forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?
    dear members forex main ap nay suna ho ga ky hamri psychology 50% success hony main help karti hai mager es ko control karna bohut he mushkil kam hota hai kia ap bata sakty hain es ko ham kis method say control kar sakty hain jiss say ham apne demag par control hasil kar ky es maslay ka hal kar sakin tu please apna koi asa method share karain jiss say ham es ko control kar skain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

    Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Traders ko apni psychology state pay control kernay kay liye apnay aap ko trained kerna parta hai. Yeh training demo account pay hoti hai. Jab demo account pay trading ki jaati hai tou uss waqt traders ko apnay uper bohat control kerna seekhna chaiye. Aik trade open kernay say pehlay market ko different time frames mai watch kerna, trends note kerna, apna lot size set kernay kay liye equity aur margins, spreads ki calculation daikhna yeh woh cheezain hain jinn ko demo pay her trade say pehlay kernay ki puri aadat daal laini chaiye kiyu kay demo pay jab aik trader yeh sub achi Tarah seekh laita hai tab he usay apnay uper control hota hai. Aur jo trader khud pay control kerna seekh laita hai wohi successful trader hota hai aur usi ki psychological state bhi strong hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

      Asalam o alikum dear ap ny both acha sawal kea ha forex trading main successful hona ha to humy apny emotions ko control karna ho ga juldbazi or lalich sy bachna ho ga proper analysis karny seekeny hon gy or proper money management or risk management sy trading karni ho ge jis sy hum ache earning kar sakeny gy is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge is ley humy ziada sy ziada profit hasil karna ha to is k ley humy mehnat karni ho ge ta k knowledge or experience hasil krna ho ga jis sy hum log behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jis sy hum kamyab ho sakty han forex trading main jtna knowledge or experience ho ga to hum apni psychology ko control kar sakeny gy
      • #4 Collapse

        Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

        Dear forex trading members apko market ma apni psychology ko control krny ky leay expert opinion lena chye jesy ky apko market ma pehly proper guidance leni leni chye aor market ma indicators ky leay technical analysis ka bhe sochna chye aor market ko understand karne learn karne ky leat proper strategies bnana hon ge demo account ko use kren market ma aik he strategies ky trz ko change kren aor dekhen ky kon si planning kub krni hai skills ko kesy improve krna hai trading ky leay 6 dollar index usd ka lazmi smjhna chye is sy market ki kafi had tk smjh aa jati hai trading members apko is sy behtr demo account use krna ho ga apko chye ky market ma candle chart attern ko understand kren support and resistance ko dekhen aor smjhen
        • #5 Collapse

          Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

          Dear psychology depend karti hai ap k mind p aur jab apko apni trading p full confidence ho ga tu ap psychology p fully control kar payn gy aur apko confidence knowledge aur practice se mily ga ap forex trading ko jitna bhi zayada time dyn gy aur demo p practice karyn gy tu ap k andar confidence peda hoga aur apko trading mein faida hoga aur aur ap ko aik acha mashwara deta hon k ap apny emotion p bhi control karyn kyun k agar kisi trader ko loss hota ha tu wo us loss ko cover karny k liye jazbat mein aa k bari bari lot laga deta hai aur analysis bhi ni karta tu loss kar bethta hai is liye jab bhi trade lagayn us k liye pehly workout karyn aur achi tarha se diffrent time frame mein diffrent indicators laga k analysis kar lyn ta k ap k zehn p emotion asar na karyn aur ap patience k sath kam karyn aur aik aur bat ka khayal rakhyn k kafi trader ki ye psychology hoti hai k forex trading se ham rat o rat foran ameer ban jayn gy aur lalach karty hain aur lalach mein aa k bari lot laga lety hain ya over trading kar bethty hain aur account wash kar bethty hain is liye dear apni psychology p control karna hai tu soch possitive rakhyn aur mehnat karyn
          • #6 Collapse

            Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

            dear psychology depend karti hai aapke mind per aur jab aapko Apne trading full confidence hoga to aap psychology Per full control kar Payenge aur aapko confidence knowlge aur practice se Milega Forex trading Ko Jitna Bhi Jyada time Denge aur aur practis Karenge to to aap ke andar confidence Paida Hoga aur aapko trading mein fayda Hoga aur aapko Ek Achcha Mashwara deta hun ki aap Apne emotion per bhi control Karen Kyunki Agar Kisi trailer college hota hai to vah use Logon Ko cover karne ke liye Jazbaat Mein Aakar badi badi Laut laga deta hai aur analysis bhi nahin karta to loss kar baitha hai isliye Jab Bhi train lagaen uske liye pahle workout Karen aur acchi Tarah Se different time frame mein different indicators lagakar analysis kar le Taki aap kaise hain per imotion Asar na Karen aur aap aur aap acche tarike se kam Karen aur ek baat Mere Khyal mein hai ki aap bhi Apne Khyal mein rakhen Kafi toridar psychology hoti hai ki Forex trading se Ham Raat Aur Raat foreign Amir Ban Jaenge aur lalach karte hain aur lalach main Aakar Badi lot Laga Lete Hain yah over trading kar Baithe Hain aur account was kar Baithe Hain isliye Mere Pyare bhaiyon apni Soch ko positive rakhen aur mehnat Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

