Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???
    Asslam o Alaikum my dear all sweet members umeed krta hn ap sub dost khariyt say apna achy say kam kr rhy hogay forex treading humra online international business hy jas pay hum mahant k sth kam kr k passy kamty hy lkn us k lay humy lot size ki zurat hoti hy jas ki badolt humy loss profit hota hy dosto humy small or big lot size say kia fida nuksan hota hy as k lay humy zyda tar khon swa lot size zyda lagna chye jo humry lay fiday mind ir kamyabi ka zaria bany......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

    Dear friend forex trading main jtni bari lots size lagany gy ap ko utna he loss profit ziada ho ga or ap ka account risk main ho ga is ley humy risk sy bachna ho ga q k ziada risk lan gy to humara account wash bi ho sakta ha is ley humy big lots size ni Istamal karna chae ha ta k humy ziada sy ziada profit ho or loss bilkal bi na ho is ley humy small lots sy trading karni ho ge jab small lots sy trading karny gy to humy agr loss ho bi to kam ho ga or profit bi kam ho ga par tohra tohra kar k profit ziada ho jay ga par loss sy humara account wash ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge sath main take profit or stop loss lazmi istamal karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

      Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main small lots or big lots sy ap k account pe both ziada asar par sakta ha is ley humy both soch samj k trade lots size select krna chaiy ha
      Big lot size
      Forex trading main hum jtna lots size ziada rakty han humara account utna he risk main hota ha means k jtni bari lots hoti ha humary account main risk ratio utni ziada hota ha means loss hua to both ziada ho ga isi tahra profit bi ziada ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada profit hasil karan k ley ziada risk la sakty han par agr humara knowledge or experience kam ha to phr humy bog lots ni istamal karni chae ha agr knowledge or experience acha to phr ap big lots istamal kar sakty han
      Small lot size
      Forex trading main small lots sy trading karny gy to humy ziada loss ni ho ga or profit bi isi ratio sy ho ga small lot size sy humary account wash hony k chance both Kam hoty han or ziada sy ziada profit k chance hoty Han is ley humy ziada sy ziada profit hasil karan k ley humy ziada sy ziada mehnat Kar k seekena ho ga jis sy hum kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab hum kamyab ho sakty
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

        Dear jab ap ais market mai apna trading plan tyar kar rahy hoty hai to aus time ap ko ais market mai lot select karni hoti hai k ap account par kitni lot lagye gay agar ap ne account par trade karni hai to ap ko ais market mai hamesha atni lot use karni chaye jis se ap ka account safe rahy.

        Small Lot Size
        Dear agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ais mai bahot hi choti lot agar use kary gay aor ap ka accout thora bara hai to aus par ap ka target pora ni ho saky ga agar apne apna target bhi pora karna hai aor lot bhi choti lagani hai to aus time ap account par atni lot use kary jis se ap ko agar loss ho to ap k account ka 2% loss ho aor profit ho to aus par ap ka account kafi growth kar jaye ya ap ka target pora ho jaye wo lot ap k account k liay kafi zayda safe hai.

        Big Lot Size
        Dear agar ap k pass account chota hai to aus par ap ko bari lot to lagani hi ni chaye aus se ap ko agar loss ho ga to ap ka account bhi wash ho sakta hai agar ap ais market mai bari lot lagaty hai to aus k sath stop loss lagye magar jab ap k pass account bara ho to aus time ap bari lot laga sakty hai aus mai ye faida hota hai k ap agar account par trade lagaty hai to aus par ap ko atna zayda loss ni hota ap k account k hisab se ap aus trade ko asani se hold rakh sakty hai aisy hi agar ap ne ais market mai trade kar k profit lena hai to lot atni use kary jis se ap ka account bhi safe ho aor target bhi asani se pora ho jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

          forex trading main lot size aik aysa tool hai jis ko boht he ahtiyat ks ath set krna hota hai q k ayha ik trha se invest bhi hoti hai jis se apko apki trading main loss or profit osi base par hota hai or lot size set karty aik bat hmaisha mind main rakhni chahye k aghr humain loss ho tu kam se kam ho q k forex main jub loss hota hai tu osko recover karny ka option bhi ho es liye hmain chahye k hum lot size ko soch smjh kar set karen,
          1: small lot set karny k faidy:
          forex trading main small lot k sath trading karny ka sub se bara yah fiad hota hai k os main jo loss hota hai wo kam hota hai q k jub hmain kam loss hota hai tu osko recover karny main bhi asani hoti hai es liye hmain soch smjh kar or ahtiyat ko rakhty howe small lot k sath tarding karen.
          2: big lot set karny ka faida:
          forex trading main big lot ko set karny main bhi hmari khud ki mazri hti ahi or aghr hum yah kahen k bari lot lgana sahi nahi hota hai tu yah gaalat bat hoti ai jo expert or sinors mambers hoty hainw o bari lot k sath trading kar k kamyab ho skty hain es main aghr hum miyari trading karen tu hmain es main bara profit hota hai laken es ko set karny k liye hmra expiernce ka hona zarori hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

