Jaiza:stop loss ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:stop loss ka use
    Assalamu alaikum dear friends mere khyal mein stop loss ka use karna bahut jaruri hai stoploss ek bahut hi kamal ka phool hai jo ki hamare account ko wash hone se bchaata haiagar aapki koi trade loss mein jaane lagti hai to ya khuda ba khud to usko close kar deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:stop loss ka use

    Dear friend forex trading main ache earning karny k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge proper stop loss istamal karna both zarori ha q k ye humy bary loss sy bachata ha is ley humy stop loss lazmi istamal karna chae ha q k stop loss sy hum safe trading kar sakty han q k jtna hum stop loss set karty han humy utna he loss hota ha ziada ni hota ha or humara account safe hota ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar sakty han stop loss humy bary loss sy bachata ha is ley humy ziada sy ziada ache learning or practice sy forex trading ko seek k or samj k trading karni ho ge jis sy hum kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge or forex trading main kamyabi hasil karni ho ge
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:stop loss ka use

      Dear jaisy ap ko pata hai k her trader ka aik plan hota hai aor wo aus k hisab se ais market mai trade lagata hai agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai apni her trade k sath stop loss use karna chaye agar ap trade k sath stop loss ni lagaty hai to ap ki trade loss mai chalti rehti hai aor ap k account par kafi zayda loss ho jata hai aisi liay hamesha apni trades k sath stop loss use kary ta k ap ki trade agar loss mai jaye to aus ko time par ap close kar ley aor aus thory se loss ko baad mai asani se ap recover kar ley tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap stop loss laga k kaam kry gay to ap ka account kabi wash ni ho ga aor ap ka account safe rahy ga ais liay her trade k sath stop loss zaror lagye tab hi bachat ho gi apki.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:stop loss ka use

        forex trading main aik trading tool jis ki boht zyda ahmiyat hai wo stop loss he hai jis main hum apni trading ko kamyab bna skty hain or achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main koi bhi trading ki startgy ko use karty hain hmain os main stop loss k tool ko lazmi use krna chahye kbhi bhi stop loss ko igor nahi krna chahye ta k hmain loss na hony pay.
        1: stop loss use karny k faiday:
        forex trading main stop loss ko use karny k boht faidy hain jin main sub se bara jo faida hai wo yahi hai k hmari trading main loss k afctor kam hota hai or hmari kamyab trading k chnaces zyda hoty hain stop loss k sath ki gai trade main hmary account k wash hpny ka bhi khtra kam hota hai es liye ap jis trha bhi trading karty hain os main stop loss ko lazmi st kar den, apk liye bahtr hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:stop loss ka use

          dear forex trading main stop loss ko boht ahmiyat hai q k yah forex main aik best trading tool hai jis ko use kar k hum apni trading ko profitable bna skty hain or kamyab ho skty hain es liye hmain chahye k hum jis bhi trading method ko use kar k trading kar rahy hain hmain chahye k os main stop loss ko lazmi use karen boht se mambers ka yah kahna hai k forex main jub hum stop loss ko use karty hain tu hmara take profit hit hony se pahly sl hit ho jata hai jub k aysa kbhi bhi ho jay tu wo market ki sorte hal par hota hai es liye kbhi bhi hmain ayse nahi sochna chahye q k aghr hum stop loss nahi lgaty hain apni trading main tu hmary account k wash hony k chnaces zyda hoty hain jub k mera yah kahna hai or manna hai k humain loss ko recover karny ka option mil jay wo bahtr hai or wo tab he milta hai jub hmari trading main stop loss ka tool use hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:stop loss ka use

            forex trading main boht se ayse trading tools hain jo k hmari trading ko kamyab bnany main hmra sath dety hain un main aik tool stop loss bhi hai jis main hum apni trading kar k kamyab ho kar profit lay skty hain es liye aghr hum chahty hain k hmain loss kam se kam ho or hmra account bhi save rahy tu hmain chahye k hum apni trading main stop loss ka use lazmi karen jub hum stop loss ka use karty hain tu hmari trading main loss kam hota hai or aghr loss ho bhi jay tu hmain loss ko recover karny main asani hoti hai stop loss ka es liye use kiya jata hai k hmain zayda loss na ho or hum apni hiat k hisab se loss ko set kar dety hain jis se otna he loss hota hai tu yah aik kamyab tool hai jo k hmai trade main loss ko lock kar skta hai or hum kamyab ho skty hain es liye hmaisha apni trading main apny loss ki ratio kam se kam rakhen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:stop loss ka use

