Money management k kai rules hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management k kai rules hai?
    Dear hum ne agar ais market mai koi trade lagani ho to aus par hum ko money management k hisab se trade lagani hoti hai agar hum ais market mai achy money management k rules ki baat kary to kon se hai jin se hum ais market mai acha profit bana sakty hai aor account ko safe bhi rakh sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management k kai rules hai?

    trading forex trading main money managment k sath trading karny main hmain bara fida hota hai q k yah hmary iye zyda eham role play krti hai q k jub hum apni trading main money managment ks ath trading karty hain tu hmain hmari trading main loss hony k chnaces kam ho jaty hain or sub he tradors apni trading main loss ko cover karny or loss ko kam se kam ho es trha apni trading karty hain es k liye hmain apni trading main sub he tool ko achi trha se use kar k trading karni hogi jis main na tu llach hoga or na he hmari trading main risk ka factor hoga money managment ko qaiim rakhny k liye hamain apni trading main chand baton ka khas khyal rkhna hoga jis se humari trading save rah skti hain
    1: jis trading method ko bhi use kiya ja rha hai stop loss ko use krna kbhi na bholen yah apki trading main loss ko kam or apk account kos ave rakhta hai,
    2: take profit ko itna high na rakhen k apki market apk take profit tak he na ponch saky.
    3: small lot k sath trading karen ayse loss hony k chances kam hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Money management k kai rules hai?

      Trading kay Doraan jab koi trade open kerni hoti hai tou bohat kuch daikhna hota hai. Forex traders iss baat ko bohat simple samajhtay hain kay market mai gaey aur koi bhi pair ya commodity ki movement daikh kay trade open ker li aur profit ka wait shuru ker Dia jaey. Aisa mumkin nahi hai. Forex trading kay Doraan important baat he ye hai kay apnay account ko manage kaisay kerna hai. Forex trading mai account balance ko manage kerna seekhna chaiye. Jab bhi trade open kerni ho tou pehlay account balance, equity aur free margin ko zarur watch karain. Trade open kertay huay uss ka spread zarur daikhain. Trade open ker lainay kay baad free margin aur spread ki wajah say honay wala margin aur equity yaad rakhain. Phir apni trading commodity ya pair ki price ko watch karain. Iss Tarah profit mai jatey he trader ko pata chall Jata hai kay uss ko profit ho chuka hai ya loss chal raha hai
      • #4 Collapse

        Re: Money management k kai rules hai?

        ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Forex trading company management ke sath trading karne mein hamen bahut bada fayda hota hai aur isase hamen bahut jyada fayda ho sakta hai aur yah bahut achha roll Ada karti hai money management ke sath mein trading karte hue hamare trading mein launch hone ke chances bahut kam ho jaate Hain aur ismein success hone ke chances bahut jyada ho jaate Hain agar Ham money management ke sath chale to Ham ismein kamyab ho sakte hain successful trader hamesha money money money ke sath chalta hai jisse trading method upyog Kiya ja raha hai stop loss use ke naam bahut jyada jaroori hai stop loss hamara kaun aata hai jata haimoney management se sabse Ham dur hote hain inmein se ek roll yah hai ki ismein stop loss istemal kiya jaaye aur uske alava ismein dusra roorkee hai ki har trade mein take profit use kiya jaaye trade profit ko itna hi na rakhen ki aap ki market aapke take profit Tak heena. Sake aur aapas mein kamyab na ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Money management k kai rules hai?

          money mangement aik khud rules forex trading main jiss ky bgair ham forex main success nahi ho sakty hain kyon ky jab tak ham money ko mange nahi karain gay tab tak hmra account roz wash ho ga jiss say ham big big lot laga akr account ko wash karty rahain gay aur kabhi bhi es main ham success nahi hon gay money mangement ky rules ki aik simple se example main ap day daita hun ager ap ky pas 100 doller ka account hai tu es main ap ka ju rule hai wo yeh apply ho ga ky ap 0.02 ki lot say ziada lot nahi laga sakty hain es le ager ap ziada lgain gay tu ap es rule say put ho jain gay jiss say ap forex main apna he ziada nuksan karain gay es lea forex main kabhi bhi koi trader es rules ky bgair kamyab nahi ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Money management k kai rules hai?

            Forex market main trade kerty huey money management bahot zaruri hoti hai ky agar ham apni her open ki jany wali trade main lot size apny balance ky hisab sy lagaen tou hamain agar open trade main loss hota hai tou bhi loss itna zyada nehi hota ky jis ko ham recover bhi na ker sakain hamain money management ky sath trade open kerny per calculated loss hota hai jis ko ham easily recover bhi ker lety hain agar hamain money management kerna ati hai tou ham apni investment per hamesha kam sy kam risk ky ker trade continue kerty hain isky ham Bary let as sy bhi bach sakain aur hamari equity bhi maintained rehy jab hamari equity maintain rehti hai tou hamain phir loss bhi ho raha ho tou koi farq nehi perta ky sath sath kuch trades main hamain profit bhi hasil ho raha hota hai jo hamary equity ko maintain rakhta hai

            Money management aur risk management main koi bahot zyada farq nehi hai money management main ham forex market main apni experience ky hisab sy kuch amount investment kerty hain jis per ham trade continue kerty huey achi earning bhi ker sakty hain jabky risk management main ham ny apni investment per trade open kerna hoti hai ky ham kitni bari lot use kerty huey trade open ker ky continue kerty hain aur same open trade ko ham kitny profit main ya loss main close kerty hain taky hamain overall trades main profit hi haiso jo saky

            Jab ham forex market main trade kerty huey money management bhi ker lety hain aur risk management bhi tab tak forex market main jo bhi trade open kerty hain tou same open trade main hamain agar profit hasil hota hai tou ham acha profit main trade close ker sakty hain jabky agar hamari open trade main hamain loss hota hai tou bahot limit loss hota hai jis ky bahd ham phir trade main profit bhi hasil ker lety hain
            • #7 Collapse

              Re: Money management k kai rules hai?