              Forex market main trading tou game hi psychology ki hai ky hamain kabhi kabhi lag raha hota jabky ab market just aik hi direction main move kery gi lekin jab bhi ham main sy bahot sary traders same psychology ko waja sy usi direction main trade open ker lety hain aur market same direction ky against move kerna shoru ker deti hai hamain agar forex market main clear lag raha ho ky market sell main ya buy main jany wali hai tou aesy time per agar ham apni soch ky against trade open kerty hain tou aesy trade main hamain hundred percent profit hi hasil hota hai jabky ham agar as per analysis apni soch ky mutabiq hi trade open kerty hain tou hamari aesy trade long time ky liay loss main run kerti rehti hai

              Agar apko her open ki jany wali trade main loss hona shoru ho jata hai ky ap her trade marekt ki analysis kh bahd prediction ker ky hi open kerty hain lekin phir bhi apko loss hota hai tou apko smajh lena chahiay ky market hamesha hamain psychological mar deti hai ky hamain yeh clear lag raha hota hai ky ab market sell ya buy main ja rehi hai but ham Jesy hi trade open kerty hain tou market ka trend hi change ho jata hai so agar hamary sath yeh problem chal raha ho tou hamain her trade analysis ker ky apni prediction ky against open kerni chahiay phir hamain trade open kerny per profit hasil hona shoru ho jaey ga
              • #8 Collapse

                Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

                G han dear ye aik kafi taf kam hota hai kiyu kay ap ko pta hai kay es mai aksar aisa hota hai mai samjhta hun kay aksar nhi balky zayda tar aisa hota hai kay hum kam karty hain tu us mai ghaltiyan bhi kartye hain per next time ka soch kay chor daitye hain kay next time aisa nhi ho ga per aisa hota hai kiyu kay humara kabhi khud pay control na howa hai aur na hum kar daktye hai tu ap nay kam karna hai tu ap kam es mai karain per koseah kiya karain kay khud pay control kar liya karain ta kay aik bar ki gaye mistake dubara na ho aur hum es mai kafi had tak kamyabi hasil kar laitye hain mtlab kay apni mistake ko kam tu kar saktye hain ager khtam na bhi kad pain tu ye mushkil hai kay ap dubara mistake na karain kiyu kay ye kam he aisa hai kay es mai ghalti zaroor hotye hai ye yad rakhain aur ghalti aik bar ho jaye tu dubara kamyabi hasil karna es mai kafi muahkil kam ho jata hai na es waja say
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

                  Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai jab ap demo account par kaam kar rahy hoty hai to aus time ap ko kisi kisam ka dar nai hota hai aisy hi ap jab ais market mai koi trade lagaty hai to aus time ap ko ais market mai dar hota hai k agar ap ki trade loss mai gai to ap ki investment zaya ho jaye gi agar ap ne ais market mai koi bhi trade lagani hai to aus k liay ap ko ais market mai sabar k sath kaam karna ho ga aor aus k sath sath ap ko analysis karny ho gay ta k ap ko ais mai pata cha jaye k ap ne ais mai jo kaam kia hai wo ap ka kaisa hai agar ap ais market mai achy se planing kar k koi trade lagaty hai to aus par ap ko kafi zayda profit ho jata hai ais market mai ap jitna acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

                    dear trading me pyscology mukhalif tarike se asar karti ha ap ko trading ke hisab se hi is ko understand karna chahiey dear mostly time aisa bhi hota ha kay two traders kay pass bilkul aik jaisa knowledge hota ha or un ka exprience bhi same hota ha per waha per aik traders ko loss or dusre traders ko profit hota ha tu waha par jis traders ki pyscology strong hoti ha wo won kar jata ha forex trading me or hum apni pyscology ko different way me control kar sakte hain agr hum har time trading me active reh kar apni open trade ko analysis karte rehay tu ap waha par os traders ki nisbat jo trades open karne ke bad bhool jate hain un se acha result hasil kar sakte hain
                    baaz dafa jub ap trades open karte hain tu ap ko kuch point par mehsoos ho raha hota ha kay yeh trade loss me chali jaye gi per ap phir bhi os trade ko open rakh kar run karte hain or ap ke mind me yeh hota ha agr yeh trade open na ki ya is trade se zeyda profit na lia tu pata nehi phir trade kitne time bad mile gi laikin agr ap rules ke mutabik Chale tu ap in sub points ko ignore kar de gay jin ki waja se loss ho ga tu is tarah ap rules ko follow karke bhi pyscology ko control kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main ham apni psychology par kesy control kar sakty hain?

                      Ji han bhai Jana bilkul theek hai ab is bar Se Main Karta Hun kya aapane Kaisa Sawal Kiya ji aap bahut log Aise Hote Hain Jo Fresco join karte hain lekin Magar ismein mehnat Nahin Karte Karte aapko ismein main batana chahta hun der member ke ismein agar aap ismein join kar dete hain aur ismein bahut Ham Khwab dekhte hain isliye Hamen chai kisme Jyada Se Jyada mehnat Karte Rahana chahie demo account ka practis Karte Rahana chahie Apne senior ko follow Karte Rahana chahie demo account Hamara Ek samjhe teacher ki hai usmein practice Hasil Karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X