market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek ha?
    dear mera sawal yeh ha jaisy market price ki movement hoti ha waisy hi indicators un kay pichay move karte hain tu kaya indicators ko use karna bewakoofi ho gi??
    indicators signal dete market reverse hoti tu indicators wohi par reverse ka signal de detay hain tu kaya indicators ki apni koi value or effectiveness nehi hain??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

    Beshak indicators market ko follow kerty huey move kerty hain lekin market ki achi prediction bhi provide ker rehy hoty hain ky indicators ki setting aur moving average lines sy hamain pata chalta hai ky market Beshak indicators ko lead ker rehi hoti hai lekin indicators ka view hamain market ki indication provide ker raha hota hai ky market jis direction main move ker rehi hai tou kitni zyada same direction main move ker sakti hai aur kahan sy revere ky chances hain tou same indicator sy help ly ker Jab ham forex market main trade open kerty hain tou hamari same trade main hamain profit bhi acha hasil ho jata hai yeh zaruri nehi ky agar indicators market ki follow ker rehy hain tou itna faida nehi dy sakty lekin indicators ky elawa hamary pas sirf Tukky hi hoty hain jin ko use kerny per hamain sirf loss hi hota hai tou behter yehi hota hai hamary liay ky ham indicators ko follow kerty huey forex market main continue trade kerty rehain
    • #3 Collapse

      Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

      Forex trading business mai traders ko bohat si aisi baatoo ka khayaal rakhna chaiye jinn say unhain trading mai faida hota ho ya trading mai achi help aur support bhi mill sakti hai. Forex market kay barey mai koi bhi kisi bhi waqt pehlay say kuch bhi nahi Bata sakta hai. Forex trading pooray world say online bhi ho rahi hoti hai international markets mai bhi real time mai trading ho rahi hoti hai. Iss liye aisa mumkin bhi nahi hai kuch pehlay pata chall sakey.

      Indicators, signals, news ya koi bhi analysis ho aur jitnay expert bhi unhain Bana rahay ho ya Bata rahay ho sub markets ki previous movements ko he daikh kay banaey jatey hain aur bataey jatey hain iss liye sub kuch he market ko follow ker kay bantay hain. Aur market kabhi bhi kisi cheez ko follow nahi kerti chahay woh indicators ho ya signals aur analysis ho. Iss oye indicators waghaira ko sirf aik aisi prediction kay tore pay daikha jaa sakta hai kay aisa possible hai aur trade kay liye strategy banatay waqt apnay mind mai zarur rakhna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

        Dear jaha tak baat hai indicators ki to ais market mai 2 tarha k indicators hoty hai ais mai kuch indicators legging hoty hai aor kuch leading indicators hoty hai agar ap ne ais mai koi long term par trade lagani hai to aus k liay legging indicator use karna chaye kun k wo ap ko long term k hisab se trade dety hai aor trade zayda tar confirm hoti hai magar ais mai agar ap ne short term mai kaam karna hai to ap ko ais mai leading indicators use karny chaye aus mai ap ko market k trend jaisy hi change ho ga aus time hi pata chal jaye ga aor aus par ap trade kar skaty hai ais mai ap apni trading strategy mai aisy indicators use kary jis hisab se ap ne trading karni hai ta k ap ko ais mai kisi kisam ka masla na aye aor ap achi trades laga saky.
        • #5 Collapse

          Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

          G dear ap ko pata hoga k indicators chart p lagaye jaty hain jo analysis karny mein madad gar sabit hoty hain aur mt4 mein hamary liye ye facility di gai hai k indicators diye gaye hain aur hamyn jo bhi indicators acha lagy ham use kar sakty hain but indicators ka use bhi seekhna chahye k apko pata ho k kon sa indicator kaisy lagana hai aur chart banany k liye apko diffrent time frame mein indicators lagany party hain aur aur mera apko ye mashwara hai k ap jo bhi indicator lagana ho tu pehly ap demo account p use kar lyn aur demo p agar apko acha tesult mil raha ho tu ap us k bad real account p use karyn aur beshak market trend mein move karti hai aur trend k against trade open mat karyn aur apny analysis achy banayn aur forex mein profit earn karyn.
          • #6 Collapse

            Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

            Hello my dear Forex trading members how are you good morning assalamu alaikum market mein prediction provide karte hain jaise jaise market move karti hai indicators bhi apna indication process start rakhte hain aapko indicators ko use karna chahie metatrader 4 terminal mein maximum turn indicators use hote hain aur yah indicators free hai inko istemal karke aap market ko understand kar sakte ho Forex trading market mein main best indicator joki metatrader 4 terminal mein use hote hain Fibonacci retracement indicator bollinger band indicator average directional movement indicator moving averages dynamic movement indicators bulls power biresh power MACD indicator sab use kiye ja sakte hain apko support and resistance bhi use krni chue
            • #7 Collapse

              Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

              dear ap ko yeh bat ka hona chahea ky market ky pechy indicator kam nahi karty hain market main investor aur retails traders kam karty hain jis ki waja say market up jati hai ya down ati hai es lea forex main ap ko yeh pata lgany ky lea indicator aur strategy use hoti hai jiss ki help ay ap market main yeh pata lgaty hain ky ab market main seller ziada hain ya buyr ziada hain kyon ky market totle seller aur buyer pay depend ho kar chalti hai ager kisi pair main seller ziada hain tu market sell ho gee aur ager kisi pair main buyer ziada hain tu market up jay gee es lea yeh knowledge ap ko pata hona bohut he zrori hai tab he ap es market main earn kar sakty hain aur loss say bach sakty hain es lea yeh knowledge hasil karain.
              • #8 Collapse

                Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                Dear well said! Aap nay theek kaha kay indicators market ki movement ko follow kartay hoye chaltay hain , Lekin ye baat hargizz theek nahi kay traders in indicators kay faida nahi lay sakatay. Bohat say indicators aisay bhi hain jo market ki sahi sahi predictions provide kartay hain jin ki help say traders aapni trading main acha perform kar saktay hain. Indicators market ki last movements ko follow kartay hoye next movement ki nishandehi kartay hain kay ab market same direction main aur kitna jaa sakti hai jaa kab market aapni direction change karnay wali hai, Aisi predictions aur indications traders ko bohat help provide kartti hain.
                • #9 Collapse

                  Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                  Forex trading main indicator ap ko both help Kar sakty Han agr ap ko in ka istamal sahe tahra janty Han or ap ko in pe full aboor hasil ha agr ap ko indicator k bary main information Ni ha to ap indicators ko laga k bi fayda hasil ni Kar sakty han or sab sy important baat k jab bi news time ho to phr indicator ko follow na karny q k news ki waja sy market both fast movement karti ha or indicator ko follow ni karti ha is ley normal time main ap indicator ko istamal Kar k trading Kar saky Han par news time main ap ko chae ha indicator ko follow na karny balky news time main news ko dakh k trading karny ta k ap ko ziada fayda ho saky or ap forex trading main kamyab ho sakeny
                  • #10 Collapse

                    Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                    Basic indicators market ko follow karte hue mukhya karte hain lekin market ki acchi production bhi prabhavit kar rahe Hote Hain ke indicator ki setting aur moving average life se Hamen Pata Chalta Hai Ki market basic indicator ko load kar rahi hoti hai lekin indicators ka Hamen market ki indication provide kar raha hota hai ki market Jis direction Mein move kar rahi hai tu kitni Jyada same direction Mein move kar sakti hai aur kahan se devar ke chance hai to same Indica Tarse help Lekar Jab Ham forex market Mein trade open Karte Hain To Hamari same trade Mein Hamen profit bhi achcha Hasil ho jata hai yah Jaruri nahin hai ki agar Hindi cartoon market ki follow kar rahe hain to Itna fayda Nahin De sakta lekin indiketar ke ilava hamare pass sirf to ke hi hote hain Jid ko use karne per Hamen sirf loss bhi Hota Hai To Bata Yahi hota hai ki Hamare liye ki Ham indicators ko follow karte hue forex market Mein continues trade Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                      G han dear me ne be yahi note kia hay key koi be technical indicator jes ko acha samja jata hay esy indicators market movement key bad hi signals provide karny ki koshish karty hey, magar es ka ye matlab nahi key indicators ko use nahi karny chaye indicators se related hamari information aur hamari learning etni kam hoti hay key achy tareeqy se ham technical indicators ko use be nahi kar sakty aur es ki setting be ham asani se nahi kar paty hey, jo be indicator use karny ki koshish ki jaye es se related information aur demo account me es ko use karny ka tajarba kia jaye to esy indicators market movement se advance me hamy signals de sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                        Assalam walekum Pyare doston vaise ke Hindi cartoons market ko follow karte hue mukhya karte hain lekin market ki acchi production bhi sweet kar rahe hain indicators ki setting aur moving average life se Hamen Pata Chalta Hai Ki market basic indicators Call load kar rahi hoti hai lekin indicators ka Hamen market ki indicators for kar raha hota hai ki market ki jo direction mein job kar rahi hai tu kitni Jyada same direction mein job kar sakti hai aur kahan se ke chance hai to SIM India tress help Lekar Jab Ham forex market Mein trade open Karte Hain To Hamari sign trade Mein Hamen profit bhi achcha Hasil ho jata hai yah Jaruri nahin hai ki agar market ko follow Kar Raha Hai Tu Itna fayda Nahin De sakta lekin indicators ke alava hamare pass sirf 2
                        • #13 Collapse

                          Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                          g bhai jan ya bat bilkol theak ha ka markit ki movment ka peachy indicator move karta han or ya markit ki achi production ko show kar rahy hoota han indicator kam nahi karty hain market main investor or retails traders kam karty hain jis ki waja say market up jati hai ya down ati hai es lea forex main ap ko yeh pata lgany ky lea indicator aur strategy use hoti hai jiss ki help ay ap market main yeh pata lgaty hain ky ab market main seller ziada han ya buy karna wala os tara ap ko en ki madt sa bohat sari information milti ha jis sa hamy markit ma hona wali product ka pta chlta ha or ham agr on ko achi tara anlyses kar ka acha kam kar sakta han indicators market ki last movements ko follow kartay hoye next movement ki nishandehi kartay hain kay ab market same direction main aur kitna jaa ja sakti ha or any wala time ma ya kab apni movment ko bad sakti ha es liya jis member ka pass acha exprience ha wo in ko bohhat achi tara use kar sakta ha or markit sa acha profit la sakta han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: market movement ke pichay indicators move karte ha Kya indicators use karna theek

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading member how are you good Morning market Mein prediction provide karte hain jaise Jaise market Munh Karti Hai indicated by Apna indication process start rakhte Hain aapko indicated ko use karna chahie metatrader 4 terminal Mein maximum turn indicator use hote hain aur yah indicator free hai Inka istemal Karke aap market Kaun stand kar sakte ho aur trading market Mein Main dost indicator joki metatrader 4 terminal Mein use Hota Hai retracement indicator bowling band indicator the average directional movement indicator moving averages dynamic moment indicator bulb power power MCD indicators Sab use Kiya Ja sakte hain aapko support and resistance bhi use Karni chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X