Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sakty.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sakty.
    dear friends forex main aik asi technique share kar raha houn jiss say ap ko bohut acha fiada ho ga jab bhi ap market analys karty hain tu ap ky mind main yeh bat honi zorri hai ky jiss trade main bhi ap ka stop loss big hota hai us ko na lgain aur trade wo karain jiss main risk kam ho aur reward ziada ho es say ap ka reward double ho kar mily ga aur ap ka target level bhi jaldi hit ho ga farz karain ap aik ziada rsik wali trade karty hain jis main stop loss 100 pip hai tu us main apna reward 200 pip rakhna ho ga mager ap ko pata hona chahea ky market main 200 oip ki move aik din main nahi hoti hai es main ap ko kafi din saber karna parta hai ju ky ham nahi kar sakty hain es lea ap trade wo karain jiss ka stop loss chota hai tu us say ap ka target bhi jaldi hit ho ga aur ap ko reward bhi double mily ga yeh zror try kar ky dekhain ap ko bohut faida mily ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

    Forex trading business mai stop loss ka tool trader kay liye support aur help kay liye Banaya Gaya hai. Jab traders koi trade kertay hain tou ye daikha jata hai kay market ka behavior kia hai. Kiyu kay jab tak traders ko ye pata na ho kay market kiss range mai move ker rahi hai uss waqt tak stop loss ko bhi sahi tareekay say adjust nahi kia jaa sakta hai. Iss liye traders ko stop loss lagatay waqt iss baat ko bhi madde nazar rakha Jata hai kay long term trading kerni hai ya short term trading kerni hai. Forex trading mai ziada ter big account balance waley account holders stop loss ko prefer bhi nahi kertay. Stop loss unn traders ko ziada suit kerta hai jinn ka account balance bhi Kamm ho aur woh scalping bhi kerna chah rahey ho. Scalping mai ziada lot size rakh kay small time frames mai trading ki jaati hai jiss kay liye stop loss lagana zaruri hota hai kiyu kay stop loss na lagaya jaey tou ziada loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

      Dear jab ap ais market mai trade find karty hai to aus time ap ko pata chal jata hai k ap jo trade laga rahy hai ais mai take profit kitna hai aor ais trade ka stop loss kitna hai agar ap ko aisi trade mil rahe hai jis ka take profit kam hai aor stop loss zayda hai to wo trade account par na lagye hamesha aisi trade account par lagye jis mai take profit zayda ho aor aus trade par stop loss kam ho ta k agar ap ne account par bari lot bhi use karni ho to ap asani se bari lot use k aus par acha profit bana ley tab ap ko ais market mai faida ho sakta hai agar ap ais market mai trade k sath stop loss ko entry point par shift kar lety hai to aus treade par ap ko kafi zayda faida ho jata hai kun k aus trade ko ap jitna chaye hold rakh skaty hain ap ko loss ni hota.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

        g brother ap ki bat thek hai forex business main ham ko yeh bat ka khyal rakhna boahat zrori hai ky jab bhi ko koi order milta hai tu ham ko chahea ky us main jaldi bazi say kam nahi karna chaheay ap ko pehly apni loss ko dekhna chaheay ky ap ju bhi order lay rahy hain us smain loss kitna hai ager loss ziada ho raha hai tu us main ap ko trade kanri he nahi chahea kyon ky ager ap ko loss ho gea tu wo loss recover karna bhi mushkil ho jata hai aur ager ap kam loss wali trade karain gay tu uss main ager ap ko loss bhi ho jay wo loss ap us ko asani recover kar sakty hain es lea ham ko apni trading main risk aur reward level ko dekh kar phir he trade karni chaheay phir he ap ki trade achi ho ge.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

          Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar aap Jyada backup stop loss per Rakhenge to aap kabhi bhi Itni achi earning nahin kar sakte jaise ki agar aap take profit shop per rakhen aur stop loss 300 paper Rakhe do Agar aapka Ek bhi stop loss 8 hota hai to aapki 3 trading co Jaya kar deta hai isliye aap Hamesha hard work Karen aur mehnat Kare jisse aap acchi earning Hasil kar sakte aur Kamyab profits Vikas ki hard worker mehnat Karen aur Market ko acchi Tarah analyse karte hue ismein hard work ki ki tarah Chha profit ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

            Jab ham apni open trade main stop loss take profit sy bahot zyada select kerty hain tou aesy stop loss ka hamain koi faida nehi hota ky ham forex market main trade open ker ky secure trade nehi ker sakty kyun ky agar hamari open trade main hamara stop loss bhi hit hota hai tou hamara loss itna zyada Ho chuka hoga ky hamain phir stop loss ki zarurat hi nehi pery gi next trades main jab ham forex market main open trade kerty hain tou woh hamari trade bilkul bhi secure nehi hoti ky market kisi bhi time aur kisi bhi direction main bahot bari move ker sakti hai jis sy hamain bara loss bhi ho sakta hai tou hamain open trade sy avoid kerna chahiay