            dear smal lot size koi nuksan nahi hotaa hai jab ky big lot size ka nuksan hota hai big lot size lgany ky bad ager ap ka order loss main chala gea tu ap ka account wash hony ka khtra hota hai aur smal lot size say ap ki trade nuksan main bhi chali jay tu ap ka ziada nuksan nahi hota hai aur ap us ko easy ho kar cover bhi kar sakty hain es lea forex trading main ham ko money mangement rule ky tehat kam karna chaheay phir he es business main ham nuksan say bach sakty hain forex main success hony ka pehla step he money mangement rules ko follow karna hota hai phir he ap ko success milny ky chanses ziada hoty jaty hain ap ka jitna bhi market main experience ho ap ko hamesha es rules say kam karna chahea.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

              bhai jan forex trading main lot size ko soch smjh kar trading main set krna hota hai q k forex main jub hum apni trade lgaty hain tu hmain os main lot set karni hoti hai jis ko soch smjh kar set krna hota hai q k jub lot lagni hoti hai tu hmain apny account balnce ko achi trha se calculate kar k trade lgani chahye hmari trade main loss kub ho jay kisi ko bhi nahi pta hota es liye es bat ko hmaisha mind main rkhna chahye or apni trading main small lot set kar k trading karni chahye jis main apko loss hony k chnaces bhi kam hon or apka account bhi save rahy forex main new mambers small lot ks ath trade lgaen or jo sinors mambers hain or un ka expiernce zyda hai un ko bai lot bhi trade main lga leni chahye es main koi issue nahi hota hai q k hmari trading main hmary expiernce ki base par he hum kamyab ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                dear forex trading main lot size ko hmaisha apni trading ki ability par rahty howe set kiya jata hai jis k hum su yah bat janty hain k forex main jo lot hoti hai wo hmari aik trah se invest hoti hai or forex main risk ka factor bhi otna he hota hai jitni lot set hoti hai es liye aghr hum chahty hain k hmain forex main zyda loss na ho or na he hmraa ccount wash ho tu hmain es k liye small lot k sath he tarde karni chahye.
                forex trading main big lot or small lot donu he use ki ja skti hai es main kisi bhi trha ka koi issue nahi hai laken lot wo set karni chahye jo apka account k mutabik ho or ap osko achi trha se handle kar saken es liye apko yah baten soch smjh kar lot lgani hogi wesy tu main apni trading main small lot ko he preffer krta hai jis main loss hony k chnaces bhi kam hoty hain or account bhi save rahta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                  Jab bhi ham forex market main trade open kerty hain tou hamari yeh koshish hoti hai ky hamain open trade main acha profit hasil ho saky jis ky liay ham koshish kerty hain ky ham reasonable lot use ker ky trade continue kerain taky hamain open trade main acha profit bhi hasil ho saky so hamain bari lot sy trade open kerny ka tou loss hota Hai lekin agar profit hasil hota hai bhi acha profit hasil ho sakta hai isi terha small lot size sy trade open kerny per hamain loss tou kam hota hai lekin sath main agar market hamari open trade ki favour main move kerti hai tou hamain profit bhi hai jo hota hai

                  SMALL LOT SY TRADE OPEN KERNA:-

                  Jab ham kisi bhi pair main trade open kerty hain aur small lot use ker ky trade open kerty hain tou iska hamain yeh faida hota hai ky agar market hamari open trade ky against move kerna shoru ker dy tou ham bari asani sy apny loss ko control bhi ker sakty hain aur agar market hamari open trade ky against hi move kerti rehti hai aur hamain zyada loss bhi ho jata hai tou bhi hamary pas new trade ooen kerny ky liay margin available hota hai ky ham loss ko control kerny ky liay new trade open ker ky hedge ker sakty hain jabky bari lot sy trade kerty huey hamain you facilty nehi hoti ky hamary pas new trade open kerny ka margin hi nehi hota

