Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika
    Assalamu alaikum dear friends jaisa ki Ham sab jante Hain ki Kai bar badi amount ki loot lagakar agar Ham galat laga de aur vah loss mein chali jaaye to hamara account was Ho jata hai to Mera yah sawal hai ki Ham apne account ko wash hone se kaise bacha sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

    Dear friend forex trading main humy loss ho to humy tension ni lani chae ha balky sakun sy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni chae ha agr hum ny apna account wash hony sy bechana ha to humy ache small lots sy trading karny q k small lots sy trading kar k hum ziada fayda hasil kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy banani ho ge is k alawa humy sirf or sirf small risk k sath trading karni chae ha or proper stop loss or take profit k sath trading karny sy humy ziada loss ni ho ga or ziada sy ziada profit ho ga is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny jab tak hum proper money management or risk management sy trading ni karty han to humara account wash ho sakta ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

      Deference rotating Mein Humne loss Ho To Hamen tension Nahin leni chahie balkesh kaun se apna knowledge aur experience ke mutabik trading Karni chahie Agar ham Humne Apna account voice hone Se Bachana Hai To Ham acche Sambhal aur state trading kar sakte hain aur Hamen Jyada fayda hoga
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

        Dear agar ap account par trade karty hai to ap ko ais mai apni her trade k sath stop loss lagana chaye agar ap ais market mai trade karty hai to ap ko ais market mai apny account par jo trade lagani hoti hai aus mai aik to ap ko lot kam use karni chyae aor aus k sath ap ko ais market mai trade sirf tab lagani hai jab ap ki trading strategy k hisab se market ap ko trade dy agar ap ais market mai lalach kary gy aor apni trades close ni kary gay to ap ko ais market mai faida ni ho ga agar ap ne ais market mai account wash hony se bachna hai to ap ko ais market mai planing kar leni chyae aor aus k hisab se hi ap ko ais market mai trade karni chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai agar ap stop loss lagye gy to thora sa loss ho ga jis ko recover karna asan hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

          Forex trading business mai traders ka sub say Barra darr aur khauf sirf aur sirf account ka wash out hona hai. Forex traders ko apnay account ko run kernay kay liye bohat mehnat kerni parti hai. Traders ko apnay account ko safe aur secure rakhnay kay liye apni learning aur knowledge ko her waqt improve kerna chaiye aur yehi koshish kerni chaiye kay apnay knowledge aur skills ko update kernay kay liye khud ko her waqt active rakhain.

          Forex trading business mai traders ka pehla step apnay balance ko maintain rakhna hona chaiye kiyu kay balance ko maintain rakh kay he account ko safe kia jaa sakta hai. Trading kertay huay lot size aur trends ko monitor kerna aur phir analysis kertay rehna chaiye kiyu kay yehi sub cheezain traders ko account wash honay say bachnay mai madad kerti hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

            ji mere Bhai aapane bilkul theek hai agar aap Forex mein Mar kam kar rahe hain to ismein aapko jyada se jyada savdhani se kam karna hoga kyunki ismein jyada bahut jyada jaruri hai agar aap free mistakes karenge to aapko ismein loss ho sakta iske liye aapko jaroori hai kis mein jyada se jyada achcha bhar Kare aur kamyab hone ke liye ismein jyada se jyada experience hasil Karen kyunki jitna jyada experience hoga tab hi aapas mein kamyab honge ismein emotions ke sath trainis mein aane se pahle dam open per jyada se jyada kam Karen aur training later bhi aapas mein kamyab honge kyunki jitni acchi learning hogi utani acchi aapki har nahin hogi to aapka kaun si gas hone se Bach jaega to aapko account ko varshon se bachane ke liye aapko ismein stop-loss istemal karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

              Jab ham forex market main trade continue kerty hain tou hamain trade open kerny per sirf profit hi hasil nehi hota hamain kei trades main loss bhi hota hai but agar ham loss ko start main hi control ker lety hain tou ham bary loss sy bhi bach jaty hain aur hamara account wash hony sy bhi bach jata hai hamain account ko wash hony sy bachana hai tou hamain kabhi bhi lalach main nehi perna chahiay ky jab ham lalach main aa ker bari lot sy trade open ker lety hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai agar ham open trade ko loss main hi close nehi kerty tou hamara loss increase hoty hoty account wash bhi ker sakta hai

              Hamain forex market main her open ki jany wali trade ko secure ker ky open and continue kerna chahiay tab hi ham account wash hony sy bach sakty hain jab ham forex market main open trade kerty hain tou phir ham yeh decision nehi ker paty ky ham ny apni open trade ko kitny loss main close kerna hai but agar ham trade open kerty hi sath main hi stop loss aur take profit use kerty hain tou phir hamari open trade secure ho jati hai ky agar tou take profit hit hota hai tou ham profit ko withdraw kerwa sakty hain but agar hamara stop loss hit hota hai tou bhi loss itna zyada nehi hota ky account wash ho saky

              Ham jab apni her open ki jany wali trade ko achi terha planning kerny ky bahd market ky achy analysis ker ky open kerty hain aur apny account ko achi terha money management aur risk management ker ky trade continue kerty hain tou hamain aesi her trade main profit zarur hota hai lekin agar kisi open trade main loss hota bhi hai tou bhi itna nehi hota ky account wash ho saky
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: account wash sy bachnay ka tarika

                Ham Jab apni Har open ki jaane wali train ko acchi Tarah planning karne ke bad market Ke Acche analysis Karke open karte hain aur apne account ko Kuchh acchi Tarah money management or risk management karkat rate contact Karte Hain To Hamen aise hi Har traders Mein profit Jarur Hota Hai lekin Agar Kisi opentrade Mein Hi cloth Hota bhi hai tu bhi Itna Nahin Hota ke account was ho sake
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X