kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?
    dear forex markeet main kia hamko har wakt isi try main rehna chaye k kab achi say achi trades milay aur ham markeet main enter hon ya phir hamko har aik sessions k baad markeet ka andaza lagana chaye k ab konsa trend khana say start hota hay aur kahan say hamko entery laina ziada best hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

    bilkul dear Forex trading business Ek bahut hi profitable businesses isiliye Hamen Har Waqt koshish Karni chahie kya Ham profitable trade select Karke Achcha profit Hassan Karen Jitna Jyada Ham market ki situations ko dekhte hain aur analysis KTV trade order Lagate Hain utna Jyada Hamen Forex trading business man kar sakte hain senior traders traffic Rider hack ke ham har Waqt koshish karen aur profitable trade ko dekhne ki koshish karen Jab Bhi Hamen Achcha chance Mile Ham is root profitable trade order Lagani chahie aur profit Ka vate Karna chahie kabhi bhi without analysis aur without news Ko Dekhe trade Nahin Lagani chahie aur koshish Karenge Apne senior traders ki guidelines ko follow karte hue trade order lagaen Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

      Business mai her waqt moqay kay intezaar mai rehna parta hai kiyu kay jo loog moqay ka intezaar nahi kertay woh kabhi bhi moqay say faida bhi nahi utha paatey. Forex trading business mai bhi traders ko her waqt moqay ka intezaar kerna hota hai issi liye traders ko her waqt market mai movement ko monitor kernay ki zarurat hoti hai. Market ki watch kernay say he achi trade laganay kay moqay miltay hain aur wohi traders kamaybi haasil kertay hai jo unn moqoo say faida uthanay kay liye mojud hotay hain. Forex trading business mai traders kay liye bohat asaaniaa paida ki gai hain. Trading terminal pay traders Agar khud trade open kernay kay liye mojud na bhi hoto pending orders ka use kia jaa sakta hai. Uss say bhi achay moqay paida kiye ja saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

        Dear yah bat ham janty hai k ham forex main kabi b order laga skty hai jab market running mian ho to . per is se murad yah nahe k ham jab b market open karain to us time ham order place kar dain aisa hargiz nahe hai. qk market main daikhna parta hai kis time trade k lai theak positon main hai yani ham ko kab is k bary mian indicator milll rahy hai or jab ham ko forex indicator apny strategy k mutabik milly to ham us time trade laga daity hai to is lia hamain proper time k wait karna parta hai k ham kab trade lagin or market hamary favour main ho
        • #5 Collapse

          Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

          G han jab bhi hamain forex market main trade open kerny ka acha chance nazar aa raha ho tou hamain forex market main trade open kerni chahiay agar ham her waqat market main trade open ker ky continue rakhty hain tou aesy trade kerny main hamain profit hasil hona bahot mushkil hota hai kyun ky market jab normal move ker rehi hoti hai tou woh dono directions main aik hi time main more ker rehi hoti hai so jab ham trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai ham phir bara loss hony ky dar sy bar bar trades loss main hi close kerty rehty hain

          Jab hamari trade open hoti hai aur hamary pas trade open kerny ky liay bahot acha chance bhi hota hai tou hamary pas same chance sy faida hasil kerny ky liay free margin hi nehi hota ky ham new trade open ker ky profit hasil ker sakain hamain phir aesa soch hi sakty hain ky kash hamari trade open na hoti tou ham chance sy faida hasil ker sakty hamain market main trade open kerny ky liay bahot acha chance us waqat milta hai jab hamara trading account wash ho chuka hota hai ya phir hamary pas bilkul bhi free margin nehi hota ky ham already trade open keeny ki mistake ker chuky hoty hain

          Hamain market main baghair trade open kiay present rehna chahiay ky hamain kabhi bhi trade open kerny ka bahot acha chance mily sakta hai tou aesy time per hamary trading account main acha balance hona chahiay ky ham trade open ker ky bahot achi earning bhi hasil ker sakain so chance ky liay hamain wait kerna chahiay ky chance profit II guarantee hoty hain lekin her time open rehny wali trade main profit hasil hona bahot mushkil hota hai
          • #6 Collapse

            Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

            bilkul forex main ham ko chart main analysis kar ky chor dainy chaheay aur market main phir ham ko wait karna chaheay jab bi koi acha level break ho tu ham ko har tarah say confirmation kaar ky phir market main trade laini chaheay aur ham ko es market aik chez pay kam nahi karna chaheay ham ko har tarah ky technical ko dekhna chaheay aur jab har techniqal kahy ky market ab ap ky mutabik thek hai phir ap ko wo trade laini chaheay us trade ky fail hony ky chanses bohut kam hoty hain es lea ap ko forex main soch samajh kar phir koi achi trade laini chaheay es main ham ko koi bhi galti nahi karni chaheay kyon ky forex main aik choti see galti say ap bohut sara nuksan kar laity hain.
            • #7 Collapse

              Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

              Bilkul Forex mein humko Chart me analysis Karke Chhod Dena chahie aur Market Mein FIR ham Humko vate karna chahie Jab Bhi Koi Achcha level Barak Ho To Humko Har Tarah Se confirmation Kar Ke fir market Mein trade leni chahie aur Humko is market main trade leni chahie aur Humko is market Mein Ek chij per Kam Nahin Karna chahie Humko Har trader ke a technical ko dekhna chahie aur jab Har technical Ham dekh Lenge To Ham Kamyab Ho Sakenge
               
              • #8 Collapse

                Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                Nahe dear ye zarori nai hai k ap ais market mai her time ye hi dekhty rahy ap ais market mai kaam karny k liay aik time table bana ley aor aus k hisab se ais market mai trade lagaya kary kun k jab ap ais time bana ley gy aor ais market mai aus time analysis kary gay to ap ko ais market mai agar koi achi trade mily gi to wo ap account par open kar ley gay aor aus par ap ko acha profit ho jaye ga agar ap ais market mai bahot hi zayda trades lagye gy to aus par ap ki ho sakta hai zayda trades loss mai jaye ais liay ap ko ais market mai jo trade lagani ho aisi lagani chyae jis mai confirmation ho aor account par atni zayda trades open ni karni chyae tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai acha kaam ni kary gay to ap ko ais market mai atna zayda faida ni ho ga ais market mai ap jitni zayda mehnat kary gay ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                  Nahin Dayadara nahin hai ki aap is market mein time yah hi Dekhte Rahe aap is market Mein kam karne ke liye ek time table banaa Lo aur uski hisab se is market Mein trade lagaen Karen Kyunki Jab aap is time banaa Lenge aur is market Mein use time analysis banaa Lenge Karenge to aapko is market mein agar koi acchi trade Milegi To vah aap Kisi bhi account mein open kar sakte hain
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                    Nahin de rahi hai Jaruri nahin hai ki aap is market Mein Har time Yahi Dekhte Rahen aap is market Mein Ek kam karne ke liye ek time table banaa Le aur uske hisab se is market main trade Lagaya Karen Kyunki Jab aap is time banaa Lenge aur is market Mein use time analysis Karenge to aapko is market mein agar koi acchi trade Milegi To Puspa aapki ho sakta hai ki Jyada trades loss loss Mein Jaaye isliye aapko is market mein jo train Lagane Ki Lagani Ho isase Aise lagaen chahie jismein confession Ho
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                      assalamu alaikum dear forex members my dear friends jaisa ki AAP sab jante Hain ki business mein har waqt mauke ke intezar mein rahana padta hai kyunki Jo log mauke ka intezar nahin karte vah kabhi bhi mauke se fayda bhi nahin utha sakte forex trading business mein bhi trader ko har waqt mauke ka intezar karna hota hai isliye traders ko har waqt market mein moment ko milta karna hota hai jo ki bahut jaruri kam hai market ki baat karne se hi acchi trade lagane ka mauka milta hai aur vahi trade kamyabi hasil karne per hamen ek achcha bonus nahin hota hai jise Ham fayda uthate Hain aur yah mauka hamen kabhi milte Hain agar Ham ismein vate karenge aur sab rakhenge forex trading business mein ladiss ke liye bahut ahsania paida ki gai hai trading terminal per traders agar kuchh trade open karne ke liye mein judna bhi ho to pending orders ka use Kiya ja sakta hai usse bhi acchi mauke paida kiye ja sakte hain aur ek bahut hi jabardast aur fast earning ho skti haa
                      • #12 Collapse

