Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye?
    Trading market pooray world mai 3 sessions mai kaam kerti hai. Kia traders ko tamaam sessions mai kaam kerna chaiye ya darmiyaan mai break bhi laini chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

    Kuch traders forex market main long term trade kerty hain aur kuch trader short term trading or scalping kerty hain tou jo traders forex market main long term trading kerty hain unky liay trade open kerny ky bahd darmian main bar bar break ky liay jana bhi koi meaning nehi rakhta ky jab trade ho long time ky liay open ker li hai tou phir break kerain ya phir continue market ko observe kerty rehain ham ny trade ko close tou kerna nehi hota tou ham phir market ko observe kerty rehty hain ya breaks bhi kerty rehty hain tou hamain is main koi faida ya nuqsan nehi hota lekin scalpers agar forex market main trade open ker ky continue kerty hain tou kabhi bhi market ko phir chor ker break nehi kerni chahiay jab tak hamari trade chal rehi ho short time ky liay

    Jab ham short time ky liay trade open ker ky bhi break kerny chaly jaty hain tou hamari sari stretigy aur planning disturb Ho jati hai kyun ky ham short time ky liay jo trade open kerty hain us main hamain marker ko continue observe kerna zaruri hota hai ky ham apni planning ky mutabiq trade continue ker sakain jabky agar ham aesi mistake kerty hain tou kuch hi time break ky bahd ham market ko dobara open ker ky check kerty hain tou hamain bara loss ho chuka hota hai kabhi kabhi tou acha profit bhi jo chuka hota hai lekin aesa bahot rare cases main hota hai aksar aesa kerny per hamain bahot zyada loss hi ho chuka hota hai

    Jab ham scalping ker rehy hon aur hamain break kerna pery tou hamain scalping main open ki gai trade ko bhi modify ker ky stop loss aur take profit laga ker break ker leni chahiay taky hamain agar profit hasil ho tou hamari planning ky mutabiq ho saky agar loss ho tou bhi itna zyada na ho jisko recover kerna hamary liay bahot mushkil ho jaey lekin long term trade main tou market observation bhi chalti rehti hai aur breaks bhi chalti rehti hain long term trading main breaks ka effect nehi hota
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

      Dear forex trading main mary khayal main har waqat trading ni karni chae ha humy apny analysis kar k us k mutabiq trade open kar k stop loss or take profit ka istamal kar k chor dana chae ha or bar bar trade ko ni dakhena chae ha bas aik bar ache analysis kar k trading karny ta k hum easily kamyab ho Saken
      Forex trading main jab hum aik trade open karty han or phr us ko bar bar change karty han to is ka matlab ha k humary analysis tek ni han or na he humary pass knowledge or experience ha jo hum trading karty han is ley humy ziada sy ziada mehnat karty han to humy utna he knowledge or experience hasil hota ha jis sy hum ache analysis kar sakty han or ache trading kar k ache earning kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

        trading ko doran ham ko break lazmi karni chaheay har time forex market ko nahi dekhna chaheay aur ager market slow hai tu ham ko market ko bar bar nahi dekhna chahay kuch time ky lea market ko leave kar ky rest karni chaheay es say ap ka mind mazed fresh ho ga jiss say ap jab bhi market main again ayin gay tu ap fresh mind ky sath trade kar sakin gay es lea jab market main koi acha signal na mil raha ho tab thori dair tak market ko dekhna bhi nahi chaheay market ko bar bar dekhny say yeh nuksan hota hai ky ap koi na koi galt trade lay laity hain jiss ki waja say market main ap ko ko loss ho jata hai aur ap ko es main nuksan uthana parta hai es lea ap ko apne mind ko fresh aur active rehna bhi bohut zrori hota ha.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

          Dear jab ap ais market mai trading plan banaty hai to aus time ap ye decide karty hai k ais market mai ap ne jo trade lagani hai aus ko kitny time k liay lagani hai aor aus k sath ap ne account par jo trades lagani hai aun par ap ne kitna risk lena hai agar ap account par trade lagaty hai aor aus par ap ka target pora ho jata hai to aus k baad ap ko break leni chaye ta k ap ka mind fresh ho jaye aor aus k baad ap ais market mai dobara kaam start kary aor aus par acha profit bana ley agar ap ais market mai trade karty hai to ap ko ais market mai atna kaam karna chaye jis se ap ko atna faida ho jaye jis se ap ka guzara chalta rahy agar ap ais market mai long term par kaam kar rahy hai to aus mai ap ko break karny ki zarort ni hoti hai kun k ap ais market mai trades laga dety hai aor aun trades k sath target set kar k choar dety hai aus mai ap ko ye fadia ho jata hai k ap ki trades run karti rehti hai aor ap ko aus par profit hota rehta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

