Dear waisy to ais market mai bahot sari trading strategies hai jin par hum kaam kar sakty hai magar mai ye soch raha hun k mujhy price action par kaam karna chaye kai ap ye bata sakty hai k hum ne agar price action par kaam karna hai to hum ko ais mai kon sa time frame use karna chaye jis par hum ko acha result mil jaye ya jis par hum ko achi trades mil jaye. ya price action her time frame par aik hi jaisa result deta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим