kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty hain?
    dear members forex trading main jab ham ko loss hota hai tu kia ham ko uss loss say haisl hony wlaa experience he sab sy acha lesson hota hai ya nahi mere khayal say tu wohi lesson hamry lea aik best learning hai ager ham es bat ko deeply samjhain ap ka kia view hai es ky bary main please share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

    G han forex pay humra experience tab hi bhrta hy jab hum koi mistake karty hy koi jan bujh kar galtii karty hy ya hum say koi galtii ho jaye us surat main humy buht loss nuksan ho jata hy lkn wo loss nuksan next time k lay humry a lay buht bhry fiday or kamyabi ka zaria banta hy as lay humy
    Forex pay loos hony ki surat main bilkul bhii ni gabrna chye na hii kbii asa koi qadam uthna chye jas say humy forex pay buht bhra loss nuksan ho jaye humra account wish ho jaye ga as lay apni mistake say seekh kar humy humsha agy bhrna chye ku k jab hum mahant k sth acha or quality wla kam kary gay tu us surat humy forex say buht fida bhi hoga humra bonus bhi acha ay ga humry khowlage main bhii buht izfa hoga forex ki dunia buht bhrii hy jas pay hum jatna kam kary khowlage hasil kary shyd kam hn ku k ya business buht bhra life time
    Ka business hy jo kbii khtm nii hota bilky mazeed bhrta ja rha hy as lay humy as pay ghr bethy asani k sth passy kamny k lay jatna zyda ho skta hy hum as pay mahant k sth acha kam kary apny kam k meyar ko bhatr kary jas ki badolt humy acha bonus create ho or hum us achy bonus say apni earning kar sky...
    • #3 Collapse

      Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

      Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men jo log bhi trading kartay hen unn se ghalti ho sakti hey kiun k jo kam karta hey woh ghalti bhi karta hey aur forex trading men aik choti c ghalti bhi bara loss kar deti hey aur account bhi wash kar deti hey aur forex trading men jab bhi loss hota hey hamari apni ghalti ki waja se hota hey iss liay apni ghalti ko bhi avoid nah karen balkay serious ley kar pahlay pichli ghalti ko theek karen aur phir trading start karen aur agar loss ko bhi serious len tu loss bhi hamaray liay teacher ki hasiat rakhta hey kiun k hum loss se bhi seekhtay hen iss liay pahlay trading achi tarah seekh len aur posts k zariay acha knowledge hasil karen aur demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir jald bazi se kam nah len aur fresh mind k sath soch samaj kar trading karen ta k mistakes nah hon aur koshish karen k trade lagatay waqt stop loss aur take profit ko zaroor manage karen kiun k inn ki waja se safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur agar trading men koi ghalti ho jay tu tension lenay ki bajay apni mistakes ko theek karen ta k dobara pahlay wali ghalti nah ho aur bar bar loss nah uthana parhay
      • #4 Collapse

        Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

        Forex trading business mai loss aur profit saath saath chalta hai. Forex mai her trader apni trading khud kerta hai aur khud he news, analysis, trends, signals aur indicators ko monitor kerta hai aur apni strategy ko apply kerta hai. Jab kisi trade mai loss hota hai tou yaqeenun uss ki kuch wajuhaat bhi hoti hai jinn mai kuch ghaltiaa bhi hoti hain aur unn ghaltioo ko khatam kerna bhi zaruri hota hai. Forex mai successful trader woh hota hai jiss ko apni ghaltioo ka pata chall Jata hai. Traders ko apni ghaltioo ko note kerna chaiye takay unn ko dobara correct kernay kay liye apni learning, knowledge aur practice ko acha Karey. Ghaltioo ko repeat kernay waley traders kabhi successful nahi ho patey. Ziada ter traders ko ghaltioo ka pata tou chall Jata hai laikin unhain darust nahi kertay woh loss kertay rehtay hain. Loss ko khatam kernay kay liye ghaltioo ko khatam kerna bohat zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

          dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay achha trading experience hona bahot zroori ha aur achha trading experience tub hota ha jb ap market ko ziada time den aur ziada sa ziada market k sath touch rhen aur apko achha experience trading mn loss krnay sa bhi hasil hota ha keun k apki jo mistakes hoti hn jin ki waja sa loss hota ha woh apko bahot kuch sikha deti hn keun k forex trading aik complicated business ha is mn hr kisi sa mistakes hoti hn aur loss bhi hota ha lekin aik achhay traders sa jb ghalti hoti ha aur usay trade mn loss hota ha to woh us mistake ko kbi naen bhoolta aur hmesha yad rakhta ha aur dobara aisi mistake ko kbi bhi repeat naen krta jis ki waja sa pehlay usay loss howa ho aur woh mistakes dobara repeat na kr k woh forex trading mn hmesha kamyabi hasil krta ha
          • #6 Collapse

            Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

            Forex trading mein experience time guzarny k sath sath aa jata hai aur zayada time deny se aur agar koi ghalti ho tu ghalti ki correction karny se ata hai kyun k forex trading online buisness hai is mein agar koi news aa jaye ya market ka trend ho jaye ya agar ap management na karyn aur koi bhi ghalti karyn tu apko loss ho jata hai aur ap ko chahye k agar loss hua hai tu loss ki waja talash karyn aur jis ghalti ki waja se loss hua hai uski correction karyn is tarha experience barhta hai aur agar ap ko real account p zayada loss ho raha ho tu ap demo account banayn aur us p trading start karyn aur apko us p apni learning aur experience ka idea ho jaye ga aur apka experience zayada hoga aur ap ne agar koi bhi indicator ki practice karni ho tu wo bhi ap demo account p kar sakty hain aur agar ap ne forex mein successfull trader banna hai tu apko well knowledge aur experience hona chahye aur loss bhi trading buisness ka hissa hai agar loss ho jaye tu ghabrana ni balky apni learning ko improve karyn aur apni mistake se sabaq seekhyn
            • #7 Collapse

              Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

              brother ap ki bat say main bhi 80% agree karta hun forex main ziada tar learning tab he milti hai jab ham es main loss karty hain kyon aik teacher bhi ap ko jiss bat say rokta hai ap phir bhi us kibat nahi manty hain ja ap ko khud uss bat pay loss hota hai tab ap ko samajh ati hai ky yeh galti mujhy nahi karni chaheay thy es lea mere point of view ky mutabik forex main ham ko 80 percent learning ham ko loss say he milti hai ager ham galtian pehly din say he na karain aur rules ky sath kam karain tu ham ko es business main kafi nuksan utha kar samaj main aay es lea ham ko forex main loss say bhi bachna bht zrori hota hai es lea es mai jinti bhi galtian kam ki jayin gee utna he ham ko loss kam ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                Jab ham forex market main trade kerty hain tou hamain profit bhi hota hai aur loss bhi hota rehta hai hamain market main trading ka experience tab hi acha hasil ho sakta hai ky ham forex market main bahot zyada time lagaty hain beshak hamain profit hi hota rehy ky ham forex market ko Kitna zyada time dain gy beshak woh time ham demo account main hi trade kerain Jitna zyada ham forex market main live Trade kerain gy tou hamain forex market main trading ka itna hi acha experience hasil ho jaey ga jo forex market main successful trade kerny ky liay bahot zaruri hai ky agar market main hamain loss hota hai tou hamary trading experience ki kami hoti hai jabky acha profit hasil kerna bhi hamary achy trading experience ki waja sy hota hai agar ham sirf loss hi kerty huey experience gain kerain gy tou loss hi hota bhi rehy ga lekin hamain her hony waly loss ky bahd apni trade ky post analysis zarur kerna chahiay ky hamain her loss ki reason ka pata chal jaey tou future main ham same mistake ko avoid kerty huey trade continue kerain
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                  Trading experience ko increase karny ka tareeqa ye nahi hay key jan kar ghalti ki jaye aur es se lesson leya jaye, jo mistake na chahty howy ham se trading me ho jati hey agar es ko note karny key sath es se learning ki jaye to ye cheez hamary experience ko increase karny ki waja banty hey, mistakes ko agar har bar hi trading me repeat ki jaye ya kesi kisam ki learning es se na ki jaye aur lesson be apni ghaltiu se na leya jaye to ye cheez kabi be hamary experience ko increase nahi kar sakta hay, trading me kesi kisam ki ghalti ki gunjaish nahi hoti agar ghalti kar be le jaye to ye khayal rahy key next time esi ghalti ham se per na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                    assalamu alaikum dear Forex trading member Forex trading market mein experience hasil karne ke sabse best and complete authentic method demo Forex trading hai aap demo account mein loss profit average ke hisab se apne aapko mein comment kar sakte ho aapko indicators and oscillators aur and resistance management money management trade management and other management policies maloom hona bahut jaruri hai my dear Forex trading members I always recommend you to get active in technical analysis because fundamental analysis is available in all websites freely and technical analysis you have to break on your own strategies. Forex forum mein agar aapane apne experience ko increase karna hai to aapko real account ya bonus trading account mein loss karke experience hasil karne ka taajaruba nahin karna chahie balke aapko member demo account use karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                      Asalam o alikum friend forex trading main experience humy tab hasil hota ha jab hum log knowledge hasil karny or is knowledge or practice karny jtni ziada hum practice karny gy to humara experience utna he ziada ho ga is ley humy apni mehnat ziada sy ziada karni ho ge or practice karni ho ge ta k humara experience utna he ziada ho forex trading main hum log kamyab ho saken gy forex trading main hum log behtar planning or strategy sy trading karny gy forex trading main jtni ziada practice karty han to humara experience utna he ziada hoti ha is ley humy chae ha maximum practice karny ta k easily kamyab ho saken or ziada sy ziada profit hasil karan
