Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?
    dear all members me yaha sab say yehe puchna chahta hun k kiya ab 2020 me Pakistan ki economy me kuch farak par sakta hey? kiu k is year ka b ab ek month guzr chuka hey or ab tak hamayn andaza ho jana chaheay k hmary mulk ki economy kis side par jay gi is saal me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

    Dear friend 2020 main hum umeed karty han k Pakistan Forex trading main or over all economic main behtar ho ga or Pakistan aagy barhta jay ga or is ley humy Pakistan k ley kam karna ho ga sab ko mil k ache trading karni ho ge jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy apny knowledge or experience ko maximum ziada karna ho ga jtna ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to hum kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada behtar trading k ley utni mehnat karni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar knowledge or experience hasil karna ho ga maximum practices karni ho or real account main ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han or Pakistan ko sab sy fayda ho sakta ha or Pakistan ki economic condition behtar hoti jay ge
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

      Forex trading market ki agar baat ki jaaye to Pakistan ki economy grow kar rahi hai hi aur hopefully InshaALLAH 2020 Pakistani party ke liye behtar sabit hoga agar hum mil jul kar achcha kam karenge aur corruption ka khatma karenge to hamari account me strong ho jayegi hamen text pay karna hongeagar humne apni inflation ko control karna hai to hamen Forex trading market mein kaam karna hoga aur trading market mein acchi trading ke liye sabse pahle learning karni hogi aur technical and fundamental analysis sikhana hoga Forex trading market mein basic knowledge for use karte hue humm apni economy ko grow kar sakte hain through Forex trading market Pakistan mi economy kay lya 2020 aik roshan saal sabit ho ga ham pur umeed hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

        Dear agar bat ki jaye pakistan ki economy ki tu ap ko yaqeen dilata hon k inshallah 2020 mein pakistan ki economy bahut achi ho jaye gi aur ap ko khud feel hoga k hamary mulk k beroni qarzy utar rahy hain aur hamara mulk pakistan taraqi kary ga.
        Aur agar ham bat karyn forex trading ki tu ham sab ko chahye k forex trading mein dil laga k kam karyn ta k ham sab ko profit ho aur forex aik international market hai is mein ham jitna zayada profit earn karyn gy tu paisa hamary mulk mein aye ga aur hamary pakistan ki economy grow kary gi is liye gar pakistan ka har banda jo koi bhi job krta hai tu agar part time wo forex join kar lyn ya koi bhi aur buisness ya kam kary tu koi bhi ghareeb ni rahy ga aur hamara pakistan bahut agy nikal sakta hai lekin mehnat shart hai mehnat ki jaye aur mehnat ka phal zaroor milta hai aur mehnat se kama kar kahany waly ko allah bahut ajar deta hai is liye forex trading se faida uthayn ta k ap bhi faida ho aur pakistan ko bhi faida ho.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

          Asalam o alikum dear Pakistan forex trading main or wasy bi economic situation behtar ho rehe ha ahsta ahsta Pakistan development ki tarif ja Raha ha or dollars ki nisbaat Pakistan ki currency ache ho rehe ha is ley hum umeed karty han Pakistan forex trading main currency strong ho ge or Pakistan ki currency ki value up ho ge or Pakistan currency strong ho ge or Pakistan apny loans bi clear karta ja Raha ha is sy Pakistan or behtar ho ga or Pakistan strong ho jay ga Pakistan k ley humy mehnat karni ho ge bahir sy pasey Pakistan lany hon gy jis sy hum kamyab hon gy or sath main Pakistan strong hota jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

            Dear friend Pakistan ki economy bahut week hey lekin log expect kar rahay hen k Pakistan ki economic position behtr ho jay gi kiun dollar k mukablay men Pakistani currency strong ho rahi hey aur pahlay tu Pakistan men bahut kam log forex trading k baray men jantay thay lekin ab slowly slowly Pakistan men forex famous hota ja raha hey aur ab forum pe members ki taadad bahut ziyada ho gai hey agar Pakistani government forex trading ko promote karay aur logon k liay learning institute bana dey tu jo bhi jobless log hen ya online business karna chahtay hen tu forex trading ko join kar k mehnat karen tu achi earning hasil kar saktay hen kiun k jab Pakistan men bahir se income aey gi tu automatically Pakistan ki economy strong ho gi lekin abhi tu wesay bhi Pakistan men economy behtr ho rahi hey aur yeh 2020 Pakistan ki economy k liay bahut acha year ho ga lekin tamam forex traders se request hey k woh forex trading men ziyada se ziyada mehnat karen ta k Pakistan men achi income aey jiss se country ki economy ko strong kiya ja sakay kiun k country ki economy ko behtr karnay k liay her banday ko role ada karna hota hey
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

