Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

    Forex ka Pakistan ki economy par bht zada gehra asar par skta Hy Jo hamen agar is ko proper awareness do jay is Kam ki pory mulk me Jo jobless awam hy is py Kam kren aur acha Kam krny Dy foriegn exchanged sy profit ki sorat me jab wo dollar Pakistan me convert hongy to AP ko khud idea hona chye Kay kitna faida ho skta Hy hamen is leya AP ko chye Kay AP is me Kam kren mehant sy kren lekin AP ko ye idea hona chye Kay forex ka kisi bhi county ki maeeshat par ghera asar parts Hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

      Dear mery khayal me Pakistan ki economy current year me bahot achi nahi hay, har pakistani ko maloom hay key mehgai ketni zeyada ho chuki hay esi se economy ka pata chalta hay,

      contest section me posting ho ye kesi aur section me agar ghir zarori topic discus na kia jaye to achi bat hay, Forex business ki hi koi bat ki jaye to es se posting ki rating achi ho jati hay, hamary threads aur posts me Forex market key elawa koi bat nahi honi chaye, Forex business ka ya per Forex market ka Pakistan ki economy se koi taluq nahi ay es ley agar bat trading ki learning aur market analysis ki ki jaye to bahot acha hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

        Is Waqt Pakistan ke Jo Halat lag rahe hain Mujhe To Yahi lagta hai ki Pakistan ki economic aur Jyada down ho jayegi aur Yahan per mahangai aur jyada ho jayegi Kyunki aap bahut jyada kar corruption ho chuki hai Pakistan ke har kisi Mulk isliye Ham to sirf Dua hi kar sakte hain aur isase Jyada Kuchh Nahin kar sakte abhi Agar Dekha Jaaye to Pakistan ko aur bhi Kuchh Sal lag Jaenge apni economy ko strong karne mein lekin Abhi Mere Khyal Mein 4 se 5 Sal mein aap mahangai ko Jyada hone aur Pakistan ke account mein down hone per hi Soch sakte hain Allah Tala Hamare Pakistan ko Mehfooz Rakhe
         
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

          dear economy ka best hona goverment ki policy per depend karta ha goverment ki policy economy decision ke lehaz se jitni strong ho gi utna economy par positive farak pare ga goverment of pakistan ne kaha ha ke os ne 70% tak budget deficit ko khatam kar dia ha jo ke 2020 me pakistan ki economy ke liey achi news ha aur agr next bhi aisi policy continue rehi jo economy ke lehaz se best rehi tu 2020 me pakistan ki economy me positive farak par sakta ha aur sath me pkr bhi strong ho sakta ha kyuke jub kisi country ki economy strong hoti ha tu currency bhi strong ho jati ha
          goverment of pakistan ne kaha ke export me izafa howa ha aur next bhi izafa ho sakta ha tu is lehaz se bhi pakistan economy ke liey best rehay ga 2020 me
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

            bhai jan 2020 main abhi pakistan ki econmy se regarding boht kuch plan kar rakha hai or os par kam bhi jar hai or jesa k hum sub janty hain k abhi tu es sal ka dosra monh hai es liye hum kuch confirm nahi bta skty hain es liye hum umeed ki base par kah skty hain k umed ki ja skti hai k es sal pakisatan ki econmy ko saromng kiya ja ga jesa k pakistan k halat ko badlany waly or tabdeli lany waly sar garam hain or kuch karny ki justju bhi rakhy howe hain un ki mahnat or lagan k bal boty par logon ko aghr rozgar mohaiya kiya jay u socha ja ksta hai k un he ki badolat pakistan ki econmy ko strong kiya ja skta hai or umedd ki ja skti hai k aysa mumkin ho jay ga es sal es liye hmain apni trading k sath logon lko earning ka moka deyty rhna chahye q k aghr pakistan main trading aam ho jay tu pakistan main boht achy halat paida ho skty hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