            Jab bhi ham trade open kerty hain tou hamain bahot achi terha calculation ker ky stop loss aur take profit select kerna chahiay ky hamain trade main agar profit hasil hota hai tou acha profit hasil ho jaey lekin agar hamari open trade main stop loss hit hota hai tou hamara same loss minimum hona chahiay taky hamary liay loss ko recover kerna bhi bahot asan ho tou isterha trade open ker ky continue kerny per ham forex market main secure trade ker sakty hain

            Kuch traders forex market main trade kerty huey stop loss aur take profit equal points per lagaty hain aur kuch traders forex market main trade kerty huey take profit stop loss sy double lagaty hain jabky bahot distance per stop loss set kerny ka bhi koi faida nehi hota ky ham agar stop loss bahot door set kerty hain aur hamara same stop loss hit bhi ho jata hai tou sath main ho sakta hai hamara account bhi wash ho chuka ho ya bahot bara loss ho chuka ho jo recover bhi na kia ja saky
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

              Kuchh children frocks market Mein treat karte hue stoploss aur Tak perfect points per Lagate aur kuchh traders forex market Mein trader karte hue Uske take profit stop loss se dubli Lagate Hain Jab Ke bahut distance per stop loss set karne ka Bhi Koi fayda Nahin Hota ki ham August of Lost Bahadur set karte hain aur Hamara Samne stop loss hit bhi ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy asi trade lagani chae Han jis main stop loss perfect ho ye na ho hum bara stop loss bi rakheny phr bi humara stop loss hit ho jay to phr is ka koi fayda Ni ha is ley humy chae ha jab bi trading karny to stop loss Kam sy Kam rakheny ta k humy loss Kam sy Kam ho or humy maximum profit hasil ho par is k ley humy ache analysis karny seekeny hon gy or us k bad analysis k mutabiq acha stop loss set karna pary ga jtny Analysis achy hon gy to humara stop loss bi set ho ga or humy is main maximum profit ho ga loss k chance Kam hon gy humy small stop loss rakhna chae ha or take profit ziada rakhna chae ha means 1:2 is tahra humy acha profit bi hasil ho ga or loss bi kam ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

                  g han bhai jan ap ny sahi kaha hai forex trading main hum jub apni trade main bara stop loss lga dety hain tu os trade par jub loss hota hai tu hmara account wash ho jata hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main achi trading krna chhaty hain tu apni trading main take profit or stop loss ko aik limit tak set karen jis se apko forex main los shony par apka account wash na ho or ap apni trading main aghr loss ko face karty hain tu kam se kam karen or aghr apko profit mily tu bhi apko asani se mil jay jo mambers forex main bara stop los slga dety hain wo apny account ko nuksan main dalty hain or un k account ko zyda risk face karna parhta hai forex main kbhi bhi zyda risk na rakhen q k jitna risk hota hai otna he loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main aghr hum apni trading main stop loss set karty hain tu hmain osko itna set karna hoga jis se hmain loss hony par hmra account wash na ho jay jub hum apni trading karty hain tu os main jitna risk hota hai otna he hmain loss hota hai es liye hmaisha kam risk k sath trading karen jis main hmain loss bhi ho tu itna ho jis se hmara account wash na hony pay forex main jub hum bara stop loss set karty hain tu hmain loss bhi bara hota hai es se hmain apni trading main aghr kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading main soch smjh kar trading karni hogi jis se hmain loss na hony pay forex main kam risk k sath trade lgaen jis se apko loss bhi na ho zyda or aghr loss ho jay tu apko recover karny main asani hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

                      hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy learning gain kar ky forex mai risk lena ho ga pher he hum pasia km skay gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy is mai expereicne or knolwedge gain karna ho ga pher hamy is mai risk lena ho ga forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baend ho jy ga forex aik unique business hain hum is mai agar bager elarning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai hum apny boss ap he hot hain yai kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:big stop loss wali trade na krain kyon k us main ap acha reward nahi lay sa

                        ap ko aisi trade ope karni chahie jis me ap ko kam se kam reward 1:1 ka mill raha ho yeni agr ap ne apni trade per 10$ ka risk le rehay hain tu os per ap ko reward 10$ ya os se zeyda milna chahie yeh strong money management ka rule ha jin ko follow karne se ap kam wining ratio ke sath bhi profit me reh saktain hain is ko lazmi follow karna chahie

                        baz dafa aisa hota ha ke jub ap market me analysis kar ke entry point find karte hain tu support ya resistance door hone ki waja se stop loss zeyda rakhna par sakta ha per ap ko aisi big stop loss wali trade ko ignore karna chahie take ap ko big risk na lena pare kyuke forex me strong se strong entry point bhi loss me ja sakta ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dear yeh jo ap big stop loss wali bat keh rahy hain. Yeh bhout sary traders mistake karty hain kay woh bara or chota stop loss apny guess ki base pay laga daity hain. jo kay bhout he galat hai. Stop loss humesha ap apny analysis or risk management ki base pay lagain. Tab ap bara be stop loss lagaty hain woh acha work karta hai. Lekin jo apny guess ki base pay lagaty hain woh bilkul galat hai. Balkay woh faidy ki jaga ap ko loss dy ga. Esleye support or resistance ki madad sy lagaya howa stop loss ap ko faida dy ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X