              G dear jhan tak humarye soch hai ya nazariya hai tu abhi tak tu kuch better howa nhi hai es mai kiyu kay har aik ko pta hai kay kab say ye masla chal rha hai kay pakistan mai hamesha he loterye atye hain mean kay koi leader aisa nhi ata hai jo kay humarye barye mai sochye ya pakistan kay barye mai sochain wo bus apna he kartye hain kau bus apna kuch kar lain jis ki waja say pakistan ki economy pay kafi bura asar para hai tu mai samjhta hun kay hum dua kartye hain kay 2020 mai kuch hetter ho jaye kiyu kay filhal tu koi soorat nazar atye nhi hai kay kiya better ho ga kiyu kay halat kay hisab say kuch chance kam he hain baki Allah ka barosa hai kay pakistan ki economy ko bhter karye ga kiyu kay jaidye pakistan kay halat hai tu es hisab he ager chalta rha tu yaqeen manyr kay kuch nhi bachye ga kiyu kay economy down he ja rhye hai aur down he jaye gaye kiyu kay halat bata rhain na es waja say mai ye khaye rha hun na
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                Pakistan ki economical state strong hony ja rehi hai ab hamari currency bhi stable hona shoru ho gai hai tou ho sakta hai ky isi saal ya next year main hamari economical growth bahot zyada increase ho jaey china maim virus ki waja sy Pakistan ki economy bhi effect ho sakti hai ky hamara maximum business china ky sath hai tou ab agar china sy hamain trading nehi hoti tou phir hamain problems ka samna kerna perh sakta hai hamain apni economy ko strong kerny ky liay bahot sary positive steps lena hongy government level per warna Jesy previous governments ny apni economy ko down Kia hai agar ap bhi hai ky isko stable kerny ki koshish na ki tou bahot jald hamari economy zero ho jaey gi positive steps jin main trading industry aur business community ko better kerny sy hamari economy strong ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                  Dear jaisy ap ko pata hai k Pakistan k halat time to time change ho rahy hai aor umeed ye hi ki ja rahe hai k ais new year mai humra country kafi zayda strong ho jaye ga jis se humri economy strong ho sakti hai agar ap ne ais market mai kaam kia hai to ap ko pata chal jata hai k kisi bhi country ki economy kis waja se weak hoti hai aor kaisy strong hoti hai aisy hi ais time jo halat ja rahy hai ais k baad ahista ahista humri economy strong ho jaye gi aor hum ais se humri currency strong ho jaye gi agar ap ne ais market mai bhi dekha ho to ais market mai bhi ap ko investment karni hai to abi se ais mai kaam start kar dy ta k ap ais market mai se paisa earn kary aor ais paisy se ap k country ko faida ho jaye aor ap k country ki currency strong ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                    dear all members me yaha sab say yehe puchna chahta hun k kiya ab 2020 me Pakistan ki economy me kuch farak par sakta hey? kiu k is year ka b ab ek month guzr chuka hey or ab tak hamayn andaza ho jana chaheay k hmary mulk ki economy kis side par jay gi is saal me?
                    Is Waqt Pakistan ke Jo Halat lag rahe hain usse To Yahi lagta hai ki Pakistan ki economy aur Jyada down ho jayegi aur Yahan per mahangai aur jyada ho jayegi Kyunki ab bahut jyada corruption ho chuki hai Pakistan ke har kisi Mahak Mein Main isliye Ham to sirf Dua hi kar sakte hain aur is Se Jyada Kuchh Nahin kar sakte abhi Agar Dekha Jaaye to Pakistan ko aur bhi Kuchh Sal lag jaenge apni economy ko strong karne mein lekin abhi Mera Khyal Mein 4 se 5 Sal mein main aap mahangai ko Jyada hone aur Pakistan ki account mein down hone per hi Soch sakte hain
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                      Pakistan ki economic situation day by day grow kar rahi hai Forex trading members aapko Forex trading ke liye apni preparation well karni chahie tha ki ismein Pakistan ki masjid situation behtar ho sake aur ham achcha profit aur earning karke trading market mein invest kar sake aur apne business ko increase karte hue effect business start kar sakehamen Forex trading market mein knowledge or experience ke sath kam karna hota hai tarah ke market mein se hamen acchi e output mil sake aur ham market se apni daily thodi der thodi der aapko Pakistan Forex forum mein time spend karna chahie taki aapko market ki samajh sake aur updated knowledge share kiya jaane wala aap ko bhi maloom ho sake market ka train kya chal raha hai aur sentimental analysis kya hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                        Deer Jaisa ki aapko pata hai ki Pakistan ke halat Din BA Din change ho rahe hain aur is Sal Mein Hamara country Kafi Jyada strong ho jaega jisse Hamari economy strong ho sakti hai agar aapane is market Mein kam kiya hai to aap Ko Pata Chal Jata Hai Ki Kisi bhi country ki economy Kis vajah Se week hoti hai aur kaise strong Hoti Hai Aise he is time Jo Halat Ja Rahe Hain Iske bad Aastha Aastha Hamari konon strong Ho Jaati Hai Ham is se Hamari currency strong ho jayegi Agar aapane is market Main Bhi Dekha Ho To is bar Kitna bhi aapko investment karni hai to Abhi se ismein kam start kar data ke aap is market mein se Paisa aur na Karen aur is paise se aapke country Ko fayda Ho Jaega aur aap ke country ki currency strong ho jayegi aur Pakistan ke account mein down hone per hi Soch sakte hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                          Dher Jaise aapko pata hai ki Pakistan ke halat time time change ho rahe hain aur Amir yah ki ja rahi hai ke is new Yuva Mein Hamara country Kafi Jyada strong ho jaega jisse Hamari economics strong ho jayegi Agar aapane is market Mein kam kiya hai to aapko pata chal jata hai ke kisi bhi country ki economy Kisi vajah Se week hoti hai aur kisi aur kaise strong Hoti Hai Aise he is time Jo Halat chal rahe hain Iske bad Aastha Aastha Hamari chromic strong ho jayegi aur ham is se Hamari currency strong ho jayegi Agar aapane is market Main Bhi Dekha Ho To is market mein bhi aapko investment karni hai abhi se ismein kam start kar deta ke apps market mein se Paisa on Karen aur is paise se aapke country Ko fayda Ho Jaega aur aap ko bhi bahut jyada fayda hoga
                             
