Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

    Pahle Tu Jab tak kam Forex trading expert Nahin Ban Jaate Hamen forex market Mein trade hi demo account se connection Karni chahie lekin Jab Ham accounts a long time pay road tax raid Karte Karte Forex trading expert Ban Jaate Hain To fir Aisa Hota Hi Nahin Ki Hamen Lagta tar trade Mein Los hi ho raha ho lekin agar aisa Hona shuru ho jaaye To Hamen FIR apni Har trade co maximum se lot size ke sath open karke connection karna chahie ki market to hamesha support aur resistance ke Darmiyaan he move Karti Hai Tu Jab tak market sport yaar resistance Tak Na pahunch Jaaye Hamen same trade co connection Rakhna chahie aur jab market se reverse start kar chuki ho to Fir Hamen Badi lots a trade open karke next sport yah resistance Tak trade co connection karna chahie ki agar tu pahle wali retraite Mein loss hai to vah bhi khatm ho jaega aur Agar pahle wali train mein perfect hai tu sem trade ko Hamen market ke reversal per close kar lena chahie Jab Hamen forex market Mein connection trade karte hue loss hi ho raha ho To Hamen FIR allocation ki jarurat hoti hai ki Ham Aise Mein Jab Kuchh relax karne ke bad refreshment ke sath shade connection Karte Hain To Hamen FIR loss Hona bhi stop ho jata hai aur Hamen forex market Mein trade karte hue FIR Achcha profit bhi Hasil hota hai shuru ho jata hai lekin Hamen experience Jitna Jyada hota hai Hamen Falak se training bhi utani hi jyada hoti hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

      Lagatar market se agar loss ho raha ho to es ki waja traders ki kharab trading hi hoti hay traders ne planing etny poor technique key sath ki hoti hay key us key ley loss ka hona zarori ho jata hay, right direction me trades ka na open karna es key pechy me poor risk management aur poor market analysis work hota hay, agar achi planing achi strategy key sath trading na ki jaye to long time tak traders ko lagatar loss ho sakta hay es se bachny ki koshish key ley sab se best yahi hay key traders apni learning ko tarjeeh den aur trading ki techniques ko be strong karen, maximum loss trading me lalach ki waja se be ho sakta hay har cheez par traders ka control hona zarori hay.
      • #18 Collapse

        Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

        Assalamu Alaikum dear friends pahle to jab tak Ham Forex trading expert Nahin Ban Jaate Hamen forex market Mein trading account continue Karni chahie lekin Jab Ham Gaon Se long time period Tak trade karte hain karte ho ya explaining but Ban Jaate Hain To fir aisa hota nahin hai ki Hamen lagatar had trade Mein Los hi ho raha ho Lekin agar aisa Hona shuru ho jaaye To Hamen FIR apni Har trade co minimum load type ke sath open karke continue karna chahie ke market to hamesha support aur resistance ke Darmiyaan hi Munh Karti rahti hai Tu Jab tak market sport yah resistant Tak Na pahunche Hamen sham ko continue kar Rakhna chahie aur jab market reversal start kar chuki ho to Fir Hamen Badi lot se trade open karke next spot yah resistant Tak trade co continue karna chahie ki agar tu pahle wali trade Mein log hai to vah bhi khatm ho jaega aur Agar pahle wali train mein profit hai tu sem trade ko Hamen market ke avsar per cross kar lena chahie yah Baat bilkul galat hai ki Kisi Businessman ko bhi lagatar loss Nahin Hota agar Kisi close Ho Jata Hai To vah lagata Nahin Hota Kabhi kbar Hota Hai Har Businessman freelancer you Forex per kam karta hai use chahie ke Arth aur mehnat se kam Karen bahut hataya Tor Gaurav Fikar se kam Karen jisse Koi loss hone ke chances Na Ho Jab Hamen forex market Mein continue trade karte hue loss ho raha ho To Hamen FIR Le election ki jarurat hoti hai ki Ham Aise Mein Jab Kuchh relax karne ke bad freshman ke sath trade continue Karte Hain To Hamen Hona bhi stop ho jata hai aur Hamen forex market Mein trade karte hue FIR Achcha profit bhi Hasil hota hai lekin Hamara experience Jitna Bhi Jyada Ho Hamen Forex se unhen bhi utani hi jyada hoti hai aur ham acche profitable business man ban Jaate
        • #19 Collapse

          Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

          Assalam o alaikum members agar lagatar loss horaha hy to osy chahye k wo apni trading ko kuch time k liye stop kardyni chahiye kun k bar bar loss ko face karny k liye bahtr hai k hum apny account ko save rakh kar kam karen q k jub hmai trading sikhny ki bat karen tu hum apny loss ko kam kar skty hain es liye hmain chahye k aghr hum forex main kamyab hona chahty hain or apny loss ko kam krna chahty hain tu hmain apni trading main sikh kar trading karni hogi jis ki bae par hmain loss kam hony k chnaces hoty hain or hum kamyab trading kar skty hain warna hmain ase he bar bar loss hota rahta hai or hmain es k ilwa apni keraning or apny knowedge ki traf dehan dena hoga jis se hum kamyab ho skty hain OR hum pher dobra trading ko start karen tu hum os main kamyab ho skty hain.trading may sub say basic point calm and cool rehna hota hy
          • #20 Collapse

            Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

            dear aghr tu apko lagatar loss ka samna karna parh raha hai tu es ka matlab yah hota hai k apki trading ki ability weak ho gai hai tu apko apni trading ki practice karni hogi q k ap jub tak apni trading ki practice nahi karty hain tab tak ap achi or miyari trading nahi kar skty hain or forex main hmain loss tab he bar bar hota hai forex main achi earning k liye apko apni learning or knolwedge ko enhance krna hoga qk ap jitni achi trading ko sikhengy otna he ap ki trading achi hogi or aghr ap apni trading ko sikhy bgaar he karty jaengy tu apko bar bar loss hny lag jata hai laken aghr apk sath yah issue hai tu apko apni trading rok kar trading ki practice ki traf focus krna hoga jis se ap apni trading ko acha or miyari kar skty hain or kamyab ho skty hain
            • #21 Collapse

              Re: Lagatar nuksan hone ki surat mein kia karna chahiye?

              Dear member Forex trading aik risky business hai aur is mein agar aap ne ek tradeplace ki aur us mein stop loss Nahin place kiya to use trade ko aap lagatar analyse karte Rahe. Agar koi aisi trade jisko aap constantly loss mein ja Rahe hote hain aur aapka loss time to time increase hota jata Hai to usko Kat aapke pass sirf aur sirf ek hi aisi strategy hoti Hai jisko aap utilise karte hue apne loss ko rok sakte hain. Use strategy ko hedging kahate Hain jisko place Karne Ka tarika yah hota hai ki aap aap ne jitni lot size mein tradeplace ki Hui Hai hi uske opposite mein se lot size mein tradeplace kar den tu Is tarah aapka account washout hony se bach jaega aur aapko loss ek jagah per ruk jaega lekin ek baat ko zehnasheen karne ke hedging strategy main loss uthana parta hai lekin loss ki sharab thori kam Ho jaati Hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Jab ap ko lagatar Nuqsan hota hai tu es ka matlub yeh hai kay ap nay apni pehly wali mistake ko cover nahi kiya hai or na he ap nay apni strategy mai major changes ki hai jis waja sy ap ko loss ho raha hai. Esleye koshish karain kay jo loss howa hai us mai emtional na ho. Proper analysis karain or risk management karain or us kay bad apni sub mistakes ko samjain or us pay work karain. tab he ap ja kar apni trade sy faida hasil kar sakty hain. Ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay behtar trade jab be karain loss ho ya faida ap nay loss pay focus karna hai jis ki madad sy ap faida otha sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X