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                        Mere Pyare bhaiyon Forex trading member Forex trading market mein experience Hasil karne ke sabse best and complete aur benefit demo Forex trading hai aap demo account mein loss profit average ke hisab se apne aapko Mein comment kar sakte hain aapko Indicatoes and oscillators and resistenc money management money management trade money management and other management policase Maloom Hona chahie Kyunki yah bahut jaruri hai my dear friends trading members I always recommended you to get active in technical analysis because fundamental analysis is available in all website for oily and Technical and I'll see you have to break on your stretigs freaks forum mein agar aapane Apne experience ko increase karna hai to aapko real account ya bonus trading account main loss Karke experience Hasil karne ka tajurba nahin karna chahie balki aapko member demo account use karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                          G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay ap es mai tab tak kamyabi hasil nhi kartye hai aur acha expernce hasil nhi kar saktye hai jub tak ap es mai ghalti na karain kiyu kay ghalti tu har aik say hotye hai mager kamyab wo he hotye hain jo us time pay es mai mahnwt ahr lagan kay sath apna kam jari rakhtye hain kiyu kay kam pay focus kafi zaroori hai ager ap nay kam pay focus na diya tu ap es mai kamyab nhi ho saktye hain aur dusra es mai ye hai kay ap ka lose lazmi hota hai tu ap ko us time pay es mai kabhi parshan nhi hona chye kiyu kay ager ap lose mai parshan ho jatye hain tu ap apna kam jari nhi rakh saktye hain jib kay ap es mai bhool jain kay ap bad mai es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap ka jub bhi es mai lose hota hai tu ap es mai seekhan karain ta kay next time ap acha kam kar kay es mai kamyabi hasil kar pain kiyu kay ap nay kam acha karna hai tu ap ko kamyabi bhi achi milnye hai ma tu kam acha kara kay he ap es mai kamyabi hasil kar pain na
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                            g han dear 100% perfect exprience tub hi milta ha jub ap ko loss hota ha or ap Apne loss se learn kartay hain ap in best step ko follow karte huey loss se best exprience learn kar sakte hain
                            exprience tub hasil hota ha jub hum practical work kartay hain or jub ap kay pass knowledge hota ha tu ap market ko theek se analysis kar rehay hotay hain waha par ap se kuch mistake ho jati ha phir ap jub un mistake ko theek karte hain tu ap kay pass exprience a jata ha or ap phir wo mistake again nehi karte hain
                            example: exprience kaisy hasil hota ha loss se
                            dear jub ap support or resistance ko follow karte huey trading karte hain tu ap shuru me knowledge or exprience na honay ki waja se har support or resistance par trade open karte rehtay hain tu waha par kuch support or resistance par ap ko loss hota ha or kuch par profit har support or resistance par trade karne se loss zeyda or profit kam hota ha
                            ap kay pass first point yeh ata ha kay har support or resistance strong nehi jis par trading ki jaey or phir ap Apne loss trades ko analysis karte hain tu pata chalta ha kay jin support or resistance par loss howa ha wo sirf aik baar hi previous support or resistance par touch hoti thi yeni reverse hoti thi or jo three se four bar reverse hoti thi us par trades profit me gai hain
                            Loss wali trades se exprience ap ko yeh mila kay single touch ya reverse wali support or resistance par mujy ab se trade open nehi karni ha or aisa karne se ap next time loss se bach jate hain kyuke ap kay pass best exprience a jata ha Apne loss se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex mai ziada experience tab milta ha jab hm apni he galti say loss karty h

                              Dear ais tarha to hum ni keh sakty hai k hum jab ais market mai apni ghalti ki waja se loss karty hai tab hi hum ko ais market mai zayda experince milta hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai experince gain karna hai to ap ko ais market mai time lagana parta hai aus se ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai k ye market kaisy move kar rahe hai aor hum ne ais market mai kaha se trade lagani hai agar hum ais market mai trade lagaty hai aor aus par analysis karty hai to hum ko pata chal jata hai k humra skill level kitna hai aor hum ais time kitna sekh chuky hai ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kaam karny ka experince ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X