai dobara kaam start kar dey gay aor ais mai phly wali routine se kaam kary gay ap ne dekha hai 1 maheena hony wala hai aor ais ma ap agar kaam karty hai aor ap ko time par bonus nai milta hai to ap ka dil nai karta hai ais forum par kaam karny ka ais liay hum ko ais mai time par bonus milta rahy to ais contest mai log kafi zayda mehnat kary gay.
          • #6 Collapse

            Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

            Pakistan forex Forum pe contest main log Shahid bounce late ho y ki waja sy new thread ni Kar rehe han just wait Kar rehe Han k kab bounce Mily ga ya milna bi ha k ni koi confirm Ni ha par Mary Khayal main humy apny kam pe tawaja dani chae auto pe humy apna Bounce mil jay ga humy apny new rouncds main muqabila jari rakhna chae ta k hum kamyab ho saken or is ley humy behtar sy behtar posts or thread open karny chae Han jis main knowledge or information honi chae ha ta k sab login ko ziada fayda hona chae ha is ley humy apny next round full participate karna chae ha or acha bounce hasil karny k ley try karni chae ha
            • #7 Collapse

              Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

              Dear friend is Mein Koi Bhi Aisi Baat Nahin Hai Ki 3rd ki ration kam hai Kyunki Forex Encyclopaedia mein bahut Sare kam log Hain Jo isko join Karte Hain aur job posting start hui thi to aap Forex ki guftgu mein posting start hui thi to is vajah se usmein se jyada threatpost hai to Abhi Forex Encyclopaedia Mein contest ki vajah se Kafi Logon Ne join kiya hai to abhi ismein bhi bahut Sare friend post Hona shuru ho gaye hain aur Ahista Ahista ismein bhi bahut jyada traffic ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

                Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan forex forum pe contest main aaj kal thread post karny ki ratio both kam ha is main ziada members hesa ni la rehe han pata ni is ki kya waja ha jab k Pakistan forex forum humy acha profit data ha Jo k withdrawable hota ha or is ko hum kisi bi waqat withdraw karwa sakty han or ache trading kar k ache earning kar sakty han or forex trading main behtar planning or strategy sy kam karny to hum kamyab ho sakty han is ley humy chae ha Pakistan forex forum k muqabila main humy daily ache thread post karny chae han ta k hum ache sy ache knowledge or information share karny jis sy sab members acha fayda utha saken or ache trading kar k ache information share kar sakeny is key humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken or acha bounce bi hasil kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Pak forex forum pay bahtreen jawabaat kay contest ko start huay 24 days guzar chukay hain laikin contest kay participants ki taraf say threads aur posts ki ratio bohat ziada Kamm hai. Iss ki kia wajah hai?
                  Bhai yah bahut hi acchi baat hai ke contest Mein log Jyada create nahin kar rahe Jiski vajah se Yahan per Kam Karne Wale Ko Achcha bonus Mil Jata Hai Baki Jis B section Mein log Jyada posting karte hain aur friend ko create karte hain unko Achcha Nahin Milta aur Unki vajah se Baki members ko bhi achcha bonus Nahin Milta Yaha to UN Logon ki Meherbani Hai Ki vah Yahan per bhi Aakar ganda Kam Nahin karte contact Mein kaam karne ka maksad Yahi hota hai ki Yahan per Jo senior member Se Hain vah Aakar Apne acche knowledge or experience ko share Karen Taki dusre members ko bhi iska fayda ho mere yaar main to Kisi bhi section Mein Jab tak Achcha knowledge experience Na Ho new Threads ko create nahin karna chahie Kyunki jitne Jyada friend Honge utna Jyada replies kam ho Jaenge aur bonus bhi kam ho jaega
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Pak forex forum pay bahtreen jawabaat kay contest ko start huay 24 days guzar chukay hain laikin contest kay participants ki taraf say threads aur posts ki ratio bohat ziada Kamm hai. Iss ki kia wajah hai?
                    Behtarin jawab wale contest Mein pahle itne log participate Nahin Karte The Jiski vajah se Itni Jyada Threads Bhi Nahin Hoti thi behtarin jawab wale Threads Mein acchi treads hi rahti Hain Baki delete kar di Jaati Hain lekin Jaise hi new marhala start hua hai to aap ab threads ki tadad Dekh Lo vah jyada ho gai hai ab Sare member se idhar posting karna Shuru kar denge aur Jin logon ka pahle Achcha bonus a jata tha Unka bhi achcha bonus Nahin aaega Jis side per Thode members kam karne lag Jaate Hain Baki Sare members bhi Usi side per Aate Hain Aur dusron Ka Bhi kam kharab kar dete Hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

                      Behtarin jawab wale contest Mein pahle Itni log practical Nahin Karte The Jiski vajah se Itni Jyada Bhi Nahin Hoti thi behtarin jawab wale trades Mein acchi trades hi rahti hai Baki delete kar di Jaati Hai Lekin Jaisa hi new Mala start hua hai to aap affairs ki tadad dekh lo bahut jyada Hogi Hai Sab Sare members se idhar posting karna Shuru kar denge aur Jin logon ka pahle Achcha bonus a Jata Hai Unka bhi achcha bonus Nahin aaega Jis side per 3rd members kam Karenge lag Jaate Hain Jin Baki Sare members bhi Usi side per Aate Hain Aur dusron ko bhi kam kharab kar dete Hain isliye Hamen chahie ki Hamen Apne kam se gayab ho aur Apna Kam acche Sar Anjam Den aur apne kam per message Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Contest mai threads ki ratio itni Kamm kiyu hai?

                        Assalamualaikum Pyare bhai jaan bahut hi acchi baat hai ki Kaun test mein jo log Jyada correct nahin kar rahe Jiski vajah se Yahan per Kam Karne Wale Ko Achcha Banane Se Mil Jata Hai Baki Jis per section Mein log Jyada posting karte hain aur friend ko connect Karte Hain To unko Achcha Nahin Milta aur Unki vajah se Baki member ko bhi achcha banaa Se Nahin Milta Yahan to UN Logon ki Meherbani Hai ke vah yahan per bhi Aksar guide Kam Nahin Karte contact Mein kam karte karte hain aur contact Mein kam karne ka maksad hi hota hai ke yahan per Jo senior members se hai vah Aakar Apne Achcha knowledge experience ko share Karen Taki dusre member ko bhi uska fayda hota hai aur vah bhi usko use karte hain Taki vah bhi achcha bonus Le sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X