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                            Asalamualikum doston
                            Pakistan din basin taaraqi kr raha hai aur market rates mai bi izafa ho raha hai aur economy down ho rahi hai pichly 2 3 salon se jahan dollar ki price mai bi boht kheyal rakhna izafa aaya hai.. Kuch keh ni skty q k government bi change ho gai hai umeed to hamesha positive rkhni chaheyay InshaAllah Pakistan k haalat behtr hongy baaqi ab leaders pe aur hum sub pe depend krta hai . aur is saal agr Pakistan ki economy up ho gai to sub ko boht faida ho skta hai kia traders to kia Sam log hum sub ko acha faida ho jaye ga prices mai fark aaye ga cheezain sasti hon gi aur tb trades log krain gy.. Aur jin logon ny pehly se trades ki huin hain un. K liyay nuqsan hoga loss aaye ga q wo trade us waqt uno ny mehangi ki hai aur ab market mai wo sasti ho gai hai is waja se hamain trade krty waqt market ko bi achy tareeky se smjna pery ga k market din bad din up ho rahi hai ya down. Hamain ek chart bna lena chaheyay aur check krna chaheyay taaky hum behtreen traders bn skain aur loss se Bach skain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:2020 me pakistan ki economy par kiya farak par sakta hey?

                              bilkul dear 2020 main pakistan ki economy main bohut acha asar parny wala hai jis ki waja forex aur other business ka hamry country main lanch hona hai forex ka sab sy bara yeh faida hai ky ap es main bgair kisi invest ky bhi kam kar sakty hain aur pak forum main ap bonus bana kar es main achi earning kar sakty hain aru boht sary asy lgo hain ju es plate forum say earning kar bhi rahy hain es lea ap ko ky lea sab sy acha plate forum forex hai es main ager ap ky pas capital nahi bhi hai tu ap es main phir bhi kam akr ky earning kar skaty hain aur apna rozgar chala sakty hain forex he ap ky lea aik business hai ju ap ko har tarah say suitable ho sakta hai es lea es ko pehly sekhain phir es main earn karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X