            Asalam o alikum dear forex trading Puri duniya main 3 session main hoti ha par Mary Khayal main humy sab main trading ni karni chae ha or Pakistan main to bilkal bi Ni karni chae ha q k Pakistan main forex trading main sham ko market taz hoti ha or hum log us main maximum profit hasil kar sakty han is ley humy chae ha k sirf do session k half half trading karny means UK session k center sy start karny or USA k center tak trading is sy ziada na karny Mary Khayal main ye sab k ley best ha or ye Pakistan main din 3 bajy sy rat 11 bajy tak Kar sakty han is k alawa bi Kar sakty han par Mary Khayal main is main ziada fayda hasil Kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

              Ji Baja frustrating Puri Duniya Mein teen seniors Mein hoti hai per Mere Khyal Mein Hamen sabse Mein trading Nahin Karni chahie aur Pakistan mein ismein bilkul ji Nahin Karni chahie Kyunki Pakistan mein Forex trading Mein sham ko market Tej hoti hai aur ham log usmein maximum profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ke mobile mein sirf Dosti song ke halat Halat trading Karen means aur Sabke Liye best hai aur yah Pakistan mein Din teen baje se Raat 11:00 Baje Tak kar sakte hain Iske alava bhi kam kar sakte hain aur mere Khyal mein ismein jyada Hamare kamyabi hai isliye Hamen chahie kya Soch samajhkar kam Kare aur acche tarike se kam Karen Taki Ham Kamyab ho sake Raksha aadami Tamasha kaksha Mein bonus mil sake
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Har time Har Kisi Ke Sath agar aap Khush Rahana Chahte Hain To Har time trading Nahin Karni chahie market ko acchi Tarah Se analyse karna bahut jaruri hai aur Iske alava Mere Khyal se agar aap rest Ki Baat Karte Hain to market 5 Din open hoti hai aur do din close Hoti Hai To isliye 2 din Kafi Hai Jindagi aap rest kar sakte hain aur apni Life ko enjoy kar sakte hain aur Baki Panch Din market ke sath touch Rahana bahut jaruri hai agar aap market se ek Achcha single Chahte Hain To uske liye Panch Din aapko market Mein acchi Tarah Se time spend karna chahie jisse aap ek bhi achcha signal Hasil kar le to aap pure week ka profit ek hi signal se Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

                  Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ki Har time Har kisi ke saath agar aap question Nahin Rahana Chahte Hain to vah hath time trading Nahin Karni chahie market ko acchi Tarah Se NSE se karna bahut hi jaruri hai aur Iske alava Mere Khyal se agar aap rest Ki Baat Karte Hain to market 5 Din open hoti hai aur dudh include Hoti Hai To isliye do din Kafi Hain ki aap rest kar sakte hain aur apni Life ko enjoy kar sakte hain aur Baki 5 Din market ke sath touch Rahana bahut hi jaruri hai agar aap market se ek Achcha single Jaate Hain To uske liye 5 Din aapko market Mein acchi Tarah Se time send karna chahie Jis per aap ek bhi achcha signal Hasil karne karen to aapko pure bhi aur profit signal se Hasil ho sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay doraan traders ko break kerni chaiye ya continue trading kerni chaiye

                    Dear friend trading Ek technical work hai aur uske liye aap ko mind ke sath kam karna padta hai aur aapko ismein brain use karna padta hai Jiski vajah se aap ko relax time bhi Hona chahie Kyunki agar aap 24 tarikh Mein Kaam Karte Rahe to aap out of mind Ho Jaenge to isliye aapko relax hone ke liye Kuchh der rest karna chahie aur Iske alava aapko Ek week mein 5 Din lagatar kam Karte Rahana chahie market ke sath Khush Rahana chahie market Mein kyon Kisi bhi time Nahin Mil Sakta Hai jisse Aap Achcha profit Hasil kar sakte hain to isliye Ek acche signal Ka Intezar karne ke liye aapko vate bhi karna chahie aur Market ke sath Khush Rahana chahie aur agar aap rest Ki Baat Karte Hain To Mere Khyal se ek bich Mein 2 din bahut hi behtar hai jinmen aap relax mind ke sath rest kar sakte hain aur aap outing per Bhi Ja sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X