kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?
    friends main ap sb sa yeh bohu important swal pochan chata houn ky ju ham forex main indicator ya strategy use karty hain kia wo bgair support aur resistance ky kam karti hai ya nahi please yeh guid karain ky ham bgair support aur resistance ky strategy sy acha result lay sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

    Assalamualaikum mery aziz dosto strategies apko technical aspects dekh k he bnana hoti hai asal ma jo members forex trading ma apna role play krty hain unko zeyada faida tb he hota hai jub wo sari chezon ky mind ma rakhty huy kaam krty hain agr ap kisi bhi aik chez ko ignore krty ho to aoko uski qeemat chukana prti hai forex trading market ma apko technical support fundamental analysis krna zarori hai jab tk apko candlestick chart pu supposed analysis ma maloom na ho prediction na ho apko trade lena bhi dishvar hota hai aisy he apko dekhna hota hai ky traders ka rujhan kis taraf hai us ky leay strategies best hain wo tab he apko faida de skti hain jab ap demo practice aor experience ko use kro
    • #3 Collapse

      Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

      G dear aik bat yad rakhain kay ap ko pta hona chye kau support aur resistance kiya hai kiyu jay ager ap ko ye pta hai tu ap ko pta hona chye kay sarye ka sara trade jo hum lagtye hain wo es pay he lagtye hain na tu ap kam kartye rhain aur ap ko es mai kamyabi hasil hotye jatye hai kiyu kay ap ko pta hai kay koi bhi trade kamyab tabhi banta hai jub es kai aik acha plan bana kay kam kiya jata hai kiyu kay planing kay beghair tu kam karna he bekar hai ab planing kaliye zaroori hai kay ap kay pass es mai aik achi stergety ho es mai kiyh kay us kay bad he ap es mai aik acha plan bana bhi saktye hai jub kay bad mai es mai kamyab bhi ho saktye hain tu mai samjhta hun kay ye zaroori hai kay ap nay kamyab hona hai tu ap es mai aik achi se stergety ban lain kiyu kay bina es kay ap khean bhi kamyabi hasil nhi kar pain gaye kiyu kay ap ko pta hai kay kuch cheezain hotye hai jo kay kafi zaroori hotye hain ed mai kam karna bhi parta hai jis kay beghair tu mai samjhta hun kay ap kabhi es mai kamyab ho he nhi saktye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain aur kamyabi hasil kartye rhain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main koi bi strategy ya planning tab tak sahe result ni dati ha jab hum support or resistance level ka khayal na rakheny q k support level or resistance level ki both ziada importance ha wahan sy market zaror retrace karti ha is key humy ziada sy ziada mehnat kar k apni planning or strategy ko support level ya phr resistance level pe apply karny to humy ziada fayda ho sakta ha or kab jaga pe humy ziada profit ho ga jab k bagar support level or resistance level k planning or strategy apply karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy pehly achy analysis karny or phr us k mutabiq trading karny or proper money management or risk management istamal karny ta k loss ki sorat main ziada loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

          Dear jab ap koi bhi strategy banaty hain tu us mein sb chezon ko samny rakha jata hai ap koi bhi chez ignore ni kar sakty jaisa k ap ne support aur resistance ki bat ki tu support aur ressisstance bahut he important hain koi bbi trader agar analysis kary ya koi bhi strategy ho inko ignor ni karna chahye aur support aur resistance ko lazmi dekh k entry leni chahye kyun k market bahut matter karti hai aur jaisa k maine apko bataya k sab chezon ko dekhna chahye tu agar ap k analysis jitny bhi strong hon ya ap kitni he achi entry kyun na lyn lekin agar market mein koi news aa gai tu ap k sary technical analysis fail ho jaty hain aur market fundamental analysis achy karny walon k haq mein jati hai is liye news ko bhi lazmi dekhna chahye aur news ko follow karna chahye investing.com p apko pata chal jata ha k news kitni bari hai ya normal hai tu usko bhi follow karyn aur support aur resistance ko bhi lazmi dekhyn k agar market market top p ho tu sell kar lyn aur agar extreme low p aa jaye tu diffrent time frame laga k dekh lyn k support kahan ban rahi hai aur agar support ya resistance p apko koi acha pattren mily ya pin bar bany tu us k accordingly trade open karyn
          • #6 Collapse

            Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

            Dear ye zarori nai hai k ap ais market mai resistance aor support ko dekh k hi trade kary ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai koi aik aisi trading strategy banani hai jis par ap ne ye dekhna hai k ap ais market mai kon si cheaz dekh k trade lagye gay ap agar ais market mai harmonic pattern par kaam karty hai to aus mai ap ko pata chal jata hai k ais time market na up jana hai ya down jana hai agar ap ais market mai koi indicator use karty hai to aus mai bhi ap ko resistance aor support ko dekhna ni parta hai aisy hi aor bahot sari trading strategies hai jin par ap ne agar kaam karna ho to ap ko ais market mai aun k apny tareeky se trade lagani hoti hai aor aus par ap ko achi trade mil jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main successful hona ha to humy ziada sy ziada trading apni support level ya resistance level or karni ho ge jab tak hum log support level or resistance level ko follow Kar k trading ni karny gy to humy loss ho sakta ha or sab sy ziada woe strategy humari kamyab hoti ha Jo hum support level ya resistance level or banaty han is ley humy apny account k mutabiq trading karni ho ge jtni ache earning karny gy to hum easily kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge ta k hum kamyab ho saken
              • #8 Collapse

                Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                bhai jan forex trading main support or resisitance ki boht ahmiyat hai or aghr hum en ko bhi dekh kar trading karen tu es main koi harj nahi hai forex main jitny bhi mambers trading karty hain sub he apni apni trading ki ability k hisab se karty hain es liye hmain chahye k aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain os trading startgy ks ath trading karni chahe jis main hmain loss na hony pay or hum kamyab trading kar saken forex main jitni hum mahnat karty hain otna he hum forex main achi earning kar skty hain or kamyab ho skty hain es liye hmain chahye k hum zyda se zyda mahnat karen or dil lga kar kam karen forex kbhi bhi band na hony wala business hai jis main hmari jitni mahnat or jitna expiernce hoga otna he um forex main kamyab ho skty hain or acha profit lay skty ahin
                • #9 Collapse

                  Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                  forex trading main support and resistance evel boht ahmiyat rakhty hain en k bgaor hum apni trading ko kamyab nahi bna skty hain es liye aghr hum chahty hain k hmain forex main acha profitmily tu hmain chahe k hum koi bhi startgy ko use kar k trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain tu hmain sub he level ko achi trha se smh kar trading karen tu hmain acha profit milta hai aghr hum sub he level ko smjh nahi skty hain tu hum kamyab trading bhi nahi kar skty hain or hmain acha profit bhi nahi mil skta hai es liye hmaisha apny kam ko bahtr karen ap jis stratgy ko use kar rahy hain osi ko he apni trdaing main achi trha use kar k profit lena chahye ta k ap kamyab ho skaen
                  • #10 Collapse