                  BARI LOT USE KER KY TRADE OPEN KERNA:-

                  Jab ham forex market main bari lot use kerty huey trade continue kerty hain tou hamari open trade main acha profit hasil hony ka chance hota tou hai lekin sath main loss ka bahot bara risk bhi hota hai ky agar market hamari open trade ky against kuch dair ky liay bhi movement kerti hai tou bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai so hamain kam profit ky liay forex market main trade continue kerni chahiay ky ham small lot use ker ky trade continue ker sakain kyun ky bahot thora profit bhi Bary loss ya account wash sy behter hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                    Dear friend lot size per hi depend karta hai ki aap market Se Kitna profit Hasil kar sakte hain aur Kitna aapko loss ho sakta hai Kyunki Agar aapka lot size Jyada hoga to aapko problem bhi utna hi jyada Hoga aur lekin aapko apna hi nuksan bhi ho sakta hai isliye Apne lot size ko kam se kam rakhewal ke 0.01 se apni Har trade open Karen Kyunki Jitna kam lot size Hoga utna hi aap protest free trading kar sakte hain Kyunki Ek accha trader Hamesha kab Laut Sar use Karta Hai Taki vah Jyada Logon se bacche ke aur Achcha profit cancel kar sake isliye hard worker manage Karen jisse aap easy acchi nahin kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                      Lot size ka Matlab kisi bhi cheez ki miqdaar hoti hai. Forex trading business mai lot size ka Matlab yeh hota hai kay jinn pairs ya commodities ki trading ki jaati hai unki ki kitni quantity buy ya sell ki jaani hai. Jab traders lot size select ker rahey hotay hain woh ziada ter small lot size he buy kertay hain kiyu kay individual traders kay accounts big lot size ko support nahi ker saktay. Aur loss ki soorat mai bohat ziada loss hojata hai. Account balance kay mutaniq he lot size rakha Jata hai. Lot size ziada select kernay say broker ka commission bhi barh Jata hai. Kiyu kay broker apna commission spread ki soorat mai he lay raha hota hai aur her lot pay broker ka commission bhi double horaha hota hai. Iss liye commodities ki price bhi ziada hoti hai aur unn ka spread bhi ziada he hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                        Jab Bhi Ham forex market Mein trade open karte hain to hamare yah koshish hoti hai ki Hamen opentrade Mein Achcha profit Hasil ho sake Jiske Liye Ham koshish Karte Hain Ki ham Reasonabli lot use Karke trade contact Karen Taki Hamen opentrade Mein Achcha profit bhi Hasil ho sake so Hamen trade Mein Achcha profit bhi Hasil ho sake Badi lot se trade open Karen kar to loss hota hai lekin Agar profit Hasil hota hai bhi achcha profit Hasil ho sakta hai ISI Tarah Sambhal lot size se trade open karne per Hamen doston kam hota hai lekin sath mein agar market Hamari open trade ki favour Mein move Karti Hai To Hamen profit Bhi Hai Jo Hota Hai Jab Ham Kisi bhi pair Mein trade open karte hain aur small lot use Karke trade open Karte Hain To iska Hamen yah fayda hota hai ki Agar market Hamari opentrade ke against move karna shuru kar de To Ham Badi aasani se apne loss ka control bhi kar sakte hain aur Agar market Hamari opentrade ke against ki move Karti rahti hai aur Hamen Jyada loss bhi ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                          Forex trading business mein lot size trading ki veleu ko zahar karti hai hum Forex mein trading lot size use kar k hi kar saktay han aur lot size bhi har trader apni strategy k mutabik use karta hai js traha ki strategy ho us k mutabik hi lot size use ki jati hai kuch log buht ziada lot size use kar k ziada profit earn karne ki koshish kartay han aur kuch kam lot size use kar k trading kartay han aur kam profit hasil kartay han Forex mein lot size depend karti hai account leverage aur account balance par account ki leverage aur balance ziada ho ga tu ziada lot size use kar saktay han aur leverage aur account balance kam ho ga tu kam lot size use kar saktay han aur ziada lot size use karne ka faida bhi hai aur nuqsan bhi hai is ka faida ye hota hai k hum profit jaldi aur ziada hasil Kar saktay han aur nuqsan ye hota hai k agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai is liye hum ko apne account ki money management karni cahaiye aur us k mutabik hi lot size use karni cahaiye aur New trader ko kam se kam lot size use Kar k trading karni cahaiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                            trading me big lots size ke faiday kam aur nuksan zeyda hain agr ap ne big lots laga kar 2 trades profit me le li or next big lots ki trade me loss ho jaye tu ap ko kuch faida hasil nehi ho ga kyuke ap ko big loss ho chuka ho ga big lots ka use karke trade open karne ki waja se is liey capital ke hisab se big lots kabhi bhi use nehi karni chahie

                            ap ko na boht zeyda big lots size use karni chahie na boht kam ke ap ko boht kam profit mile ap ko lots size money management rules ke mutabik use karni chahie yeni ke agr ap ke pass 1000$ hain aur ap ne 2% per trade risk lena ha

                            ap ko eurusd me aik trade mili ha jis ka stop loss 100 pips ban raha tu ap ko lots size 2% risk ke hisab se jo ke 20$ banta ha 0.02 ki lots size ka choose karna chahie agr ap ka stop loss 50 pips ban raha ha tu ap ko 0.04 ki lots size ko choose karna chahie ap ko market ki movement ke farak ko lots size kam ya zeyda karke control kar saktain hain per ap ka risk 2% capital se zeyda nehi hona chahie aur isi ke hisab se lots size select karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :Small Lot Size Or Big Lot Size Say Kia Fida Nuksan Hota Hy..???

                              Ji han bhai jaan aap bilkul theek hai aapki is Baat se main agriculture hun kya aapane catches bar kya Hamen chahie post quality improve karna chahie Gram Post ki quality improve Karenge To Hamara Achcha bonus aaega Agar Hamara Achcha bonus aaega To Ham Apne bonus se Ham ismein acchi trade Hasil kar sakte hain Hamen chai ke Hamen bonus Ko Dekhkar hi Lord Lagani chahie Agar Ham acchi Lord lagaenge To Ham ismein Charanon Hasil kar sakte hain Hamen chai kis Malad Lagani chahie aur bakelite se Hamara account was ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X