              Forex trading business Mein senior traders preferred birthday Haki Ham trade order Lagate Hue trading to usko use Karen aur stop loss ka istemal Jarur Karen Hamesha koshish Karenge apni trade ke sath apni stop loss ke margin ko bhi Jarur set Karen Is Tarah Ham Jyada loss se apne account ko bacha sakte hain aur Apne account ko kyon rakhte Hain Hamesha koshish karen ki 2% Se Jyada stop loss ke margin ko set na Karen aur na hi jyada loss ka Samna Karen Hamen koshish Karni chahie ki market ki apan down situations ko Dekhte Hue market ka analysis karte hue trade order lagaen aur profit ka vate Karen senior traders or export readers traffic they have new members ko Keval Hamesha apni trade order Lagate Waqt stop loss ke margin ko Jarur set Karen analysis karte hue Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:stop loss ka use

                Forex trading mai stop loss aik aisa tool hai jiss kay zariye traders apnay ziada loss ko limit ker saktay hain. Stop loss iss liye use kia jata hai kay traders Agar khud trade open kernay kay baad usay monitor nahi ker saktay tou apnay account kay balance kay mutabiq aik munasib limit pay stop loss laga laitay hain takay aga loss ho bhi tou aik limit tak he ho. Forex trading mai jo traders trading terminal pay mojud tools ko achi Tarah samajh laitay hai aur unhain zarurat kay waqt istamaal ker saktay hain wohi kaamyab rehtay hain. Kiyu kay terminal pay mojud tamaam tools traders ki help aur support kay liye he banaey jatey hain. Stop loss ko small account balance kay saath use kernay ko experts prefer nahi kertay kiyu kay iss Tarah loss say balance aur equity kamm hoti rehti hai jo account ko weak ker daiti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:stop loss ka use

                  Agar ham secure forex trading kerna chahty hain aur chahty hain ky hamari trade forex market main hamesha continue rehy tou hamain kabhi bhi koi trade baghair stop loss ky continue nehi kerni chahiay jab hamain open trade main loss ho raha hota hai tou ham market ky reverse hony ka wait hi kerty rehty hain open trade ko small loss main close nehi kerty tou loss hoty hoty hamara account wash ho jata hai

                  STOP LOSS KA NUQSAN:-

                  Ham jab bhi koi trade open kerty hain aur us main sirf stop loss use ker ky profit is bara target select ker lety hain tou hamain phir acha profit tou hasil nehi hota albata hamara stop loss bar bar hit hota rehta hai hamain jab her trade open kerny per stop loss hi hit ho raha ho tou hamain phir yeh analysis kerna chahiay ky ham stop loss lagany ky liay konsy parameters use ker rehy hain jab ham achi calculations ker ky stop loss lagaty hain tab hamain kuch profit bhi hasil ho sakta hai

                  STOP LOSS KY FAIDY:-

                  agar ham apni her open ki jany wali trade main stop loss use kerty hain tou hamari her open ki jany wali trade account wash sy secure ho jati hai jab ham forex market trade open kerty huey stop Ioss use nehi kerty tou results hamesha account wash ki surat main hi milty hain hamain her open ki jany wali trade main stop loss zarur use kerna chahiay ky agar hamain loss hota bhi hai tou just calculated loss hota hai jis ko recover kerna bhi mushkil nehi hota tou stop Loss hamara account wash hony sy bacha Leta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:stop loss ka use

                    Asalam o alikum dear forex trading main stop loss both important ha q k jab tak hum log stop loss ni lagay han to humara account safe Ni hota ha or risk main hota ha kisi bi waqat market ki fast movement sy wash ho sakta ha ya phr both ziada loss ho sakta ha is ley humy jab bi trading karni ho to humy both soch samj k analysis kar k trade open karni chae ha or apny analysis k mutabiq stop loss set karna chae ha jtna acha stopp loss set karny gy to humy loss k chance Kam hon gy or hum ache trading Kar k acha profit hasil Kar sakeny gy is ley jab bi trading karny to har trade k sath stop loss lazmi istamal karny ta k k humara account safe ho or risk main bilkal bi na ho utna he loss ho jtna hum set karny humy utna he loss ho ziada na ho or safe trading karny ta hum easily successful ho sakun
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:stop loss ka use

                      Stop loss.
                      Dear members Forex trading me stop loss ek Aisa tools samjha jata hai jo aapko bare nuksan se protect karke rakhta hai. jitne bhi traders Hai vah is tool ko like karte hain uski vajah yah hoti hai ki Forex trading aik prediction Base online business hai aur is mein aap ki prediction reverces ho sakti hai, to use situation se bachne ke liye Jab aap ne apni trade mein stop loss place Kiya hoga to aapko tention nai hota ki mujhe koi bara nuksan ho sakta hai. Lekin ek baat ka zarur khyal rakhna chahie ke forex market hamesha up and down karti rahti hai lekin sirf travel apne trend mein karti hai aap ne stop-loss Ko uski normal moment se dur place karna hai taka vah aapke Stop loss Ko hit na kar sake. Jitne bhi newbie traders Hai un tamam ko chahie ki vah apni har trade mein stop loss ko use Kiya Karen Aisa karne se unko Bahut si learning bhi milegi aur account bhi secure rahega.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:stop loss ka use