                    Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                    Yeh zaruri nehi hota ky hamain her stretigy main support aur resistance ki help lena perti hai agar ham news time per trade kerty hain tou fundamental effect forex market main jab hota hai tou market phir baghair kisi support ya resistance ky bahot bari move ker sakti hai tou aesy main news ko read ker ky jab ham achi prediction ker ky trade open kerty hain tou wahan per support aur resistance ko read nehi kia jata ham just fundamental analysis ker ky trade open kerty hain tou hamain trade open kerny per acha profit bhi hasil ho sakta hai jab ham support aur resistance ki help ly ker forex market main trade open kerty hain tou hamain technical analysis per trade kerna perti hai lekin news ko hamain phir bhi analysis kerna hota hai ky market ki jab bahot bari move hoti hai tou tamam supports aur resistances break ho jati hain aur hamain bahot acha profit ya bara loss bhi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                      dear chahe ap indicators ka use karke strategy bana le ya phir koi or strategy le ley jaisa ke price action technical analysis in me ap support or resistance kay begair acha result nehi hasil kar sakte hain indicators ki help se signal miltey hain jin ko ap support or resistance ki help se strong signal ka intekhab karte hain
                      market kafi time movement kay darmyan support or resistance ko follow karte huey move karti ha or ap ki koi bhi strategy ya indicators in support or resistance kay begair nehi chal sakte hain agr ap in indicators or strategy ko bina support or resistance kay use kare gay tu ap ko loss hona start ho jaey ga kyuke jub ap order open kay darmyan in support or reistance ko ignore karke on kay against trade open kare gay tu market in support or resistance ko respect de kar move karti hui ap ke against ap kay stop loss ko hit karna start kar de gi jisse ap ko boht zeyda loss ka samna karna par sakta ha
                      ap in support or reistance kay begair bilkul bhi acha results nehi hasil kar sakte hain agr ignore kare gay in support or resistance ko tu ap wining ratio 20% se bhi kam ho sakta ha or agr ap in support or reistance ko follow karte huey trading kare gay tu ap 80% se zeyda acha results hasil kar sakte hain kyuke ap in support or resistance ko follow karne se wrong signal se bach jate hain jisse ap kay stop loss hit hote hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                        Yah Jaruri Nahin Hota ki Hamen Har stretigs main support aur resistance ki help lena padati hai agar Ham news time per trade Karte Hain To fundamental of effect forex market Mein Jab hota hai to market FIR bagair Kisi support ya resistance ke bahut badi move kar sakti hai To Aise mein news core add Karke Jab Ham acchi production kar le trade open Karte Hain To vahan per support aur resistance core add nahin kiya Jata ham just fundamental analysis Karke trade open Karte Hain To Hamen trade open karne per Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai Jab Ham support aur is tance ki help Lekar forex market Mein trade open Karte Hain To Hamen technical analysis per trade Karen padati hai lekin use ko Hamen FIR bnl CS karna hota hai ki market ki Jab bahut badi move Hoti Hai To Tamam support aur resistance break Ho Jaati Hai Aur Hamen bahut Achcha profit ya Bada loss Nahin Milta
                        • #13 Collapse

                          Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                          Forex trading mai technical base pay trading kernay kay liye traders ko bohat ziada experience aur skills chaiye hoti hai. Ziada ter traders itna ziada technical pay nahi jatey aur support aur resistance ki bajaey directly market chart pay movements ko daikh kay aur time frames mai trends ka he analysis ker laitay hain aur unhi pay trade laga laitay hain.

                          Market ki support aur resistance levels maloom kerna aur unn kay mutabiq trade kerna na tou ziada mushkil hai aur na he itna time taken hai laikin phir bhi traders yeh samajhtay hain kay iss mai time bohat lag Jata hai jiss wajah say maximum traders support aur resistance kay baghair he trading ker rahey hotay hain. Individual traders ko wesay bhi average account balance kay saath he trading kerni hoti hai iss liye Agar support aur resistance ki bajaey directly MT4 trading terminal pay time frames ko big scale mai select ker kay kisi bhi pair ya commodity ka maximum up aur minimum down level daikh kay apni trade laga li jaey tou wohi resistance aur support level hota hai. Faraq sirf yeh kay kuch traders is kay technical words say waaqif hotay hain aur Kuch nahi hotay
                          • #14 Collapse

                            Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                            Ji han bhai jaan aap bilkul theek hai rahe hain aap kis baat se main agriculture hun kya aapane Aisa Sawal Kiya ji aapko batana chahta hun kya Forex foreign Ek bahut Achcha business hai agar aap ismein join kar chuke hain To ismein Hamen chai ke pahle mehnat Karni chahie aur Forex ke rules ko follow karna chahie aur Dam accounting practice karni chahie Agar Ham Forex ke rules to follow karte hain aur demo ko per practis Karte Hain To Ham ismein acche knowledge Achcha earning Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia koi bhi strategy support aur resistance ky bgair acha result nahi daiti hai?

                              Dear buddy ap the big apple bilkal sahe kaha ha forex trading main koi bi method ya making plans tab tak sahe result ni dati ha jab hum help or resistance stage ka khayal na rakheny q k support level or resistance level ki both ziada significance ha wahan sy market zaror retrace karti ha is fundamental humy ziada sy ziada mehnat kar okay apni planning or approach ko help degree ya phr resistance stage pe follow karny to humy ziada fayda ho sakta ha or kab jaga pe humy ziada income ho ga jab ok bagar assist level or resistance level ok planning or strategy observe karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy pehly achy evaluation karny or phr us ok mutabiq buying and selling karny or right cash management or hazard control istamal karny ta ok loss ki sorat major ziada loss na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X