              Dear friend agr ham money management k sath trading karty han to hamy loss ka dar ni hota or ham achi earning b kar sakty han apna account safe rakh kar apna account wash hony sy bcha sakty han money management m hamy sb chezon ko dhyan m rakh kr trading karni ho gi tbi ham successful hon gy money management m stop loss or take profit asy tools han jin k zriay ham achi trading kar k earning kar sakty han is k alawa hamy agr apna account wash hony sy bachna hy or safe rakhna hy to humy over trading sy bachna ho ga choti trades open kar k thora thora profit hasil karna ho ga zyada ka lalich kar k agr ham bari trades open karty han or bot sari trades aik bar open kar lyty han to humy kuch bi hasil ni hota is leay humy hmasha money management k sath trading karni chaey
              • #8 Collapse

                Re: Money management k kai rules hai?

                forex trading main money managment k sath trading karny ka yha matlab hota hai k hum apni trading main kis trha se loss ko kam kar skty hain or apny account kos ave rakh skty hain money managment k liye sub se pahly har tradors ki yahi soch honi chahye k osy apny account ko madh e nazar rakhty howe trdaing karni hai jis se osy acha profit bhi mil jay or apni trading main loss ko bhi na hony de es k liye forex main money amangment ki jati hai or kamyab traading ki ja skti hai forex main apny account ko save rakhny k liye hmain forex trading main small lot k sath trading karni chahye jis se hmain loss bhi kam hota hai or hmari trading main risk bhi kam hota hai pher jis trade main risk kam hota hai os main loss bhi kam hota hai or account wash hony ka dar bhi nahi hota hai es k ilwa forex main hum jo bhi trading k methd ko use karty hain os main hmain stop loss ka se lazmi krna chahye ayse hamari trading save rah skti hai or hum os main kamyab ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Money management k kai rules hai?

                  Real forex market Mein kam karte hue money management bahut jaruri hai Jis Ke bagair Ham kabhi bhi Prophet Hasil nahin kar sakte money management ke sath reading karte hue Hamen loss Kadar Nahin Hota aur ham acchi earning bhi kar sakte hain aur Apna account save Rakhe apna account watch hone se bacha sakte hain money management Mein Hamen Sab chijon Ko Dhyan Mein rakhkar trading Karni Hogi tabhi Ham successful ho sakte hain money management Mein stop loss take profit as a tool Hai Jisko Ham Madhya Najar rakhte Hue acchi Adnan kar sakte hain aur success Hasil kar sakte hain money management aur risk Manager mein koi bahut jyada Fark Nahin Hai Money management mein forex market Mein Apne experience ke hisab se Kuchh amount investment Karte Hain Jis per Ham trade continue khate Hain acchi earning bhi kar sakte hain Jab Ke risky management Mein Humne apni investment per trade open karna hoti hai ki Ham Kitni bar Badi lot use karte hue trade open karke continue karte hain aur same opentrade ko Ham kitne profit ya loss Mein close Karte Hain Taake Hamen overal trades Mein profit Hasil ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management k kai rules hai?

                    Dear forex trading mein money management k sath kam karyn gy tu faida hoga aur aur money manegment k jitny rules hain unko follow karna chahye money management mein jitni bhi cheezyn aa jati hain unko achi tarha study kar k use karyn jaisa k agar apka account chota hai apka balance kam hai tu kabhi bhi bari lot mat lagayn aur aik se zayada trade mat open karyn aur agar apka account chota hai tu leavrage bhi kam rakhyn aur jab bhi trade lagayn tu stop loss aur take profit lagana mat bhoolyn aur risk mat lyn jab bhi trade lagayn tu pehly achi tarha se analysis kar lyn aur technical analysis k sath sath fundamental analysis par bhi tawaju dyn aur agar news p trading karni ho tu pending oreders lagaya karyn aur agar ap maney management k sath kam karyn gy aur rules ko follow karyn gy tu achi earning hogi.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                      Dear hum ne agar ais market mai koi trade lagani ho to aus par hum ko money management k hisab se trade lagani hoti hai agar hum ais market mai achy money management k rules ki baat kary to kon se hai jin se hum ais market mai acha profit bana sakty hai aor account ko safe bhi rakh sakty hain.
                      Trader apny rules ko kudh banata hai. Woh rules jo us ki mistake ki waja sy banty hain. Money management bhout he bara topic hai jis ko har trader sahi tarha samjye or kudh apni money management kar kay trade ko kar saka hai.Jo trader zaida loss karty hain un ki waja yeh hai un ko naih pata chalta hai kay aik time mai kitni trades ko open ya close kar sakty hain or kaisy trade ko achy sy manage kar kay achi earning ki ja sakti hai. Money management kar kay ap apni trade mai achi changes or achi earning kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X