kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta ha?
    dear friends main ap say yeh swal pochna chata hun ager kisi country main ju local bank hoty hain wo jab karobar ya apni transaction karty hain tu kia un ki economy ko bhi uss say faida milta hai ya sirf usi banks ko fiada milta hai please yeh share karian apna view.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

    g han bilkul kisi bhi molk ki econmy k strong or weak hony par banks ka bohat hath hota hai es liye aghr hum kisi bhi molk ki econmy k weak or satrong ko dekhna chahen tu dekh skty hain q k kisi bhi molk k sath sath banks forex ki market par bhi asar andaz hoty hain or forex market ko bhi up or down hony k liye banks ka kafi hath hota hai tu hum es chez ko dekhny k liye har trha ki internationl level par news ko dekkha jata hai jis se hum forex main trading kar skty hain forex main kamyab hony k liye zarori hai k har os awamal ko madhe nazar rakhy howe trading karen jis main hum forex ki market ko smjh kar trading kar skty hain or kamyab ho skty hain aghr tu hum forex ko smjh kar nahi karengy tu hum kbhi bhi forex main kamyab nai ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

      Janab banking system he hamari economy ki pehchan hoty hain private bank assets aor government bank assets he hamary reserve count kiay jaty hain aor khasara bhi aisy he measur kia jata hai apko maloom hona chue ky market ma kisi bhi currency ki shortage aor supply demand ka andaza bhi isi bat sy lgaya ja skta hai ky wahan py uaki demand kya hai jesa ky kch arsa pehly mulk sy dollar ghaib ho gay thy to dollar proce high ho gai thi jab bhi koi new government ati hai to economy ko nuqsan deti hai aor hamari currency gir jati hai aisa is waja sy hota hai investors ko confidence nhi hota hai aor govt ki policies bhi chamge hoti hain har government ma any waly hukmarano ki apni aoni priorities hoti hain jin ko delh ky investors aty hain
      • #4 Collapse

        Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

        Dear agar baat ki jaye country ki economy ki to ais mai bahot sari cheazy hoti hai jo effect dalti hai ais mai import expert shamil hai ais k sath hi country mai jo production hoti hai wo shamil hai agar ap ais market mai trade karty hai to ap ye pata ho k ais time country ki currency kis waja se weak ho rahe hai aor ais ne kitny time k baad strong ho jana hai agar ap ko infeltion rate pata ho ga to aus se bhi ap ko kafi zayda faida ho jata hai aisy hi intrest rate ki waja se currency par kafi zayda faraq parta hai agar ap k banks intrest rate kam kar dy gay to aus par ap k log banks mai paisa nai rakhy gay aor wohi paisa kaam mai lagye gay jis se ap ko kafi zayda faida ho jata hai aor country ki currency strong ho jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

          g han dear yeh sub jo local banks hotain hain kisi bhi country ke in ka economy per bohat gehra asar parta ha aur jub in banks ke pass zeyda balance hota ha tu os country me business hone ke chances barh jate hain jub business bartha ha tu os country me jobs create hoti ha aur jobs jub create hoti hain tu os country ki employment zeyda or unemployment kam ho jati ha or employment kisi bhi economy ka main factors hota ha jo kisi bhi County ki currency per boht zeyda ghera asar data ha os country ki currency ko strong karne ke liey isliey yeh local banks bhi kisi bhi country ki currency me weakness or strong hone me aham kardaar ada karte hain jub yeh bank transaction karte hain tu un per bhi taxes hotain jo goverment ko jate hain tu os goverment ke revnue me izafa hota ha tu wo country ki economy strong hoti or tu os country ki currency bhi strong hoti ha economy strong hone se
          • #6 Collapse

            Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

            bhai jan kisi bhi molk ki econmy ka pta bank se he chlta hai or ar molk k banks se he os molk ki econmy k strog or weak hony ka pata lgaya jata hai es liye aghr kaha jay tu yah bat sahi hai k kisi bhi banks main hum kisi bhi molk ki econmy ko dekh skty hain es liye hmain chahye k hum apny olk ki econmy ko strog karny k liye mahnat karen sk liye hmain forex ko join krna chahye q k jub hum foex kojoin karengy tu es se hmary banks main kafi increasing adata ho jay ga jis se hmary apny molk ki hi econmy strong ho jay gi or hum kmayab ho skty hain es liye har molk ki econmy k strong hony k chnaces barh skty hain aghr wo foorex ko join karen
            • #7 Collapse

              Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

              Kisi bi country ki economic main is k andar different banks or different business ya investors ki waja sy both ziada effect parta ha or is country ki economic main both important role hota ha is ley humy both soch samj k ache trading karni ho ge jtni ziada banks Kam karty han utna is country ko profit hota ha q k banks stock exchange main utny he up ja rehe hoty Han jtny wo kam karty han or government ko wo utna he ziada texs daty han jis ki waja sy country utna he ziada fayda hasil hota ha is ley koi bi bank ho country ki economic pe lazmi asar andaz hota ha is ley har bank ya company Jo country main investment karti ha both important hoti ha country k ley
              • #8 Collapse

                Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

                Ji han bilkul Kisi bhi Mulk ki economic ki strong or weak hone per banks ka bahut hard hota hai isliye Agar Ham Kisi bhi Mulk ki economy ke vidhayak Aur chhatron Ko dekhna Chahte Hain To dekh sakte hain ki unke Kisi bhi Mulk ke sath sath Bank Sarakki market per bhi Asar Andaaz hote hain aur forex market ko bhi up aur down hone ke liye bank se ka Kafi had Hota Hai To Ham is chij ko dekhne ke liye Har Tarah Ki international level per news ko Dekhte Jaate Hain jisse Ham Forex Mein trading kar sakte hain lyrics Mein Kamyab hone ke liye jaruri hai ki Har use aadami ko Madhya Najar Rakha Jaaye trading Karen Jis per Ham frax ki market ko samajhkar trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Agar To Ham Forex ko Samajh Kar Nahin Karenge To Ham kabhi bhi frocks Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

                  G han dear world economy ka asaar world key kesi be bank par ho sakta hay agar ham Pakistan key banks ki karen to es ka connection be world economy se hi hay, kesi be waja se agar US dollar currency ki value increase ho jati hay to es ka asaar other currencies key sath Pak rupees par be hota hay, aur Pak rupees me agar kami ajati hay to es ka asaar Bank par be hota hay es ley ye zarori hay key world ki overall economy agar behtar hoti hay ya down hoti hay to worldwide key bank be es se mutasir ho sakty hey, ye possible hi nahi key kesi country ki agar economy par asaar kesi country key bank par na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

                    Banking sector kisi bhi mulk ki economy ki back bone hotay hain. Her mulk ka state Bank ya central bank hota hai jo kay kay uss mulk mai mojud national aur privates banking system ko support kerta hai. Unn kay liye regulations banatay hain aur unn regulations pay ammal bhi kerwatey hain. Banking sector her mulk ki economy private aur public partner ship based companies aur institutions pay depend kerti hai. Her kism ki transactions banks kay zariye he hoti hai aur country mai jitni bhi liquidity hoti hai usay banks kay zariye he accounted kia Jata hai. Interest rates ho, duties ho, growth rates ya public private sectors mai financing system ho woh sub banks kay zariye he hoti hai. Iss liye banks kisi bhi country kay liye aur uss ki economy kay liye sub say laazmi institutions hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

                      Kisi bi country ki economic is main majood sari companies banks or is main kam karny waly sary adarun ka asar country ki economic pe parta ha jo jtna bi transition hoti han in sy country ko Texas pay hoty han jo k awam he sy ley jaty han country chalta he awam k Texas pe ha jtna hum log Texas pasly karty han bank pay karty han different company pary karti han to is country ki economic behtar hoti ha bahir ki country sy pasey Pakistan aaty han to is pe bi hum log Texas daty han jis ki waja country ki economic behtar hoti ha tab he country grow karta ha or agy barhta ha is ley humy apni income sy Texas dany chae han koi company ha to usy bi Texas pay karny chae han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kia ju aam banks hoty hain kia un ka bhi asar kisi country ki economy pay parta h

                        Ji Assalamualaikum ji han bhai jaan ji han bilkul Kisi bhi Mulk ki economic is strong or weak hone per banks ka bahut hard hota hai isliye Agar Ham Kisi bhi Mulk ki tikki Aur chhatron Ko dekhna Chahte Hain To de sakte hain ki unke Kisi bhi Malik ke sath sath Bank Sarakki market per bhi Asar Andaaz hote hain aur forex market ko bhi aap aur down hone ke liye bank se Kafi had Hota Hai To Ham is chij ko dekhne ke liye Har Tarah Ki international level per news ko Dekhte Jaate Hain jisse Ham frax Mein trading kar sakte hain lekin usmein Kamyab hone ke liye jaruri hai ki Har use aadami ko Madhya Najar rakhen Jo ke ismein kam kar raha hai aur apni economic ko check Karte Rahe Taki Ham Kamyab ho sake aur acche se

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X