Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?
    Agr market aik he support ya resistance sy bar bar bounce back ho jay to iska kya mtlb ho skta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

    G han aksar aesi situation banti hai ky market jab aik support ya resistance per bar bar none ker ky jati hai aur bounce back Ho jati hai tou aesy time per hamain kabhi bhi yeh nehi sochna chahiay ky ab market trend change ker ky reverse movement bhi start ker sakti hai market jab two to Three time kisi bhi aik support ya resistance ko touch ker ky reverse ho chuki hoti hai tou next market ki same direction main move kerny per bahot zyada chances hoty hain ky same rapport ya resistance jis sy market already reverse ho chuki hoti hai tou us ko break kerty huey same direction main bari move ker jaey

    Hamain aesa nehi sochna chahiay ky market jab bhi support ya resistance per ponch jati hai tou reverse hi move kerti hai halanky aesi hergiz nehi hota market by bhi hamain deceive kerna hota hai ky ham aesy time per reverse order main trade open kerain jab market support ya resistance per ponch chuki ho tou market phir support aur resistance ko break kerty huey bary move ker ky hamary account ko bhi wash ker sakti hai

    Jab hamain yeh yaqeen ho jaey ky market support ya resistance ko break kiay baghair reverse move start ker chuki hai tou hamain aesy time per trade open kerni chahiay phir market dobara same support ya resistance tak zarur move kerti hai tou yehi hamary pas forex market main trade open ker ky earning ka best chance bhi hota hai ky ham trade open ker ky support ya resistance tak profit hasil ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

      Dear jab market aik hi level se bar bar wapis jati hai mean agar kisi resistance ya support se wapis aati hai to aus time ap ko ye pata hona chaye k ye level kafi zayda strong hai aor ais se ap market mai trade laga sakty hai market jab koi strong level ko break karti hai to aus se next level tak jati hai agar ap ne ais market mai trade lagani ho to aus time ap ko resistance ya support level par koi candle stick pattern banati hai to aus time ap ais market mai trade laga skaty hai aor aus level se acha profit bana skaty hai kun k market resistance aor support level ki kafi zayda respect karti hai aor ain k hisab se moment karti hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko apny chart par resistance aor support level draw kar leny chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

        Dear friend forex trading main jab market bar bar aik he point sy wapis ati ha to is matlab ha wahan pe support ya resistance both strong ha or market bar bar is ko torny ki kosish karti ha or jab strong support or resistance ki waja sy market bounce back ho jati ha is main hum log acha stop loss or take profit istamal kar k acha profit hasil kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar analysis karny hon gy support or resistance level ko find karna ho ga or us k mutabiq trading karni ho jis sy hum kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

          jab bhi market aik support ya resistance level ko bar bar touch karti hai tu es ka mtlb hota hai ky wo level utna he ziada strong hota hai ky wo toot nahi raha hai aur jab asa level level toot jata hai tu market main bohut he achi movement hot hai aur fast hoti hai es lea ap ko tab wait karna chahea us level ky break hony ka and secondly ap ager uss say rejection ho kar market main koi rejection formation banti hai tab bhe ap wahan say mukhalif simmat main order lay sakty hain aur aik short term ky lea order lay kar profit earn kar sakty hain es lea forex trading main ham sab ko support aur resistance level ko samjhna chahea kyon ky market main sb say ziada value en ki hoti hai aur market respect bhi enhi level ko daiti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

            Aesa tou hota ha jab market kisi bhi up ya down trend per nah chal rehi ho tou phir bar bar aik hi support and resistance mein move hoti hai kabi support per ponch jati ha phir kabi resistance ki taraf chal perti ha isi time pe tou hamary pas trade lagany ka bahout acha chance hota ha jab market support and resistance sy aik pe ponch chuki ho tou retrace hony pe jab trade laga li jati ha tou agli support and resistance tak trade chalti ha tou bahout acha profit bi ban jata ha jab bi market bar bar support and resistance say bar bar bounce ker rehi ho ham ko trade laga leni chahiey phir ham kuch dair wait kerty hein tou ham ko forex trade sy bahout acha profit bi mil jata ha jab market kisi bi pair meni isi tarha move kerna shuru kery tou ham ko trade lagani chahiey aor bar bar laga ker her bar profit mein close kerni chahiey
            • #7 Collapse

              Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
              Agr market aik he support ya resistance sy bar bar bounce back ho jay to iska kya mtlb ho skta hai?
              Forex trading Ek bahut hi Achcha Karya bar hai agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hoga Hamen samajh Lena chahiye ke is business Mein market 24 hours open rahti hai ISI ki vajah se market ki movement bhi Har ek second hoti hai aur bahut hi critical Hoti Hai Jiski vajah se Hamen ismein kam karna bahut hi jyada Mushkil ho jata hai agar aap market ko samajhna bhi bahut jyada Jaruri hota hai Kintu jab tak Ham market ko acche tarike se understand Nahin Karenge Hamen is bar Mein Achcha bonus Hasil Nahin ho sakta aur na hi Ham acchi kamai kar Sakenge isliye bahut hi Soch Samajh Kar kam karna aur acchi Jankari ke sath kam karna chahie
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya mtlb hai?

                Agr market bar bar aik support ya resistance sy bounce back ho to kya matlab hay gee dear brother aap ka sawal acha hay ky ager aap achi planning ky sath sath quilty wali posts kerain taky aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex business main souch samajh ker trading kerain gay too aap ko zaroor kamyabi hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main aap say market ka analysis kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi planning ky sath sath quilty wali posts kerain taky aap zaroor acha bonus hasail ker ky aap achi trading ker sakhty hain lykeen ager aap achi earning kerna chahaty hain too aap ko mehnaat kerni parti hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X