              Dear friend Abhi filhal 2020 ke bare mein Kuchh Bata Kaha Nahin Ja sakta Kyunki Abhi E Puri world ke halat bahut jyada pure Ho chuke hain aur Market mein bahut jyada crash chuka hai to is vajah se bahut hi Machhali Paida ho rahe hain Forex trading main bhi bahut jyada business ko nuksan Hasil hua hai aur Iske alava Har country mein bahut jyada nuksan Hua Hai To isliye 2020 abhi filhal starting Mein Hi Itna Achcha Nahin Gujar Raha lekin Aane Wale Waqt mein Main Shayad vyast ho sake aur Pichhle Salon se bahut jyada tarakki Karega ummid karte hain Forex trading mein bahut jyada kamyabi Hasil Hogi
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                Assalamu Alaikum dear friend 2020 Mein ummid Karte Hain Ki Pakistan Forex trading Mein over all economic Mein Behtar Hogi aur Pakistan Aage badhta Jaega aur isliye Hamen Pakistan ke liye kam karna hoga Sab Ko Mil Ke Acche reading Karni Hogi jisse Ham acche trading Karke acchi earning kar sakte hain isliye Ham Apne knowledge aur experience ko maximum Jyada karna hoga Jitna Jyada knowledge or experience Hasil Karke trading Karenge To Ham Kamyab Honge isliye Ham Jyada Se Jyada Behtar trading ke liye Itni mehnat Karni Hogi isliye Ham Jyada Se Jyada Behtar knowledge or experience Hasil karna hoga maximum practices karni ho aur real account mein acche earning karni hai ho to sabse a Ham Kamyab ho sakte hain aur Pakistan Ko Sab se fayda ho sakta hai aur Pakistan ki economic condition Behtar ho sakti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                  Pakistan aik developing country Hai aur abhi development ke phase se guzar raha hai, agar Ham 1 month pahle ki baat Karen to hamen yah kahate hue Koi kabat Nahin thi ki Pakistan 2020 mein progress karega aur 1 phase se nikal kar next upper phase mein a jaega. Lekin coronavirus issues ki wajah se hamare mulk Pakistan mein bhi bahut jyada suspect a chuke hain jin ki tadad 4000 se cross kar chuki hai aur in suspects per government ke bahut ziada ekrajat hote Hain kyunki in ki testing facility bahut expensive hai. Agar yah virus 1 month aur Pakistan mein apne effects jari lagta hai tu Pakistan ki economy ko kafi dhakka lagega aur ham ek step piche chale jaenge jo ki hamare liye bahut pareshani ki baat Hai hi lekin ummid per duniya kayam hai hi, agar hamare Allah ne chaha to bahut jald coronavirus affects Pakistan se aur Puri duniya se khatm Ho jaenge aur Hamari economy bhi improve karegi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                    Forex trading members economy ke bare mein Har EK ki Apni Apni Rai hain Lekin aajkal international level per Jo economy Ki Halat Hui Hai Allah ise jald se jald khatm kar de Agar coronavirus duration Main ziyada iZaffa Ho Gaya to Pakistan ke sath sath world ke dusri countries ko bhi Es halat may economic down movement main Jana hoga jo Ke tarkki fazeer country ke liye bahut Zyada nuksan De Hain Pakistani currency dollar ke mukabale mein abhi bhi bahut zayada down hi aur isse is halat mein Mazeed down ho sakta hai jab tak Pakistan dollar ke mukabale mein stability Nahin Lekar aaega to Iske Saare Tamam import export trading Har kisam Ke Karobar peh Padega Ham ummid Karte Hain Ki jald he ham economy per control Pa Lenge aur 2020 ke liye Hath se a behtari ki taraf Jayega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                      2020 mai economy ko abb aik new shape mill chuki hai. Pooray world mai Corona virus kay pandemic kay baad economy kay sarey indicators bilkul tabdeel ho chukay hain aur aisa lagg raha hai kay 2020 bohat sakht guzray ga kiyu kay world business suspend ho chukay aur productions khatam ho chuki hai. Iss waqt sub countries apnay apnay cities ko lock down ker chukay hain aur borders bhi her Tarah say lock down ho chukay hain. Tamaam operations suspended hain. Pakistan ki economy 2020 mai kaafi mushkil mai jaati nazar aa rahi kiyu kay Corona ki wajah say poora country band hai. Productions rukk gai hain. Exports khatam ho chuki hain. Pakistan mai bhi suboo kay darmiyaan lock down ho chuka hai aur ab shayad yeh lock downs district's levels tak bhi ajaey ga. Business band ho chuka hai. Aur iss sub ka asar individual traders, businesses aur government level pay bhi bohat bura parey ka kiyu kay ab reserves ko bhi use kerna parey ga jiss say economic conditions bohat ziada kharaab honay kay chances hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X