                        Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                        Forex trading main hum log jab proper analysis karny gy to humy ziada sy ziada ache trading karny ka moqa mily ga jtna hum behtar analysis karny or proper money management or risk management k sath Kam karny gy to humy loss bilkal bi ho ga or hum behtar planning or strategy sy trading Kar k ache earning kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy Kam karna ho ga jtna hum analysis karny gy to humy ache moqy milty rahen gy warna beht k dakheny k humy acha moqa mily ga to hum Kam karny gy to ap ko asy kuch Ni milna ha ap ko khud mehnat karni ho ge analysis karny seekeny hon gy or us k bad real account main Kam karny gy to he ap kamyab hon gy warna ap ko loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar analysis karny seekeny hon gy or maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                          Dear friend business Mein Har Waqt Ka Intezar karna padta hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex Ek Aisa business hai jo Puri Duniya Mein Pehla hua hai agar Ham mauke Ka Intezar Nahin Karenge Tu Kabhi Bhi Ham ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki yah Ek world business hai Forex maybe forward trader ko mauke Ki Talash rahti hai ki kab market movement Karegi aur kab Achcha profit Milega isiliye Har Kaam ko Chahe vah Jo Bhi Ho usmein mehnat bahut jaruri hai aur ja ke Hamen uska Hamen experience Ka Hona bahut jaruri hai Nahin to experience Na Hoga To Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte Kyunki Ham experience ke bagair zero hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                            dear agr ap entry point ke chakar me rehay gay tu entry point ap ko boht sare mill jate hain jaha per ap forex market me enter ho saktain hain per in entry point me se mostly fake hotain hain jin ki waja se traders ko loss ho jata ha aur 90% traders isi waja se loss karte hain forex me enter hone ke liey ap ko apni pyscology ko strong karna ho ga aur isi ko use karte huey market me ap ko trades open karna ho gi har entry point per ap trades open kare hmgay tu just loss ho ga

                            jub market ka new session open ho tu ap os me analysis kare technically bhi aur fundamental analysis bhi aur dekhay trend kitna strong ha aur kitni movement a sakti ha tub os entry point per trades open kare

                            agr ap ko entry point milta ha per trend strong nehi ha aur market me volatility na anay ke chancess zeyda hain tub ap ko os entry point per trade open nehi karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia hamko har wakt isi koshish main rehna chaye k kab achi trades milay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear forex markeet main kia hamko har wakt isi try main rehna chaye k kab achi say achi trades milay aur ham markeet main enter hon ya phir hamko har aik sessions k baad markeet ka andaza lagana chaye k ab konsa trend khana say start hota hay aur kahan say hamko entery laina ziada best hay?
                              Dear friend forex trading main humy har waqat analysis karny chae han different currency pairs main ya jis metal main trading karna chahty han is main analysis karty rahen jab ap ko lagy ap ko acha signal mil raha ha to ap ko chae ha k trade open kar lan or ache trade sy ache earning kar lan or forex trading main behtar planning or strategy sy trading karny jtni behtar planning or strategy sy trading karny gy to ap ko utna he fayda ho ga jab tak ap k pass behtar planning or strategy na ho tab tak wait karny acha signal mily pe he trade karny warna wait karny q k forex trading main woe kamyab hota ha jo sabir sy kam karta ha is main apny emotions lalich or juldbazi ko control karna both zarori ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X