                        Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading Mein acchi earning ke liye money management aur iski management per hi Hamen main trade karna Hogi gi Forex trading Mein stop loss bahut important hai ki unke jab tak ham log stoploss Nahin Lagate Hain To Hamara account sev Nahin hota hai aur risk Mein Hota Hai Kisi bhi waqt market ki fast movement se wash ho sakta hai ya FIR bahut jyada loss ho sakta hai isiliye Hamen Jab Bhi trading Karni Hogi To Hamen stop loss ka use karna hoga Agar Ham shop use Karenge to bahut hi acchi nahin kar sakte hain aur Kamyab profit aise kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:stop loss ka use

                          Ji bhaijaan Forex trading Mein acchi aadami karne ke liye Hamen proper money management or risk management se trading Karni Hogi proper stop loss istemal karna bahut jaruri hai Kyunki yah Hamen Bade Logon se batata hai isliye Hamen stop loss lazmi istemal karna chahie Kyunki stop loss se Ham sirf trading kar sakte hain Kyunki Jitna Ham stop loss set karte hain Hamen utna hi loss hota hai Jyada Nahin Hota aur Hamara account saaf hota hai isliye Hamen Jyada Se Jyada Behtar planning aur acchi Soch se training Karke acchi earning kar sakte hain stop loss Hamen Bade Logon se Bajata hai isliye Hamen Jyada Se Jyada acchi learning aur practice se Forex trading co Sikke Samajh Ke trading Karni Hogi jisse Ham Kamyab ho sakte hain isliye Hamen Jyada Se Jyada Behtar planning aur aur acchi Soch se training Karni Hogi aur Forex trading Mein kamyabi Hasil Karni Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:stop loss ka use

                            Ji bhaijaan Assalamu Alaikum Agar Ham frocks trading karna chahte hain to aur Chahte Hain Ki Hamari trade forex market Mein Hamesha continues Rahe To Hamen Kabhi Bhi Koi trade Bhagya stop loss ke news Nahin Karni chahie Jab Hamen open trade Mein loss ho raha Hota Hai To Ham market ke riwaj Se Hone Ke Liye vate Hi Karte rahte hain aur opentrade ko Sambhal loss Mein close Nahin Karte to loss hota rahata hai Hamare count was ho jata hai stop loss ka and queen Ham Jab Bhi Koi trade open karte hain aur usmein set stop loss use Karke profit is bar target select kar lete hain To Hamen FIR acche profit to Hasil Nahin Hota Aur bata Hamare stop loss Bar Bar hit hota rahata hai aur Hamen Jab Har trade open karne per loss heat Ho Jata Hai To Hamen tabhi kamyabi milati hai isliye Hamen Jo kam bhi Karna Hai Soch Samajh Kar karna hai acche se karna hai Taki Ham Kamyab ho sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:stop loss ka use

                              Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Forex forum Mein kam karne keliye risk Ka Sahara Lena padta hai. Risk ke bagair yah business perfect Taur per Nahin chal sakta isliye Hamen risk lete Hue stoploss ka use karna chahie Taki Ham Bade loss Se Bachkar kar profit hasil ker sake.
                              Doston Forex Mein Hamen kam karne ke liye risk Lena padta hai aur risk mein bahut hi jyada loss ke bhi chances hote hain stop loss ka use Karke Ham bade nuksan se Bach sakte hain Kyunki uska use hmein bahut hi fayda deta hai Jab Ham stop loss ka use karte hain to Agar Ham risk Le lete hain aur kisi Badi trade ko open kar lete hain to Agar Ham stop loss ka use karte hain to is Hamari trade Ko Agar nuksan hone wala Hota Hai To vah Khud BA Khud close Ho Jaati Hai Aur Is Tarah bade nuksan se Bach Jaate hain lekin Agar Ham stop loss ka use Nahin karte Tu Agar Ham Koi trade open karte hain vah Hamen nuksan Ho Jaate Hain To Is Tarah Humari close Nahin Hoti Hai Aur Is Tarah Hamare account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen stop loss ka use karna chahie Taki Ham Bade nuksan se bach sake aur Jyada Se Jyada iska use Karke earning Hasil kar sake.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X