Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye
    Assalamu alaikum dear friends har EK business mein loss or profit uska hissa hote Hain to agar hamen kabhi loss Ho jaaye to hamen se himmat nahin harni chahie aur kabhi bhi apne loss per emotional nahin hona chahiebalke apni galti se sikhana chahie aur use galti ko theek karke dobara se mehnat karni chahie aur emotions mein nahin aana chahie tabhi aap ismein safal ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

    Dear friend forex trading main humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha q k jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga to hum ache trading ni kar sakeny gy is ley humy pehly forex trading ko seekena or samjena ho ga jase jase hum forex trading ko seekeny or samjeny gy to hum aram sy kamyab ho sakty han par jab knowledge or experience ni ho ga to hum emotional ho jany gy or apny emotion ko control karny k ley maximum knowledge or experience hasil karna ho ga is ley humy ziada sy ziada behtar knowledge or experience sy hum ziada ache trading kar sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko emotional ni hona chaye kun k hum agar ais market mai emotional ho jaty hai to ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai koi trade lagai hai aor aus par ap ko loss ho jaye to ap ko ais market mai mazeed trade ni lagani chaye agar ap aus time emotional ho jaye gay to ap ais market mai loss kary gay ap ko ais market mai loss se bachna hai to ap ko ais market mai hamesha choti lot use karni ho gi aor aus k sath sath ap ko ais market mai apni trades k sath stop loss use karna ho ga tab ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai sabar k sath kaam kary gay to ap ko ais market mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

        Forex trading mai emotions ko control rakhna chaiye. Traders ko kabhi bhi emotional nahi hona chaiye kiyu kay emotional honay say bohat nuqsaan hota hai. Forex trading mai traders sirf loss ki soorat mai he emotional nahi hotay bulkay profit ziada honay ki soorat mai bhi bohat say traders emotional ho jatey hain. Tarders ko jab loss ho jata hai tou unhain loss ko recover kernay ki jaldi hoti hai aur lot size ziada rakh kay baghair sochnay samjhay trading shuru ker laitay hain jiss ki wajah say mistakes hoti hain aur loss barh Jata hai. Issi tarah jab profit bohat ziada ho jaey tou bhi traders emotional ho kay over trading kernay lagtay hain aur market reverse honay ki soorat mai loss bhi ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

          bilkul ap ki thek hai main bhi ap ki bat say agree karta houn forex business main ham ko emotion say kam nahi karna chahea balky es main ap ko es ko control main rakh kar kam karna chaheay aur emotions tab he ap ky mind main aty hain jab ap forex main lalch ky sath kam karty hain ya ap forex market main zid bazi say kam karty hain es lea forex main ham ko pehly achi tara say yeh sekhna zrori hai ky ham apne emotions main kesy control kar sakty hain forex main tab he ap apne emotions control kar sakty hain jab ap forex main rules ky sath kam karty hain es le forex main rules ko sakhti ky sath follow karna chaheay aur market main kisi logic ky sath kam karna chahea phir he ap success ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

            g han ap ny bikul sahi kaha hai forex trading main apny emotionl ko control kar k trading karni hogi q k jub hum apny emotionl ko control nahi karty hain un ko zyda loss hota hai emotionl ko control na karny se hmari trading main loss hony k chnaces zyda hoty hain qk ayse he hum se zyda galtian hoti hain or hum apni trading main kamayb ho skty hain tu hmain chahye k kbhi bhi apny emotionl main a kar na tu galat trade lgaen na he bari lot lga kar zyda profit ka lalach karen jub ap ayse kam karty hain tab he apko loss hota hai or ap apni trading main apny account ko bhi khtry main dal dety hain es liye hmaisha apni trading main soch smjh kar or apny account ko save rakh kar trading karen ta k apko apki trading main loss na ho zyda or aghr loss ho jay tu osko recover karny main bhi asani ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

              g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se semat krta hun forex trading main kbhi bhi apny emotionl ko control rakh kar trading karni hogi q k jub ap jald bazi karty hain tab he ap apni trading main kamyab ho skty hain es liye apko chahye k aghr ap chahty hain k ap ko loss kam se kam ho tu apko apni trading main soch smjh kar trading karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain es liye ap aghr kamyab hona chahty hain or loss se bachna chahty hain tu apko apni trading main jald bazi se nakam ho skty hain or hmain loss bhi tab he hota hai es iye loss k bad kbhi bhi overconfident na hon soch smjh kar apni trading karen jis main hmain dobara loss na ho or ap apni trading main kamyab ho kar apni trading kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                bilkul dear aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen kabhi bhi emotional Nahin Hona chahie aur koshish Karni chahie confidence trade order lagaen aur profit ka vate Karen kabhi bhi over trade na lagaen aur koshish Karenge apni emotions ko control Karen Kabhi Bhi Jyada profit Hasil karne ke liye trade Nahin Lagana chahie Hamesha koshish karen ki tray Lagate Waqt market ki situations ko Dekhte Hue market ka analysis karte ho Vahi trade lagaen aur apne senior se Jarur discuss Karen without analysis Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen Hamesha Ka Samna karna padta hai isiliye senior traders prefer Karte Hain Ki Kabhi Bhi overtrain Na lagaen aur apne emotions ko control karte hue Forex Mein kam Karen bahut se traders loss Ko Dekhkar emotional Ho Jaate Hain aur apni trade ko close kar dete Hain loss Mein Aise traders ko chahie ki vah profit Mein convert hone ke liye vate Karen apni trade ko aur bahut se trading profit ko Dekhte Hue emotional Ho Jaate Hain aur over trade Laga Dete Hain Jyada profit Hasil karne ke liye Aise Hamesha koshish karen ke kabhi bhi emotional Na Ho Aur confidence a profitable trade select karte hue trade lagaen aur profit ka vate Karen Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                  Hamain jab open trade main continue loss ho raha ho ya hamain kisi open trade main acha profit hasil ho raha hota hai tou ham emotional ho jaty hain jab ham loss ki waja sy emotional hoty hain tou aesy time per ham samajh rehy hoty hain ky hamain forex sy profit hona bahot mushkil hai isliay jab insecure trade kerna shoru ker dety hain tou ghalt trades open kerny per hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai jabky agar hamain kuch trades main continue profit hasil ho jata hai tou ham khud ko forex trading expert samajhna shoru ker dety hain ky ab ham jo bhi trade open kerain gy tou hamain profit hi hasil hoga tou ham aesy main bara profit hasil kerny ky chakkar main jab bari lot use ker ky trade kerty hain tou phir jald hi hamara account wash bhi ho jata hai

                  Emotions ko trading main control kerna zyada mushkil kam nehi hai agar ham apni her trade ko stop loss aur take profit laga ker market ko continue observe kerna chor dety hain ky jab hamara stop loss ya take profit hit ho chuka hota hai isky bahd ham market open ker ky new trade ki planning aur analysis kerna shoru ker dety hain tou phir ham kabhi bhi emotional nehi hoty trade kerty huey aur na hi ham koi mistake kerty hain emotional hony ki mistake sirf us waqat kerty hain jab ham market ko continue observe ker rehy hon aur hamain earning ka bahot acha chance nazar aa raha ho jo hota nehi hai tou ham trade open ker ky bara loss ker lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                    Asslam o Alaikum g han my dear friends humy forex treading pay kam krty huy aik asol k sth rhna chye us asaol k mutabik forex pay kam krna chye ku k ya humra online kam hy hum as pay jatna zyda mahant krty hy time dety hy us say humy fida bhii wesy hota hy lkn humy forex
                    Treading pay kbii emotional nii hona chye ku k ya humra online international business hy jas pay hum ghr bethy asani k sth kam krty hy or business humsha loss profit k sth chlta hy agr humy profit hota hy us k sth loss ho jaye tu humy emotional nii hona chye na hi parshn jas say humy
                    Dobura loss nuksan hn bilky us loss say nxt time k lay mazeed seekh kr agy bhrna chye forex treading aik international leval ka buht hi kamyab fiday mind famous business hy
                    Humy bhii loss hony ki wja say as pay kam krna nii chorna chye bilky humsha as pay himat or hosly k sth mazeed apni mahant ko continue rkna chye ku k jab as pay confidence kht ho jaye dill chota ho jaye tu treading nii hotii as lay treding k lay humsha dill bhra hona chye or soch samjh
                    K humsha acha kam krna chye jatna zyda time treading pay day gay us say fida or earning bhi wesy zyda say zyda hasil hogie humri sub say bhri kamyabii treading say profit gain krna or soch samjh k parfact profit gain krna humri sub say bhri kamyabii hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                      Forex trading main emotions ki koi jaga Ni ha q k jab ap emotional hoty han to ap ko loss hona start ho jay ha is key humy emotional Ni hona chae ha balky proper learning karni chae ha or proper knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha or proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum successful ho sakty han forex trading main jab bi ap emotions lalich or juldbazi sy trading karty han to ap ko loss k chance ziada ho jaty han is ley humy ache humy sab sy pehly ache learning karni chae ha or us k bad ache analysis karny seekeny hon gy or phr proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy warna humy loss k chance ziada hon gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                        Dear friend Forex trading aik technical or difficult business hai is mein hamen kuchh chizon Ka khyal rakhen kam karna hota Hai sabse pahle to Jab Ham trade start karte hain hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karna hota hai isase aapko tradeplace karne ke bad ziada pareshani ka samna nahin karna parta. Agar aap tradeplace kar dete hain aur aapane donon mein se kisi ek Ko follow nahin kiya hota to aapko pareshani uthana par sakti hai. Jab aap active trading kar rahe hote hain to uske dauran aapko bilkul emotional Nahin Hona balke aap ne bahut cool and calm rahana hai agar aapki trade loss mein ja rahi hai to aap cool Rahe agar aapane money management ki hogi to aapko nuksan Nahin hoga bolke aapki trade kuchh der ke bad reverse a jayegi aur aapko profit milega. Emotional ho kar aap Jo bhi decision lenge usmein aapko profit ki baje loss uthana padega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                          Dear friend Hamen Forex trading Mein Zyada Se Zyada knowledge aur experience share Karke trading Karni chahie jab tak mere pass Achcha knowledge or experience Nahin Hoga To Ham ismein acche trade Nahin Ban Sakte emotions ko trading Mein control karne Jyada Mushkil to nahin hai agar Ham take profit aur stop loss ki madad se trade Karte Hain To Ham ismein achha work kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain aur Forex me abhi kabhi bhi over Hoke trade open Nahin Karni chahie aur na hi emotions Ho face mat rate Karni chahie balki Mein confidence ke sath Waqt karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                            forex aik business ha is ko business ke rules ke mutabik deal karna chahie Apne emotion ko forex se door rakhna chahie agr emotion ap ki trading per effect nehi kare gay tu ap ki trading per positive asar pare ga chahie wo learning ka point kyu na ho agr emotional ko trading per havi kare gay tu ap strong way me agay nehi barh paye gay

                            emotion ki waja ap right decision ne le saktain hain jis se ap ko learn karne ka moma milta ha na acha result hasil hota ha trading se kuch traders ko loss ho jata per wo agr waha per traders discipline ke sath Chale na sirf loss recover ho sakta ha balke next trading bhi achi ho gi agr loss hone per ap emotion me akar big lots ka use karke loss recover karne ki try kare gay tu account wash ho sakta ha ya mazeed loss bhi ho sakta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                              Ji han yah to aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Humne Agar is market Mein kaam karna hai To Humko emotional Nahin Hona chahie Kyunki Ham Agar is market Mein emotional Ho Jaate Hain To is market mein se Paisa Kama sakte hain Agar aapane is market Mein Koi trade Lagani hai to use per aapko loss Ho Jaaye to aap ko is market Mein Masjid trade Nahin Lagani chahie agar aap use time emotional Ho jaenge to aap is market Mein loss Karenge aapko is market Mein loss Se Bachana hai to aapko is market Mein Hamesha Chhoti lot use Karni Hogi aur uske sath sath aap to is market Mein Apni trade ke sath stop loss use karna hoga tab aapko is market Mein fayda Hoga agar aap is market Mein Sab ke sath kam Karenge to aapko is market Mein fayda hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X